|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 02:04 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
are praneeta ji ismein sorry ki koi zaroorat nahi thi...zainy aisa bilkul nahin chahti thi........actually kai memebers sunte hi nahin kehne par...
apane Gam ko giit banaake gaa lenaa
raag puraanaa teraa bhii hai meraa bhii
|
koi baat nahi mausam ji...main ek achchi member hun toh main Zainy ji ki baat zarur maanungi...
jab chhord gaya saath apna meeth
gaate phirete the gam ke geeth
sar diya ilzaam touhin-e-mohabat
haye duniya ye teri kaesi reeth
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 02:24 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
jab chhord gaya saath apna meeth
gaate phirete the gam ke geeth
sar diya ilzaam touhin-e-mohabat
haye duniya ye teri kaesi reeth
|
Manti hai duniya mohabbat ko khuda
Aur ise karne walon ko gunehgaar kehti hai
Zamana karta hai zulm aashiqon par
Aur bewajah ilzaam taqdeer sehti hai.....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
20th January 2009, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Manti hai duniya mohabbat ko khuda
Aur ise karne walon ko gunehgaar kehti hai
Zamana karta hai zulm aashiqon par
Aur bewajah ilzaam taqdeer sehti hai.....
|
ki yehi mohabbaten hain tumse bhi mili,sochna tum bhi
main ab bhi vohi hun na badle tum,sochna tum bhi
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 02:37 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Manti hai duniya mohabbat ko khuda
Aur ise karne walon ko gunehgaar kehti hai
Zamana karta hai zulm aashiqon par
Aur bewajah ilzaam taqdeer sehti hai.....
|
taqdeer apni taqdeer pe roti hai
bewajah ilzaam saheti reheti hai
kaabile maafi nahi hoti yeh gunnah
jise duniya mohabbat kaheti hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 02:43 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
taqdeer apni taqdeer pe roti hai
bewajah ilzaam saheti reheti hai
kaabile maafi nahi hoti yeh gunnah
jise duniya mohabbat kaheti hai
|
Mohabbat gunaah nahin khuda ka nazrana hai
Ye sach maine bhi, mohabbat karke hi maana hai
Toota toh mera bhi dil hai, meboob ki bewafayi se
Par Usi mehboob ki inayat se isne dhadakna jaana hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 02:53 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Mohabbat gunaah nahin khuda ka nazrana hai
Ye sach maine bhi, mohabbat karke hi maana hai
Toota toh mera bhi dil hai, meboob ki bewafayi se
Par Usi mehboob ki inayat se isne dhadakna jaana hai
|
mehaboob ki bewafaayi ka sabab yaad aaya
ro pade hum vo jab yaad aaya
tuta dil iss kadar ki hum bikhar gaye
aaj phir hume woh tadap yaad aaya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 03:21 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mehaboob ki bewafaayi ka sabab yaad aaya
ro pade hum vo jab yaad aaya
tuta dil iss kadar ki hum bikhar gaye
aaj phir hume woh tadap yaad aaya
|
Uff ye teri tadap, ye teri mohabbat ka andaaz hai
Tere dil ki cheekh nahin, ye qayamat ka aagaaz hai
Mat suna apna dard-e-dil apne labon se deewane
Mainh bhi ek aashiq hu, mujhe tere zakhmo ka "Ehsaas" hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 03:43 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Uff ye teri tadap, ye teri mohabbat ka andaaz hai
Tere dil ki cheekh nahin, ye qayamat ka aagaaz hai
Mat suna apna dard-e-dil apne labon se deewane
Mainh bhi ek aashiq hu, mujhe tere zakhmo ka "Ehsaas" hai
|
kya dard hai seene mein ehsaas tumhe kya hoga
haal-e-dil mera fakat ik kahani hai zamane ke liye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
kya dard hai seene mein ehsaas tumhe kya hoga
haal-e-dil mera fakat ik kahani hai zamane ke liye
|
Mohabbat ka fasana fakat kahani nahin hoti
"Ehsaas" ko dard ka "Ehsaas" na samjhao dosto
Har ek tukda mere dil ka, lahoo ke ashq bahata hai
Is lahoo ko paani samajhkar, na bahao dosto
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th January 2009, 04:06 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Mohabbat ka fasana fakat kahani nahin hoti
"Ehsaas" ko dard ka "Ehsaas" na samjhao dosto
Har ek tukda mere dil ka, lahoo ke ashq bahata hai
