|
|
|
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
6th January 2009, 09:35 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
muskurahat ki meethaas kho gayi
pahechan alag banane ki pyaas kho gayi
jee lete hum bhi sab se ghul mil kar
par zindagi jeene ki aas kho gayi
|
Saleeka ho agar bheegii huyii aankho ko padne ka
to Bahate huye aaNsoo bhii baat karte hain
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th January 2009, 09:48 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
Saleeka ho agar bheegii huyii aankho ko padne ka
to Bahate huye aaNsoo bhii baat karte hain
|
mashruf si zindagi mein kaun yaha sawaal jawaab karte hain
ab toh ankhen bhi bahete huwe har aasu ka hissab karte hain
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
6th January 2009, 10:01 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mashruf si zindagi mein kaun yaha sawaal jawaab karte hain
ab toh ankhen bhi bahete huwe har aasu ka hissab karte hain
|
m
aankho main basii unki tasbeer ko itna cahate hain
apnii hii aankh ke aansuon se use saaf kiya karte hain
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th January 2009, 10:09 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
m
aankho main basii unki tasbeer ko itna cahate hain
apnii hii aankh ke aansuon se use saaf kiya karte hain
Dilip
|
ankhon mein basi jo tasveer
assuvon ke sang beh jayege
chubhengi tumhe kaaten ki tarah
tute sapne ankhon mein reh jayegi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
6th January 2009, 10:13 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ankhon mein basi jo tasveer
assuvon ke sang beh jayege
chubhengi tumhe kaaten ki tarah
tute sapne ankhon mein reh jayegi
|
dil ki gaharaiyon main basii surate.n nahi badla kartiin
hon yade chahe kitnii bhii puraanii. *****a nahi kartiin....
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th January 2009, 10:33 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
dil ki gaharaiyon main basii surate.n nahi badla kartiin
hon yade chahe kitnii bhii puraanii. *****a nahi kartiin....
Dilip
|
surat mein kya hai insaan ki fitrat badal jati hai
badalti duniya mein har ek hasrat badal jati hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
6th January 2009, 11:08 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
surat mein kya hai insaan ki fitrat badal jati hai
badalti duniya mein har ek hasrat badal jati hai
|
merii chahat unkii nafarat takaraayii baar baar
itna waqt beet gaya kuchh bhii nahi badlaa........
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th January 2009, 11:17 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
merii chahat unkii nafarat takaraayii baar baar
itna waqt beet gaya kuchh bhii nahi badlaa........
Dilip
|
waqt ke saath halaat badal jate hai
halaat ke saath insaan badal jate hai
waqt ko waqt dena padta hai
waqt ke saath imaan badal jate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
6th January 2009, 11:34 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
waqt ke saath halaat badal jate hai
halaat ke saath insaan badal jate hai
waqt ko waqt dena padta hai
waqt ke saath imaan badal jate hai
|
phool Murjha Gaye Per Bahar Wohii Hai..
Dur Ho aap Hum Se Per Pyar Wohii Hai..
Mana Ke Mil Nahi Paate Aap Say Hum..
Magar In Ankhon Mein Intazar Wohii Hai..
Har Lahma Jal Raha Yaad Main Tumhaarii
Chera Badal Gaya per Insan Wohii Hai
Bhool Jaun unko Asa To Mumkeen Nahi
Mohbbat Takmeel Hai Ilzaam Wohii Hai nm
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
Last edited by dilip200; 6th January 2009 at 11:38 AM..
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th January 2009, 01:11 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
phool Murjha Gaye Per Bahar Wohii Hai..
Dur Ho aap Hum Se Per Pyar Wohii Hai..
Mana Ke Mil Nahi Paate Aap Say Hum..
Magar In Ankhon Mein Intazar Wohii Hai..
