|
|
|
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 11:51 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Zuban khamosh hai fir bhi dil ki baat na kahe sake
Nigahon mein likhe jazbaaton ki baat na samaj sake
Woh kudh jaante hai humari bebasi hum kya kahe
Aaj phir us gali se hum unka samna na kar sake
nm
|
kyun na ab hum dono ye gila door karein
kabhi dil se kabhi yun hi mila jaroor karein
dost kaha hai to saath hum nibhayenge
naraajgi me bhi ab hum khila jaroor karein
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 11:56 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
kyun na ab hum dono ye gila door karein
kabhi dil se kabhi yun hi mila jaroor karein
dost kaha hai to saath hum nibhayenge
naraajgi me bhi ab hum khila jaroor karein
vicky
|
majburi mein dost mila nahi karte
pathjhad mein phul khila nahi karte
ab dost kaha hai toh ilzaam bhi sahon
gaeron se hum gila nahi karte
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 11:57 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
majburi mein dost mila nahi karte
pathjhad mein phul khila nahi karte
ab dost kaha hai toh ilzaam bhi sahon
gaeron se hum gila nahi karte
|
Ye safar Dosti ka kabhi khatm na hoga,
Doston se pyaar kabhi kam na hoga.
Door rehkar bhi jab rahegi mehek iski,
Hamein kabhi bicchadne ka gham na hoga…
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 12:00 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Ye safar Dosti ka kabhi khatm na hoga,
Doston se pyaar kabhi kam na hoga.
Door rehkar bhi jab rahegi mehek iski,
Hamein kabhi bicchadne ka gham na hoga…
|
Doston ki daastan jab waqt sunata hai
Hume bhi koi dost yaad aata hai
Bhul jate hai hum jaha ki gum ko
Jab dost ke saath bitaya waqt yaad aata hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 12:01 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Ye safar Dosti ka kabhi khatm na hoga,
Doston se pyaar kabhi kam na hoga.
Door rehkar bhi jab rahegi mehek iski,
Hamein kabhi bicchadne ka gham na hoga…
|
Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere dost tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera dosti dil ko
Gham me bhi muskurana sikha diya.
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
hmmm..acha hai.. -
22nd January 2009, 12:05 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
Doston ki daastan jab waqt sunata hai
Hume bhi koi dost yaad aata hai
Bhul jate hai hum jaha ki gum ko
Jab dost ke saath bitaya waqt yaad aata hai
Not Mine
|
wo laut aayega teri jindgi mein
jiska intjar tujhe aaj bhi hai
mana ke wakt ne ki hai bewafai tujhse
magar meri duaaon me asar aaj bhi hai
|
|
|
|
|
Guest
|
oye thanku meri taarif ke liye -
22nd January 2009, 12:06 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere dost tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera dosti dil ko
Gham me bhi muskurana sikha diya.
