Jab koi baat bigad jaye...jab koi mushkil pad jaye -
24th November 2004, 03:21 PM
Jab koi baat bigad jaye,
jab koi mushkil pad jaye.......
tum dena saath mera o humnava.........2
na koi hai, na koi tha,
jindagi main tumhare siva,
tum dena saath mera o humnava.........
tum dena saath mera o humnava.........
Jab tak ho chandni raat,
deta hai har koi saath,
tum magar andheron main bhi,
dena saath mera o humnava.................
Jab koi baat bigad jaye,
jab koi mushkil pad jaye.......
tum dena saath mera o humnava.........2
na koi hai, na koi tha,
jindagi main tumhare siva,
tum dena saath mera o humnava.........2
Wafadari ki wo rasmein,
nibhayenge hum tum kasmein,
ek bhi saans jindagi ki,
jab tak ho apne bas main....................
na koi hai, na koi tha,
jindagi main tumhari siva,
tum dena saath mera o humnava.........2
Jab koi baat bigad jaye,
jab koi mushkil pad jaye.......
tum dena saath mera o humnava.........2
na koi hai, na koi tha,
jindagi main tumhare siva,
tum dena saath mera o humnava.........2
ab gawara nahi koi aur bhi ho jo meri tarah u tumpe mare.....
tune pyaar u sikhake Jindgi ho jindagi badal di.......
**~ Aashi ~**
|