Har Lahma Jal Raha Yaad Main Tumhaarii
Chera Badal Gaya per Insan Wohii Hai
Bhool Jaun unko Asa To Mumkeen Nahi
Mohbbat Takmeel Hai Ilzaam Wohii Hai nm
|
pathjhad si hai zindagi vo bahar na raha
faaslon ke darmiyan ab vo pyaar na raha
ajnabi is jaha mein kisi ka intezaar na raha
jasbaat badal gaye vo insaan na raha
bewafa the vo par unpar ilzaam na rah
tuta dil liye firte hai koi kaam na raha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
6th January 2009, 07:36 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
pathjhad si hai zindagi vo bahar na raha
faaslon ke darmiyan ab vo pyaar na raha
ajnabi is jaha mein kisi ka intezaar na raha
jasbaat badal gaye vo insaan na raha
bewafa the vo par unpar ilzaam na rah
tuta dil liye firte hai koi kaam na raha
|
Jis din se chala hoon kabhii mudkar nahi dekha
maine koii guzra huaa manzar nahi dekha ........ ( bashir ji )
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 07:55 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
muskurahat ki meethaas kho gayi
pahechan alag banane ki pyaas kho gayi
jee lete hum bhi sab se ghul mil kar
par zindagi jeene ki aas kho gayi
|
muskurahat ki meethaas khone nahi denge
khushiya tumhare daman ki kam hone nahi denge
jab tak hain nihar tumhare dosto ki list main
khuda kasam tumhe jindagi se uudas hone nahi denge
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 08:04 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ankhon mein basi jo tasveer
assuvon ke sang beh jayege
chubhengi tumhe kaaten ki tarah
tute sapne ankhon mein reh jayegi
|
sapne to aakhoon me baste hain
tut to kambakht dil jata hain
aakheen wahi ki wahi thehri rehjati hai
jab sath jamana **** jata hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 08:09 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
surat mein kya hai insaan ki fitrat badal jati hai
badalti duniya mein har ek hasrat badal jati hai
|
badalta kuch nahi aapne aap is jamane me
halat hi sab badal dete hain
jinse rakho wafa ki umeed
wohi yaaro dhokha dedete hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 08:14 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
phool Murjha Gaye Per Bahar Wohii Hai..
Dur Ho aap Hum Se Per Pyar Wohii Hai..
Mana Ke Mil Nahi Paate Aap Say Hum..
Magar In Ankhon Mein Intazar Wohii Hai..
Har Lahma Jal Raha Yaad Main Tumhaarii
Chera Badal Gaya per Insan Wohii Hai
Bhool Jaun unko Asa To Mumkeen Nahi
Mohbbat Takmeel Hai Ilzaam Wohii Hai nm
|
murja ne ke baad phool khila nahi karte
door jane wale wapas aaya nahi karte
yeh to hum hain jo tumhari yaado me kuch likha karte hain
warna ghutghut kar marne wale koi kaam kiya nahi karte
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 08:20 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
pathjhad si hai zindagi vo bahar na raha
faaslon ke darmiyan ab vo pyaar na raha
ajnabi is jaha mein kisi ka intezaar na raha
jasbaat badal gaye vo insaan na raha
bewafa the vo par unpar ilzaam na rah
tuta dil liye firte hai koi kaam na raha
|
patjhad si duniya me bhi pyar bhar deda hoon
faaslo ko mita kar najdikiya badha deta hoon
e bewafa. tu bewafai, bewafa ki aakhri haad tak karna
kyo ki teri bewafai me bhi me wafa dhundh leta hoon
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 08:28 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
Jis din se chala hoon kabhii mudkar nahi dekha
maine koii guzra huaa manzar nahi dekha ........ ( bashir ji )
|
e musafir chal ne wale
kabhi mudkar bhi dekhliya kar
aapno ko hi tu piche **** aaya hain
uunhe alvida to kehdiya kar
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
6th January 2009, 09:30 PM
e musafir chal ne wale
kabhi mudkar bhi dekhliya kar
aapno ko hi tu piche chood aaya hain
uunhe alvida to kehdiya kar
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th January 2009, 03:44 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
Jis din se chala hoon kabhii mudkar nahi dekha
maine koii guzra huaa manzar nahi dekha ........ ( bashir ji )
