 |
|
|
|
|
 |
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi -
28th May 2010, 03:04 PM
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
|
|
|
|
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,116
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 59
|

28th May 2010, 04:48 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
sameer bhai
radhe radhe
bahut khoob............dil se daad nikli hai...........kubul karen
saare hi ashar ek se badh kar ek hain
aise hi likhte rahen
duaon ke saath
Aapka Apna Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email: rkm179@gmail.com
|
|
|
|
|
Tere Intzaar Mein....
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 40
|
28th May 2010, 05:17 PM
Sameer ji namskaar.........
bahut hi achhi lagi aapki ye koshish.
ye line to kuch jyada pasNd aayi.
daad qabool kareN.
Quote:
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,554
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
28th May 2010, 06:08 PM
sameer bhaa'ii:
Aadaab!
koShiSh ke ehsaas Khoob rahe.n! aapki koShiSh ko paRh ke lataa jee kaa gaayaa huaa ik geet yaad aa gayaa .. miltii haii zindagee meiN muHabbat kabhi kabhi...
yuuNhi liKhate rahe.n... dil se daad!
KhuSh rahe.n... apnaa Khayaal raKhe.n
duaao.n ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 88
|
28th May 2010, 07:59 PM
Sameer Ji.....Aadaab ! Bahut khoobsurat lage Sabhi ashaar ke ehsaas...matla aur maqta meri pehli pasand rahe....yunhi behtar Ghazal ke saath aate rahen...aur humesha likhte rahen... khush rahen....
Ghazal ko tahe dil se daad hazir hai ....qubuul ki jiye...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,799
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 51
|
28th May 2010, 08:11 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
sameer bhai ko namaskar, bahut khoob likha hai aapne saare aashar bahut pasand aaye. Dil se daad deta hoon kubool kijiyega. Aise hee mehfil ko roshan karte rahiye.
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
29th May 2010, 10:38 PM
Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT
sameer bhai
radhe radhe
bahut khoob............dil se daad nikli hai...........kubul karen
saare hi ashar ek se badh kar ek hain
aise hi likhte rahen
duaon ke saath
|
Ishq Sahab Aadaab!
Aapki daad dil se kabool hai..
Aage bhi saath banaye rakhiye...
Khush rahiye....
Khuda Hafez...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
|
30th May 2010, 02:11 AM
Sameer ji, aadaab!
Bahot achhi lagi aapki ye ghazal. Daad qubool kijiye.
Take care!
Mann
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 29
|
30th May 2010, 08:15 AM
Miltay hein padne ko achay klaam kabhi kabhi
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
30th May 2010, 11:43 PM
Quote:
Originally Posted by Rajeev Sharma
Sameer ji namskaar.........
bahut hi achhi lagi aapki ye koshish.
ye line to kuch jyada pasNd aayi.
daad qabool kareN.
|
Sharmaa jee aadaab!
Jee ashaar ko pasand karne ke liye aur apna saath jatane ke liye main aapka behad shukra guzar hun .......
Aur aapne jo ashaar pasand kiya hai maNi us ashaar ko aur ek type se likha tha aap ke samne psh kar deta huN.....
Sunkar huyi hairani apne hi raqeeb se
Leti hia woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
aate rhaiye....... apne khayal se ruberu karate rahiye
Khush rhaiye..
Khuda Hafez......
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
31st May 2010, 10:02 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
Sameer jee:
namaskaar,
aapki koshish pasaNd aayi.
Par
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
iska matlab kya hota hai?
yeh sh'er pasandida raha....
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
Aur ise dusre tareeke se aapne jo likha tha
Sunkar huyi hairani apne hi raqeeb se
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
yeh mujhe pehle wale se jyada asardaar laga.
