|
|
|
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
11th November 2008, 07:48 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Ab hum Ko dhoondne ka takalluf na kijiye
Hum kho gaye ke aapka milna muhaal thaa..
nm
|
dhoondte nahi hum kabhi apni takdeer
hai sath tumara tabhi to tum humari hath ki lakeer
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
Last edited by dineshdharvi; 11th November 2008 at 07:53 PM..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th November 2008, 07:52 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
dhoondte nahi hum kabhi apni takdeer ko
hai sath tumara tabhi to tum humari hath ki lakeer
|
Tere khayal ki khushbu tere lafzon ki mehak
Mujhe yeh darr hai ke shayar mujhe bana degi
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
11th November 2008, 07:56 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Tere khayal ki khushbu tere lafzon ki mehak
Mujhe yeh darr hai ke shayar mujhe bana degi
nm
|
na khusbu pass hai
na tumhe wishwash hai
kese hogi mulakat uski
bas ek yahi aas hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
11th November 2008, 07:59 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Tere khayal ki khushbu tere lafzon ki mehak
Mujhe yeh darr hai ke shayar mujhe bana degi
nm
|
ye aag jalti hai mehboob ki mohabbat se
Baghair ishq kabhi shayri nahin hoti
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
11th November 2008, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
ye aag jalti hai mehboob ki mohabbat se
Baghair ishq kabhi shayri nahin hoti
|
na to hume pyar ne mara
na to hum ishq se haare
mohabaat to thi kisi se
per bina pyar ki bhi hum apne dil se haare
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
11th November 2008, 08:12 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
na to hume pyar ne mara
na to hum ishq se haare
mohabaat to thi kisi se
per bina pyar ki bhi hum apne dil se haare
|
woh jungalon ke bhi khunkhwar se nahin darte
jo ishq karte hain wo haar se nahi darte
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
11th November 2008, 08:24 PM
manjil milti hai pyar me,aisi baatein kaha.n hoti hai.n . . . .
Pyar to bus jiya jata hai,isme jeet haar kaha.n hoti hai. . . !!!
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th November 2008, 08:24 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
woh jungalon ke bhi khunkhwar se nahin darte
jo ishq karte hain wo haar se nahi darte
|
Hum bhi kahan ishq karne se dartey
Zalim hai meri sanam jo ekraar nahin kartey
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
11th November 2008, 09:26 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hum bhi kahan ishq karne se dartey
Zalim hai meri sanam jo ekraar nahin kartey
|
kese ekraar karta wo
bitch raste me khara tha jo
usne to kisi ke aane ki ummid laga rakhi thi
per ummid se to haara tha jo
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th November 2008, 09:29 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
kese ekraar karta wo
bitch raste me khara tha jo
usne to kisi ke aane ki ummid laga rakhi thi
per ummid se to haara tha jo
|
ek Hum hai ki unke soch maiN doobe haiN
ek woh kisi aur ki soch main khoye haiN
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
11th November 2008, 09:34 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
ek Hum hai ki unke soch maiN doobe haiN
ek woh kisi aur ki soch main khoye haiN
|
har dhakan ki alag soch hoti hai
har man ki alag khoj hoti hai
fir bhi kisi ka dil ek hi jagah hota hai
shayad jis se baat roj hoti hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th November 2008, 09:41 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
har dhakan ki alag soch hoti hai
har man ki alag khoj hoti hai
fir bhi kisi ka dil ek hi jagah hota hai
shayad jis se baat roj hoti hai
|
Yeh raaz-e-dil tujhpar abhi khula bhi nahi,
maine lafzon me abhi tak kuch kaha bhi nahi
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
11th November 2008, 09:48 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Yeh raaz-e-dil tujhpar abhi khula bhi nahi,
maine lafzon me abhi tak kuch kaha bhi nahi
|
jarurat bhi nahi hai kuch kehne ki
ye to barsaat hai kisi barish ki
hoga bahut kichad isme
jarurat nahi hai ab kisi khwahish ki
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
12th November 2008, 02:25 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
jarurat bhi nahi hai kuch kehne ki
ye to barsaat hai kisi barish ki
hoga bahut kichad isme
jarurat nahi hai ab kisi khwahish ki
|
kabhii gu.nchaa kabhii sholaa kabhii shabanam kii tarah
log milate hai.n badalate huye mausam kii tarah
nm
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th November 2008, 10:27 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Ab hum Ko dhoondne ka takalluf na kijiye
Hum kho gaye ke aapka milna muhaal thaa..
