|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 11:01 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Ek ne tera dil dukhaya
Tune kisi aur se badla chukaya
Ye kaisa insaaf hai tera zaalim
Tune laash ke badle 1 zinda ko dafnaya
|
dafan to unho ne humko kardiya hain
badnamee ka kafan dediya hain
hum to aaj bhi unke intezaar main baithe hain
lagta hain hum ne duniya main galti se janam liya hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 11:07 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
dafan to unho ne humko kardiya hain
badnamee ka kafan dediya hain
hum to aaj bhi unke intezaar main baithe hain
lagta hain hum ne duniya main galti se janam liya hain
|
yahaN to Dard hi dard....
Us ajnabi ka youn na intezaar karo
Is aashiq dil ka na aitbaar karo
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso
Itna kabhi na kisi se pyaar karo
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 11:10 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
yahaN to Dard hi dard....
Us ajnabi ka youn na intezaar karo
Is aashiq dil ka na aitbaar karo
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso
Itna kabhi na kisi se pyaar karo
|
pyar to ho chuka yaaro
aab to tanhai hi humari hain
pyar se daar lagta hain aab
chot jo dil pe khai hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
7th January 2009, 11:14 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
pyar to ho chuka yaaro
aab to tanhai hi humari hain
pyar se daar lagta hain aab
chot jo dil pe khai hain
|
Rootha thaa jis garoor se woh b to yaad ker
Aankhoun main teri aaj yeh aansoo fazool hain
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 11:16 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Rootha thaa jis garoor se woh b to yaad ker
Aankhoun main teri aaj yeh aansoo fazool hain
|
Ashq seene main kam jyada aankhooN meiN mile
jo bhi mile hume yahaN hijaaboN meiN mile
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
7th January 2009, 11:19 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Ashq seene main kam jyada aankhooN meiN mile
jo bhi mile hume yahaN hijaaboN meiN mile
|
Rakh Bhi Hawaoun Mein Urra Karti Thi Kabhi
Lekin Ab Kisi Ke Paas Jalane Ko Dil Nahi Hay
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 11:25 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Rakh Bhi Hawaoun Mein Urra Karti Thi Kabhi
Lekin Ab Kisi Ke Paas Jalane Ko Dil Nahi Hay
nm
|
Mahobbat ke aaunsuon ke taar gale ke haar hote hain,
unhe kab chain aata hai jo mahobbat-e-dil ke bimar hote hain. .
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 11:25 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Rakh Bhi Hawaoun Mein Urra Karti Thi Kabhi
Lekin Ab Kisi Ke Paas Jalane Ko Dil Nahi Hay
nm
|
kisi se jalna aur kisi ko jalana yeh kaam hi chood do
jite hain sab gum ke saye me yaha sab ko aapne haal pe hi chood do
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
7th January 2009, 11:27 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
kisi se jalna aur kisi ko jalana yeh kaam hi chood do
jite hain sab gum ke saye me yaha sab ko aapne haal pe hi chood do
|
ek harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
khud apnay liye us ne likha to bohat roya
pehle bhi shikastoon pe khai thi shikast us ne
laikin wo tere hathoon haara to bohat roya
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 11:35 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ek harf tasali ka, ek lafz mohabbat ka
khud apnay liye us ne likha to bohat roya
pehle bhi shikastoon pe khai thi shikast us ne
laikin wo tere hathoon haara to bohat roya
nm
|
apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar roya
jab bhi roya charaaghon ko bujha kar roya
haath bhii jaate hue wo to mila kar na gaya
main ne chaha jise seene se laga kar roya
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th January 2009, 11:38 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar roya
jab bhi roya charaaghon ko bujha kar roya
haath bhii jaate hue wo to mila kar na gaya
main ne chaha jise seene se laga kar roya
nm
|
aaj kaal yahi haal hum sab ka hain
tabhi to log kehte hain ki shayar yeh kab ka hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
7th January 2009, 11:40 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
aaj kaal yahi haal hum sab ka hain
tabhi to log kehte hain ki shayar yeh kab ka hain
|
ye kis maqaam pe pahunchaa diyaa zamaane ne
ki ab hayaat pe teraa bhii iKhtiyaar nahiin
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th January 2009, 11:43 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
aaj kaal yahi haal hum sab ka hain
tabhi to log kehte hain ki shayar yeh kab ka hain
|
ek song yaad aagayi....
Main shaayar to nahin, magar ae haseen
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko shaayari aa gayi
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
8th January 2009, 01:08 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
ek song yaad aagayi....
