|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th September 2009, 12:14 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
zindagii jabr-e-musalasal kii tarah kaTatii hai
jaane kis jurm kii paa_ii hai sazaa yaad nahii.n
--------sagar-------
|
saza iss dil ko dete rahe hum unsay pyar nibhaane ko
raah-e-zindagi mein chhod gaye vo wapas na aane ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 12:36 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
saza iss dil ko dete rahe hum unsay pyar nibhaane ko
raah-e-zindagi mein chhod gaye vo wapas na aane ko
|
Hum faqeeron se dosti kar loh...
Gur sikha dien ge badshaahi ke....!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
13th September 2009, 12:42 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Hum faqeeron se dosti kar loh...
Gur sikha dien ge badshaahi ke....!
|
in barishoN se dostii achi nahieN faraz
kachaa teraa makaan hai kuch to Khayal ker
Ahmad Faraz
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 12:46 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
in barishoN se dostii achi nahieN faraz
kachaa teraa makaan hai kuch to Khayal ker
Ahmad Faraz
|
Yeh main janta hon, kisi ko kia khaber!
Meray dil mein hain gham chupay kesay kesay...!
(Zahid Afaaq)
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th September 2009, 12:59 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Yeh main janta hon, kisi ko kia khaber!
Meray dil mein hain gham chupay kesay kesay...!
(Zahid Afaaq)
|
gumon se yeh dil taar taar hai
fir bhi uss bewafa ka intezar hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 01:06 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
gumon se yeh dil taar taar hai
fir bhi uss bewafa ka intezar hai
|
Jesay koi hawa ka jhonka tha...
Youn achanak chala gaya koi...!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th September 2009, 01:08 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Jesay koi hawa ka jhonka tha...
Youn achanak chala gaya koi...!
|
hum pyar ka pawan le kar aaye the
par unhe adat thi adhiyon ki shayad
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 01:22 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
hum pyar ka pawan le kar aaye the
par unhe adat thi adhiyon ki shayad
|
Woh aik pal ko dikhayi to de kahin Mohsin
Main jaan ganwa k bhi us pal ko mukhtasir na karon...!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
13th September 2009, 04:43 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Woh aik pal ko dikhayi to de kahin Mohsin
Main jaan ganwa k bhi us pal ko mukhtasir na karon...!
|
WaaD.ey Itne Naa Kijiye Ke WaadoN PeR Itebaar Hi Na Rahe
Pyaar itna na lutaiye ke ahsaas mein phir pyaar hi na rahe
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
13th September 2009, 05:22 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
WaaD.ey Itne Naa Kijiye Ke WaadoN PeR Itebaar Hi Na Rahe
Pyaar itna na lutaiye ke ahsaas mein phir pyaar hi na rahe
|
liye vaade hazaaroN usne hamse is tamanna par
ki sad'haa jhooTh meN ik-aadh sachcha ho hii jaata hai
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
13th September 2009, 05:32 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
liye vaade hazaaroN usne hamse is tamanna par
ki sad'haa jhooTh meN ik-aadh sachcha ho hii jaata hai
|
Bahut khoob Very nice replly......... speech less
Hum ne ki thi hasrat unhe bhool jane kii
Unhone di thi kasam naa bhool paane kii
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 06:25 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Bahut khoob Very nice replly......... speech less
Hum ne ki thi hasrat unhe bhool jane kii
Unhone di thi kasam naa bhool paane kii
|
Main us ke pyar se kyun badgumaan hua hon aaj!
Us ne toot kar chaha to mujhe kal bhi nahi tha...!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
13th September 2009, 07:57 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Main us ke pyar se kyun badgumaan hua hon aaj!
Us ne toot kar chaha to mujhe kal bhi nahi tha...!
|
shukriyah ''Khwaahish'' jii......
aa gayaa ishq-e-bad_gumaaN aakhir
husn ke be_kiye bahaaNoN meN
''Firaq''
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 10:38 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
shukriyah ''Khwaahish'' jii......
aa gayaa ishq-e-bad_gumaaN aakhir
husn ke be_kiye bahaaNoN meN
''Firaq''
|
Ab bhi barsaat mein jal uth'ti hain meri ankhien....
