|
|
|
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
15th January 2009, 10:25 PM
kis ko qaatil mai.n kahuu.N kis ko masiihaa samajhuu.N
sab yahaa.N dost hii baiThe hai.n kise kyaa samajhuu.N
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
15th January 2009, 10:34 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kis ko qaatil mai.n kahuu.N kis ko masiihaa samajhuu.N
sab yahaa.N dost hii baiThe hai.n kise kyaa samajhuu.N
nm
|
Sab nazar ka fer hai, apna apna nazariya hai
Koi qatal karta hai, koi qatal ho jaata hai
tere jo mann mein aaye wahi samjh le.
Mujhe mat suna, mere baap ka kuch nai jaata hai
he he he he
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
15th January 2009, 11:11 PM
MUJH SE BICHHDA MERA SAAYA YE AJAB BAAT HUI
HO GAYA TU BHI PARAAYA YE AJAB BAAT HUI.
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kis ko qaatil mai.n kahuu.N kis ko masiihaa samajhuu.N
sab yahaa.N dost hii baiThe hai.n kise kyaa samajhuu.N
nm
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
16th January 2009, 08:17 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
maloom hai hashr kya hoga reth pe banaye mahal ka
fir bhii log aksar asii nadani kar hii baithte hain.....
Dilip
|
naadani mein kho baethe jo the apne
chubte hai ankhon mein ab tute sapne
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
16th January 2009, 09:47 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
naadani mein kho baethe jo the apne
chubte hai ankhon mein ab tute sapne
|
ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa,
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa,
kaise mar-mar ke guzarii hai tumhe kya malum,
raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aaya!!!
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th January 2009, 10:56 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa,
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa,
kaise mar-mar ke guzarii hai tumhe kya malum,
raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aaya!!!
|
kahene ko kai fasaana baaki hai abhi
rone ko kai bahana baaki hai abhi
yu toh guzri hai bahot kuch iss dil par
phir bhi kai dard sahena baaki hai abhi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th January 2009, 01:04 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
kahene ko kai fasaana baaki hai abhi
rone ko kai bahana baaki hai abhi
yu toh guzri hai bahot kuch iss dil par
phir bhi kai dard sahena baaki hai abhi
|
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th January 2009, 01:15 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
|
mitane chale the har ik dard ko
khud mit kar rah gaye
kaleja aaj bhi tadapta hai soch kar
kya kya dard hum seh gaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th January 2009, 01:27 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mitane chale the har ik dard ko
khud mit kar rah gaye
kaleja aaj bhi tadapta hai soch kar
kya kya dard hum seh gaye
|
dil me.n Duubaa huaa jo nashtar hai
mere dil kii zubaa.N na ho jaaye
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th January 2009, 01:45 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
dil me.n Duubaa huaa jo nashtar hai
mere dil kii zubaa.N na ho jaaye
|
naasur ban kar jo chubhte hain dard dil mein
vo ankhon se neer ban kar chalakta hai
sahete hai har dard bezubaa ki tarah
dard mein bhi unke liye pyar panapta hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th January 2009, 01:50 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
naasur ban kar jo chubhte hain dard dil mein
vo ankhon se neer ban kar chalakta hai
sahete hai har dard bezubaa ki tarah
dard mein bhi unke liye pyar panapta hai
|
zamaanaa merii daastaaN pe ro rahaa hai aaj kyuuN
yehii to kal sunii gayii thii qahqahoN ke darmiyaaN
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th January 2009, 02:02 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
zamaanaa merii daastaaN pe ro rahaa hai aaj kyuuN
yehii to kal sunii gayii thii qahqahoN ke darmiyaaN
|
dasatan-e-dil aaj zamane ko samjh aaya
jab andheron mein kho gaya apna saya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
17th January 2009, 03:17 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
naadani mein kho baethe jo the apne
chubte hai ankhon mein ab tute sapne
|
honge kabhii to poore wo sapne purane
ye baat aur hai ki hum zinda hi na rahe.n
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th January 2009, 03:32 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
honge kabhii to poore wo sapne purane
ye baat aur hai ki hum zinda hi na rahe.n
Dilip
|
jeete ji na huwe vo apne humare
mar kar kya honge poore sapne purane
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
17th January 2009, 03:35 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
jeete ji na huwe vo apne humare
mar kar kya honge poore sapne purane
|
umr jalvo.n me.n basar ho ye zaruurii to nahii.n
har shab-e-Gam kii sahar ho ye zaruurii to nahii.n
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th January 2009, 03:40 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
umr jalvo.n me.n basar ho ye zaruurii to nahii.n
har shab-e-Gam kii sahar ho ye zaruurii to nahii.n
|
hum yaad unhe karte hai yeh majburi toh nahi
par yaad hum unko aaye yeh zaruri toh nahi
beshak naa ho unse tamam umr mulakaat
par nazron ki yeh duri koi duri toh nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
18th January 2009, 10:04 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
hum yaad unhe karte hai yeh majburi toh nahi
par yaad hum unko aaye yeh zaruri toh nahi
beshak naa ho unse tamam umr mulakaat
par nazron ki yeh duri koi duri toh nahi
|
Jhukii Huye Nazaron Ko Izhaar Mat Samajhna
Hoonton Kii Muskurahat Ko Ekraar Mat Samajhna
Dil Dhadhake Zor Se Isko Pyaar Mat Samajhna
Koi Haath Thaam Le Esko Saath Mat Samajhna.
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 05:19 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Jhukii Huye Nazaron Ko Izhaar Mat Samajhna
Hoonton Kii Muskurahat Ko Ekraar Mat Samajhna
Dil Dhadhake Zor Se Isko Pyaar Mat Samajhna
Koi Haath Thaam Le Esko Saath Mat Samajhna.
nm
|
har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota
har jagha taherna intezaar nahi hota
yu toh narzen miltin hai nazron se
par har nazar ka milna pyar nahi hota
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
19th January 2009, 09:35 AM
kitni dilkash hai uski khamoshi
saari baatein fizool ho jaise...
uska haskar nazar jhuka lena
saari shartey qubool ho jaise....nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 10:39 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
kitni dilkash hai uski khamoshi
saari baatein fizool ho jaise...
uska haskar nazar jhuka lena
saari shartey qubool ho jaise....nm
|
sharton pe zindagi jiya nahi karte
khamosh rah kar haal-e-dil baya nahi karte
maza toh tab hai jab nazar se nazar mile
jhuki nazron se izhaar kiya nahi karte
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th January 2009, 01:14 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
sharton pe zindagi jiya nahi karte
khamosh rah kar haal-e-dil baya nahi karte
maza toh tab hai jab nazar se nazar mile
jhuki nazron se izhaar kiya nahi karte
|
Khaamosh ai dil bharii mahafil me.n chillaanaa nahii.n achchhaa
adab pahalaa qariinaa hai mohabbat ke qariino.n me.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 01:20 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Khaamosh ai dil bharii mahafil me.n chillaanaa nahii.n achchhaa
adab pahalaa qariinaa hai mohabbat ke qariino.n me.n
|
bhari mehafil kiye humne aam
apne tute huwe dil ka paigaam
vo samjhe bas ek sher hai
jate jate de gaye wah wah ke salaam
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Last edited by Praneeta; 19th January 2009 at 01:23 PM..
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th January 2009, 01:32 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bhari mehafil kiye humne aam
apne tute huwe dil ka paigaam
vo samjhe bas ek sher hai
jate jate de gaye wah wah ke salaam
|
miT gayaa jab miTane vaalaa phir salaam aayaa to kyaa
dil kii barbaadii ke baad un kaa payaam aayaa to kyaa
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 01:36 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
miT gayaa jab miTane vaalaa phir salaam aayaa to kyaa
dil kii barbaadii ke baad un kaa payaam aayaa to kyaa
|
mit gaye ho mitane walen
par unke sitam na mit paye
shukr khuda ka barbaad dil ke naam
der se sahi par kuch paigaam toh aaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th January 2009, 01:58 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mit gaye ho mitane walen
par unke sitam na mit paye
shukr khuda ka barbaad dil ke naam
der se sahi par kuch paigaam toh aaye
|
payaam aaye haiN, phir eik sar-e-qaamat ke
mere wajod ko khaiNchay hai daar kaa mausam
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 02:26 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
payaam aaye haiN, phir eik sar-e-qaamat ke
mere wajod ko khaiNchay hai daar kaa mausam
|
wajud mera mere haathon se chhut raha hai
har mausam sukoon-e-dil loot raha hai
ab rahat kaese aaye aese aalam mein
jaha har dil sheeshen jaesa tute raha hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
19th January 2009, 02:36 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
wajud mera mere haathon se chhut raha hai
har mausam sukoon-e-dil loot raha hai
ab rahat kaese aaye aese aalam mein
jaha har dil sheeshen jaesa tute raha hai
|
ik tum ke dil me.n dard kisii Gair ke liye
ik ham ke dard ban gaye Khud aap ke liye
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 02:48 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
ik tum ke dil me.n dard kisii Gair ke liye
ik ham ke dard ban gaye Khud aap ke liye
nm
|
paraaye dard dil se lagaye baethe hai
ik bewafa se ulfat nibhaye baethe hai
socha katham karde unki yaadon ko
apne hi dil mein unki yaad basaye baethe hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
19th January 2009, 02:53 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
paraaye dard dil se lagaye baethe hai
ik bewafa se ulfat nibhaye baethe hai
socha katham karde unki yaadon ko
apne hi dil mein unki yaad basaye baethe hai
|
yaad unka kiya jata hai jo kiss manzil pe hai
unko kyoN yaad karoon woh to dil main hai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
19th January 2009, 03:04 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
yaad unka kiya jata hai jo kiss manzil pe hai
unko kyoN yaad karoon woh to dil main hai
|
Uff mere yaar ki ye nazakat, wo toh aag laga dete hain
Aashiyana kehke mere dil ko apna, ise roz jala dete hain
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th January 2009, 03:14 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
yaad unka kiya jata hai jo kiss manzil pe hai
unko kyoN yaad karoon woh to dil main hai
|
yu toh yaad kiya karte hai hum har apne bagaane ko
bhule bas unhe hai jo roshan karte hai dil ke veerane ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
19th January 2009, 05:34 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
yu toh yaad kiya karte hai hum har apne bagaane ko
bhule bas unhe hai jo roshan karte hai dil ke veerane ko
|
Veerano mein basne wale tanha nahin hote
Unka saath aksar unke dard-e-gum nibhate hain
Jab bhi paate hain akela apne rakhwale ko
Saath dene aankhon mein ashq chale aate hain
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th January 2009, 07:14 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Veerano mein basne wale tanha nahin hote
Unka saath aksar unke dard-e-gum nibhate hain
Jab bhi paate hain akela apne rakhwale ko
Saath dene aankhon mein ashq chale aate hain
|
karanaa hii pa.Degaa zabt-e-alam piine hii pa.De.nge yah aa.Nsuu
fariyaad-o-fuGaa.n se ai naadaan tauhiin-e-mohabbat hotii hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
19th January 2009, 07:36 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
karanaa hii pa.Degaa zabt-e-alam piine hii pa.De.nge yah aa.Nsuu
fariyaad-o-fuGaa.n se ai naadaan tauhiin-e-mohabbat hotii hai
|
Bewafaaiyan sehkar mehboob ki, gul-e-aashiqui khilta nahin
Lakh qaid kar lo khud ko, veerane mein, sukoon-e-dil milta nahin
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 03:27 AM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Veerano mein basne wale tanha nahin hote
Unka saath aksar unke dard-e-gum nibhate hain
Jab bhi paate hain akela apne rakhwale ko
Saath dene aankhon mein ashq chale aate hain
|
Chale the veerano mein
Saath apna dard-e-gum leke
Andheron mein saya bhi chhut gaya
Akele hai ab hum tanha dil leke
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 03:46 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
karanaa hii pa.Degaa zabt-e-alam piine hii pa.De.nge yah aa.Nsuu
fariyaad-o-fuGaa.n se ai naadaan tauhiin-e-mohabbat hotii hai
|
vo purasisheGam ko aaye hain kuchh kah na sakuuN chup rah na sakuuN
Kaamosh rahuuN to mushkil hai kah duuN to shikaayat hotii hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 03:49 AM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Bewafaaiyan sehkar mehboob ki, gul-e-aashiqui khilta nahin
Lakh qaid kar lo khud ko, veerane mein, sukoon-e-dil milta nahin
|
talaash karte the sukoon-e-dil ka
jo tha sukoon vo bhi kho gaya
lagaya tha baag ek phulon ka
vo chaman kaaton ka ho gaya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
20th January 2009, 12:06 PM
praneeta ji, aapse guzarish hai ke aap sirf aakhri sher ka jawaab dein...
kaanton ki chubhan pe phoolon ka maza bhi,
dil dard ke mausam me roya bhi hasa bhi..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 12:27 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
praneeta ji, aapse guzarish hai ke aap sirf aakhri sher ka jawaab dein...
kaanton ki chubhan pe phoolon ka maza bhi,
dil dard ke mausam me roya bhi hasa bhi..nm
|
zainy ji...sorry for any inconvenience i may have caused you. actually i saw other members doing it so where i thought i could answer i did so....sorry ma'am
gulashan ki faqat phuulon se nahin kaanton se bhi zinat hoti hai
jine ke liye iss duniyaa mein gam ki bhi zaruurat hoti hai
[Not Mine]
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
20th January 2009, 01:06 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
zainy ji...sorry for any inconvenience i may have caused you. actually i saw other members doing it so where i thought i could answer i did so....sorry ma'am
gulashan ki faqat phuulon se nahin kaanton se bhi zinat hoti hai
jine ke liye iss duniyaa mein gam ki bhi zaruurat hoti hai
[Not Mine]
|
are praneeta ji ismein sorry ki koi zaroorat nahi thi...zainy aisa bilkul nahin chahti thi........actually kai memebers sunte hi nahin kehne par...
apane Gam ko giit banaake gaa lenaa
raag puraanaa teraa bhii hai meraa bhii
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|