|
|
|
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
23rd January 2009, 04:10 PM
Meri tanhaiyon mein bhi teri yaad rehti hai
Usi yaad ke sahare duniya aabaad rehti hai
Chhod diya mujhe sochkar tujhse mohabbat nahin
Ek tere siwa "Ehsaas" ko kisiki zaroorat nahin
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
23rd January 2009, 08:23 PM
kis ko khabar thi,kis ko yakeen tha,aise bhi din aayenge,
jeena to mushkil hoga,mar bhi naa payenge,
hum jaise barbaad dilo ka jeena kya aur marna kya,
aaj teri mehfil se uthe,kal duniya se uth jayenge....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
23rd January 2009, 08:59 PM
Tujhe jo kuch bhi hua, har aashiyana jala dunga
Teri khatir main duniya ko, aag laga dunga
Pal ki muskurahat dede, aur 2 pal ki mohallat
Bepanaah mohabbat se, teri zindagi saja dunga
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
23rd January 2009, 10:10 PM
Eik Ashk Nikal Aaya hAi yOn Deed e Tar Sey
Jis Trah Janaza kOii Niklay Bharey Ghar Sey
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 09:55 AM
kabhi hasna hi naseeb tha mera
jab woh yaar kareeb tha mera
aaj akela hun to sab hanste hain
mukkaddar kitna gareeb tha mera
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:01 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
kabhi hasna hi naseeb tha mera
jab woh yaar kareeb tha mera
aaj akela hun to sab hanste hain
mukkaddar kitna gareeb tha mera
vicky
|
hasti hai duniya meri tanhaai par
rota hai dil unki judaai par
kaesi taqdeer likh deta hai upar wala
taras khate hai unki khudaai par
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 10:07 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
hasti hai duniya meri tanhaai par
rota hai dil unki judaai par
kaesi taqdeer likh deta hai upar wala
taras khate hai unki khudaai par
|
meri haalat ka use zara bhi andaaza na tha
jise dekh ke wo roye wo mera janaaza na tha
khudaai or takdeer ne kabhi saath na diya mera
bewafai ka ilzaam uspe humne nawaaza na tha
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:12 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
meri haalat ka use zara bhi andaaza na tha
jise dekh ke wo roye wo mera janaaza na tha
khudaai or takdeer ne kabhi saath na diya mera
bewafai ka ilzaam uspe humne nawaaza na tha
vicky
|
andaaza unhe kya hogi haalat ki meri
jo hai mere barbaadi ke jhimedaar
baawafa ka diya ilzaam hume aur kaha
hum nahi hai unke bewafai ke bhi hakdaar
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 10:18 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
andaaza unhe kya hogi haalat ki meri
jo hai mere barbaadi ke jhimedaar
baawafa ka diya ilzaam hume aur kaha
hum nahi hai unke bewafai ke bhi hakdaar
|
isse jyada or anjaaza e haalat kya hoga
jo kabhi sahi tha hi nahi wo galat kya hoga... vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:21 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
isse jyada or anjaaza e haalat kya hoga
jo kabhi sahi tha hi nahi wo galat kya hoga... vicky
|
sahi kya galat kya inn baaton se hum anjaan hai
jab se tum gaye jeeten toh hai hum par bejaan hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 10:27 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
sahi kya galat kya inn baaton se hum anjaan hai
jab se tum gaye jeeten toh hai hum par bejaan hai
|
chale gaye par dil mein wo kahin aaj bhi baaki hai
uske deedar ke liye jism mein ek saans abhi baaki hai
kuch or to shayad baaki na raha ab jindgi me apni
uske gale lag ke roney ka ek armaan ab bhi baaki hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:36 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
chale gaye par dil mein wo kahin aaj bhi baaki hai