God Bless You
Apki Dost,
Ritu
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2
Join Date: May 2010
Location: neele gagan k tale ,is jamee k upar bane ek pyari se kutia mae
Rep Power: 0
|
tere rooksar ko dil chahta hae -
31st May 2010, 12:17 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
sameer bhai ko amit ka namskar;;;;
bahut khoob likha hae apne ,dil bag bag ho gaya hae .
aisa lag raha hae ki meri mohabbat phir se taza ho gayi hae meri nazaro k samne ;
very good effort
2 line boluga.............
aj phir se tere rooksar ko dil chahta hae
aj tujhe karna phir se pyar ye dil chahta hae
yad ati hae to ankhe bhi bhar ati hae
aj 'amit' ko isqh-e- deedar karne kio dil chahta hae
ye mae complete karke jald hi post karooga asha hae ki ise apki nazaro ka deedar jarroor hoga
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
1st June 2010, 02:12 AM
Quote:
Originally Posted by Dhaval
sameer bhaa'ii:
Aadaab!
koShiSh ke ehsaas Khoob rahe.n! aapki koShiSh ko paRh ke lataa jee kaa gaayaa huaa ik geet yaad aa gayaa .. miltii haii zindagee meiN muHabbat kabhi kabhi...
yuuNhi liKhate rahe.n... dil se daad!
KhuSh rahe.n... apnaa Khayaal raKhe.n
duaao.n ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
|
Aadaab Dhaval Bhai....... !
Meri koshish ko padhne aur sarahne ka bahut bahut shukriyaa...... Jee maine usi geet ke tarz per yeh gazal kahne ki koshish ki thi.... ab pata nahi kahan tak kamyaab hua.... aapko woh geet yaad aa gaya to shayad main kuch kamyaab hua huN......
Aage bhi apna saath banaye rakhiye....
Khush rahiye.......
APna khayaal rakhiye.....
Khuda Hafez.......
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 33
|
1st June 2010, 02:34 PM
Wah mere bhai wah shuru se aakhir tak ek ajeeb masti barkaraar rahi kalam me........aur Makhte ne to aur Mast kar diya. Dil se daad kabool kare apni is peshkash ke liye.
Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil
Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...
Mob.: +971 501297654
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
2nd June 2010, 10:23 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Sameer Ji.....Aadaab ! Bahut khoobsurat lage Sabhi ashaar ke ehsaas...matla aur maqta meri pehli pasand rahe....yunhi behtar Ghazal ke saath aate rahen...aur humesha likhte rahen... khush rahen....
Ghazal ko tahe dil se daad hazir hai ....qubuul ki jiye...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
|
Naresh jee AadaaB!
Aap ko meri lkhi gazal pasand aayi mujhe khushi huyi aur aapne apni pasand bhi jatayi behad achcha laga......
Aate rhaiye,
aur apni rai se nawazte rhaiye...... 
Khush rahiye
Khuda Hafez..... 
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|

3rd June 2010, 07:40 PM
sameer saheb aadaab...!
bahut khoob likha hai aapne, tareef ke liye alfaaz kam pad rahe haiN...
behad khoobsurat aur asardaar peshkash...
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
khaas taur par aapke qalaam ka maqta behad pasaNd aaya mujhe...
daad haazir hai qubuul farmaiyega....
likhte rahiye.....
apna khayal rakhiyega....
khuda hafiz.... 
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
3rd June 2010, 11:24 PM
Quote:
Originally Posted by aru
sameer bhai ko namaskar, bahut khoob likha hai aapne saare aashar bahut pasand aaye. Dil se daad deta hoon kubool kijiyega. Aise hee mehfil ko roshan karte rahiye.
|
Arvind Bhai namaskar........
aapko bahut dino bad bazm mein dekhker behad khushi ho rahi hai....
aapki daad dil se kabool kii bhai per ek baat per ke aap aate rahenge ... apni pyari pyari kavitaoN ke saath.....
Aur aap bhi mehfil ko roshan karte rahiye......
Khush rahiye.....
Apna khayaal rakhiye....
Khuda Hafez........
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,799
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 51
|
4th June 2010, 12:08 PM
aisi baat hai sameer jee to main bilkul aata rahoonga.............
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 26
|
4th June 2010, 07:35 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
very nice sameer ji...
last sher bahut pasand aaya...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
13th June 2010, 02:49 AM
Quote:
Originally Posted by Mann-Limitless
Sameer ji, aadaab!
Bahot achhi lagi aapki ye ghazal. Daad qubool kijiye.
Take care!
Mann
|
Mann Jee AadaaB!
