Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Kyun main har baat se anjaan sa huN - 17th October 2009, 04:18 PM

Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
18th October 2009, 09:12 AM

Good one Khwawish, this one was very good.

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN

Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

yahan par kyun chipkaayee yeh ghazal? dikhaai bhi nahin deti

ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th October 2009, 01:01 PM

Sameer ji...Bahut acha likha hai aapne....har ashaar taarif ke kaabil hai....

Yeh do sher aur tisra maqtaa... mujhe khaas pasand aaye...

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

dil se daad....kabul kijiye...

duaaon ke saath

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
18th October 2009, 01:19 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

wah wah
Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

not realy, i dnt thnk k tum aam insaan ho ! ! !
Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

aisa kyu ?
Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

hmmm.. Too gud...
Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

'beimaan' dint get tht...
BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN
ye badhiya hai...
Wakai me kamaal ka likha hai sameer bhai keep it up... Bt feel gud...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
manvinder singh
THE HEART
manvinder singh will become famous soon enoughmanvinder singh will become famous soon enough
 
manvinder singh's Avatar
 
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2009
Location: MANN --- ME
Rep Power: 17
18th October 2009, 01:34 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

this is realy a very nice creation....................

aur yeh chand sher kabile tareef hai................

sameer bhai bahut khoob likha hai aapne.................

MANN
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
18th October 2009, 02:36 PM

khwaiss sahab aadaab............................................ ..........................

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

rhetorical question ka jawab phir rhetorical question me?????
lekin bahut accha laga.....
daad hazir hai........

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

koi known situation hota jispar ye sher hai to baat banti.....ya to ye sher kisi qita ya musalsal ghazal ka part hota,to baat banti.........
isliye ye accha hote hue bhi flat gaya........jaise thums up ka gas nikal jaye

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

girah bahut acchi hai.....bahut jayada acchi......magar
apne pahle misre me ek statement diya hai............to uska seedha jawab jyada accha lagta.........jab apne kah hi diya ki baddua lag gayi hai to jahir hai ki ap pareshan honge........phir ' kyun pareshan hai'....ye poochne ka matlab kya??

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

waaaaaaaaaaaaaaaaaaah......
ap to sahi maine me universal citizen ban gaye janab........
matlab sari dharti ko hi apne apna ghar bana liya !!!!
kash ,,sab apki soch rakhte.......

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

bahut accha sher kaha apne...bus pahle misre ne apke' HOSH' ne thoda atpata banaya ........
magar samajne wale to sab samaj hi gaye.......

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

bhai rabt nahi lagi yaha.........kabhi kabhi aisa hota hai......adami mann me kuch sochta hai to usse ulta line seedha nazar aane lagta hai..mann hi mann me........magar jab vo khayal paper par aata hai to dusro ko ulta lagta hai......

ap dekhiye...agar ap kahte pahle misre me theek ulta......jaise ki aisa kuch--"shayad ibaadat me mere kami rahi hogi'(sirf idea de raha hu)...tab apki dusri line rabt me aa jati

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN
mujpar ye sher nahi khula......

apki ghazal bahut acchi thi..........
jo mujhe laga vo maine socha ki ap tak pahuchana jaruri hai.......mujhe pata hai ap meri bato ka bura nahi manenge.......
apko tabadla e khayal ka poora haq hai..........
bejhijak apni baat samne rakhiyega.........

ek baar phir se daad.......

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Smile 18th October 2009, 02:59 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
Good one Khwawish, this one was very good.

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

yahan par kyun chipkaayee yeh ghazal? dikhaai bhi nahin deti
Mayoos thanks for your appriciation, yeh sher mere bhi pasand ka hai, hounsala wa himmat harne ke bad insaan khudko bade se bade cheez se tol deta hai... maine tufaan se tol liya khudko

Bus younhi socha ke gazal kuch khaas nahi hai isliye yahan chipka dee

Phir bhi aap logoN ne dekha ise yahan mujhe behad khushi hui...