|
aansuon ka kya sanam ye to ab aate hi rahenge
khushi to kabhi gham me hum bahaate hi rahenge
laakh kar bewafaai hum kuch na kahenge tujhe
diwaano ki tarah hum tujhe chahte hi rahenge
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 12:08 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
wo laut aayega teri jindgi mein
jiska intjar tujhe aaj bhi hai
mana ke wakt ne ki hai bewafai tujhse
magar meri duaaon me asar aaj bhi hai
|
chale gaye vo vapas na aane ko
jite hai hum bas zinda kahelane ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 12:09 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
aansuon ka kya sanam ye to ab aate hi rahenge
khushi to kabhi gham me hum bahaate hi rahenge
laakh kar bewafaai hum kuch na kahenge tujhe
diwaano ki tarah hum tujhe chahte hi rahenge
vicky
|
tere jaise deewana aaj tak nahin dekha
jahan dekha ladki wohi jaal fenka
-Sunita di
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:09 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
chale gaye vo vapas na aane ko
jite hai hum bas zinda kahelane ko
|
yaad gar karte ho to bus ek ehsaan kar dena
kaise rahe mere bagair wo bayaan kar dena
hum bhi seekhenge wo adaa khudko hasaane ki
chahe tanhai me tum humko bejaan kar dena
vicky
|
|
|
|
|
Guest
|
acha... -
22nd January 2009, 12:11 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
tere jaise deewana aaj tak nahin dekha
jahan dekha ladki wohi jaal fenka
-Sunita di
|
teri nafrat ko hum chahat me badal denge
teri aansu ko muskurahat me badal denge
bus tu ek baar bharosa kar mujhpe sanam
tere gham ko khushi ki aahat me badal denge
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 12:13 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
yaad gar karte ho to bus ek ehsaan kar dena
kaise rahe mere bagair wo bayaan kar dena
hum bhi seekhenge wo adaa khudko hasaane ki
chahe tanhai me tum humko bejaan kar dena
vicky
|
haal-e-dil apna baya kya kare
ehsaan tumpe ab hum kya kare
jo hai alaam teri hi maherbaani hai
ik bewafa se wafa kya kare
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:16 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
haal-e-dil apna baya kya kare
ehsaan tumpe ab hum kya kare
jo hai alaam teri hi maherbaani hai
ik bewafa se wafa kya kare
|
kabhi roothna bhoole to kabhi manaana bhooley
uski yaad jab aayi khud hum rulaana bhooley
sab hi sajj ke aaye the yun to mehfil mein uski
ek hum hi the jo use dekhke muskuraana bhooley
vicky
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 12:17 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
haal-e-dil apna baya kya kare
ehsaan tumpe ab hum kya kare
jo hai alaam teri hi maherbaani hai
ik bewafa se wafa kya kare
|
wafa bewafa ki baat hum nahin jante
mohabbat karna hai kiye ja rahe hai
roz roz jeene ki aarzoo lekar hum
mout ki intezaar main jiye ja rahe hain
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:20 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
wafa bewafa ki baat hum nahin jante
mohabbat karna hai kiye ja rahe hai
roz roz jeene ki aarzoo lekar hum
mout ki intezaar main jiye ja rahe hain
-Diya
|
ab to hum dushmano ki nafrat ko aajmaate hain
dost the wo mere jo ab dushmano me aate hain
pehle hum unke pyar se to ab waar se qatal hue
fir bhi diwaano ki tarah hum sirf unhe hi chahte hain
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 12:22 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
wafa bewafa ki baat hum nahin jante
mohabbat karna hai kiye ja rahe hai
roz roz jeene ki aarzoo lekar hum
mout ki intezaar main jiye ja rahe hain
-Diya
|
yu toh jite hai hum unki chah mein
kaaten biche har mohabbat ki rah mein
basse hai vo hi meri nighah mein
dhundon na unhe dushman-e-jaha mein
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 12:25 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
yu toh jite hai hum unki chah mein
kaaten biche har mohabbat ki rah mein
basse hai vo hi meri nighah mein
dhundon na unhe dushman-e-jaha mein
|
Dil ka dard ko yahan koun samjhe
na dost samjhe na dushman samjhe
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:28 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil ka dard ko yahan koun samjhe
na dost samjhe na dushman samjhe
|
apni kismat ko kosney se ab kya fayda
jaatey hue ko rokney se kya fayda
is ishk me milte hain gham hazzaron
khushi ke baare me sochne se kya fayda
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 12:29 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil ka dard ko yahan koun samjhe
na dost samjhe na dushman samjhe
|
dil ka dard dushman se nahi dost se paye hai
dekho mohabbat hume kis rah par laye hai
mit chuka wajud mere meri koi pahechaan nahi
yeh benaami ki zindagi hum phir bhi nibhaye hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:31 PM
aansuon se humne apni takdeer likhi hai
dard me doobkar ke dil ko cheer likhi hai
wo ghazal jise sunkar log khush hote rahe
wo humne dekhke uski tasveer likhi hai
vicky
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 12:34 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
aansuon se humne apni takdeer likhi hai
dard me doobkar ke dil ko cheer likhi hai
wo ghazal jise sunkar log khush hote rahe
wo humne dekhke uski tasveer likhi hai
vicky
|
wah wah ...............