Aapki daad dil se kabool hai sahab..... Gazal ki pasandidgi ke liye tahe dil se shukraguzar huN.......
Aate rahiye...
Khush rahiye..
Apna khayaal rakhiye....
Khuda hafez...... 
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
13th June 2010, 02:54 AM
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
13th June 2010, 03:21 AM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
Sameer jee:
namaskaar,
aapki koshish pasaNd aayi.
Par
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
iska matlab kya hota hai?
yeh sh'er pasandida raha....
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
Aur ise dusre tareeke se aapne jo likha tha
Sunkar huyi hairani apne hi raqeeb se
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
yeh mujhe pehle wale se jyada asardaar laga.
God Bless You
Apki Dost,
Ritu
|
Ritu Jee AadaaB!
Jee dedaar e Hilaal means Eid ka chand.. jo bahut chota hota hai jise log shiddat se dhundte hia aasmaaN mein..... Par sirf chand raat ko hi... jo Eid ki hoti hai... Maine yahan isliye use kiya kyuNke woh din chand raat nahi thi per Mehboob ko dekhne ke liye nazar kya uthi, ordinary month ka "Hilaal"(chand) bhi saath mein nazar aa gaya....... Isliye woh shaam yaad rah gayi...
Jee Aapne replys bhi padhe yeh saaf zahir hai.... yeh to padhne wale pasand ke uper depend karta hia ke use kya pasand aaya.... Aapko dusra sher achcha laga, jaankar khushi huyi........
Aage bhi apna saath banaye rakhiye....
Khush rahiye.....
Khuda hafez.... 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
14th June 2010, 09:12 AM
shukriya Samaeer jee,
Itni acchi tarah se samjhane ke liye.
God Bless You
Apki Dost
Ritu
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
15th June 2010, 02:43 AM
Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel
Wah mere bhai wah shuru se aakhir tak ek ajeeb masti barkaraar rahi kalam me........aur Makhte ne to aur Mast kar diya. Dil se daad kabool kare apni is peshkash ke liye.
|
Sajid Bhai salaam o AadaaB!
Aapki hounsla afzai aur daad ka tahe dil se mamnoon huN.....
Aage bhi apna saat banaye rakhiye......
khush rahiye......
Khuda hafez..... 
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
18th June 2010, 01:47 AM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
sameer saheb aadaab...!
bahut khoob likha hai aapne, tareef ke liye alfaaz kam pad rahe haiN...
behad khoobsurat aur asardaar peshkash...
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
khaas taur par aapke qalaam ka maqta behad pasaNd aaya mujhe...
daad haazir hai qubuul farmaiyega....
likhte rahiye.....
apna khayal rakhiyega....
khuda hafiz.... 
|
Vikram Bhai aadaab!
Sahab itni bhi tareef ki haqdaar nahi hai yeh gazal, per aapne dil se tareef kii hai bahut khushi mehsus ho rahi hai......
Aapki daad kabool hia janab......
Khush rahiye.....
Apna khayaal rakhiye......
Khuda Hafez...... 
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
18th June 2010, 05:24 PM
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
Sameer jii, hume aapke sabhi ahsaas bahut acche lage, par last wala sher bahut khaas laga, uske jagah agar aap yeh sher bhi post karte to bhi khoob rahta 
Sunkar huyi hairani apne hi raqeeb se
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
duaoN ke saath
diii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
19th June 2010, 02:13 AM
Quote:
Originally Posted by aru
aisi baat hai sameer jee to main bilkul aata rahoonga.............
|
Arvind Jee aapka bahut bahut shukriyaa yeh to aapka apna pan hia jo aise hounsla de rahe hai aap..........
Quote:
Originally Posted by shipra
very nice sameer ji...
last sher bahut pasand aaya...
|
Thanks Shipra jee ...... aap bhi koi nayi peshkash kijiye bahut din ho gaye ....
take care......
Khuda Hafez.......
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
24th June 2010, 01:08 AM
Quote:
Originally Posted by shipra
very nice sameer ji...
last sher bahut pasand aaya...
|
Thanks Shipra jee........ thanks for nice reply........
Aur kaise hai aap?
Bade dino se aapki koi kalaam nahi aayi.......
jaldi se kuch post kijiye.....