Is lahoo ko paani samajhkar, na bahao dosto
|
ashiq ke daag lahoo se dhoye jate hai
dard ka ehsaas dil duboye jate hai
tudke dil ke huwe hazaar
har tudka dard se roye jate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 04:13 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ashiq ke daag lahoo se dhoye jate hai
dard ka ehsaas dil duboye jate hai
tudke dil ke huwe hazaar
har tudka dard se roye jate hai
|
Usne shayad kasam khayi thi, mujhe dard pahunchane ki
Isi khwahish ke chalte mere dil ko tukde tukde kar diya
Par dard se ghutna mar jana, mujhe manzoor na tha,
Har tukde ko "Ehsaas" hazaron ke naam kar diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 07:15 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Usne shayad kasam khayi thi, mujhe dard pahunchane ki
Isi khwahish ke chalte mere dil ko tukde tukde kar diya
Par dard se ghutna mar jana, mujhe manzoor na tha,
Har tukde ko "Ehsaas" hazaron ke naam kar diya
|
tujko kho kar bhi kyo saanso se teri khushboo na jaye,
jeet to payi hai mohabbat ne magar ajab maat ke saath
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 07:51 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tujko kho kar bhi kyo saanso se teri khushboo na jaye,
jeet to payi hai mohabbat ne magar ajab maat ke saath
|
Har dhadkan mein teri aahat sunaai deti hai
Zarre Zarre mein teri mohabbat dikhai deti hai
Majboor hai "Ehsaas" tujhe bhula nahin sakta
Majaar teri bawafayi ki duhaai deti hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 07:55 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Har dhadkan mein teri aahat sunaai deti hai
Zarre Zarre mein teri mohabbat dikhai deti hai
Majboor hai "Ehsaas" tujhe bhula nahin sakta
Majaar teri bawafayi ki duhaai deti hai
|
wahhhhhhhhhhhhhh................bahut khoob AMIT....
khizan ki dhoop se shikwa fazool hai 'mohsin'
mein yon bhi phool tha akhir mujhe bikharna tha....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
wahhhhhhhhhhhhhh................bahut khoob AMIT....
khizan ki dhoop se shikwa fazool hai 'mohsin'
mein yon bhi phool tha akhir mujhe bikharna tha....
|
Murjha jaata hi hai har phool bichad kar baag se
Ye phhol toh bas phool naam ka hai
Zamane wale jise Gobhi ka phool kehte hain
Bas ek wahi phool kuch kaam ka hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 08:07 PM
amittttttttttt....very funny......achche khase mood ki vaat laga di yaar....
Jazboon mein sadaqt ka bharam toot na jaay
mein tujh se bohat door hun milnay ki dua kar
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 08:17 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
amittttttttttt....very funny......achche khase mood ki vaat laga di yaar....
Jazboon mein sadaqt ka bharam toot na jaay
mein tujh se bohat door hun milnay ki dua kar
|
Kyu sajda karu khuda se, tujhse milane ka
Mere zarre zarre mein jab teri rawangi hai
Mujhe dekhna hai toh tu, palkein jhukake dekh
Tere katre katre mein, meri aashiqui hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 08:22 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Kyu sajda karu khuda se, tujhse milane ka
Mere zarre zarre mein jab teri rawangi hai
Mujhe dekhna hai toh tu, palkein jhukake dekh
Tere katre katre mein, meri aashiqui hai
|
awesome yaar..............
hoti hain mohabbat mein bhi kuch raaz ki batein
aise hi to iss khel mein dil hara nahi jata
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 08:29 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
awesome yaar..............
hoti hain mohabbat mein bhi kuch raaz ki batein
aise hi to iss khel mein dil hara nahi jata
|
Waah ri Mohabbat, kya taqdeer hai teri
Koi tujhe zindagi, koi khel kehta hai
Log kehte hain tujhe, dil.on ka "Ehsaas"
"Ehsaas" ka dil tujhe, logon ka mail kehta hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 08:34 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Waah ri Mohabbat, kya taqdeer hai teri
Koi tujhe zindagi, koi khel kehta hai
Log kehte hain tujhe, dil.on ka "Ehsaas"
"Ehsaas" ka dil tujhe, logon ka mail kehta hai
|
arey wahhhhhhh......lagta hai janab ko badi fursat hai aaj...
