|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
18th February 2009, 03:52 PM
~Toota khwaab isliyeh teri mehfil mai aa baithe.
bhulane k liyhe gham shayri se dil laga baithe.~
.
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th February 2009, 04:02 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Toota khwaab isliyeh teri mehfil mai aa baithe.
bhulane k liyhe gham shayri se dil laga baithe.~
.
|
dil bhoola na gham ke fasaane ko
kai tarqib ki dil ka bahelane ko
de kar har kadam par nayi zakham
aata hai sukoon iss zamaane ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
18th February 2009, 04:13 PM
~Zamane se kya shikwa karei dost satane ka
jab apno nai hi thana hai humei.n mitane ka~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th February 2009, 04:26 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Zamane se kya shikwa karei dost satane ka
jab apno nai hi thana hai humei.n mitane ka~
|
mit jate hum apno ke liye agar vo kar dete ek ishara
dekha toh ajnabee the sab koi bhi na tha apna humara
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
18th February 2009, 04:32 PM
~Shehr-e-na murad ki yeh rasm chali aayi
unki jafao dekh phir ankh bhar meri aayi~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th February 2009, 04:36 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Shehr-e-na murad ki yeh rasm chali aayi
unki jafao dekh phir ankh bhar meri aayi~
|
jab yaad unki aayi toh aankh mere bhar aaye
guzre hue lamha ek bar phir nazar aaye
maine bola aye ashq tu aa kar hume yu ruswa na kar
assu bole aap ko tanha chhod kar hum kaha jaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
18th February 2009, 04:42 PM
Khushnaseeb thai tum ansu.no ka sath tau mila
badnaseeb hum rahe andhero k siwa kuch na mila
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th February 2009, 05:03 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Khushnaseeb thai tum ansu.no ka sath tau mila
badnaseeb hum rahe andhero k siwa kuch na mila
|
assuvon se achchi andheron ka saath hai
kam se kam apni bebasi nazar nahi aati
laakh chupao dil ka dard
aasuvon se daag dhoyi nahi jati
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
18th February 2009, 07:10 PM
Andhero se na karna pyaar,humne azma ke dekha hai
zindagi kardete hain tabah,Is shai k pass jake dekha hai
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Guest
|
18th February 2009, 07:57 PM
ruswaai jindagi ka mukkadar ho gayi
mujhse nafrat use is kadar ho gayi
jise raat din paane ke khawab dekhe
wo kisi or ka hi humsafar ho gayi
nm
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
18th February 2009, 09:26 PM
use itni dua do ki humesha khush rahe
usko pakar uske aansu kabhi na bahe
kisi aur ke sath hi sahi
use itna wafa do ki tanhai me bhi humari yaad na rahe
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
18th February 2009, 11:05 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
ruswaai jindagi ka mukkadar ho gayi
mujhse nafrat use is kadar ho gayi
jise raat din paane ke khawab dekhe
wo kisi or ka hi humsafar ho gayi
nm
|
raasto.n kaa ilm thaa ham ko na simto.n kii Khabar
shahar-e-naamaaluum kii chaahat magar karate rahe
nm
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 12:07 PM
Quote:
Originally Posted by zishan107
raasto.n kaa ilm thaa ham ko na simto.n kii Khabar
shahar-e-naamaaluum kii chaahat magar karate rahe
nm
|
raaston ki ilm hoga tab jab rah bhatak jaoge
iss mohabbat mein aye dost sif dard hi paoge
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
19th February 2009, 12:16 PM
tu ne ik baar pukaara tha mohabbat se mujhay
mere kaano.n main abhi tak woh sada aati hai
faraz
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 12:22 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
tu ne ik baar pukaara tha mohabbat se mujhay
mere kaano.n main abhi tak woh sada aati hai
faraz
|
na pahuch payi meri sada tere dil tak toh kya
tera intezaar hume aaj bhi hai
mohabbat se na pukaru main tumhe toh kya
tujh se pyaar hume aaj bhi hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
19th February 2009, 12:23 PM
Na koi tum se gila na muQadar se koi
mujhko Mujeeb ho to faQat zaat maiN rakh
Mujeeb
Last edited by Mujeeb; 19th February 2009 at 12:53 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
19th February 2009, 12:58 PM
Jinki khatir apna ghar bhi jala baithe
wo kahi.n aur apni duniya basa baithe
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 19th February 2009 at 01:08 PM..