uske deedar ke liye jism mein ek saans abhi baaki hai
kuch or to shayad baaki na raha ab jindgi me apni
uske gale lag ke roney ka ek armaan ab bhi baaki hai
|
bahot saza mili hai hume unse dil lagane ki
nazar lag gayi hai mere pyar ko zamane ki
mar kar bhi kabar se nikle rahen dono haath
kyun ki aarzu rah gayi unhe gale lagane ki
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 10:38 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bahot saza mili hai hume unse dil lagane ki
nazar lag gayi hai mere pyar ko zamane ki
mar kar bhi kabar se nikle rahen dono haath
kyun ki aarzu rah gayi unhe gale lagane ki
Not Mine
|
mukkadar mein mulakaat likhi to hum milenge
meri kismat me wo baat likhi to hum milenge
har bar jo dosh dete the jaalim jamaane ko
us jamaane ne gar wo raat likhi to hum milenge
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:41 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
mukkadar mein mulakaat likhi to hum milenge
meri kismat me wo baat likhi to hum milenge
har bar jo dosh dete the jaalim jamaane ko
us jamaane gar wo raat likhi to hum milenge
vicky
|
milna bichardna kismat ka khel
paana khona taqdeer ka khel
dil tod kar mera haste ho zaalim
aur kahete ho pyar mohabbat dil todne ka khel
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 10:46 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
milna bichardna kismat ka khel
paana khona taqdeer ka khel
dil tod kar mera haste ho zaalim
aur kahete ho pyar mohabbat dil todne ka khel
|
kab miley the hum ye ab yaad na raha
kab bichhade the ye bhi yaad na raha
kab hansey the ye to andaaja tha hi nhi
kab roye the abto ye bhi yaad na raha
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:52 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
kab miley the hum ye ab yaad na raha
kab bichhade the ye bhi yaad na raha
kab hansey the ye to andaaja tha hi nhi
kab roye the abto ye bhi yaad na raha
vicky
|
yaad karte hai guzren zamaane ko
aankh bhar jati hai dil rulane ko
tere jaane se huwa hum par ye asar zaalim
saas lete hai hum bas zinda kahelane ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 10:56 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
yaad karte hai guzren zamaane ko
aankh bhar jati hai dil rulane ko
tere jaane se huwa hum par ye asar zaalim
saas lete hai hum bas zinda kahelane ko
|
wo din or the mere sang jamaana hasta tha
mehkhaane mein gaye to pemaana hasta tha
ab har tarf bekraari hai tanhaai rehti hai mere
wo wakt or tha jab mere liye wo begaana hasta tha
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 10:59 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
wo din or the mere sang jamaana hasta tha
mehkhaane mein gaye to pemaana hasta tha
ab har tarf bekraari hai tanhaai rehti hai mere
wo wakt or tha jab mere liye wo begaana hasta tha
vicky
|
waqt ke rahete kaun bacha hai jo tu bachega
aaj nahi toh kal waqt ke dayre mein fasega
ye hai duniya ka chalan iss mein koi dorah nahi
aaj zamana sang hasta hai toh kal tujh par hasega
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 11:01 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
waqt ke rahete kaun bacha hai jo tu bachega
aaj nahi toh kal waqt ke dayre mein fasega
ye hai duniya ka chalan iss mein koi dorah nahi
aaj zamana sang hasta hai toh kal tujh par hasega
|
bahut khoob maan gye aapko...
mere dil ki viraaniyon pe hasna chhod do
begaano ki tarah galiyon se gujarna chhod do
roney na degi duniya to jiney bhi na degi
ye hi sach hai isse tum mukarna chhod do
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 11:13 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
bahut khoob maan gye aapko...