kaise likhte hain tasveer hume bhi batao
yeh tarqeeb yaar hume bhi sikhao
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:39 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
wah wah ...............
kaise likhte hain tasveer hume bhi batao
yeh tarqeeb yaar hume bhi sikhao
|
kisi din tujhpar apna naseeb hum aajmaayenge
fir tujhe apne yar ki tasveer hum dikhaayenge
fir dil karey tera to ye adaa bhi seekh lena humse
bahri mehfil mein apne sang jab tumko hum rulaayenge
vicky
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 12:45 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
kisi din tujhpar apna naseeb hum aajmaayenge
fir tujhe apne yar ki tasveer hum dikhaayenge
fir dil karey tera to ye adaa bhi seekh lena humse
bahri mehfil mein apne sang jab tumko hum rulaayenge
vicky
|
yeh rone rulane ki baat aap kiya na karo
roz roz tadapke yaar jiya na karo
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd January 2009, 12:50 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
yeh rone rulane ki baat aap kiya na karo
roz roz tadapke yaar jiya na karo
|
hmmm
tere jaise dost ne hum nayi jindgi di hai
hanskar jeeney ki nayi bandgi di hai.. vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 01:13 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
hmmm
tere jaise dost ne hum nayi jindgi di hai
hanskar jeeney ki nayi bandgi di hai.. vicky
|
dosti ka naam bandagi hai
dost sang bite pal zindagi hai
bin kahe dukh dard samjhe dost
doston se hi har khushi hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
22nd January 2009, 02:07 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dosti ka naam bandagi hai
dost sang bite pal zindagi hai
bin kahe dukh dard samjhe dost
doston se hi har khushi hai
|
dost ban ban ke mile mujhako miTaanevaale
mai.n ne dekhe hai.n kaii ra.ng badalanevaale
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd January 2009, 02:23 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
dost ban ban ke mile mujhako miTaanevaale
mai.n ne dekhe hai.n kaii ra.ng badalanevaale
|
badalte waqt ke sang
dosti ka naam bhi badal jata hai
tum baaten sirf rang ke karte ho
doston ka imaan bhi badal jata hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
22nd January 2009, 07:31 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
badalte waqt ke sang
dosti ka naam bhi badal jata hai
tum baaten sirf rang ke karte ho
doston ka imaan bhi badal jata hai
|
yo.n lage dost teraa mujhase Khafaa ho jaanaa
jis tarah phuul se Khushbuu kaa judaa ho jaanaa
[Qateel Shifai]
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd January 2009, 08:33 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
yo.n lage dost teraa mujhase Khafaa ho jaanaa
jis tarah phuul se Khushbuu kaa judaa ho jaanaa
[Qateel Shifai]
|
phool banke log zindagi mein aate hain
roz sou kante ki chubhan de jate hain
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
22nd January 2009, 08:36 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
phool banke log zindagi mein aate hain
roz sou kante ki chubhan de jate hain
|
doston bazm sajao ke bahaar aayi hai
khil gaye zakhm, koi phol khiley ya na khiley.
