3rd October 2011, 10:40 PM
ajay nidaan kasi shayri kari hai yaar kuch to shayri me jaan hone chaiye
yaar sharab par lik re ho kuch nasha chadna chah\iye ke nai..
dekh mai likta hu...
Peela ke sharab mujhko tu ye mat samjna
karke kharab mujko tu ye mat samjna
mujhse maikashi ka shok c heen nai sakta koi
Tu sika sakti hai adab mujhko ye mat samjhna
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|