Khush raho aage bhi saath banaye rakho..

May God Bless you.
Khuda Hafez..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
18th October 2009, 03:34 PM

Oye..............

"anjaan.......... Nadaan .............Insaan...."

" Pareshaan' na ho...........Khud ko "mahemaan " Na samajh....

teri kalam meiN ek "tufaan" hai...... tu kahan "beimaan" hai ??

bas dekh kar teri kalam zamana thoRa 'Hairaan" hai.......

mere bhai.... tum to din ba din bahot khub likhne lage ho....

Mashallah..........

aise hee likhte raho

duwao ke saath

tumhari dii

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
18th October 2009, 04:55 PM

Sameer Bhai,,

Kia baat hai janab,,,,,
BOht khooobsorat kalam hai aap ki...

I like it very much,,
read this again and again.....very beautiful,,,,,,

Keep writing bhai,,

Take care,,,

GOD BLESS YOU,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Very Nice Post.....
Old
  (#10)
vibhutithakur
Registered User
vibhutithakur is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 30
Join Date: Oct 2009
Rep Power: 0
Thumbs up Very Nice Post..... - 19th October 2009, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

Khwahish ji,

Bahut khoob likha hai aapne:-)

Vibhuti.....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
19th October 2009, 09:41 PM

Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

masoom nadaan aur aap..?

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

hmm sahi hai ya ghalat pata nahi magar achha hai sher

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

meri to nahi kasam se

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

har koi 2 din ka mehmaan hai sameer jee
aap itna sochiye mat

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

tufaan bhi bikharta hai...?

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

sochna padega ...................

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

main bhi itni achhi ghazal padh kar Hairan hu
aap ki kalam mein din ba din chaand ki chamak nazar aarahi hai

God aapko har taklif se dur rakhe
Youn hi mahfil ko roshan karate rahiye
khus rahiye

aapki dost
Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
tareef
Old
  (#12)
Saarika386
Registered User
Saarika386 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Oct 2009
Location: Bhilai, c.g. sector - sec6, & risali sector (clinic place)
Rep Power: 0
Wink tareef - 22nd October 2009, 10:38 AM

kwahish ji

aapki ghazale read ki magar ek baat kahan chahugi aapke ghaza me theme

ek hi jaisa hai mujhe aisa lagata hai ki aap kuch subjective aur diff theme

par aapne nahi likha hai , aapki ghazale bahut aachi hai .

magar aap vahi tak simeet ho gaye hai.

saarika
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd October 2009, 02:24 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer ji...Bahut acha likha hai aapne....har ashaar taarif ke kaabil hai....
Yeh do sher aur tisra maqtaa... mujhe khaas pasand aaye...
Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN
Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN
BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN
dil se daad....kabul kijiye...
duaaon ke saath
Naresh Jii......... AadaaB

Aapki pasandgi aur hounsla afzai se dil mutmain hua.... aapko mere likhe ashar pasand aaye... aur aapne pasandgi jatayi..... tahe dil se shukriya...

Aage bhi aapka saath bana rahe yehi ummid e dua...

Khush rahiye, apna saath banaye rakhiye...

Apna kahayal rakhiye
Khuda hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd October 2009, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
ye badhiya hai...
Wakai me kamaal ka likha hai sameer bhai keep it up... Bt feel gud...
Raj Bhai ...........

Aur dear kaise ho...? Yaar aapki kavitaye sunaye hum to bahut bore ho gaye yeh ghise pite ahsaas likha likha ker aur padh padhker.....

Aapko pasand aaye mere ahsaas achcha laga but now thats bad feeling gone cool day's came...