|
mudkar dekhe bhi toh kise
vo humsafar humse aage nikal gaya
laakh koshish ki aage jane ki
par dil guzre manzar par tahar gaya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th January 2009, 03:52 AM
Quote:
Originally Posted by nihar
e musafir chal ne wale
kabhi mudkar bhi dekhliya kar
aapno ko hi tu piche chood aaya hain
uunhe alvida to kehdiya kar
|
dekhte rahete hai mud mud kar piche
socha apno ko chhor kar aage aa gaye
par apna toh koi nazar nahi aata
lagta hai hum khud hi piche rah gaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 12:05 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dekhte rahete hai mud mud kar piche
socha apno ko chhor kar aage aa gaye
par apna toh koi nazar nahi aata
lagta hai hum khud hi piche rah gaye
|
SAB TUMHARE AAPNE HI HAIN PICHE CHUTE HUWE
UNHE NAZRO SE NAHI DIL KI NIGAH SE DEKHA KARO
KAI RISTOON PAR DHUL JAMA RAKHI HAIN TUMNE
UNHE KUCH BOOLNE KA MOUKA TO DEDIYA KARO
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th January 2009, 12:10 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
SAB TUMHARE AAPNE HI HAIN PICHE CHUTE HUWE
UNHE NAZRO SE NAHI DIL KI NIGAH SE DEKHA KARO
KAI RISTOON PAR DHUL JAMA RAKHI HAIN TUMNE
UNHE KUCH BOOLNE KA MOUKA TO DEDIYA KARO
|
Apne hi rishton mein uljha hai dil
Har rishton se jaese rutha hai dil
Jab bhi diya unhe mauka dil ne
Tab tab bedardi se tuta hai dil
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 12:54 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
Apne hi rishton mein uljha hai dil
Har rishton se jaese rutha hai dil
Jab bhi diya unhe mauka dil ne
Tab tab bedardi se tuta hai dil
|
ruthe huwe dil ko mana lenge hum
tute huwe ristoon ko bana lenge hum
sath agar aapka mila berukhi zindagi me
to khushiyoon ko aapke kadmome juka denge hum
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th January 2009, 12:58 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
ruthe huwe dil ko mana lenge hum
tute huwe ristoon ko bana lenge hum
sath agar aapka mila berukhi zindagi me
to khushiyoon ko aapke kadmome juka denge hum
|
tuta dil na ab manega kisi bhi bahanae se
ghaat pad jayegi tute rishten banane se
chaahe bicha de kadmon mein zamane bhar ki khushiya
ab toh khushiyan bhi na baaz aye dil dukhane se
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 01:11 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tuta dil na ab manega kisi bhi bahanae se
ghaat pad jayegi tute rishten banane se
chaahe bicha de kadmon mein zamane bhar ki khushiya
ab toh khushiyan bhi na baaz aye dil dukhane se
|
zindagi ne cheen liya chain e karar dil ka
fir bhi tahe dil se muskura raha hoon main
ek din haraunga zindagi ko wafa kar mout se
issi liye aaj khushiyaan mana raha hoon main
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th January 2009, 01:19 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
zindagi ne cheen liya chain e karar dil ka
fir bhi tahe dil se muskura raha hoon main
ek din haraunga zindagi ko wafa kar mout se
issi liye aaj khushiyaan mana raha hoon main
|
mili hai zindagi mein beintah dard ke dil se sirf aha nikli
diya jis ne bhi vo dard dil se uske liye sirf dua nikli
socha karaar milega maut ki pahelu mein jaa kar
ab bhi zinda hun kambakt maut bhi bewafa nikli
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
7th January 2009, 06:53 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mili hai zindagi mein beintah dard ke dil se sirf aha nikli
diya jis ne bhi vo dard dil se uske liye sirf dua nikli
socha karaar milega maut ki pahelu mein jaa kar
ab bhi zinda hun kambakt maut bhi bewafa nikli
|
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaTii hai
jaane kis zulm kii paa_ii hai sazaa yaad nahii.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 07:49 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaTii hai
jaane kis zulm kii paa_ii hai sazaa yaad nahii.n
|
Saza Dey Sila Dey, Bana Dey Mita Dey
Magar tuu Koi Faisla To Suna Dey !
