|
|
|
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
18th July 2010, 03:01 PM
Dhaval bhayeee kuch sawaal, kuch duvidha hai man maiN ..... ek saath hi sabse pooch leta huN, alag alag PM kya kareN ....
____
1. Is reincarnation allowed in sdc?
A.. Why do you Ban member?
B. Agar koe person same IP address se log in ho raha hai different log in ID se, to kya ye sahi hai ....
ak normal user ko ye nahi pata hai , to woh member kisi bhi member ko cheat kar sakta hai,
MOd ye sab jante hue bhi chup rahteN haiN kyuN ?
C ...... What is the role of Mode IN SDC ..?
bas itna hi .........
sirf hungama khada karna mera maksad nahi
meri koshish hai ki soorat badlni chahiye
Thank u
Regards
Last edited by janumanu; 18th July 2010 at 03:09 PM..
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
18th July 2010, 04:26 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
Dhaval bhayeee kuch sawaal, kuch duvidha hai man maiN ..... ek saath hi sabse pooch leta huN, alag alag PM kya kareN ....
____
|
Quote:
1. Is reincarnation allowed in sdc?
|
As far as i know, iska jawaab "yes" hai.....Gaurav ji aysa members ko dubara approve kar rahe haiN tou, iska matlab yahi nikalta hai......
Kabhi kabhi dekha gaya hai ke kuch members, ghusse me ladaai jhagde kar baithe haiN, per woh dil ke bure nahi hota, unko dubaara maukha dene me koi harj nahi hai,..kayi aysa members hain yahaan, jo kisi wajah se kabhi ban huye they per ab aysa kuch nahi karte.
so bahot saari batoN ko dhyan me rakhna padhta hai, yeh sirf ek member ki baat nahi hai, kayi members aur unki bhavnaoN ki baat hai, kisi kisi ka sdc se gehtra rishta ho sakta hai..
Quote:
A.. Why do you Ban member?
|
Members jab SDC ke rules follow nahi karte,dusre members ke saath battamizi karte haiN,,obscene posts karte haiN, spam posts karte haiN,ladaai jhagde karte haiN,yahaaN ka mahaul kharaab karte haiN,mods ke samjhane ke baujood unki baat nahi maante , tou unhe ban kiya jaata hai...
Quote:
B. Agar koe person same IP address se log in ho raha hai different log in ID se, to kya ye sahi hai ....
|
Ek ip address hona ka matlab yeh zaruri nahi hai ke same person hi ho,ayse members ko mods monitor karte haiN...unke registration IP address, unke posts ke IP address, kayi batoN ko dhyan me rakha jaata hai, jaise unki language, fonts,attitude,behaviour,aur bhi kayi batoN per nazar rakhi jaati hai, agar sab kuch same lage tou unko warning di jaati hai,( pm per)...kayi member warning ke baad dubara us id se login nahi karte...
Quote:
ak normal user ko ye nahi pata hai , to woh member kisi bhi member ko cheat kar sakta hai,
MOd ye sab jante hue bhi chup rahteN haiN kyuN ?
|
MODS is liye chup rehte hain kyun ke sirf ip address ke bina per hum kisi per ilzaam nahi lagaa sakte, one in hundred cases me same ip adrees wale 2 members bhi ho sakte hain...jab tak hum 100% sure nahi ho jaate, chup rehna hi theek lagta hai, kyun ki kabhi kabhi aysi harkateiN SDC ke jaane maane reputed members bhi karte haiN....
Quote:
C ...... What is the role of Mode IN SDC ..?
|
Moderators oversee specific forums. They generally have the ability to edit and delete posts, move threads, and perform other actions. Becoming a moderator for a specific forum is usually rewarded to users who are particularly helpful and knowledgeable in the subject of the forum they are moderating.
Quote:
bas itna hi .........
sirf hungama khada karna mera maksad nahi
meri koshish hai ki soorat badlni chahiye
Thank u
Regards
|
jee aapko poora haq hai apni baat yahaaN rakhne ka.....kuch bateiN badalne me zara waqt lagta hai,bohat jald iska koi hal zarur nikaalenge hum...
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
Last edited by zainy; 18th July 2010 at 04:34 PM..
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
18th July 2010, 04:49 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
As far as i know, iska jawaab "yes" hai.....Gaurav ji aysa members ko dubara approve kar rahe haiN tou, iska matlab yahi nikalta hai......