Aate rhaiye,
Khush rahiye..
Apna kahayal rakhiye
Khuda hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
22nd October 2009, 04:27 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN
Khwahish sahib AAdab

Aapne bahot khoobsurat ghazal kahi hai
dil se daad qubool karen…
sare sher aur ehsaas ache lage……………………

Lekin aapne ise ‘Aapki shayri’ main post kiya hai isliye maine
ismein kuchh islaah karne ki koshish ki hai(halanki main khud
bhi shayri ki field mein abhi talib-e-ilm hi hun)
please bura na maniye ga……………………

Jaise har baat se anjaan sa huN
haan main masoom sa Nadaan sa huN

Thi sitaroN si chamak meri bhi
AaJ lekin AaM InsaaN sa huN

Bad Dua Kiski Lagi hai Mujh-ko
Kisliye AaJ PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN to Kal jana hai
Apne hi GhaR me main MehMaaN sa huN

aaj kuchh hosh nahin hai mujh ko
ek Bikhare Huwe TufaaN sa huN

lakh karta hun Ibadat phir bhi
khud ki Nazron me BeImaan sa huN

badla badla sa hai chehra ‘KhwaHisH’
Aaina Dekh ke HairaaN sa huN

Duaon ke sath
apka dost
Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
22nd October 2009, 08:27 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

Bhai,

Bahut khoob likha hai....
likhte rahiye...

Vikram jethi.

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd October 2009, 02:13 PM

Quote:
Originally Posted by manvinder singh View Post
this is realy a very nice creation....................

aur yeh chand sher kabile tareef hai................

sameer bhai bahut khoob likha hai aapne.................
Maan Jii ssk..........

Aapko apni kalam per dekhker achcha laga, aapne jo tarif aur hounsla afzai ki hai uska main tahe dil se mamnoon huN......

YouN to main Ishq aur dard per hi likhata huN but mujhe aapki likhi aur sachai per likhe samajik aur logoN ko prerit karne wali tehreere bahut pasand hai maine bhi kuch aisa likha tha aapki nazar karta hun waqt mile to padh lijiyenga....
Yeh links hai....

http://www.shayri.com/forums/showthr...725#post367725

http://www.shayri.com/forums/showthr...034#post368034

aage bhi aapka saath bana rahe, yehi dua...
Khush rahiye, bazam mein aate rahiye...
Apna khayal rakhiye..
Khuda Hafez.......

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#18)

23rd October 2009, 02:14 PM

  (#19)

23rd October 2009, 02:19 PM

dhayawad
Old
  (#20)
manvinder singh
THE HEART
manvinder singh will become famous soon enoughmanvinder singh will become famous soon enough
 
manvinder singh's Avatar
 
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2009
Location: MANN --- ME
Rep Power: 17
dhayawad - 23rd October 2009, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Maan Jii ssk..........

Aapko apni kalam per dekhker achcha laga, aapne jo tarif aur hounsla afzai ki hai uska main tahe dil se mamnoon huN......

YouN to main Ishq aur dard per hi likhata huN but mujhe aapki likhi aur sachai per likhe samajik aur logoN ko prerit karne wali tehreere bahut pasand hai maine bhi kuch aisa likha tha aapki nazar karta hun waqt mile to padh lijiyenga....
Yeh links hai....

http://www.shayri.com/forums/showthr...725#post367725

http://www.shayri.com/forums/showthr...034#post368034

aage bhi aapka saath bana rahe, yehi dua...
Khush rahiye, bazam mein aate rahiye...
Apna khayal rakhiye..
Khuda Hafez.......

dhanyawad sameer bhai....... bahut bahut shukriya aapka jo aapne muzhe is kabil samjha ............ aapki dono post parh li hai ...... dono hi jaberdast hai.......... aap ki kalam me hi jaadu hai............

aage bhi aise hi saath banaye rakhye ga........
allah hafez ............

MANN
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
23rd October 2009, 04:32 PM

Sameer bhai......

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Raj Bhai ...........

Aur dear kaise ho...? ( mai ek dam mast wbu ? ) "Yaar aapki kavitaye sunaye hum to bahut bore ho gaye yeh ghise pite ahsaas likha likha ker aur padh padhker....." ( is line ka matlab kya hai ???