nm
|
Ajab rusbaaii se wo mera sath chhod ke chal diye
ek Dafaa bhii unhone peeche mud ke na dekhaa....
-Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
12th November 2008, 10:53 AM
Ajeeb ittefaaq hai kismat ka. . . .
Ke har jashn-e-gum mein mere unki mehfil jashn-e-bahaara mein doobii rahi. . . . . . .
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
12th November 2008, 12:13 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
Ajeeb ittefaaq hai kismat ka. . . .
Ke har jashn-e-gum mein mere unki mehfil jashn-e-bahaara mein doobii rahi. . . . . . .
|
kismat hi kuch aisi thi jo ekraar nahi kar paaye
halat hi kuch agal the jo unse pyar hi nahi kar paye
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th November 2008, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
kismat hi kuch aisi thi jo ekraar nahi kar paaye
halat hi kuch agal the jo unse pyar hi nahi kar paye
|
Aankhon ne kiya zakhmi dhoka hua chaalo se
Hum dil ko lagaake beithe dil todne vaalo se
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
12th November 2008, 04:49 PM
Rone Se Kya Haasil Ay Dil-e-saudaayi
Ankhon Ki Bhi Ruswaai,daaman Ki Bhi Ruswaai..
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th November 2008, 06:57 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
Ajab rusbaaii se wo mera sath chhod ke chal diye
ek Dafaa bhii unhone peeche mud ke na dekhaa....
-Dilip
|
na jane kaun si majbooriyon ka kaidi hai wo,
gar saath chhor bhi diya hai to use be-wafaa na kaho..
lamha.....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th November 2008, 07:03 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Rone Se Kya Haasil Ay Dil-e-saudaayi
Ankhon Ki Bhi Ruswaai,daaman Ki Bhi Ruswaai..
|
Aaaj palkon ki munderon pe bohat ronaq hai
dekh sakte ho to ashkon ka charagan dekho..!!
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th November 2008, 07:03 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
na jane kaun si majbooriyon ka kaidi hai wo,
gar saath chhor bhi diya hai to use be-wafaa na kaho..
lamha.....
|
kya ajeeb see aadat hai mere yaar kii
katl kar ke khud koii ilzaam nahi leta............ dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th November 2008, 07:20 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
kya ajeeb see aadat hai mere yaar kii
katl kar ke khud koii ilzaam nahi leta............ dilip
|
zakhmo ki numayish se hume kuch na mila lekin
pal bhar ke liye unhe bechain kar aaye.
lamha..............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th November 2008, 07:30 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
zakhmo ki numayish se hume kuch na mila lekin
pal bhar ke liye unhe bechain kar aaye.
lamha..............
|
dard kii numaish kaise kare.n koi unse seekhe
chot doosron ko dekar apne zakhm dikhate hain......... dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th November 2008, 08:17 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
dard kii numaish kaise kare.n koi unse seekhe
chot doosron ko dekar apne zakhm dikhate hain......... dilip
|
chhot is liye dete hai hum unko ki wo bhi jaan le
ki zakhm-e-muhobbat me lutf kitna hai...
lamha.........