Khawab jal jayen to aankhien bhi jal jati hain
(NM)
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
14th September 2009, 03:21 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Ab bhi barsaat mein jal uth'ti hain meri ankhien....
Khawab jal jayen to aankhien bhi jal jati hain
(NM)
|
Har Baar TeRe PyaaR Ne Mujhko Rok liYa
Tere Aane Ke IteBaar Ne Mujhko Rok liYa
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
14th September 2009, 11:24 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Har Baar TeRe PyaaR Ne Mujhko Rok liYa
Tere Aane Ke IteBaar Ne Mujhko Rok liYa
|
ghairoN kii dostii kaa na aitbaar kiije!
ye dushmani kareNge, begaane aadmii haiN!
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
15th September 2009, 02:49 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
ghairoN kii dostii kaa na aitbaar kiije!
ye dushmani kareNge, begaane aadmii haiN!
|
Hume itebaar hai unpe hi khud se jyada
Jinhe fakhat dushmani nibhani aati hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 24
|
15th September 2009, 06:15 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Takaraa hii ga_ii merii nazar un kii nazar se
dhonaa hii pa.Daa haath mujhe qalb-o-jigar se
|
apni ankhon ke samander mein utar jaanae de mujhe
tera mujrim hon dub ke mar janae de mujhe
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
15th September 2009, 07:50 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
apni ankhon ke samander mein utar jaanae de mujhe
tera mujrim hon dub ke mar janae de mujhe
|
aankhoN mein ko_ii Khwaab utarne nahiiN detaa
ye dil ke mujhe chain se marne nahiiN detaa
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
15th September 2009, 09:40 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
aankhoN mein ko_ii Khwaab utarne nahiiN detaa
ye dil ke mujhe chain se marne nahiiN detaa
|
khumari se shoukiyo se dekh ke dil jala jate hai
Ye husn wale raah chale nigah jab mila jate hai
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
17th September 2009, 05:46 PM
Quote:
Originally Posted by abed_farooqui
khumari se shoukiyo se dekh ke dil jala jate hai
Ye husn wale raah chale nigah jab mila jate hai
|
Kon hota hai teray gham se pareshan Sajid,
Wo to apni hi kisi baat pe roye honge....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
17th September 2009, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Kon hota hai teray gham se pareshan Sajid,
Wo to apni hi kisi baat pe roye honge....
|
achhaa sa ko_ii mausam tanhaa sa ko_ii aalam
har waqt kaa ronaa to bekaar kaa ronaa hai
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
18th September 2009, 09:23 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
achhaa sa ko_ii mausam tanhaa sa ko_ii aalam
har waqt kaa ronaa to bekaar kaa ronaa hai
|
Aayey na tum sau sau dafa, aayey gayey mausam
Yeh shaam kii tanhaiyaN, aisey meiN taira Gham
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
18th September 2009, 09:50 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Aayey na tum sau sau dafa, aayey gayey mausam
Yeh shaam kii tanhaiyaN, aisey meiN taira Gham
nm
|
nice song......... thanks for sharing !
"yeh shaam ki tanhaiyaN aise mein tera gum,
patte kahiN khadke hawa aaye to choNke hum"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st September 2009, 10:45 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
nice song......... thanks for sharing !
"yeh shaam ki tanhaiyaN aise mein tera gum,
patte kahiN khadke hawa aaye to choNke hum"
|
patte kahin khadke hawa aaye to chonke hum,
hontoN per muskurahat kabhi to kabhi ankheN nam..
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
21st September 2009, 04:15 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
patte kahin khadke hawa aaye to chonke hum,
hontoN per muskurahat kabhi to kabhi ankheN nam..
|
hoNToN pe tabassum halka saa, aaNkhoN meN namii sii ai 'Faakir'
ham ahl-e-muhabbat par aksar aise bhii zamaane aaye haiN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
25th September 2009, 11:27 AM
Quote:
Originally Posted by balvinder
hoNToN pe tabassum halka saa, aaNkhoN meN namii sii ai 'Faakir'
ham ahl-e-muhabbat par aksar aise bhii zamaane aaye haiN
|
ye kyaa ke sab se bayaa.N dil kii haalate.n karanii
'Faraz' tujh ko na aa_ii.n muhabbate.n karanii
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th September 2009, 12:59 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ye kyaa ke sab se bayaa.N dil kii haalate.n karanii
'Faraz' tujh ko na aa_ii.n muhabbate.n karanii
|
kuchh jurm nahiiN ishq, jo duniya se chhupaayeN
ham ne tumheN chaaha hai, hazaaroN meN kaheNge
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
25th September 2009, 01:42 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
kuchh jurm nahiiN ishq, jo duniya se chhupaayeN
ham ne tumheN chaaha hai, hazaaroN meN kaheNge
|
karke ishq ibtida...ab rota hai kya
pahle agee to dekhiye, hota hai kya???