Aapko pasand aaye mere ahsaas achcha laga but now thats bad feeling gone cool day's came... ( thats gr8 )

Aate rhaiye,
Khush rahiye..
Apna kahayal rakhiye
Khuda hafez...
same to u bhai
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd October 2009, 04:44 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Sameer bhai......

same to u bhai
Raj bhai uska matlab yeh ki yeh Ishq aur dard mein mohobbat ke ahsaas ke siva aur bhi kai ahsaas hai Jinhe hum shabdoN mein dhalte nahi, main kahin lafzon mein atak jata huN to kahiN ahsaas se guzra na hone ke wajah se bayan nahi kar pata huN, but you are simply explane which you think in your poetry..........

Bus lo maine nayi post ki hai aise hi ahsaas ko shabdoN mein dhala hai aur isme khaasker tumhe bhi samjhna hai mera sandesh....

Hope tum meri baat samjho.....

Khush raho, take care.. Bye..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#23)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
23rd October 2009, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Bus lo maine nayi post ki hai aise hi ahsaas ko shabdoN mein dhala hai aur isme khaasker tumhe bhi samjhna hai mera sandesh....

Hope tum meri baat samjho.....

Khush raho, take care.. Bye..
thanx sameer bhai..
aur kaun c post k baare me keh re ho sameer bhai ????
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th October 2009, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
khwaiss sahab aadaab............................................ ..........................

mujpar ye sher nahi khula......

apki ghazal bahut acchi thi..........
jo mujhe laga vo maine socha ki ap tak pahuchana jaruri hai.......mujhe pata hai ap meri bato ka bura nahi manenge.......
apko tabadla e khayal ka poora haq hai..........
bejhijak apni baat samne rakhiyega.........

ek baar phir se daad.......

regards
Zidd sahab Aadaab............

Jii main aapki baatoN se puri tarha sehmat huN..... aur aapne mujhe bataya mujhe behad khushi hui.... Jaanker, Kyunki galtiyaN chupane walon se jyada main galatiyaN baane walo ko chahata huN.... Wohi log bade dil wale hote hai jo sahiN raah dikhaye.... aur aap baqubi bade dil wale hai....

Aage bhi be jhijak apni rai se nawaziyenga, tab hi mujhe lagenga ke aap bhi mujhe utna hi chahte hai jitna main aap sabko ....

Aap ka saath bana rahe yehi dua ,
Khush rhaiye aapna kahayal rakhiye
Khuda Hafez....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#25)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th October 2009, 03:16 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Oye..............

"anjaan.......... Nadaan .............Insaan...."

" Pareshaan' na ho...........Khud ko "mahemaan " Na samajh....

teri kalam meiN ek "tufaan" hai...... tu kahan "beimaan" hai ??

bas dekh kar teri kalam zamana thoRa 'Hairaan" hai.......

mere bhai.... tum to din ba din bahot khub likhne lage ho....

Mashallah..........

aise hee likhte raho

duwao ke saath

tumhari dii
Dii............

Yeh to kalam ki baat huyi......... Aapne dekha Diyaa jii ne kaise tafsira kiya hai meri gazal ka..... ........... But kalam wohi likhati hai jo dil mehsus kerta hai, jo dil chahta hai...

Aapko yeh kalaam achchi lagi, aur aapne meri himmat afzai aur housla afzai ki main aapka tahe dil se mamnoon huN....

aage bhi koshish jari rahengi, aap apna saath banaye rakhiye...

Khush rahiye,
Apna khayal rakhiye..
Khuda Hafez...
Aapka Bhai...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#26)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th October 2009, 03:26 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Sameer Bhai,,

Kia baat hai janab,,,,,
BOht khooobsorat kalam hai aap ki...

I like it very much,,
read this again and again.....very beautiful,,,,,,

Keep writing bhai,,

Take care,,,

GOD BLESS YOU,,
Hassan Bhai............