Main shaayar to nahin, magar ae haseen
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko shaayari aa gayi
|
Mujhe shayar ke naam se na pukaro doston, main shayri karta nahin
Lahoo jo rista hai zakhmo se, usse apna fasana tamaam likhta hu
Kagaz ke naam par mere paas, meri bas zindagani hai,
Apne seene pe khanjar se, apne mehboob ka naam likhta hu
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th January 2009, 06:20 AM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Mujhe shayar ke naam se na pukaro doston, main shayri karta nahin
Lahoo jo rista hai zakhmo se, usse apna fasana tamaam likhta hu
Kagaz ke naam par mere paas, meri bas zindagani hai,
Apne seene pe khanjar se, apne mehboob ka naam likhta hu
|
zindagi mein kabhi kisi se itna pyar na karo
roye tamam umr yaadon aesa yaar na karo
mehboob banjaye zakham aur mohabat khanjar
apne hi haathon khanjar seene ke paar na karo
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th January 2009, 06:25 AM

Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
8th January 2009, 02:39 PM
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th January 2009, 03:06 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se
|
Uss Fizaa Mein Bhi Jalte Rahe Hum kisi K Liye FARAZ
Jahan Chirag Taraste Thay Roshni K liye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th January 2009, 03:33 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se
|
kitne parwane jaal jaye raaz yeh paane ke liye
shamma jalne ke liye hai ya fir jalane ke liye
[Not Mine]
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Last edited by Praneeta; 8th January 2009 at 03:36 PM..
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th January 2009, 03:36 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Uss Fizaa Mein Bhi Jalte Rahe Hum kisi K Liye FARAZ
Jahan Chirag Taraste Thay Roshni K liye
|
Andhere dil mein roshni na huwi chiraag jalane se
Mohabat si ho gayi hai ab hume iss veerane se
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Last edited by Praneeta; 8th January 2009 at 04:15 PM..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th January 2009, 04:58 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
Andhere dil mein roshni na huwi chiraag jalane se
Mohabat si ho gayi hai ab hume iss veerane se
|
Dil Ki Galiyon Ko Meri Veeran Kar Key,
Mohabbat Kay Janaazey Ka Saman Kar Kay,
Kahan Chal Diye Tum Anjan Ban Kay,
Dil I Galiyon Ko Meri Veeran Ker Kay.
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
8th January 2009, 05:20 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil Ki Galiyon Ko Meri Veeran Kar Key,
Mohabbat Kay Janaazey Ka Saman Kar Kay,
Kahan Chal Diye Tum Anjan Ban Kay,
Dil I Galiyon Ko Meri Veeran Ker Kay.
|
tuu bevafaa tuu maharabaa.n ham aur tujh se badagumaa.n
ham ne to puuchhaa thaa zaraa ye vaqt kyuu.n Thaharaa teraa
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th January 2009, 05:35 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil Ki Galiyon Ko Meri Veeran Kar Key,
Mohabbat Kay Janaazey Ka Saman Kar Kay,
Kahan Chal Diye Tum Anjan Ban Kay,
Dil I Galiyon Ko Meri Veeran Ker Kay.
|
Chale gaye vo vapas na aane ko
Di nai zakham hume rulane ko
Aate hai kai tarike unhe dil dukhane ko
kahe kya hai dard hum kaese zamane ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th January 2009, 05:40 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
tuu bevafaa tuu maharabaa.n ham aur tujh se badagumaa.n
ham ne to puuchhaa thaa zaraa ye vaqt kyuu.n Thaharaa teraa
|
duboke reth ka mahal abhi abhi ki laher gaya
guzre waqt pe na jane kyu mera dil taher gaya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
8th January 2009, 06:40 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
duboke reth ka mahal abhi abhi ki laher gaya
guzre waqt pe na jane kyu mera dil taher gaya
|
maloom hai hashr kya hoga reth pe banaye mahal ka
fir bhii log aksar asii nadani kar hii baithte hain.....
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th January 2009, 08:24 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
maloom hai hashr kya hoga reth pe banaye mahal ka
fir bhii log aksar asii nadani kar hii baithte hain.....
Dilip
|
PHOLON KI KAHANI TO AKSAR AA AA KER SUNAI LOGON NE
KAANTON PE GUZARTI HAI KYA KYA YE BAAT CHUPAI LOGON NE
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
8th January 2009, 08:31 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
PHOLON KI KAHANI TO AKSAR AA AA KER SUNAI LOGON NE
KAANTON PE GUZARTI HAI KYA KYA YE BAAT CHUPAI LOGON NE
nm
|
jazbaat kii kaliyaa.N chunanaa hai
aur pyaar kaa tohfaa denaa hai
logo.n kii nigaahe.n kuchh bhii kahe.n
logo.n se hame.n kyaa lenaa hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th January 2009, 08:39 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jazbaat kii kaliyaa.N chunanaa hai
aur pyaar kaa tohfaa denaa hai
logo.n kii nigaahe.n kuchh bhii kahe.n
logo.n se hame.n kyaa lenaa hai
|
Yun Milli Jo Nigahein Mohobbat Itfaq Ho Gai,
Rah Mein Chalte Chalte Unse Mulakat Ho Gai,
Jab Se Basaya Hai Unhe Nigahon Mein Apni,
Humein Pata Na Chala Kab Din Kab Raat Ho Gai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
9th January 2009, 03:37 PM
Kyu deta hai inlzaam bewafai ka unhe
Kehta hai teri kaash unhone na rulaya hota
Milte na wo jo tujhe raah-ae-zindagi mein..
"Ehsaas" tujhe jeena bhi kisne sikhaya hota?
