|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
31st January 2009, 03:59 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
ishq ishq karte hain sab ishq ko samajta koi koi
aashiq banjate hain sab aashiqi nibhata koi koi
|
kismat ki baat hai koi ashiq bana koi deewana
aashiqi nibhane ka dhunde sachche ashiq bahana
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 17
Join Date: Jan 2009
Location: India
Rep Power: 0
|
31st January 2009, 05:44 PM
Ek yahi aarzu rahi muddat se,
koi hume bhi chahe shiddat se,
bohot viran si hai zindagi ki,
koi awaaz lagaye mohabbat se.
- not mine
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuun kar len
kisii rote hue bachche ko hansaaya jaaye
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
31st January 2009, 08:35 PM
Quote:
Originally Posted by zaheen
Ek yahi aarzu rahi muddat se,
koi hume bhi chahe shiddat se,
bohot viran si hai zindagi ki,
koi awaaz lagaye mohabbat se.
- not mine
|
voh mujh se baRh ke zabt ka aadi tha, jii gaya
varna har ek saaNs qayaamat use bhii thii
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
1st February 2009, 06:47 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
voh mujh se baRh ke zabt ka aadi tha, jii gaya
varna har ek saaNs qayaamat use bhii thii
nm
|
dard dene ka andaaz kuch aesa hai
dard deke puchte hai haal kaesa hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
1st February 2009, 12:31 PM
tumhari chahat me kya se kya ho gaya
maine chaaha tha kya or kya ho gaya
tuney yun fer li aankhein sanam bewafa
jaise mujhse koi bada gunaah ho gaya
nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
1st February 2009, 02:15 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
tumhari chahat me kya se kya ho gaya
maine chaaha tha kya or kya ho gaya
tuney yun fer li aankhein sanam bewafa
jaise mujhse koi bada gunaah ho gaya
nm
|
ek din khuda ke darbaar mein
pesh kiye gaye log kataar mein
khuda bola na kabil-e-mafi hai ye gunnah
jo gum hai kisi ke pyar mein
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
2nd February 2009, 09:25 AM
itna kyun chaha use ki bhula na sake
itna kyun paas gayeki door ja na sake
ab tanahi mein baithe ye sochte hain
itna kyun chaha humne jise pa na sake
nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
2nd February 2009, 12:38 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
itna kyun chaha use ki bhula na sake
itna kyun paas gayeki door ja na sake
ab tanahi mein baithe ye sochte hain
itna kyun chaha humne jise pa na sake
nm
|
vo vada na karo jise nibha na sako
usse chaha na karo jise paa na sako
pyar pahela kab kis ka poora hota hai
jab pyar ka pahela shabd hi adhura hota hai
Note Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
2nd February 2009, 01:27 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
vo vada na karo jise nibha na sako
usse chaha na karo jise paa na sako
pyar pahela kab kis ka poora hota hai
jab pyar ka pahela shabd hi adhura hota hai
Note Mine
|
aaisa prem kijiye jisme aankhe chup hooy
dil ko sheetal kare chahe chaw dhup hooy
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
2nd February 2009, 01:39 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
aaisa prem kijiye jisme aankhe chup hooy
dil ko sheetal kare chahe chaw dhup hooy
|
jisne hume chaha usse chah na sake
jisko chaha usse paa na sake
sach ye hai pyar dilon ka khel hai
kisi ka toda apna bacha na sake
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
|
2nd February 2009, 02:29 PM
[quote=Praneeta;328169] jisne hume chaha usse chah na sake
jisko chaha usse paa na sake
sach ye hai pyar dilon ka khel hai
kisi ka toda apna bacha na sake
tum agar haa kah do to
ye muntzir tumse mohabbat ki ibtida chahata hi
tum se tumare dil se nanhi si iltza chahata hi Not Mine
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
2nd February 2009, 02:45 PM
[quote=Prince Jain;328182]
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tum agar haa kah do to
ye muntzir tumse mohabbat ki ibtida chahata hi
tum se tumare dil se nanhi si iltza chahata hi Not Mine
|
kismat likhne vaale par zara bas jo chalen humara
apne hisse mein likh le hum sara pyar tumhara
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
3rd February 2009, 02:52 PM
[quote=Praneeta;328183]
Quote:
Originally Posted by Prince Jain
kismat likhne vaale par zara bas jo chalen humara
apne hisse mein likh le hum sara pyar tumhara
Not Mine
|
ajeeb kashish hai is pyar meiN
dil dooba rahta hai khumaar meiN
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
3rd February 2009, 05:26 PM
palko pe aake ruk jaate hain ye aansu
tanhai paa kar beh jaate hain ye aansu
dil to bahut chahta hai gham bant lu aapse
aapko hansta dekh sookh jaate hain ye aansu
nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
5th February 2009, 12:54 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
palko pe aake ruk jaate hain ye aansu
tanhai paa kar beh jaate hain ye aansu
dil to bahut chahta hai gham bant lu aapse
aapko hansta dekh sookh jaate hain ye aansu
nm
|
yeh aansu naa meri taqdeer ban jaye
duniya ki rasamen payeron ki zanjir ban jaye
rote ki aadat hume na hoti par rote hai
ki shayad aansu se teri tasveer ban jaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
5th February 2009, 04:47 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
yeh aansu naa meri taqdeer ban jaye
duniya ki rasamen payeron ki zanjir ban jaye
rote ki aadat hume na hoti par rote hai
ki shayad aansu se teri tasveer ban jaye
|
teri tasveer mere aankhooN meiN basi kyun hai
jidhar dekhun udhar tu hi tu kyoN hai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Tere bina adhura hu main
Offline
Posts: 41
Join Date: Jan 2009
Location: delhi
Rep Power: 0
|
5th February 2009, 04:55 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
teri tasveer mere aankhooN meiN basi kyun hai
jidhar dekhun udhar tu hi tu kyoN hai
|
! aaj phir tere tasveer aa gayi in haatho main !