Aapko yeh andaz e achcha laga, mujhe khushi huyi.....
Tarif wa hounsla afzai ka bahut bahut shukriya....

Thanks for encourage me Bhai...

AAge bhi saath banaye rakhiye,
Khush rahiye,
Apna khayal rakhiey
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#27)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th October 2009, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by vibhutithakur View Post
Khwahish ji,

Bahut khoob likha hai aapne:-)

Vibhuti.....
Thanks Vibhuti Jii

aage bhi aapka saath bana rahe yehi dua....

Khush rhaiye,
apna khayal rakhiey
Khuda hafez..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#28)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th October 2009, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

masoom nadaan aur aap..?

Hmmm Diya Jii, har Insaan jab tak kisi baat se anjaan rehta hai tab tak woh umar ke kisi bhi padav per rahe masoom aur naadaan hi rehta hai....

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

hmm sahi hai ya ghalat pata nahi magar achha hai sher

Hmm, Aap bhi sahiN hia aap kya jaane mere bare mein main kya hun aur kya tha... yeh to main hi janta huN... But aap mere gazal ka tafsira kar rahi hai yaa mera...

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

meri to nahi kasam se

Khuda jaane kiski lagi aapki bhi to lag sakti hai, aap bhi to dost hai humari..

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

har koi 2 din ka mehmaan hai sameer jee
aap itna sochiye mat

Jii sochna padta hai zindagii char din ki hai, sochna bhi to padenga... ke kaise guzarenge baki din...

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

tufaan bhi bikharta hai...?

LiJiye, inhe yeh pata nahi tha... aab to pata chal gaya... thanks kahiye..

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

sochna padega ...................

Hmm yeh to aapni apni nazar aur ibadat hai aap khud ke bare mein sochiye maine khud ke baare mein soch liya..

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

main bhi itni achhi ghazal padh kar Hairan hu
aap ki kalam mein din ba din chaand ki chamak nazar aarahi hai

God aapko har taklif se dur rakhe
Youn hi mahfil ko roshan karate rahiye
khus rahiye

aapki dost
Diya
Hmmm, aab lag raha hai ke aap meri gazal ka nahi mera hi tafsira kar rahi thi

Khair aapne jo tarif aur hounsla afzai ki uska tahe dil se mamnoon huN...
aage bhi aapka saath bana rahe yehi dua....

Khush rahiye
apna khayal rakhiye..
Khuda hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#29)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th November 2009, 08:44 PM

Quote:
Originally Posted by Saarika386 View Post
kwahish ji

aapki ghazale read ki magar ek baat kahan chahugi aapke ghaza me theme

ek hi jaisa hai mujhe aisa lagata hai ki aap kuch subjective aur diff theme

par aapne nahi likha hai , aapki ghazale bahut aachi hai .

magar aap vahi tak simeet ho gaye hai.

saarika
Saarika Jii Aadaab..........

Aapne meri gazaleN padhiN jaanker khushi hui but mujhe nahi lagata ke aapne mere likhane per observation kiya hai......... Coz maine haal hi mein kai other subjective gazaleN kahi hai........

Gar aapko fursat mile to check ker lijiyenga...
Here is links of some other and special subjects of mine.......

These are on social and national subjective base...

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=67686

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=67364

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=67326

This is a prayer....... WritteN by me,,..

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=65839

Its base is truely depend on life... Zindagii..

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=66024

These are songs.... WrriteN By Me...

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=65814
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=65219
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=65620

Aab dekhe aapko kya achcha lagata hai.....
And aapne apni rai kahi mujhe achcha laga but sabki soch gar milti to itne alag alag khayal wali posts aapko padhne nahi milti..

Aate rhaiye..
Khush rahiye...
khuda Hafez...