Haal-e-Dil Hum Bhi Sunate They Lekin
Jab Woh Rukhsat Huva , Tab Yaad Aaya
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 08:37 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
arey wahhhhhhh......lagta hai janab ko badi fursat hai aaj...
Haal-e-Dil Hum Bhi Sunate They Lekin
Jab Woh Rukhsat Huva , Tab Yaad Aaya
|
Mat poocho mujhse unki ruksati ki daastan
badi bedard wo tanha raat thi
4 kandho pe hum aur 4 kandho pe wo
Meri maiyaat uthi jab unki baraat thi
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 09:17 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Mat poocho mujhse unki ruksati ki daastan
badi bedard wo tanha raat thi
4 kandho pe hum aur 4 kandho pe wo
Meri maiyaat uthi jab unki baraat thi
|
fir bakwaas AMIT????
zindagee kya hai, kisi sehmii hui aankh se pooch
sirf ek khuwab pareshaan jo dekhaa na jaaye.....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 10:15 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
fir bakwaas AMIT????
zindagee kya hai, kisi sehmii hui aankh se pooch
sirf ek khuwab pareshaan jo dekhaa na jaaye.....
|
Shaadi ki daastan har kisi ki alag alag
Jise biwi mili woh bhi rota hai
Jise nahin mili woh bhi rota hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th January 2009, 10:24 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Shaadi ki daastan har kisi ki alag alag
Jise biwi mili woh bhi rota hai
Jise nahin mili woh bhi rota hai
|
ye kaisa link hai yaar.....mere sher ke jawaab me ye sher kuch samaj nahi aaya.....anyways...
is Khauf se vo saath nibhaane ke haq mein hai
khokar mujhe ye ladakii kahiin dukh se mar na jaaye
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
20th January 2009, 11:39 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
is Khauf se vo saath nibhaane ke haq mein hai
khokar mujhe ye ladakii kahiin dukh se mar na jaaye
|
Unhe lagta hai main unke saath hamdardi nibha raha hu
Bepanah mohabbat hai unse, kabse samjha raha hu
Ab toh lagta hai dil cheerkar hi dikhana padega unhe
Tab shayad majboor hokar, pyaar nibhana padega unhe
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st January 2009, 02:42 AM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Unhe lagta hai main unke saath hamdardi nibha raha hu
Bepanah mohabbat hai unse, kabse samjha raha hu
Ab toh lagta hai dil cheerkar hi dikhana padega unhe
Tab shayad majboor hokar, pyaar nibhana padega unhe
|
Dil cheerkar pyaar nahi dikhaayi jati
Mohabbat ki jazbah nahi samjhayi jati
Pyar ko tab samjha jata hai humdardi
Jab majburi mein pyaar hai nibhayi jati
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st January 2009, 10:37 AM
Na chaho kisi ko itna ki uski chahat tumhari majburi ban jaye.
Chaho kisi ko itna ke tumhara pyar uski zaroorat ban jaye
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
21st January 2009, 10:50 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
Na chaho kisi ko itna ki uski chahat tumhari majburi ban jaye.
Chaho kisi ko itna ke tumhara pyar uski zaroorat ban jaye
|
"Sar jukayoge tp pathar Devta ho jayega,
etna mat chaho usy wo bewaffa ho jayega"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st January 2009, 10:52 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
Na chaho kisi ko itna ki uski chahat tumhari majburi ban jaye.