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
22nd January 2009, 10:52 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
doston bazm sajao ke bahaar aayi hai
khil gaye zakhm, koi phol khiley ya na khiley.
|
"teri be-rukhi se milla bahaaro.n ko Fareb,Warna!
yeh paido.n se patte jadne ka mausam na tha"
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd January 2009, 10:30 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"teri be-rukhi se milla bahaaro.n ko Fareb,Warna!
yeh paido.n se patte jadne ka mausam na tha"
-nm
|
yaad ke mausam me hum tanha se rehte hain
duniya se to kabhi khud se khafa se rehte hain
aankhein barasti fir bhi ye honth rahe pyaase
bhare saawan me hum unse juda se rehte hain
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd January 2009, 10:40 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
yaad ke mausam me hum tanha se rehte hain
duniya se to kabhi khud se khafa se rehte hain
aankhein barasti fir bhi ye honth rahe pyaase
bhare saawan me hum unse juda se rehte hain
vicky
|
mausam se gila toh hume bhi raheta hai
kafa hai sabhi humse dil kaheta hai
jalta hai mann saawan mein bin sajan
bezubaa ban kar dil dard saheta hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
hi..pari.. -
23rd January 2009, 10:47 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mausam se gila toh hume bhi raheta hai
kafa hai sabhi humse dil kaheta hai
jalta hai mann saawan mein bin sajan
bezubaa ban kar dil dard saheta hai
|
maasum nigaahon me judaai ka mausam
mere kuch apno ki bewafaai ka mausam
aaj bhi yaad hum bhooley nahi hain usey
yaar ki humse sareaam ruswaai ka mausam
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd January 2009, 10:58 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
maasum nigaahon me judaai ka mausam
mere kuch apno ki bewafaai ka mausam
aaj bhi yaad hum bhooley nahi hain usey
yaar ki humse sareaam ruswaai ka mausam
vicky
|
mausam toh aane jaane hai
baaki rahe gaye kuch fasaane hai
muskura ke jo tum gaeron se milte ho
mere dil ko tadpaane ke bahaane hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd January 2009, 03:15 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mausam toh aane jaane hai
baaki rahe gaye kuch fasaane hai
muskura ke jo tum gaeron se milte ho
mere dil ko tadpaane ke bahaane hai
|
hum jab miley wo jamaana or tha
uska roothna mera manana or tha
jab miley to wo khoye khoye se the
or unke labo pe bhi bahaana or tha
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd January 2009, 03:22 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
hum jab miley wo jamaana or tha
uska roothna mera manana or tha
jab miley to wo khoye khoye se the
or unke labo pe bhi bahaana or tha
vicky
|
zamaane bahot aye ruthne manane ka
ilm hai hume unka har ek bahane ka
khoye khoye rahe kar hume anjaan kar gaye
mushkil hai jaha ko apna pahechaan batane ka
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd January 2009, 03:29 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
zamaane bahot aye ruthne manane ka
ilm hai hume unka har ek bahane ka
khoye khoye rahe kar hume anjaan kar gaye
mushkil hai jaha ko apna pahechaan batane ka
|
kabhi hanskar to humne kabhi rokar bataya
kabhi sanam ki yaadon me khokar bataya
jeete ji jo bata na hum sake usey kabhi
wo marne ke baad usika hokar bataya
vicky
Last edited by stillalive; 23rd January 2009 at 03:54 PM..
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
23rd January 2009, 03:50 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
kabhi hanskar to humne kabhi rokar bataya
kabhi sanam ki yaadon me khokar bataya
jeete ji jo bata na saka sake usey kabhi
wo marne ke baad usika hokar bataya
vicky
|
Woh meri hoti toh shayad kam gum hota
Wo kisi aur ke ghar ki izzat ho gayi
Meri mohabbat meri nazron ke saamne
Meri Zindagi lekar ruksat ho gayi
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd January 2009, 04:00 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Woh meri hoti toh shayad kam gum hota
Wo kisi aur ke ghar ki izzat ho gayi
Meri mohabbat meri nazron ke saamne
Meri Zindagi lekar ruksat ho gayi
|
hum tujhe na chhod ke jaayenge tanha
chahe khud hi mar kisi din jaayenge tanha
tera intjaar hi karenge jab tu tak jindgi hai
kisi din jahaan se bhi chale jayenge tanha
vicky
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|