! aaj phir najar aa gayi tum mere jajbaato main !
! tere badnaami se lagta hai darr mujh ko !
! yaad karta hu tujhe sirf in tanha raato main !
jo waqt beeta thaa unke saath wo naayab ho gaya !
kyo kisi k pyar main!
main khaane kharab ho gaya !
kyo mere liye ban gayi wo ek haseen sapna!
kyo main uske liye ek adhura khwab ho gaya!
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
5th February 2009, 06:33 PM
Quote:
Originally Posted by adhura khwab
! aaj phir tere tasveer aa gayi in haatho main !
! aaj phir najar aa gayi tum mere jajbaato main !
! tere badnaami se lagta hai darr mujh ko !
! yaad karta hu tujhe sirf in tanha raato main !
|
ye ajanabii sii ma.nzile.n aur raftagaa.N kii yaad
tanha_iiyo.n kaa zahar hai aur ham hai.n dosto.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
5th February 2009, 07:12 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ye ajanabii sii ma.nzile.n aur raftagaa.N kii yaad
tanha_iiyo.n kaa zahar hai aur ham hai.n dosto.n
|
jab bana na paya main unhe jindgii apnii
maine unkii yadon ke sang jeena seekh liya
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
5th February 2009, 07:21 PM
Pyar Sabhi Ko Jeena Sikha Deta Hai
Wafa Ke Naam Pe Marna Sikha Deta Hai
Pyar Nahi Kiya To Karke Dekho
Zalim Har Dard Sahena Sikha Deta Hai
-nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
5th February 2009, 07:25 PM
insaan to nahi koi, izzatdaar bahut hain
koi dost bhi nhi waise wafadar bahut hain
nm
|
|
|
|
|
The Pure...........
Offline
Posts: 428
Join Date: Jan 2009
Location: mumbai,INDIA
Rep Power: 17
|
5th February 2009, 07:49 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
insaan to nahi koi, izzatdaar bahut hain
koi dost bhi nhi waise wafadar bahut hain
nm
|
yaha koi nahi ba-wafaa ae dost yu na kisi se yaha dil laga,
ruthta hai to ruth jaye ye jahaan,meri tanhai bas tu idhar aa..
shifa
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th February 2009, 12:45 PM
Quote:
Originally Posted by shifa20
yaha koi nahi ba-wafaa ae dost yu na kisi se yaha dil laga,
ruthta hai to ruth jaye ye jahaan,meri tanhai bas tu idhar aa..