(this sher is modified )=poet" mir"
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
25th September 2009, 02:52 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
karke ishq ibtida...ab rota hai kya
pahle agee to dekhiye, hota hai kya???
(this sher is modified )=poet" mir"
|
Lagayenge dil fir kisi aur se bhi itni deewangii ki hadh tak
Pahele mere iftedayi mohobbat ka koyin anjaam to hone do
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th September 2009, 03:21 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
karke ishq ibtida...ab rota hai kya
pahle agee to dekhiye, hota hai kya???
(this sher is modified )=poet" mir"
|
aaghaaz-e-aashiqii kaa maza aap jaaniye
anjaam-e-aashiqii kaa maza ham se puuChhiye
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th September 2009, 03:27 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Lagayenge dil fir kisi aur se bhi itni deewangii ki hadh tak
Pahele mere iftedayi mohobbat ka koyin anjaam to hone do
|
guzaarii umr aaghaaz-e-muhabbat hii ke aalam meiN
to phir kyuN zehn meiN aNdesha-e-anjaam aata hai?
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
25th September 2009, 03:27 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
aaghaaz-e-aashiqii kaa maza aap jaaniye
anjaam-e-aashiqii kaa maza ham se puuChhiye
|
HaiN woh kitne khafa hum se puchiye
Kya kahenge is Dafaa hum se puchiye
Kya karege hai jo bewafaa wo Kwahish
Kaise nibhaye Wafaa hum se puchiye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
25th September 2009, 03:32 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
guzaarii umr aaghaaz-e-muhabbat hii ke aalam meiN
to phir kyuN zehn meiN aNdesha-e-anjaam aata hai?
|
Meri ummid ka suraj dooba nahiN abhi shaam to hone do
Main khud hi laut jaunga mujhe zarra nakaam to hone do
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th September 2009, 08:01 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Meri ummid ka suraj dooba nahiN abhi shaam to hone do
Main khud hi laut jaunga mujhe zarra nakaam to hone do
|
dil naa_umiid to nahiiN naakaam hii to hai
lambii hai Gham kii shaam, magar shaam hii to hai
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th September 2009, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
dil naa_umiid to nahiiN naakaam hii to hai
lambii hai Gham kii shaam, magar shaam hii to hai
|
Ummid per hai khayam zamane bhar ki chahateN
Bus lad rahi hai apne wajood ki khatir mohobbateN
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
27th September 2009, 02:24 PM
jo chup rahaa to samajhegaa bad_gumaa.N mujhe
buraa bhalaa hii sahii kuchh to bol aa_uu.N mai.n
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
27th September 2009, 02:40 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jo chup rahaa to samajhegaa bad_gumaa.N mujhe
buraa bhalaa hii sahii kuchh to bol aa_uu.N mai.n
|
Lolz yeh sher kuch samjh nahi aaya aur mujhe
Meri khamoshi mein ko meri buzdili na samjho..
Main chup jo hun kisi ke zinnat e jahan ke liye.......
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
27th September 2009, 04:41 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Lolz yeh sher kuch samjh nahi aaya aur mujhe
Meri khamoshi mein ko meri buzdili na samjho..
Main chup jo hun kisi ke zinnat e jahan ke liye.......
|
sab ki sun kar chup rahte haiN, dil ki baat nahiiN kahte haiN
aate-aate jeene ke bhii laakh bahaane aa jaate haiN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
27th September 2009, 04:45 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
sab ki sun kar chup rahte haiN, dil ki baat nahiiN kahte haiN
aate-aate jeene ke bhii laakh bahaane aa jaate haiN
|
Us.say baat karta tha to dil ko sukoo.N milta tha
Roz jeene ke liye mujhe naya mouzoo.N milta tha
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|