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
12th November 2008, 08:28 PM
chiraagh-e-jaaN ko kahaN tak bacha ke ham rakhte
hawa bhee tez thee, manzil bhee chal chalaaoo ki thee
"nm"
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
12th November 2008, 08:51 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
chiraagh-e-jaaN ko kahaN tak bacha ke ham rakhte
hawa bhee tez thee, manzil bhee chal chalaaoo ki thee
"nm"
|
daman to kab ka usne bachake rakha tha
shayad isi liye hi mujse pyar chhupake rakha tha
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th November 2008, 09:29 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
daman to kab ka usne bachake rakha tha
shayad isi liye hi mujse pyar chhupake rakha tha
|
Mere pyar maiN tu badnaam na ho jaye
darti hun isi aag maiN teri daman jal na jaye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
13th November 2008, 09:05 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
chhot is liye dete hai hum unko ki wo bhi jaan le
ki zakhm-e-muhobbat me lutf kitna hai...
lamha.........
|
dete hain zakhm khud hii fir muskurate hain
chot kaise lagii badii ada se poochhte hain.........
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
13th November 2008, 11:28 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
dete hain zakhm khud hii fir muskurate hain
chot kaise lagii badii ada se poochhte hain.........
dilip
|
use haq tha puch na tabhi to muskurate the hum
chhod ke chali na jaye tabhi to darte the hum
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
13th November 2008, 05:01 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Mere pyar maiN tu badnaam na ho jaye
darti hun isi aag maiN teri daman jal na jaye
|
Hum to pehle se hi badnaam bahot the lekin
tum bhi banaam na ho jao yahi dar tha hame
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
13th November 2008, 07:47 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
chiraagh-e-jaaN ko kahaN tak bacha ke ham rakhte
hawa bhee tez thee, manzil bhee chal chalaaoo ki thee
"nm"
|
kahi to dard-e-muhobbat ka ye kaarvan thaher jaye
kinara-e-zindagi mil jaye ya fir ye dil thaher jaye.....
lamha...............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
13th November 2008, 07:50 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
kahi to dard-e-muhobbat ka ye kaarvan thaher jaye
kinara-e-zindagi mil jaye ya fir ye dil thaher jaye.....
lamha...............
|
na thehre dil tera jab tak ho sath mera
mohabbat karna use jab tak wishwash ho tera
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
13th November 2008, 08:04 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
dete hain zakhm khud hii fir muskurate hain
chot kaise lagii badii ada se poochhte hain.........
dilip
|
muskurahat ko hamari jo adaa samajte hai,
wo kya jane unki muhobbat me aansu patthar ke ho gaye.......
lamha...........
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
13th November 2008, 08:07 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Hum to pehle se hi badnaam bahot the lekin
tum bhi banaam na ho jao yahi dar tha hame
|
us aakhri nazar main ajab dard tha muneer
janey ka us kay ranj mujhay umer bhar raha
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
13th November 2008, 11:15 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
us aakhri nazar main ajab dard tha muneer
janey ka us kay ranj mujhay umer bhar raha
nm
|
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmed Faraz
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
13th November 2008, 11:24 PM
Quote:
Originally Posted by zishan107
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmed Faraz
|
Us se ik bar to ruthun mein usi ki manind
Aur meri trah se wo mujh ko mnane aaye
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
13th November 2008, 11:44 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Us se ik bar to ruthun mein usi ki manind
Aur meri trah se wo mujh ko mnane aaye
nm
|
tuu hai gar mujh se Khafaa Khud se Khafaa huu.N mai.n bhii
mujh ko pahachaan ki terii hii adaa huu.N mai.n bhii
nm
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
14th November 2008, 08:12 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
muskurahat ko hamari jo adaa samajte hai,
wo kya jane unki muhobbat me aansu patthar ke ho gaye.......
lamha...........
|
ishq wo hai jisme mahfooz kuch bhii nahi
ek souda hai jaan ka jo dil ke badle karte hain
aap khushnaseeb hain jo sirf aansoon mile
ek hum badnaseeb hain jo jaa.n se chale gaye..............
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
14th November 2008, 03:08 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
ishq wo hai jisme mahfooz kuch bhii nahi
ek souda hai jaan ka jo dil ke badle karte hain
aap khushnaseeb hain jo sirf aansoon mile
ek hum badnaseeb hain jo jaa.n se chale gaye..............
Dilip
|
tu hi main main hi tu ye maajra kya
ye ishq hai yahan tu kya main kya
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|