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th January 2009, 07:31 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Kyu deta hai inlzaam bewafai ka unhe
Kehta hai teri kaash unhone na rulaya hota
Milte na wo jo tujhe raah-ae-zindagi mein..
"Ehsaas" tujhe jeena bhi kisne sikhaya hota?
|
ik Khalish ko haasil-e-umr-e-ravaan rahane diyaa
jaan kar ham ne unhen naameharabaan rahane diyaa
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th January 2009, 07:31 PM
hinaa kaa rang ye hargiz nahii.n hai sach bataa zaalim
ye kis ka phuul saa dil tuu ne paao.n se masal Daalaa
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th January 2009, 07:37 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
hinaa kaa rang ye hargiz nahii.n hai sach bataa zaalim
ye kis ka phuul saa dil tuu ne paao.n se masal Daalaa
|
aaj dil ki bat zaban tak lana kitna mushkil hai.
haal e dil aoroon ko sunana kitna mushkil hai.
aik humain hai teri chahat,aik dunya ki majbori.
bech samandar diya jalana kitna mushkil hai.
tum dunya kay shedai ho,main sapnoon ka bashinda.
saath humain yun tera nibhana kitna mushkil hai.
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th January 2009, 07:43 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
aaj dil ki bat zaban tak lana kitna mushkil hai.
haal e dil aoroon ko sunana kitna mushkil hai.
aik humain hai teri chahat,aik dunya ki majbori.
bech samandar diya jalana kitna mushkil hai.
tum dunya kay shedai ho,main sapnoon ka bashinda.
saath humain yun tera nibhana kitna mushkil hai.
|
Do qadam aankh rooye gi phir sakuuN ah jayega
Is tarah tere na milne se jeena muskil ho jayega
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th January 2009, 07:48 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Do qadam aankh rooye gi phir sakuuN ah jayega
Is tarah tere na milne se jeena muskil ho jayega
|
ik tum to ho ki pal bhar ko bhulaaye naheen jaate
ik ham hain ki khud ko bhee naheen aaye kabhee yaad
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th January 2009, 08:04 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ik tum to ho ki pal bhar ko bhulaaye naheen jaate
ik ham hain ki khud ko bhee naheen aaye kabhee yaad
|
Bin Tere Her Baat Adhori Lagti Hai !!
Bin Tere Her Raat Adhori Lagti Hai !!
Kho Jaon Mein Jub Teri Yaadon Mein !!
Mujh Ko Meri Zaat Adhori Lagti Hai !!
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th January 2009, 08:19 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Bin Tere Her Baat Adhori Lagti Hai !!
Bin Tere Her Raat Adhori Lagti Hai !!
Kho Jaon Mein Jub Teri Yaadon Mein !!
Mujh Ko Meri Zaat Adhori Lagti Hai !!
|
wahhhhhhhhhhh diya....its awesome.....
Nazar mere dil ki padi hai har shai par,
Jidhar dekhti hu wohi ru-ba-ru hai...
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
9th January 2009, 08:46 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
wahhhhhhhhhhh diya....its awesome.....
Nazar mere dil ki padi hai har shai par,
Jidhar dekhti hu wohi ru-ba-ru hai...
|
Na poocho mujhse haal-e-bayan aashiqon ka
Kuch bhi kar guzarte hain apne pyaar ke liye
Ajeeb chaal chalte hain ye pyaar karne wale
Aankhe band karte hain deedar ke liye......
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th January 2009, 09:27 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Na poocho mujhse haal-e-bayan aashiqon ka
Kuch bhi kar guzarte hain apne pyaar ke liye
Ajeeb chaal chalte hain ye pyaar karne wale
Aankhe band karte hain deedar ke liye......
|
Deewangi Se Kam Na Thi Kuch Apni Justuju !!
Hum Bewafa Jahan Mein Wafa Dhondte Rahe !!
Mehromiyo Ke Door Mein Kin Hasraton Ke Sath !!
Hum Pathar Ke Dil Mein KHUDA Dhondte Rahe !!
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
9th January 2009, 09:32 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Deewangi Se Kam Na Thi Kuch Apni Justuju !!
Hum Bewafa Jahan Mein Wafa Dhondte Rahe !!
Mehromiyo Ke Door Mein Kin Hasraton Ke Sath !!
Hum Pathar Ke Dil Mein KHUDA Dhondte Rahe !!
nm
|
Rote toh patthar bhi hain jharne ki aad mein
Kyu samajhte ho ye patthar dil roya nahin hoga
Palkein jhukate hi dikhta hai tera chehra jise
Socho ye zakhmi "Ehsaas" kabse soya nahin hoga
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th January 2009, 09:45 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Rote toh patthar bhi hain jharne ki aad mein
Kyu samajhte ho ye patthar dil roya nahin hoga
Palkein jhukate hi dikhta hai tera chehra jise
Socho ye zakhmi "Ehsaas" kabse soya nahin hoga
|
Qasid Payam-e-Shauq Ka Itna Na Kar Taveel !!
Bus Itna Un Se Kehna Ke Aankhain Taras Gai !!
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|