Kabhi kabhi dekha gaya hai ke kuch members, ghusse me ladaai jhagde kar baithe haiN, per woh dil ke bure nahi hota, unko dubaara maukha dene me koi harj nahi hai,..kayi aysa members hain yahaan, jo kisi wajah se kabhi ban huye they per ab aysa kuch nahi karte.
so bahot saari batoN ko dhyan me rakhna padhta hai, yeh sirf ek member ki baat nahi hai, kayi members aur unki bhavnaoN ki baat hai, kisi kisi ka sdc se gehtra rishta ho sakta hai..
Members jab SDC ke rules follow nahi karte,dusre members ke saath battamizi karte haiN,,obscene posts karte haiN, spam posts karte haiN,ladaai jhagde karte haiN,yahaaN ka mahaul kharaab karte haiN,mods ke samjhane ke baujood unki baat nahi maante , tou unhe ban kiya jaata hai...
Ek ip address hona ka matlab yeh zaruri nahi hai ke same person hi ho,ayse members ko mods monitor karte haiN...unke registration IP address, unke posts ke IP address, kayi batoN ko dhyan me rakha jaata hai, jaise unki language, fonts,attitude,behaviour,aur bhi kayi batoN per nazar rakhi jaati hai, agar sab kuch same lage tou unko warning di jaati hai,( pm per)...kayi member warning ke baad dubara us id se login nahi karte...
MODS is liye chup rehte hain kyun ke sirf ip address ke bina per hum kisi per ilzaam nahi lagaa sakte, one in hundred cases me same ip adrees wale 2 members bhi ho sakte hain...jab tak hum 100% sure nahi ho jaate, chup rehna hi theek lagta hai, kyun ki kabhi kabhi aysi harkateiN SDC ke jaane maane reputed members bhi karte haiN....
Moderators oversee specific forums. They generally have the ability to edit and delete posts, move threads, and perform other actions. Becoming a moderator for a specific forum is usually rewarded to users who are particularly helpful and knowledgeable in the subject of the forum they are moderating.
jee aapko poora haq hai apni baat yahaaN rakhne ka.....kuch bateiN badalne me zara waqt lagta hai,bohat jald iska koi hal zarur nikaalenge hum...
|
Aaapke sare sawaal sahi haiN,
aaj ki adalat maiN aap ye mukadmaa jeet gayee...
Ab mera next sawaal
agar ek person ko ban kiya ja chukaa hai, aur woh doosri id bana ke aa jaye, aur woh ye baat khud kabool kare, fir use ban kiya jaye( ban mod karte hai, aur uski bajah aap bata hi chuki haiN) ... to kya ye sahi hai
aur aapko ye pata ho .. ki yeh same banda hai ...
aur har baar woh sirf mahol kharab karne ke liye aata ho ......
what u will do .............
|
|
|
|
|
Shayri.com Administrator
Offline
Posts: 107
Join Date: Mar 2001
Rep Power: 10
|
18th July 2010, 11:04 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
Aaapke sare sawaal sahi haiN,
aaj ki adalat maiN aap ye mukadmaa jeet gayee...
Ab mera next sawaal
agar ek person ko ban kiya ja chukaa hai, aur woh doosri id bana ke aa jaye, aur woh ye baat khud kabool kare, fir use ban kiya jaye( ban mod karte hai, aur uski bajah aap bata hi chuki haiN) ... to kya ye sahi hai
aur aapko ye pata ho .. ki yeh same banda hai ...
aur har baar woh sirf mahol kharab karne ke liye aata ho ......
what u will do .............
|
Let me understand the question correctly. Agar har baar wo sirf mahol kharaab karne ke liye aata ho to use zaroor ban kiya jaana chahiye. Kabhi aisa bhi ho sakta hai ki wo ban nahin kiya gaya ho. Lekin agar convincing evidence ho to phir use ban kiya jaayega.
Ab mera aap se sawaal ye hai ki aap ye sab pooch kar kidhar ja rahe hain ? aapka maqsad kya hai ?
regards,
Gaurav
Shayri,
Ek Andaz..
Ek Koshish
By Gaurav
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
20th July 2010, 09:12 AM
Quote:
Originally Posted by gjgjgj
Let me understand the question correctly. Agar har baar wo sirf mahol kharaab karne ke liye aata ho to use zaroor ban kiya jaana chahiye. Kabhi aisa bhi ho sakta hai ki wo ban nahin kiya gaya ho. Lekin agar convincing evidence ho to phir use ban kiya jaayega.
Ab mera aap se sawaal ye hai ki aap ye sab pooch kar kidhar ja rahe hain ? aapka maqsad kya hai ?
regards,
Gaurav
|
well ek doubt tha mera ..... clear ho gayaa ...
thanx for reply
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|