|
|
|
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
9th January 2009, 10:20 PM
Mat poocho mujhse unki bewafaai ka aalam
Mera mehboob mere qatl ka shauk rakhta hai
Aur is qadr bawafa hai mera dil kya batau
Ho har aarzoo kabool unki, dua karta hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th January 2009, 10:28 PM
Mumkin ho aap say to bhula dijiye mujhe
pathar pay hoon lakeer mita dijiye mujhe
her roz mujh say taza shikayat hay aap ko
mein kia hoon ek baar bata dijiye mujhe
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
9th January 2009, 10:35 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Mumkin ho aap say to bhula dijiye mujhe
pathar pay hoon lakeer mita dijiye mujhe
her roz mujh say taza shikayat hay aap ko
mein kia hoon ek baar bata dijiye mujhe
nm
|
Hai Waqt bahot kam Saath bitane me;
Ise na gawana kabhi ruthne manane me;
'RISHTA' to humne bandh hi liya he aapse;
Bas thoda sa Saath de dena ise Nibhane me
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
9th January 2009, 11:16 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Hai Waqt bahot kam Saath bitane me;
Ise na gawana kabhi ruthne manane me;
'RISHTA' to humne bandh hi liya he aapse;
Bas thoda sa Saath de dena ise Nibhane me
|
jamana lag jata hain ek sacha rishta bana ne me
tut jata hain koi bhi rishta samay ke koi thikane me
rakhna wafa ki puri umeed humse chahe kuch bhi ho
jaan bhi chali jay to parwah nahi, isse nibhane me
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
9th January 2009, 11:55 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
jamana lag jata hain ek sacha rishta bana ne me
tut jata hain koi bhi rishta samay ke koi thikane me
rakhna wafa ki puri umeed humse chahe kuch bhi ho
jaan bhi chali jay to parwah nahi, isse nibhane me
|
Jo toot jaaye waqt ki maar se, woh pyaar kuchha hota hai
***** kar bhi jo bhulaya na jaaye, woh yaar suchha hota hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
10th January 2009, 12:03 AM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Jo toot jaaye waqt ki maar se, woh pyaar kuchha hota hai
***** kar bhi jo bhulaya na jaaye, woh yaar suchha hota hai
|
bewafa ki bewafai ko yaad karte karte
kyo puri zindagi aapni barbad karte ho
chala to jata nahi waqt ke sath humse
fir kyo waqt se har pal fariyaad karte ho
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
10th January 2009, 10:30 AM
Quote:
Originally Posted by nihar
bewafa ki bewafai ko yaad karte karte
kyo puri zindagi aapni barbad karte ho
chala to jata nahi waqt ke sath humse
fir kyo waqt se har pal fariyaad karte ho
|
FARIYAAD WAKT SE KI HOTI TO AJ HUM JUDA NA HOTE
YAAD BIN BULAYE AAYI HOTI TO DUNIYA ME KHUDA NA HOTE
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Guest
|
10th January 2009, 11:00 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
FARIYAAD WAKT SE KI HOTI TO AJ HUM JUDA NA HOTE
YAAD BIN BULAYE AAYI HOTI TO DUNIYA ME KHUDA NA HOTE
|
yun to jindgi mein har khawaab puraa nahi hota
gar hota main apne yaar ke bin adhuraa nahi hota..vicky
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
10th January 2009, 06:15 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
yun to jindgi mein har khawaab puraa nahi hota
gar hota main apne yaar ke bin adhuraa nahi hota..vicky
|
taqdiir kaa shikavaa be-maanii jiinaa hii tujhe manzuur nahii.n
aap apanaa muqaddar ban na sake itanaa to ko_ii majabuur nahii.n
[Majrooh Sultanpuri]
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
10th January 2009, 06:25 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
taqdiir kaa shikavaa be-maanii jiinaa hii tujhe manzuur nahii.n
aap apanaa muqaddar ban na sake itanaa to ko_ii majabuur nahii.n
[Majrooh Sultanpuri]
|
Khud Karta Hai Majboor Mujhe Khudkushi Pe Wo ;
Phir Ye Bhi Dekhta Hai Kahin Mar Gaya Na Ho.
- Sunilastin Mastghan
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
10th January 2009, 06:37 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Khud Karta Hai Majboor Mujhe Khudkushi Pe Wo ;
Phir Ye Bhi Dekhta Hai Kahin Mar Gaya Na Ho.
- Sunilastin Mastghan
|
Gila aap se nahi koi,
Gila hum apni majbooriyon se karte hain.
Aap aaj hamare karib naa sahi.....
Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain.
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
12th January 2009, 05:29 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Gila aap se nahi koi,
Gila hum apni majbooriyon se karte hain.
Aap aaj hamare karib naa sahi.....
Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain.
|
"dooriyo.N ki na parwaah kijiye,
jab jii chahe bulla lijiye,
main guzra waqt nahi,
ki lout ke phir aa na sakuN"
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th January 2009, 06:10 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"dooriyo.N ki na parwaah kijiye,
jab jii chahe bulla lijiye,
main guzra waqt nahi,
ki lout ke phir aa na sakuN"
-nm
|
Har Baar Mujhe Zakhm-E-Judai Na Dia Kar
Agar Tu Maira Nahin To Mujhe Dikhai Na Dia Kar
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
12th January 2009, 06:53 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Har Baar Mujhe Zakhm-E-Judai Na Dia Kar
Agar Tu Maira Nahin To Mujhe Dikhai Na Dia Kar
nm
|
ab ke yuN dil ko sazaa dii hamne
us kii har baat bhulaa dii hamne
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th January 2009, 06:53 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Har Baar Mujhe Zakhm-E-Judai Na Dia Kar
Agar Tu Maira Nahin To Mujhe Dikhai Na Dia Kar
nm
|
yaadon kii ek bhiir mere saath chhor kar
kyaa jaane vo kahaan merii tanhaaii le gayaa
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th January 2009, 06:55 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ab ke yuN dil ko sazaa dii hamne
us kii har baat bhulaa dii hamne
|
Beniyaaz-e-gham-e-paimaan-e-wafa ho jaana
tum bhii aouroN ki tarha mujh se juda ho jaana
maiN bhi palkoN pe saja looNga lahoo ki boondeiN
tum bhi paa-basta-e-zaNjeer-e-hina ho jaana
Khalq ki saNgzaani hai meri khataoN ka sila
tum tu masoom ho, tum door zara ho jaana
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
12th January 2009, 10:36 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
yaadon kii ek bhiir mere saath chhor kar
kyaa jaane vo kahaan merii tanhaaii le gayaa
nm
|
yaa rab! Gam-e-hijraa.N me.n itanaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa
ik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat
yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
-Charag Hasan Hasrat
[Gam-e-hijraa.N=sorrow of separation] [dast-e-duaa=hands raised in prayer]
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
13th January 2009, 09:46 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
yaa rab! Gam-e-hijraa.N me.n itanaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa
ik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat
yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
-Charag Hasan Hasrat
[Gam-e-hijraa.N=sorrow of separation] [dast-e-duaa=hands raised in prayer]
|
Dhadknon main unki apana pata doondte rahe
unkhi wafa ki baton me hum wafa doonte rahe
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
13th January 2009, 10:24 AM
Chhodo Ehd-e-Wafa Ki Baaten Kyun Jhote Iqrar Karei.n
Kal Main Bhi Sharminda Hon Ga Kal Tum Bhi Pachtao Gay
(faraz)
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Guest
|
13th January 2009, 12:07 PM
wo din or the mere sang jamaana hasta tha
mehkhaane mein gaye to pemaana hasta tha
ab har tarf bekraari hai tanhaai rehti hai mere
wo wakt or tha jab mere liye wo begaana hasta tha
vicky
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
13th January 2009, 02:42 PM
Dil ke zakhmo.n pe mere pyaar kaa marham rakh do
beqarari mein mujhe kuch to qaraar aa jaaye....nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
ek mazedaar sher jawaab me.n -
13th January 2009, 02:56 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Dil ke zakhmo.n pe mere pyaar kaa marham rakh do
beqarari mein mujhe kuch to qaraar aa jaaye....nm
|
marham kaa naam leke na zaKhmo.n ko chhe.Diye
marham bhalaa kahaa.N se namak_daan me.n aa gayaa
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
13th January 2009, 03:54 PM
shikwa-e-zulmat-e-shab kar-kar ke halkaan mat karna is dil ko..
dushman hai zamaana iske haatho me namak dani hai.........nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
14th January 2009, 10:13 AM
Log Mutthiyon meN namak liye firte hain
Apne zakhm yun har kisi ko dikhyaa na kigiye....
( bashir Badra ji )
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
14th January 2009, 10:29 AM
zhakm Khana To Mere Dost Hai Fitrat Meri
Dil Hai Hazir Jo Tu Khanjar Bhi Chalana Chahe..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
14th January 2009, 07:50 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
zhakm Khana To Mere Dost Hai Fitrat Meri
Dil Hai Hazir Jo Tu Khanjar Bhi Chalana Chahe..nm
|
itni hai srf meri Mohabbat ki Daastaa'n
ik Shakhs tha jo zakh'm-e-shanaasayi de gaya
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
14th January 2009, 07:56 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
itni hai srf meri Mohabbat ki Daastaa'n
ik Shakhs tha jo zakh'm-e-shanaasayi de gaya
nm
|
wo mera naam sunkar kucch jara sharma se jaate hain
bahut mumkin hai kal iskaa mohbaat naam ho jaye......
NM
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
14th January 2009, 07:59 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
itni hai srf meri Mohabbat ki Daastaa'n
ik Shakhs tha jo zakh'm-e-shanaasayi de gaya
nm
|
Meri mohabbat ki bhi dekho shuru kahan kahani hui
Uski baahoin mein aakar jab khatm zindagani hui
Jaate jaate bhi mera dil uski ibadat karta raha
Marne ke baad bhi "Ehsaas" ik "Bewafa" pe marta raha
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
14th January 2009, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
wo mera naam sunkar kucch jara sharma se jaate hain
bahut mumkin hai kal iskaa mohbaat naam ho jaye......
NM
|
haaye...unka yu hi muje pehro dekhte rehna,
mumkin hai ruswai hamara anjaam ho jaye....
lamha.........
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
14th January 2009, 08:04 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Meri mohabbat ki bhi dekho shuru kahan kahani hui
Uski baahoin mein aakar jab khatm zindagani hui
Jaate jaate bhi mera dil uski ibadat karta raha
Marne ke baad bhi "Ehsaas" ik "Bewafa" pe marta raha
|
woh naadim hue qatl karne ke baad
mili zindagi mujhko marne ke baad
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
14th January 2009, 08:08 PM
Tere shauq mein, kya se kya ho gaye hum ..
Haqiqat the, Aik khawaab sa ho gaye hum ..
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
14th January 2009, 08:19 PM
Khwaab toh dekha tha maine bhi, tujhe apna banane ka
Haaye isi khwahish mein khud sapna ban gaya "Ehsaas"
kuch na diya taqdeer ne teri yaad ke zakhmo se ke siwa
Aur de diye apne lahoo se likhne ki khatir kuch alfaaz
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
14th January 2009, 08:21 PM
Fasaana gham-e-ishq ka, kehte Kehte,
Kaise tod dete Dil tera apne haathon se
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
14th January 2009, 10:06 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Fasaana gham-e-ishq ka, kehte Kehte,
Kaise tod dete Dil tera apne haathon se
|
aaGaaz to hotaa hai anjaam nahii.n hotaa
jab merii kahaanii me.n uska naam nahii.n hotaa
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
15th January 2009, 07:29 PM
Koun rakhta hai naam ko yaad
log chehra bhool jate haiN
tum baat karte ho samandar ki
log aankhooN meiN dub jate haiN
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
15th January 2009, 09:48 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Koun rakhta hai naam ko yaad
log chehra bhool jate haiN
tum baat karte ho samandar ki
log aankhooN meiN dub jate haiN
nm
|
Wafaa-e-samandar ki khwahish, Hausla boond bhar neer ka bhi nahin
Mohabbat mein doobne waalon ka, haal aisa hai
Milta hai Sukoon aashiqon ko iksi bediyon mein jakadkar bhi
Suna hai Mohabbat ka, jaal aisa hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
15th January 2009, 09:54 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Wafaa-e-samandar ki khwahish, Hausla boond bhar neer ka bhi nahin
Mohabbat mein doobne waalon ka, haal aisa hai
Milta hai Sukoon aashiqon ko iksi bediyon mein jakadkar bhi
Suna hai Mohabbat ka, jaal aisa hai
|
jab teraa hukm milaa tark muhabbat kar dii
dil magar is pe vo dha.Dhakaa ki qayaamat kar dii
-Ahmed Nadeem Qasim
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
15th January 2009, 10:11 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
jab teraa hukm milaa tark muhabbat kar dii
dil magar is pe vo dha.Dhakaa ki qayaamat kar dii
-Ahmed Nadeem Qasim
|
Meri haal bhi kuch tujhsa hi hai
Dil lagane ki saza yahi hai
Gam e judaai toh seh bhi leta
Qatal hone ka magar maza yahi hai
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
15th January 2009, 10:15 PM
Kaise guzari kayamat ki wo raat to dekho.....
Kaise hui meri zindgi barbaad to dekho......
Kisne kiya Qatl,faisla baad me karna.....
Pahle humare khoon se range unke haath to dekho......
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
15th January 2009, 10:22 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Kaise guzari kayamat ki wo raat to dekho.....
Kaise hui meri zindgi barbaad to dekho......
Kisne kiya Qatl,faisla baad me karna.....
Pahle humare khoon se range unke haath to dekho......
nm
|
Kal raat fir se ek ajeeb gunaah ho gaya
Mashooq ki khatir Mehboob fanaah ho gaya
Is ashiq ki maut bhi, mashhoq ki aarzoo thi
Kal fir ek diljala paagal tabaah ho gaya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|