Khush rahiye apna khayaal rakhiye....
Khuda Hafez............ 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
|
26th June 2010, 06:00 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
waah sameer bhai kya baat hai..........apne aur apne mehboob ke ishq ka kya acche se bakHan kiya hai apne......waah!!!
ishwar kare sameer ko hichkiyaan dene wali jald se jald hasil ho jaye.
likhte rahiye aur hamme padhne ka mauka dete rahiye....
aapka.
Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !! (NM)
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
4th July 2010, 02:06 AM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
shukriya Samaeer jee,
Itni acchi tarah se samjhane ke liye.
God Bless You
Apki Dost
Ritu
|
Thanks again Ritu jee .......
Take care....
Khuda Hafez.....
Quote:
Originally Posted by sunita virender
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
Sameer jii, hume aapke sabhi ahsaas bahut acche lage, par last wala sher bahut khaas laga, uske jagah agar aap yeh sher bhi post karte to bhi khoob rahta
Sunkar huyi hairani apne hi raqeeb se
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
duaoN ke saath
diii
|
Dii aapko apni post per dekh ker bahut khushi hoti hai.....
Aapko meri likhi yeh gazal pasand aayi mujhe achcha laga... aur bahut khushi bhi ho rahi hai ke aapne jo sher pasand kiye aur apna waqt diyaa.....
Ummid hai aage bhi aap apko pasand aye aisa likhuNga .....
Aap bhi khush rahiye...
Apna khayaal rakhiye...
Khuda Hafez..... 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
Aadab -
5th July 2010, 07:28 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
AADAB
kaise hai aap/.
waah kya baat hai
ab kya kahe?
Alfaaz saath nahi dete
Allah or kamiyab kare
AAMIN
KHUSH RAHIYE
APNA KHAYAL RAKHIYE
ALLAH HAFIZ
Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )
()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 272
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 18
|
9th July 2010, 11:18 AM
bhot khubsurat
keep it up dude.
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 29
|
10th July 2010, 12:49 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
Kya baat hai.. bhai.. tum likhate bhi bada achha ho kabhi kabhi... hahahhaha 
achaa laga kafi dino ke baad tumhe padke...sahi tune bana rakhi hai boss tumne..
Good going buddy.. keep up !!
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
11th July 2010, 01:48 AM
Secret Bhai AadaaB!
Janaab aapki Hounsla afzai aur duaoN ka bahut bahut shukriyaa.........
Yeh BakHan kya hota hai.........  waise maiN samajh gaya huN just joking so don't mind Plz.......
Hmmm hichkiyaan dene wale mile to bahut Bhai per hasil karne ki mujhe bhi jaldi nahi hai per aapki dua Khudaa Kare ke jaldi kabool kare....
Jee janab koshish jari hai bus aap saath banaye rakhiye.....
Khush rahiye.......
Khuda Hafez....... 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
|
17th July 2010, 11:30 PM
Good one khwahish,
yeh khoob raha
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aata hai mehboob ka paigham kabhi kabhi
Karte hai nazroN se woh salaam kabhi kabhi
Hota hai mohobbat ka yeh anjaam kabhi kabhi
Rahta dard aksar to aaraam kabhi kabhi
Deedaar e hilaal jo unke ruksaar se hua
Aati hai yaad aaj bhi woh shaam kabhi kabhi
Soyi thi koi tamanna Kwahish ke shaano per
Hone lage the charche sare aam kabhi kabhi
De jaati muskuraahat hichkiyaan Sameer ko
Leti hai woh aaj bhi mera naam kabhi kabhi
|
ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
|
25th July 2010, 01:08 AM
Quote:
Originally Posted by munfairy
AADAB
kaise hai aap/.
waah kya baat hai
ab kya kahe?
Alfaaz saath nahi dete
Allah or kamiyab kare
AAMIN
KHUSH RAHIYE
APNA KHAYAL RAKHIYE
ALLAH HAFIZ
|
HanSoni jee AadaaB!
tareef wa hounsla afzai ka tahe dil se shukra guzar huN.......
Aage bhi apna saath banaye rakhiye.................................
Khush rahiye....
Allah aapko salamat rakhe....
Khuda Hafez...... 
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |