|
|
|
|
|
|
|
|
saloni
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 18
|
4th June 2007, 02:23 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Gham nahin mujhe ke dushman hua ye zamana
Jab dost haathon mein liye talwaar mila..
NM
|
hum woh nahii jo tujhe gum me cod denge
hum woh bhi nahi jo tujhse nataa tod denge
hum tere wo dost hai............................
jo agar teri saanse rukii ,to apnii saanse jod denge..
(NM)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ jindagii jiinaa hai agr to, jindagii kuch ese bitaao roro ke to sab jite hai,tum har gam me bhi muskurao ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~***SALONI***~~~~~~
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
4th June 2007, 04:25 PM
Quote:
Originally Posted by ajnabi duniya
hum woh nahii jo tujhe gum me cod denge
hum woh bhi nahi jo tujhse nataa tod denge
hum tere wo dost hai............................
jo agar teri saanse rukii ,to apnii saanse jod denge..
(NM)
|
"kaun kisi ka habib hota hai,
kaun kisi ka rakeeb hota hai,
kuad ban jate hai rishte naate,
jaisa jiska naseeb hota hai"
Not mine
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
saloni
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 18
|
4th June 2007, 08:52 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kaun kisi ka habib hota hai,
kaun kisi ka rakeeb hota hai,
kuad ban jate hai rishte naate,
jaisa jiska naseeb hota hai"
Not mine
|
dii aapka jawab dene kii kosish kartii hu..
nasibo se bandhte hai jo riste
wo pal me tut jaate hai
jahaa chaht hoti hai..
nasib khud bakhud jud jaate hai..
~
saloni
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ jindagii jiinaa hai agr to, jindagii kuch ese bitaao roro ke to sab jite hai,tum har gam me bhi muskurao ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~***SALONI***~~~~~~
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
4th June 2007, 09:28 PM
Quote:
Originally Posted by ajnabi duniya
dii aapka jawab dene kii kosish kartii hu..
nasibo se bandhte hai jo riste
wo pal me tut jaate hai
jahaa chaht hoti hai..
nasib khud bakhud jud jaate hai..
~
saloni
|
chaha thi tumare sath isliye tumare itne kareeb the hum
tumne hamari taraf ek var bhi nahi dekha
humne appko har kisi me dekha
preet
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
5th June 2007, 02:58 PM
Quote:
Originally Posted by donlove
chaha thi tumare sath isliye tumare itne kareeb the hum
tumne hamari taraf ek var bhi nahi dekha
humne appko har kisi me dekha
preet
|
Jis simt bhi dekhoun, nazar aata hai kay tum ho
Ae Jaan-e-jahan,yeh koi tumsa hai kay tum ho
by ahmed faraz
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
5th June 2007, 03:07 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Jis simt bhi dekhoun, nazar aata hai kay tum ho
Ae Jaan-e-jahan,yeh koi tumsa hai kay tum ho
by ahmed faraz
|
Mera zauq-e-did shayad abhi kaargar nahi,
Woh nazar ke saamne hai mujhey kuchh khabar nahi hai
Idhar dard dil main uttha udhar woh huye pareshaan,
Yeh payaam kaisi pahuncha mujhey kuchh khabar nahi hai
Mey chalaa jo sajdaa karne mere dil ne yeh sadaa di,
Yeh hai Maikade ki chohkhat yeh khudaa ka ghar nahi hai
Mey chaman ki zimedaari abhi apne sir na loonga
Merey baghbaan ka waada abhi mautebar* nahi hai
Nahi yeh junoon-e-sajdaa toh aur kya hai Mahir
Ke wahan bhi rakh diya sir jahaan inka dar nahi hai...