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 10:11 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Saza Dey Sila Dey, Bana Dey Mita Dey
Magar tuu Koi Faisla To Suna Dey !
|
kise de saza sila bhi kise de
kise banay hum uujad bhi kise de
galti to humari hi thi jo unhe samaj nahi paye
aab tu hi bata khuda aapni taqdeer ko mita kaise de
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 10:17 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
kise de saza sila bhi kise de
kise banay hum uujad bhi kise de
galti to humari hi thi jo unhe samaj nahi paye
aab tu hi bata khuda aapni taqdeer ko mita kaise de
|
apni taqdeer se sabko shikayat kyoN hai,
Jo mil na saka usi se mohabbat kyoN hai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 10:23 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
apni taqdeer se sabko shikayat kyoN hai,
Jo mil na saka usi se mohabbat kyoN hai
|
chale jaenge woh bich rah **** kar muje
kash yeh pehle pata hota to mohabbat hi na karta
guzar deta sari umar unhi aakele aakele
mohabbat karne ke baad pachtawa to na karta
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 10:31 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
chale jaenge woh bich rah **** kar muje
kash yeh pehle pata hota to mohabbat hi na karta
guzar deta sari umar unhi aakele aakele
mohabbat karne ke baad pachtawa to na karta
|
Good
Na kabhi dur hai hum unse na woh humare pass hai
mohabbat hain unse itna har pal unka hi ehesaas hai
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
7th January 2009, 10:37 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
chale jaenge woh bich rah **** kar muje
kash yeh pehle pata hota to mohabbat hi na karta
guzar deta sari umar unhi aakele aakele
mohabbat karne ke baad pachtawa to na karta
|
Bhai aapne toh mera haal hi suna diya..... Khoob bahut khoob....
Unki khushyo.n ki khatir sajde kiye, kya kasoor kar liya
Unse mohabbat karne ka, gunaah zaroor kar liya
Aisi bhi kya khata thi meri, jiski saza mein maut dedi
Muhjhe mohabbat sikha ke khudko, mujhse door kar liya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 10:39 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Good
Na kabhi dur hai hum unse na woh humare pass hai
mohabbat hain unse itna har pal unka hi ehesaas hai
-Diya
|
paas koi kise ke hota nahi
sab door hi khade hote hain
mohabbat to naam hi uuska hain
jaha sab dil se jude hote hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 10:41 PM
Main ne kab kaha ki mujhe tumse mohabbat nahiN hai
bas chahat ki Ekrar karna hume aate nahiN hai
Waqt ke saath chalte hue raahi hai hum
hume waqt ke sitam ka andaaza nehin hai ....
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 10:44 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Main ne kab kaha ki mujhe tumse mohabbat nahiN hai
bas chahat ki Ekrar karna hume aate nahiN hai
Waqt ke saath chalte hue raahi hai hum
hume waqt ke sitam ka andaaza nehin hai ....
nm
|
waqt ke sath chalne ki baat karte ho
aur waqt ke sitam ka aandaaza nahi rakhte
kehte ho mohabbat tumse beshumar karte hain
aur ikrar karne ka hosla bhi nahi rakhte
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
7th January 2009, 10:46 PM
Mat do ye mohabbat hi duhai mujhe
Mehboob ki shakal mein haiwaan nazar aata hai
Jis Shehar mein rehte hain deewane sabhi
Wo sheher mujhe kabristaan nazar aata hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 10:49 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
waqt ke sath chalne ki baat karte ho
aur waqt ke sitam ka aandaaza nahi rakhte
kehte ho mohabbat tumse beshumar karte hain
aur ikrar karne ka hosla bhi nahi rakhte
|
Na ekraar kar paaye,
na inkaar kar paaye,
jo tha hamaari zindagi
chala gaya hume chor ke
aur hum ek sawaal bhi naa kar paaye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
7th January 2009, 10:52 PM
Ek ne tera dil dukhaya
Tune kisi aur se badla chukaya
Ye kaisa insaaf hai tera zaalim
Tune laash ke badle 1 zinda ko dafnaya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 10:59 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Ek ne tera dil dukhaya
Tune kisi aur se badla chukaya
Ye kaisa insaaf hai tera zaalim
Tune laash ke badle 1 zinda ko dafnaya
|
Zaalim Zamaana Humse Rooth Gaya Hai
Mere Dil Ka Sheesha Toot Gaya Hai
Kabhi Uss Ke Haath Thei Meri Haathon Mein
Mujhse Uss Ka Haath Aaj Chhot Gaya Hai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|