mere dil ki viraaniyon pe hasna chhod do
begaano ki tarah galiyon se gujarna chhod do
roney na degi duniya to jiney bhi na degi
ye hi sach hai isse tum mukarna chhod do
vicky
|
shukriya dost
hasne wale toh bas haste jayege
zindagi ki sach se mukarte jayege
jab apna hi aashiyana paraya ho gaya
toh batade musafir phir kaha jayege
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 11:19 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
shukriya dost
hasne wale toh bas haste jayege
zindagi ki sach se mukarte jayege
jab apna hi aashiyana paraya ho gaya
toh batade musafir phir kaha jayege
|
usne tujhe apna maana to wo laut aayega
tujhe uspar bharosa hai to wo laut aayega
musafir hain sab hi yahaan thikaana hai kiska
ek baar tu hi dil se bula le wo laut aayega
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 11:36 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
usne tujhe apna maana to wo laut aayega
tujhe uspar bharosa hai to wo laut aayega
musafir hain sab hi yahaan thikaana hai kiska
ek baar tu hi dil se bula le wo laut aayega
vicky
|
aane wale kabhi dil se jaate nahi
yu berukhi se pesh aate nahi
tere kahene par unhe phir bula kar dekhe
varna jaane wale ko hum yu bulaate nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
24th January 2009, 11:54 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
aane wale kabhi dil se jaate nahi
yu berukhi se pesh aate nahi
tere kahene par unhe phir bula kar dekhe
varna jaane wale ko hum yu bulaate nahi
|
jo chala gaya wo apna na tha
jo apna thaa use yaad kiya hi nahi
tum to hamesha doosron ko dekhte rahe
kabhii gaur se hame dekha bhii nahi
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 12:04 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
jo chala gaya wo apna na tha
jo apna thaa use yaad kiya hi nahi
tum to hamesha doosron ko dekhte rahe
kabhii gaur se hame dekha bhii nahi
|
ghiren hai hum gayron ke beedh mein
bhule kabhi apno ko bhi nahi
tum gila karte ho tumhe bhulne ka
bhule toh hum tute sapno ko bhi nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
24th January 2009, 12:14 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ghiren hai hum gayron ke beedh mein
bhule kabhi apno ko bhi nahi
tum gila karte ho tumhe bhulne ka
bhule toh hum tute sapno ko bhi nahi
|
guzar chali jindgi unke bulane ke intzaar main
fir bhii wo mere yaad hone ka dhambh bharte hain........
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 12:20 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
guzar chali jindgi unke bulane ke intzaar main
fir bhii wo mere yaad hone ka dhambh bharte hain........
Dilip
|
intezaar mein guzri har lamha aaj bhi yaad hai
vo tera mujhe bhool jana aaj bhi yaad hai
jab chali meri maiyaat toh oo chikhna chillana
par dil mein tera muskurana aaj bhi yaad hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
24th January 2009, 12:26 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
intezaar mein guzri har lamha aaj bhi yaad hai
vo tera mujhe bhool jana aaj bhi yaad hai
jab chali meri maiyaat toh oo chikhna chillana
par dil mein tera muskurana aaj bhi yaad hai
|
unke andaz mujhe satane ke aaj bhii nahi badle hain
har pal meri wafaon ko unhone bewafaii ka naam diya....
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 12:31 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
unke andaz mujhe satane ke aaj bhii nahi badle hain
har pal meri wafaon ko unhone bewafaii ka naam diya....
|
mujhrim-e-mohabbat ko maaf na kiya jaye
ab ye aalam hai ki bewafa ko bewafa na kaha jaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
24th January 2009, 12:42 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mujhrim-e-mohabbat ko maaf na kiya jaye
ab ye aalam hai ki bewafa ko bewafa na kaha jaye
|
mera sanam jab se mujhe rooth ke baitha hai
hal pal bus bewafaaii ki duhaii detaii deta hai
main sah leta hoon uska ye ilzaam bhii kuch hanskar
koi baat nahimohbbat main ye sab to chalta hai....
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 02:54 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
mera sanam jab se mujhe rooth ke baitha hai
hal pal bus bewafaaii ki duhaii detaii deta hai
main sah leta hoon uska ye ilzaam bhii kuch hanskar
koi baat nahimohbbat main ye sab to chalta hai....