*Respectable
Kam toh pehle sher se he ho gaya tha, but this gazal is good thats why i wrote full.... sorry if i did any thing wrong
Mahir Ratlami
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
5th June 2007, 03:34 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy

Har samay nazron ko ek talash si rehti hain
Saamne hain sagar phir bhi kyun pyaas rehti hain
Log dukhi hote hain gum ko padhkar
labo pe phir kyun unke tarif si rehti hain
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
5th June 2007, 05:08 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Har samay nazron ko ek talash si rehti hain
Saamne hain sagar phir bhi kyun pyaas rehti hain
Log dukhi hote hain gum ko padhkar
labo pe phir kyun unke tarif si rehti hain
|
Tere barey mei.n jab socha nahi tha,
mai.n tanha tha magar etna nahi tha....
Sagar ne mujhe pyasa hi rakha,
mai.n jab sahra mei.n tha pyasa nahi tha....
mana-ne roothne ke khel mei.n hum,
bichad jayengey yeh socha nahi tha....
-Not Mine
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
saloni
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 18
|
5th June 2007, 08:27 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Tere barey mei.n jab socha nahi tha,
mai.n tanha tha magar etna nahi tha....
Sagar ne mujhe pyasa hi rakha,
mai.n jab sahra mei.n tha pyasa nahi tha....
mana-ne roothne ke khel mei.n hum,
bichad jayengey yeh socha nahi tha....
-Not Mine
|
milte hai kuch riste bichadne ke liye
bante hai kuch riste bikharne ke liye
soch ke bhi kuch riste nahi bante hai
kyoki bandhti nahii mohabbat rishto me
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ jindagii jiinaa hai agr to, jindagii kuch ese bitaao roro ke to sab jite hai,tum har gam me bhi muskurao ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~***SALONI***~~~~~~
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
5th June 2007, 09:23 PM
Quote:
Originally Posted by ajnabi duniya
milte hai kuch riste bichadne ke liye
bante hai kuch riste bikharne ke liye
soch ke bhi kuch riste nahi bante hai
kyoki bandhti nahii mohabbat rishto me
|
Ye umar aur ye tazurba
Har pal ek naya azooba
Duniya badi matlabi si hai
Jisse faayad bas ussi ki hai
Rishta chaahe kaisa bhi ho
Matalb se hi panapta hai wo
Sankat ki ghadi jab aayega
Tabhi asli roop dikh jayega
preet
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
6th June 2007, 01:09 PM
Quote:
Originally Posted by donlove
Ye umar aur ye tazurba
Har pal ek naya azooba
Duniya badi matlabi si hai
Jisse faayad bas ussi ki hai
Rishta chaahe kaisa bhi ho
Matalb se hi panapta hai wo
Sankat ki ghadi jab aayega
Tabhi asli roop dikh jayega
preet
|
Unchi imarato se makan mera ghir gaya
Kuch log mere hisse ka sooraj bhi kha gaye
by javed akhtar
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
6th June 2007, 09:38 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Unchi imarato se makan mera ghir gaya
Kuch log mere hisse ka sooraj bhi kha gaye
by javed akhtar
|
Mom Ki Tarah Pighaltay Huay Dekha Usko
Rut Jo Badli Badalta Dekha Usko
Woh Jo Kanto ko Bhi Narmi Se Chua Karta Tha
Hum Ne Phoolon Ko Masalta Dekha Usko
Janay Kis Ghum Ko Chupanay Ki Tamana Hai Usay
Har Baat Pe Hansta Hua Dekha Usko
Janay Woh Mangnay Jata Hai Duaon Mein Kisay
Haath Uthatay Hi Sisasktay Hua Dekha UsKo
preet
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
7th June 2007, 02:04 AM
Quote:
Originally Posted by donlove
Mom Ki Tarah Pighaltay Huay Dekha Usko
Rut Jo Badli Badalta Dekha Usko
Woh Jo Kanto ko Bhi Narmi Se Chua Karta Tha
Hum Ne Phoolon Ko Masalta Dekha Usko
Janay Kis Ghum Ko Chupanay Ki Tamana Hai Usay
Har Baat Pe Hansta Hua Dekha Usko
Janay Woh Mangnay Jata Hai Duaon Mein Kisay
Haath Uthatay Hi Sisasktay Hua Dekha UsKo
preet
|
I must say they are some awesome ashaars Preet...
Jawab haazir hai....
Sab kuchh maang liya khuda se ek tujhey maang ke,
Uthatey nahi hain haath merey ab is dua ke baad....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
7th June 2007, 02:00 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
I must say they are some awesome ashaars Preet...
Jawab haazir hai....
Sab kuchh maang liya khuda se ek tujhey maang ke,
Uthatey nahi hain haath merey ab is dua ke baad....
|
Sandy ji bahut dino baad aapko jaha dekha.....
sher arz hai :
"Suna hai har cheez mil jati hai dua mei.n,
ek din aapko maang kar dekhngey kudha se"
_NM
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
7th June 2007, 03:37 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Sandy ji bahut dino baad aapko jaha dekha.....
sher arz hai :
"Suna hai har cheez mil jati hai dua mei.n,
ek din aapko maang kar dekhngey kudha se"
_NM
|
maangenge ab duaa ki use bhuul jaayen ham
lekin jo vo baavaqt-e-duaa yaad aa gayaa
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
9th June 2007, 01:42 AM
[QUOTE=mausam;235794]
maangenge ab duaa ki use bhuul jaayen ham
lekin jo vo baavaqt-e-duaa yaad aa gayaa [/QUOTE
Mausam ji jawab haazir hai...
Suna hai hamhe woh bhulaney lagey hain,
Toh kya ham unhey yaad aane lage hain....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th June 2007, 12:08 PM
[QUOTE=sandysandy;235894]
Quote:
Originally Posted by mausam
maangenge ab duaa ki use bhuul jaayen ham
lekin jo vo baavaqt-e-duaa yaad aa gayaa [/QUOTE
Mausam ji jawab haazir hai...
Suna hai hamhe woh bhulaney lagey hain,
Toh kya ham unhey yaad aane lage hain....
|
wah! yeh to meri fav ghazal hain sandyjee...hariharan ji ki gayi hui yeh ghazal mujhe itni pasand hain.. thanks for posting it
Pyar ki nishani hai teri jaagir hai,kuch yaadein
Dil lubhati hain aaj bhi teri bemani si batein
Nm
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 46
Join Date: Jul 2001
Location: Hyderabad
Rep Power: 0
|
11th June 2007, 01:52 PM
Lijiye, ek jawaab hamaari taraf se bhi:
JISKO TUM BHOOL GAYE, YAAD KARE KAUN USKO
JISKO TUM YAAD HO, WO AUR KISEY YAAD KAREY?
Satish Kingi
"Irshaad-irshaad-bahot khoob" ka silsilaa "Satish" chaltaa rahey,
Aap hausla afzaaii karey, junoon-e-ishq hamaaraa barkaraa rahey
Last edited by astrokinghyd; 11th June 2007 at 01:53 PM..
Reason: SPELLING MISTAKE
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
11th June 2007, 05:04 PM
Quote:
Originally Posted by astrokinghyd
Lijiye, ek jawaab hamaari taraf se bhi:
JISKO TUM BHOOL GAYE, YAAD KARE KAUN USKO
JISKO TUM YAAD HO, WO AUR KISEY YAAD KAREY?
|
"Yaado.n ke dayrey mei.n, na jane kaun si yaad rula gaye,
jo kal tak mere aapne thy, shayad un begano ki yaad aa gaye"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th June 2007, 05:31 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Yaado.n ke dayrey mei.n, na jane kaun si yaad rula gaye,
jo kal tak mere aapne thy, shayad un begano ki yaad aa gaye"
|
waqt ki dhara k saath kuch rishte beh jaate hain
na afsos rakhna na gila unse..shayad un mai imandari kam thi
shayad un main wafa kam thi..shayad un mai "sanju"jaan hi nahin thi
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th June 2007, 07:57 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
waqt ki dhara k saath kuch rishte beh jaate hain
na afsos rakhna na gila unse..shayad un mai imandari kam thi
shayad un main wafa kam thi..shayad un mai "sanju"jaan hi nahin thi
|
wo rishta hee kya jo waqt ki dhara main bah jaye....
nikkad ki mulaqat ko shayad rishta samajh liya tumne
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
12th June 2007, 03:08 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
wo rishta hee kya jo waqt ki dhara main bah jaye....
nikkad ki mulaqat ko shayad rishta samajh liya tumne
dilip
|
nazar mein dhal ke ubharate hain dil ke afsane
ye aur baat hai duniyaa nazar na pahachane
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
12th June 2007, 03:37 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
nazar mein dhal ke ubharate hain dil ke afsane
ye aur baat hai duniyaa nazar na pahachane
|
jawab haazir sahab.....
Gamon kee dhoop main bhi muskura kar chalna padata hai,
Yeh duniya hai, yahaan chehraa sajaa kar chalna padata hai.
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th June 2007, 04:48 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
jawab haazir sahab.....
Gamon kee dhoop main bhi muskura kar chalna padata hai,
Yeh duniya hai, yahaan chehraa sajaa kar chalna padata hai.
|
duniya ko dikhane ke liye chehare per yu.n mukhota na chadao
kahin waqt ki aandhii tumhe khud ka hii chehra na bhula de.......
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
13th June 2007, 12:31 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
duniya ko dikhane ke liye chehare per yu.n mukhota na chadao
kahin waqt ki aandhii tumhe khud ka hii chehra na bhula de.......
dilip
|
Chehra dekhoon toh khat-o-khal badal jaate hain
Chhup ke aaianey ke pichhey koyi baitha toh nahi..
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
13th June 2007, 09:12 AM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Chehra dekhoon toh khat-o-khal badal jaate hain
Chhup ke aaianey ke pichhey koyi baitha toh nahi..
|
"yu to waqt-e-gard kar deti hai har chehrey ko doondla,
par mere dil mei.n basi teri tasveer vaise ki vaise kyu hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
13th June 2007, 04:07 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"yu to waqt-e-gard kar deti hai har chehrey ko doondla,
par mere dil mei.n basi teri tasveer vaise ki vaise kyu hai"
|
Kuch yaadein,bas kuch yaadein reh jaya karti hain
Kuch baatein,bas kuch baatein,dil lubhaya karti hainNM
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
15th June 2007, 12:33 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
Kuch yaadein,bas kuch yaadein reh jaya karti hain
Kuch baatein,bas kuch baatein,dil lubhaya karti hainNM
|
Kuchh hosh bhi hai aye dast-e-junoo dekh kya huaa, Daman taq aa gayaa hai girebaan phataa huaa
Allaha re yeh kamsini itna nahi khyaal, maiyyat par aa kar poochtey hain inko kyaa huaa.....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
16th June 2007, 11:41 AM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Kuchh hosh bhi hai aye dast-e-junoo dekh kya huaa, Daman taq aa gayaa hai girebaan phataa huaa
Allaha re yeh kamsini itna nahi khyaal, maiyyat par aa kar poochtey hain inko kyaa huaa.....
|
Rishton ka etbaar....wafaon ka intezaar
Hum bhi chirag leke..hawaon mein aye hain!
Rishton ke naam waqt ke.. chehre badal gaye
Ab kya bataye kisiko....kaha chod aye hain!
by nida fazli
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
16th June 2007, 01:39 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Rishton ka etbaar....wafaon ka intezaar
Hum bhi chirag leke..hawaon mein aye hain!