Last edited by kwahish; 4th November 2009 at 08:56 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#30)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th November 2009, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Khwahish sahib AAdab

Aapne bahot khoobsurat ghazal kahi hai
dil se daad qubool karen…
sare sher aur ehsaas ache lage……………………

Lekin aapne ise ‘Aapki shayri’ main post kiya hai isliye maine
ismein kuchh islaah karne ki koshish ki hai(halanki main khud
bhi shayri ki field mein abhi talib-e-ilm hi hun)
please bura na maniye ga……………………

Jaise har baat se anjaan sa huN
haan main masoom sa Nadaan sa huN

Thi sitaroN si chamak meri bhi
AaJ lekin AaM InsaaN sa huN

Bad Dua Kiski Lagi hai Mujh-ko
Kisliye AaJ PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN to Kal jana hai
Apne hi GhaR me main MehMaaN sa huN

aaj kuchh hosh nahin hai mujh ko
ek Bikhare Huwe TufaaN sa huN

lakh karta hun Ibadat phir bhi
khud ki Nazron me BeImaan sa huN

badla badla sa hai chehra ‘KhwaHisH’
Aaina Dekh ke HairaaN sa huN

Duaon ke sath
apka dost

Fezan

Faizan sahab AadaaB..........

Badi masarrat hui aapko apni kalam per dekhker....
Aapko gazal pasand aayi main tahe dil se mamnoon huN aapki is beshkimti rai ka...

Jii aap bhale hi aapki nazar mein talib e ilm hai per humari nazar main nahi ... yeh to aapka bada pan hai ke aap khud ko talib e ilm keh rahe hai...

Aapne meri gazal ko jo bher mein lane ki koshish ki hai main uska wakai dil se shukra guzar huN, Mujhe bher ka koi ilm nahi bus aap logoN se jo bhi samjhta huN use apni kalam mein istemal karne ki koshish karta huN......

Aage bhi aapka saath bana rahe to nacheez bhi kuch achcha likhne lagenga...

Khush rahiye..
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#31)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th November 2009, 06:24 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Bhai,

Bahut khoob likha hai....
likhte rahiye...

Vikram jethi.
Thanks for appriciate Vikram Bhai.........

Keep visiting....... And keep reply on posts..... which u like,,......

And also keep posting and keep in touch...

Take care... Bye..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#32)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th November 2009, 06:37 PM

Quote:
Originally Posted by manvinder singh View Post
dhanyawad sameer bhai....... bahut bahut shukriya aapka jo aapne muzhe is kabil samjha ............ aapki dono post parh li hai ...... dono hi jaberdast hai.......... aap ki kalam me hi jaadu hai............

aage bhi aise hi saath banaye rakhye ga........
allah hafez ............
Manvinder Jii......

Aur bazam mein aat
Dhanyawad to sanu aapka karna haiN aapne aapka kimti waqt jo sadi khaak kalam per diya hai.... Aapne meri post ko reply ke kabil samjha yehi mere liye bahut khushi ki baat hai.... Main aapka tahe dil se shukra guzar huN.... aage v aapka saath bana rahe yehi dua hai meri....

Khush rhaiye..
Apna khayal rakhiye..e rahiye..

Khuda Hafez...

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Sameer bhai......

same to u bhai
Haa haa Bhai Tum nahi sudhroge........... Aab yeh mat kehna ke main bigdaa kab tha.

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
thanx sameer bhai..
aur kaun c post k baare me keh re ho sameer bhai ????
Bhai aap koi bhi paristiti ko kavita mien dhal dete ho... Koi bhi baat koi sur mein keh sakte ho... so I wana like ur way...... I wana more from u... R u Understand not only me.... SOme one is rely wana ur poetry.....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#33)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
16th November 2009, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

Bhut khoob likha hai....
bas karta raha ibadat koi kami na ki, kyun nazar me apni belmaan sa hun
keep writing

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th November 2009, 10:00 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Bhut khoob likha hai....
bas karta raha ibadat koi kami na ki, kyun nazar me apni belmaan sa hun
keep writing
Tariq Ahmad sahab Aadaab.............

