Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aseer Ghaalib
Old
  (#1)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
Aseer Ghaalib - 10th May 2012, 09:16 AM

Dosto! Aaj aap sab ke sath Mirza Ghalib ki ek behad lajawaab ghazal baa'ntna chahta hu'n. Leejiye pesh-e-khidmat hai ghazal:


Naqsh fariyaadi hai, kiski shokhi-e-tehreer ka
Kaaghzi hai pairhan, har paikar-e-tasveer ka

Kaav-e-kaav-e-sakht jaaneeha-e-tanhaayee, na poochh
Subah karna shaam ka, laanaa hai joo-e-sheer ka

Jazba-e-be ikhtiyaar-e-shauk dekha chahiye
Seena-e-shamsheer se bahar hai, dum shamsheer ka

Aaghi, daam-e-shanidan, jis tarah chahe bichaaye
Mudd'aa a'nkaa hai, apne 'aalam-e-taqreer' ka

Baski, hoo'n ghaalib, aseeree mein bhi aatash zer-e-paa
Moo-e-aatash deed hai, halka meri zanjeer ka


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#2)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
10th May 2012, 01:19 PM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Dosto! Aaj aap sab ke sath Mirza Ghalib ki ek behad lajawaab ghazal baa'ntna chahta hu'n. Leejiye pesh-e-khidmat hai ghazal:


Naqsh fariyaadi hai, kiski shokhi-e-tehreer ka
Kaaghzi hai pairhan, har paikar-e-tasveer ka

Kaav-e-kaav-e-sakht jaaneeha-e-tanhaayee, na poochh
Subah karna shaam ka, laanaa hai joo-e-sheer ka

Jazba-e-be ikhtiyaar-e-shauk dekha chahiye
Seena-e-shamsheer se bahar hai, dum shamsheer ka

Aaghi, daam-e-shanidan, jis tarah chahe bichaaye
Mudd'aa a'nkaa hai, apne 'aalam-e-taqreer' ka

Baski, hoo'n ghaalib, aseeree mein bhi aatash zer-e-paa
Moo-e-aatash deed hai, halka meri zanjeer ka

Wah Wah Wah.......... Anjaan Sahab IS Khubsurat Kalaam Ko Share Karnay Par Mashkoor Hun... Behad Umdah Or Shahkaar Kalaam Hai MIRZA Sahab Ka....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
13th May 2012, 07:10 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Wah Wah Wah.......... Anjaan Sahab IS Khubsurat Kalaam Ko Share Karnay Par Mashkoor Hun... Behad Umdah Or Shahkaar Kalaam Hai MIRZA Sahab Ka....
Waah waah kehna to laazmi hai Shakil bhai. Ghaalib ka doosra naam waah waah hi hai. Ghazal sunkar log ghaalib nahi waah waah hi keh paate hain.

Ek-ek ash'aar itna beshqeemat hota hai jiska koi saani nahi. Ek sher hai ghaalib sahab ka, zaraa gaur farmaaiye:

Letaa hu'n maqtabe-e-gham-e-dil mein sabak hanoj
Lekin yahi ki, waqt gayaa, aur bood tha

Kya kahaa jaaye aisi shaayri ko??
Mere liye to sachmuch, Ghaalib matlab waah waah.


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com