Rishton ke naam waqt ke.. chehre badal gaye
Ab kya bataye kisiko....kaha chod aye hain!
by nida fazli
|
kuchh dino ke break baad yahaaN phir aaya huuN.. dekh kar khushii huii kii yeh sabhii dost hissa le rahe haiN..
ab aapo ke sher ka jawaab arz hai...
haath chhuuTe bhii to rishte nahii.n chho.Daa karate
vaqt kii shaaKh se lamhe.n nahii.n to.Daa karate
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
16th June 2007, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank

Barso mein marasim bante hain,lamho mein bhala kya tootain gay
Tu mujhse bichadna chahe to.deewar utha dheeray dheeray
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
17th June 2007, 03:14 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Barso mein marasim bante hain,lamho mein bhala kya tootain gay
Tu mujhse bichadna chahe to.deewar utha dheeray dheeray
|
muddato.n bichhaD.e rahe phir bhii gale to mil liye
ham ko sharm aayii to kyaa un ko hijaab aayaa to kyaa
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
18th June 2007, 03:06 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
muddato.n bichhaD.e rahe phir bhii gale to mil liye
ham ko sharm aayii to kyaa un ko hijaab aayaa to kyaa
|
vo lajaaye mere savaal par ki uThaa sake na jhukaa ke sar
udii zulf chehare pe is tarah ki shabon ke raaz machal gaye
[Majrooh Sultanpuri]
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
20th June 2007, 02:57 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
vo lajaaye mere savaal par ki uThaa sake na jhukaa ke sar
udii zulf chehare pe is tarah ki shabon ke raaz machal gaye
[Majrooh Sultanpuri]
|
Mausam ji aapke liye....
Idhar sarko udhar sarko.. mere pehloo se lekin mat sarko
Agar sarko toh yunn sarko... kalam kar do merey sar ko....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
21st June 2007, 12:42 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Mausam ji aapke liye....
Idhar sarko udhar sarko.. mere pehloo se lekin mat sarko
Agar sarko toh yunn sarko... kalam kar do merey sar ko....
|
Pichli raat kyun simti rahi ous ke pehlu main
Kash apna afsana tu yun is qadar na gungunata
Mehkti raat ki raani ne diya tera paigham mujhe
To yun kaise main tujhse door chala jaata
by...kunal
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
21st June 2007, 01:13 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Pichli raat kyun simti rahi ous ke pehlu main
Kash apna afsana tu yun is qadar na gungunata
Mehkti raat ki raani ne diya tera paigham mujhe
To yun kaise main tujhse door chala jaata
by...kunal
|
duur se duur talak ek bhii daraKht na thaa
tumhaare ghar kaa safar is qadar to saKht na thaa
itane masaruuf the ham jaane kii taiyaarii me.n
kha.De them tum aur tumhe.n dekhane kaa vaqt ka thaa
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
21st June 2007, 02:53 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
duur se duur talak ek bhii daraKht na thaa
tumhaare ghar kaa safar is qadar to saKht na thaa
itane masaruuf the ham jaane kii taiyaarii me.n
kha.De them tum aur tumhe.n dekhane kaa vaqt ka thaa
|
Zarurat hamari use^n na sahin naa
Par jane kyun vo ye baat jataane nikla????
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 554
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 23
|
24th June 2007, 09:29 AM
Izhaar-e-khayaalaat se bhi kya hota hai
Faaslaa to aakhir faaslaa hota hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
25th June 2007, 08:00 PM
Quote:
Originally Posted by qqplus
Izhaar-e-khayaalaat se bhi kya hota hai
Faaslaa to aakhir faaslaa hota hai
|
teraa hijr meraa nasiib hai teraa Gam hii merii hayaat hai
mujhe terii duurii kaa Gam ho kyo.n tuu kahii.n bhii ho mere saath hai
Nida fazli
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
26th June 2007, 12:45 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
teraa hijr meraa nasiib hai teraa Gam hii merii hayaat hai
mujhe terii duurii kaa Gam ho kyo.n tuu kahii.n bhii ho mere saath hai
Nida fazli
|
Kaanp uthti hoon main ye soch ke tanhai mein
Mere chehre pe tera naam na padh le koi
by parveen shakir
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|