Dilip
|
ilzaam-e-mohabbat na sahenge hum
bewafa ko bewafa na kahenge hum
sahete rahenge unki berukhi
par bezubaa ki tarah rahenge hum
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
24th January 2009, 03:51 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ilzaam-e-mohabbat na sahenge hum
bewafa ko bewafa na kahenge hum
sahete rahenge unki berukhi
par bezubaa ki tarah rahenge hum
|
bezubaan gar rahoge to tanhaai me kho jaoge
gham ki basti ki tum viraaniyon me kho jaoge
wo bewafa hai ya ba-wafa hai tere liye dost
mohabbat ki gumnaam ruswaaiyon me kho jaoge
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th January 2009, 04:52 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
bezubaan gar rahoge to tanhaai me kho jaoge
gham ki basti ki tum viraaniyon me kho jaoge
wo bewafa hai ya ba-wafa hai tere liye dost
mohabbat ki gumnaam ruswaaiyon me kho jaoge
|
tanhaai mein khamoshi kaheti hai
viraaniyon mein teri yaad raheti hai
baawafa se hume diya bewafa ka ilzaam
taqdeer meri yeh ruswaiyan saheti hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Tere bina adhura hu main
Offline
Posts: 41
Join Date: Jan 2009
Location: delhi
Rep Power: 0
|
24th January 2009, 05:36 PM
humdard kya jaane dard kya hota hai ! pyar main dard bhi mile to muqqadar hota hai ! hum to lut chuke hai kisi se aasique karke ! bahar se hasty hai ! koi ye to puche dil k andar kya hota hai !
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
24th January 2009, 07:48 PM
Quote:
Originally Posted by adhura khwab
humdard kya jaane dard kya hota hai ! pyar main dard bhi mile to muqqadar hota hai ! hum to lut chuke hai kisi se aasique karke ! bahar se hasty hai ! koi ye to puche dil k andar kya hota hai !
|
ye kyaa ke sab se bayaa.N dil kii haalate.n karanii
'Faraz' tujh ko na aa_ii.n muhabbate.n karanii
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
25th January 2009, 05:46 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ye kyaa ke sab se bayaa.N dil kii haalate.n karanii
'Faraz' tujh ko na aa_ii.n muhabbate.n karanii
nm
|
mohabbat-e-ikraar shayad hum nahi jante
hota hai kya pyar shayad hum nahi jante
itna bas kahena har bhari mahefil hume
mohabbat ko hum hai khuda mante
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
25th January 2009, 10:55 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
mohabbat-e-ikraar shayad hum nahi jante
hota hai kya pyar shayad hum nahi jante
itna bas kahena har bhari mahefil hume
mohabbat ko hum hai khuda mante
|
mohabbat ki gehraayiyon ko hum jaante hain
tere dil ki tanhaiyon ko sanam hum jaante hain
bhari mehfil me main tujhe ruswaa na karunga
tu hi mera khudaa bus sirf ye hi hum jaante hain
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
25th January 2009, 11:30 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
mohabbat ki gehraayiyon ko hum jaante hain
tere dil ki tanhaiyon ko sanam hum jaante hain
bhari mehfil me main tujhe ruswaa na karunga
tu hi mera khudaa bus sirf ye hi hum jaante hain
|
tumse khud ko main juda na karunga
kabhi main koi khata na karunga
vo tumhi the jo ye kahete phirte the
ab dil tod kar kahete ho ruswaa na karunga
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
25th January 2009, 02:58 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tumse khud ko main juda na karunga
kabhi main koi khata na karunga
vo tumhi the jo ye kahete phirte the
ab dil tod kar kahete ho ruswaa na karunga
|
dil tutna haalat majbur the
tum jo humare naam se mashoor the
hum to kehte the chale aavo pass
ab kehte ho hum tumse dur the
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
25th January 2009, 03:21 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
dil tutna haalat majbur the
tum jo humare naam se mashoor the
hum to kehte the chale aavo pass
ab kehte ho hum tumse dur the
|
apna vo nahi jo pass aa jaye
paraya vo nahi jo dur chala jaye
aane jaane se nahi bante apne paraye
apna toh vo hai jo dil mein sama jaye
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
25th January 2009, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
apna vo nahi jo pass aa jaye
paraya vo nahi jo dur chala jaye
aane jaane se nahi bante apne paraye
apna toh vo hai jo dil mein sama jaye
Not Mine
|
dil me sama jaaye woh apna nahi
tut ke khak ho jaaye woh sapna nahi
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|