Bade dino bad aapko yahan bazm mein dekh ker bahut khushi huyi..... Aur apni post per aapki daad wakai dil mutmain hua........

Housla afzai aur tarif ke liye main tahe dil se shukra guzar huN.......

Bazm mein aate rhaiye.....
Khush rhaiye...
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#35)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
27th November 2009, 05:21 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN

this is ur best one really ...........

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

ultimate ..........!!

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

another one

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

yaar .... kya kahu ...

amazing ...........!!

faizaan bhayee ne jo bahar mai lane ki koshish ki hia kamaal hai
tumhare khyaal aur bhi katl kar rahe hai .........

repssss

++++
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#36)

27th November 2009, 05:31 AM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Khwahish sahib AAdab

Aapne bahot khoobsurat ghazal kahi hai
dil se daad qubool karen…
sare sher aur ehsaas ache lage……………………

Lekin aapne ise ‘Aapki shayri’ main post kiya hai isliye maine
ismein kuchh islaah karne ki koshish ki hai(halanki main khud
bhi shayri ki field mein abhi talib-e-ilm hi hun)
please bura na maniye ga……………………

Jaise har baat se anjaan sa huN
haan main masoom sa Nadaan sa huN

Thi sitaroN si chamak meri bhi
AaJ lekin AaM InsaaN sa huN

Bad Dua Kiski Lagi hai Mujh-ko
Kisliye AaJ PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN to Kal jana hai
Apne hi GhaR me main MehMaaN sa huN

aaj kuchh hosh nahin hai mujh ko
ek Bikhare Huwe TufaaN sa huN

lakh karta hun Ibadat phir bhi
khud ki Nazron me BeImaan sa huN

badla badla sa hai chehra ‘KhwaHisH’
Aaina Dekh ke HairaaN sa huN

Duaon ke sath
apka dost
Fezan
fezaan bhayee

Bad Dua Kiski Lagi hai Mujh-ko
Kisliye AaJ PareshaN sa huN

aapne jo alfaaz ko chamak di hia kamaal hai

loved it
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#37)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd January 2010, 05:01 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
this is ur best one really ...........

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

ultimate ..........!!

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

another one

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

yaar .... kya kahu ...

amazing ...........!!

faizaan bhayee ne jo bahar mai lane ki koshish ki hia kamaal hai
tumhare khyaal aur bhi katl kar rahe hai .........

repssss

++++
Bhai Thanks for appriciate, and sorry for late reply.... waise aap per aise kayiN sorry baki hai aapne jistarha sher pasand kiye bahut achcha laga........ aage bhi apna saath banaye rakhiye........

Khush rhaiye,
khuda Hafez........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#38)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
5th January 2010, 01:11 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kyun main har baat se anjaan sa huN
Kya main masoom sa Nadaan sa huN

Thi meri bhi chamak sitaroN si kabhi
AaJ MaiN BhI Ek AaM InsaaN sa huN

Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN

Aaj Aaya HuN Kal Chala Bhi JauNga
GhaR AaYE Hua Ek MehMaaN sa huN

Naa Raha Josh na hosh Hi mujh meiN
Main Aaj Bikhare Hua TufaaN sa huN

Bus Karta Raha Ibadat Koi kami na ki
Kyun Nazar me Apni BeImaan sa huN

BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN
Assalam0Alaikum !!
MASHALLAH bohat khoob !!
i love it ....

PHP Code:
Mera Salam !! 
   
Reply With Quote
Old
  (#39)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
5th January 2010, 01:13 PM

Thi sitaroN si chamak meri bhi
AaJ lekin AaM InsaaN sa huN

Bad Dua Kiski Lagi hai Mujh-ko
Kisliye AaJ PareshaN sa huN

heart touching .... !! have no words to appreciate it !! MASHALLAH

PHP Code:
Mera Salam !! 
   
Reply With Quote
Old
  (#40)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
2nd February 2010, 08:19 PM

bahur hi khoobsurat gajal hai ji daad hajir hai

ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com