Chaho kisi ko itna ke tumhara pyar uski zaroorat ban jaye
|
majburi mein chahaten nibhaate nahi
dil hum kisi ka dukhaate nahi
laakh tadapen unki yaadon mein hum
unhe hum kabhi bhi sataate nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
21st January 2009, 10:58 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
majburi mein chahaten nibhaate nahi
dil hum kisi ka dukhaate nahi
laakh tadapen unki yaadon mein hum
unhe hum kabhi bhi sataate nahi
|
aadamii aadamii se milataa hai
dil magar kam kisii se milataa hai
bhuul jaataa huu.N mai.n sitam us ke
vo kuchh is saadagii se milataa hai
-Jigar Moradabadi jii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st January 2009, 11:07 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
aadamii aadamii se milataa hai
dil magar kam kisii se milataa hai
bhuul jaataa huu.N mai.n sitam us ke
vo kuchh is saadagii se milataa hai
-Jigar Moradabadi jii
|
andaaz unke milne ka kuch aesa tha
qatl ho gaye aur khabr bhi na hui
hazaar aasun roye the unke yaad mein
unhe meri maut ki kadr bhi na hui
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
21st January 2009, 12:36 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
andaaz unke milne ka kuch aesa tha
qatl ho gaye aur khabr bhi na hui
hazaar aasun roye the unke yaad mein
unhe meri maut ki kadr bhi na hui
|
wo saamne se merey muskurakar nikal jati hai
kuch kahe bina chehra chhupakar nikal jati hai
usse gila kya karna wo to jindgi the meri par
abto maut bhi najrein churaakar nikal jati hai
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st January 2009, 12:42 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
wo saamne se merey muskurakar nikal jati hai
kuch kahe bina chehra chhupakar nikal jati hai
usse gila kya karna wo to jindgi the meri par
abto maut bhi najrein churaakar nikal jati hai
vicky
|
muskurana humara unhe gawara na hua
koi bhi iss dil ka sahara na hua
zindagi bhar ki gila zindagi se hum ne
kambakt yeh maut bhi humara na hua
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
21st January 2009, 01:00 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
muskurana humara unhe gawara na hua
koi bhi iss dil ka sahara na hua
zindagi bhar ki gila zindagi se hum ne
kambakt yeh maut bhi humara na hua
|
Na karo ye pyaar ye yaar ye aashiqui ki baatein mujhse
Tum jise kehte ho mohabbat usse Ehsaas khoon kehta hai
Ek ahsaan karo mujhpar doston, do duayein mujhe maut ki
Ke tum jise kehte ho maut, usse Ehsaas sukoon kehta hai
|
|
|
|
|
Guest
|
21st January 2009, 01:14 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Na karo ye pyaar ye yaar ye aashiqui ki baatein mujhse
Tum jise kehte ho mohabbat usse Ehsaas khoon kehta hai
Ek ahsaan karo mujhpar doston, do duayein mujhe maut ki
Ke tum jise kehte ho maut, usse Ehsaas sukoon kehta hai
|
jakham kitna gehra tha bharne par pata chalega
kya hoti hai tanhai ishk karne par pata chalega
abhi bichhadey to shayad tujhe gham hi na ho
kya hoti hai judai mere marne par pata chalega
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st January 2009, 02:23 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
jakham kitna gehra tha bharne par pata chalega
kya hoti hai tanhai ishk karne par pata chalega
abhi bichhadey to shayad tujhe gham hi na ho
kya hoti hai judai mere marne par pata chalega
vicky
|
zakham naye dete hai vo hume tadpane ke liye
bahaane dhund hi lete hai hume rulaane ke liye
unhe humse bichhadne ka gham kya hoga
jo bechain hai khud humse dur jaane ke liya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st January 2009, 02:53 PM
Socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar,
ab aur kis talash mein bechain hia nazar..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st January 2009, 03:02 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar,
ab aur kis talash mein bechain hia nazar..nm
|
nazron ki bechaini ka sabab yaad aaya
bhool baethe the jinhe vo ab yaad aaya
talash mein unki nikal pada yeh dil
jaese kisi banddhe ko rab yaad aaya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
21st January 2009, 08:19 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
nazron ki bechaini ka sabab yaad aaya
bhool baethe the jinhe vo ab yaad aaya
talash mein unki nikal pada yeh dil
jaese kisi banddhe ko rab yaad aaya
|
dil mein apne tum armaan sajaaye rakhna
apni jindgi ka mujhe hissa banaaye rakhna
aaj tum ho to har taraf ujaala hai mere
meri kabar pe bhi tum ek diya jalaaye rakhna
-vicky
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
21st January 2009, 09:13 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dil mein apne tum armaan sajaaye rakhna
apni jindgi ka mujhe hissa banaaye rakhna
aaj tum ho to har taraf ujaala hai mere
meri kabar pe bhi tum ek diya jalaaye rakhna
-vicky
|
Jo na dikhu tuhare janaze ke peeche
Toh mujhe bewafa na samajh lena
Bas ek baar apne janaze saamne
Mera janaze ko dekh lena
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|