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
19th February 2009, 01:04 PM
jeena ka sahara ho ye jaruri to nahi hai
har nadi ka koi kinara ho ye jaruri to nahi
bhale hi usne ne tumhe na pukara ho
per uska hi sahara tumhe ho ye jaruri to nahi
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 01:13 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
jeena ka sahara ho ye jaruri to nahi hai
har nadi ka koi kinara ho ye jaruri to nahi
bhale hi usne ne tumhe na pukara ho
per uska hi sahara tumhe ho ye jaruri to nahi
|
zindagi mein logo ko sahare bhi milte hai
toofa mein nadi ko kinare bhi milte hai
duniya mein sab se pyari hai zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi milte hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
19th February 2009, 01:23 PM
Chahta Hume bhi jo aisa pyaar kyu na mila
lutata zindagani wo deedawar kyu na mila
Lut gaye us bawafa ki shokh adao par 'ali'
phir bhi us ke dil par ikhtiyar kyu na mila
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 01:33 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Chahta Hume bhi jo aisa pyaar kyu na mila
lutata zindagani wo deedawar kyu na mila
Lut gaye us bawafa ki shokh adao par 'ali'
phir bhi us ke dil par ikhtiyar kyu na mila
|
jo mila na uski chaahat mei bekaraar na ho
dil na azaad chhodon ki phir iktiyaar na ho
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
19th February 2009, 01:48 PM
~Mit gaye jiski khatir phir beqarar kyu na ho
wo hai bewafa mujhe yeh iqraar kyu na ho~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 02:20 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Mit gaye jiski khatir phir beqarar kyu na ho
wo hai bewafa mujhe yeh iqraar kyu na ho~
|
bewafai ka aalam humse puchiyen dil aaj bhi rota hai
mit jaate hai hum jiske liye dil ussi ko kyu khota hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
19th February 2009, 02:23 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bewafai ka aalam humse puchiyen dil aaj bhi rota hai
mit jaate hai hum jiske liye dil ussi ko kyu khota hai
|
Dil to Dil hai Dil pe na Aitbaar kijiye
Youn har pal kisika na intezaar kijiye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 02:25 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil to Dil hai Dil pe na yetbar kijiye
Youn har pal kisika na intezar kijiye
|
intezaar karna ab aadat si ho gayi hai
dil par zakham khana zarurat si ho gayi hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
19th February 2009, 04:12 PM
~Jinke Intezar mai humne ek umr bitadi
wo kahi.n aur mehfilo mai dil luta baithe~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 04:16 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Jinke Intezar mai humne ek umr bitadi
wo kahi.n aur mehfilo mai dil luta baithe~
|
na tha vo teri mehafil ki raunak toh aata kaise
tere naseeb mein vo nahi toh rishta nibhata kaise
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
wah -
19th February 2009, 04:23 PM
~Jo na tha naseeb-e-mera tau dilasa diya kyu
khud chor.h gaya mujhe, usme tha itna ana kyu~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
19th February 2009, 04:27 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Jo na tha naseeb-e-mera tau dilasa diya kyu
khud chor.h gaya mujhe, usme tha itna ana kyu~
|
naseeb kis ka kya hai yeh agar hota maloom
yu tanha na hote na hote bekaraar hum tum
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 02:22 AM
~Jo chale sath gham-e-safar bhi rangeen ho chala
cho.rh na dena tum bhi kahi.n us bawafa ki tarah~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
20th February 2009, 11:52 AM
pyar ko paane ke lliye kya kya khona padta hai
band aankho se bhi rona padta hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 11:58 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
pyar ko paane ke lliye kya kya khona padta hai
band aankho se bhi rona padta hai
|
vo aankh hi kya jo pyar mein na roye
zindagi khwab si lagti hai hum jaage ya soye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 01:24 PM
Mere asharo ka aaj bhi na koi jawaab aaya
jin sawalo ki khatir kar maut se hisaab aaya
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 01:29 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Mere asharo ka aaj bhi na koi jawaab aaya
jin sawalo ki khatir kar maut se hisaab aaya
|
koi ankhon se izhaar kar leta hai
koi nazron se iqraar kar leta hai
bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi chup rah kar bhi sawaal kar leta hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 01:43 PM
Jo waqif ho tum izhar-e-hijaab se
phir iqrar kar kyu nahi lete
asaa.n ho jaayega har safar
mere sath chal kar dekh kyu nahi lete
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 01:46 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Jo waqif ho tum izhar-e-hijaab se
phir iqrar kar kyu nahi lete
asaa.n ho jaayega har safar
mere sath chal kar dekh kyu nahi lete
|
rahengi umr bhar yaad do kadmon ka saath
jaha par tune chhodaya tha humse haath
ussi mod par khade hai thaame yaadon ki baraat
kaash aa jate tum karne humse mulakaat
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 01:54 PM
Tujhe chor.dha hi kaha. hai jo thame phir se hath
hain teri ik haa k muntazir dedo jawab aj ki raath
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 01:57 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Tujhe chor.dha hi kaha. hai jo thame phir se hath
hain teri ik haa k muntazir dedo jawab aj ki raath
|
ye raat le kar aayi hai ajeeb si sawaal
maangti hai humse kitne saare jawab
kaise baya kare kya hai dil ka haal
ghere hai ab humko yaaden behisaab
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 02:03 PM
Zindagi jeene k liyeh kuch tau bholna hoga
yaad-e-mazi se ab rukh tum ko morna hoga
ta-umr rahengai tere sayebaan bankar 'ali'
naye rishte banane k liyeh dil ko tatolna hoga
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 02:06 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Zindagi jeene k liyeh kuch tau bholna hoga
yaad-e-mazi se ab rukh tum ko morna hoga
ta-umr rahengai tere sayebaan bankar 'ali'
naye rishte banane k liyeh dil ko tatolna hoga
|
rishte toh bane kai
par apna na hue vo
chubhege ankhon mein sahi
toote hai sapne jo
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|