shifa
|
tanhai mein yaad unki aati hai
do pal ke liye gum chali jati hai
par khushi na rah pati hai barkaraar
yaad ke saath assun jo chali aati hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
6th February 2009, 05:05 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tanhai mein yaad unki aati hai
do pal ke liye gum chali jati hai
par khushi na rah pati hai barkaraar
yaad ke saath assun jo chali aati hai
|
har aas humein yun hi be-aas karti rahi
ek chhote se gham ko khaas karti rahi
jo aate the hume yaad aansuon ke sath
uski hansi bhi humein ab udaas karti rahi
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th February 2009, 03:57 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
har aas humein yun hi be-aas karti rahi
ek chhote se gham ko khaas karti rahi
jo aate the hume yaad aansuon ke sath
uski hansi bhi humein ab udaas karti rahi
vicky
|
has has ke vo dil jalate hai
dil todne se vo baaz nahi aate hai
jab apni bebasi mehsus hoti hai
yeh assu aap hi chale aate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
7th February 2009, 07:58 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
has has ke vo dil jalate hai
dil todne se vo baaz nahi aate hai
jab apni bebasi mehsus hoti hai
yeh assu aap hi chale aate hai
|
bahut tammana thi kisi ko apna banaane ki
bahut tammana thi bus kisi ka ho jaane ki
par kya pata tha jiske hum hona chahte the
unhe aadat hi nahi thi kisi ko apna banaane ki
nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th February 2009, 08:09 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
bahut tammana thi kisi ko apna banaane ki
bahut tammana thi bus kisi ka ho jaane ki
par kya pata tha jiske hum hona chahte the
unhe aadat hi nahi thi kisi ko apna banaane ki
nm
|
tammana iss dil ki dil mein hi rah gaye
tut chuke sapne bahte huwe aasu kah gaye
socha ghum ho jaau iss duniya ke bheed mein
badkismati apni bheed mein bhi tanha rah gaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
7th February 2009, 08:25 AM
dhundhti hai nigahein tumko jab koi pass nahin,
bheed mein bhi tanha hai tu agar saath nahin,
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th February 2009, 08:36 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
dhundhti hai nigahein tumko jab koi pass nahin,
bheed mein bhi tanha hai tu agar saath nahin,
|
tanha baethon kabhi toh hume yaad kar lena
humare milne ka khuda se fariyaad kar lena
agar tera pyar sachcha nahin toh kasam hai tumhe
apne hi haathon mere yaadon ko barbaad kar lena
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
|
7th February 2009, 12:31 PM
Guzar Jaati Hai Zindagi, Waqt Kisi Ke Liye Rukta Nahi
Din Aate Hai Chale Jaatey Hai, Aasmaa Kisi Ke Liye Jukhta Nahi
Reh Jaati Hai Kuch Beymani Si Yaadain, Wo Din Wo Raatain,
Gaye Log Kahan Phir Aatey Hein Wapis, Saath Hoti Hein Bas Yaadien
Sadiyon Ka Safar Teh Kar Lete Hein Log Chand Palon Mein,
Kuch Saath Reh Jaati Hai Kuch Bhool Jaati Hai ishq Ki Chahat
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th February 2009, 12:45 PM
zindagi ko ik rangeen kalpana samjho
din ko sach aur raat ko sapna samjho
khush rahena ho agar tumhe
toh zindagi mein mujhe apna samjho
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
7th February 2009, 01:22 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
zindagi ko ik rangeen kalpana samjho
din ko sach aur raat ko sapna samjho
khush rahena ho agar tumhe
toh zindagi mein mujhe apna samjho
Not Mine
|
jindgi bhar unhe apna samajhte rahe
jab Gaur se dekha to Ajnabii niklaa
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th February 2009, 01:26 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
jindgi bhar unhe apna samajhte rahe
jab Gaur se dekha to Ajnabii niklaa
|
ik ajnabi se mujhe itna pyar kyu hai
unki baaton par mujhe aetbaar kyu hai
unhe aana nahi shayad meri taqdeer mein
phir bhi unka har ghadi intezaar kyu hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th February 2009, 05:04 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ik ajnabi se mujhe itna pyar kyu hai
unki baaton par mujhe aetbaar kyu hai
unhe aana nahi shayad meri taqdeer mein
phir bhi unka har ghadi intezaar kyu hai
|
dil main rehne wale aajnabi kaise huwe
mili jinse nazar woh nakabi kaise huwe
intezaar karna to humara hi faisla tha
fiir unke liye hum itne matlabi kaise huwe
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
7th February 2009, 07:59 PM
shabanam ke aa.Nsuu phuul par ye to vahii qissaa huaa
aaNkheN merii bhiigii hu_iin cheharaa teraa utaraa huaa
ZarQa Mufti
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
7th February 2009, 08:16 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
shabanam ke aa.Nsuu phuul par ye to vahii qissaa huaa
aaNkheN merii bhiigii hu_iin cheharaa teraa utaraa huaa
ZarQa Mufti
|
jalta raha tere pyaar main fir bhi diya tera bujaa dekha
lagtii rahi waqt ki maar muj ko aur dil tera sujaa dekha
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th February 2009, 08:28 AM
raat ke jalte diye bhi din mein bujh jate hai
aur ik hum hai jo tere pyar mein din raat jalte hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
8th February 2009, 10:46 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
raat ke jalte diye bhi din mein bujh jate hai
aur ik hum hai jo tere pyar mein din raat jalte hai
Not Mine
|
kaanch ka tohfa na dena kabhi
ruth ke log tod diya karte hain
jo acha ho use pyar mat karna
ache log hi dil tod diya karte hain
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th February 2009, 11:32 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
kaanch ka tohfa na dena kabhi
ruth ke log tod diya karte hain
jo acha ho use pyar mat karna
ache log hi dil tod diya karte hain
|
kuch toh majbooriyan hui hogi
varna koi yuhi bewaafa nahi hota
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
8th February 2009, 12:10 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
kuch toh majbooriyan hui hogi
varna koi yuhi bewaafa nahi hota
Not Mine
|
humne bhi ishaaro me kuch keh diya tha unse
warna bewajah yun hi to koi khafaa nahi hota
vicky
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|