|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
Koi to ho -
18th October 2008, 04:23 PM
Aap logon ne apne naam itne shairana rakhhe hain ke unko apni ghazal ka hissa banane ka dil chahta hai aur shayar ko achhi zameen mil jati hai………………..isi koshish me maine ‘Koi to ho’ ki zameen par kuch ashaar nazm karne ki koshish ki hai……………………………….Mulaheza farmayen:
Na gird kaante hon jiske, gulab koi to ho Halal ho jise peena,sharab koi to ho
Kahun main jisko mera intiqaab, koi to ho
Mere liye bhi kabhi behijaab, koi to ho
Wo jisko dekh ke sara jahan haseen lage
Jahan me aisa hasin behisaab koi to ho
Mujhe to chand ke rukh par bhi ek daag mila
Na jisme daag mile,mahtaab koi to ho
Waraq waraq pe hon jiske hasin hasin chehre
Jamal-o-husn ki aisi kitaab, koi to ho
Ye kaise log hain jo zulm sehte rehte hain
Khilaf-e-zulm yahan inqilaab, koi to ho
Bujhe bujhe se hain chehre phati phati ankhen
Talash karta hun ankhon me khwab, koi to ho
Sawal jisse bhi karta hun chup hi rehta hai
Jafa ke shehr me hazir jawaab, koi to ho
Adu ke dil me tamanna ye reh gayee, Fezan
Meri Ghazal jise keh de kharaab, koi to ho
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
Last edited by fezan; 18th October 2008 at 04:38 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 48
Join Date: Sep 2008
Rep Power: 0
|
21st October 2008, 05:19 PM
Quote:
Originally Posted by fezan

very nice .......
keep writing...
Koi to bata de yeh shab hai ya Sahar..
Mujhe nahi hain apni hi khabar...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 36
|
22nd October 2008, 08:16 PM
bahut khoob!! aapkee ghazleN bataatee hai keh aap is fan ke ahl e ilm haiN.
aise hee apnee ghazloN se roo ba roo karvaate rahiyegaa
dheer
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
|
24th October 2008, 01:58 AM
bohat khoob........ likhte rahiye....
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
24th October 2008, 06:07 PM
fezan saaHeb:
aadaab arz hai!!
apki yeh Ghazal be-had pasand aa'ii.. aSh'aar bahot Khuub lageN .. ummid kartaa huuN aap bahot jald bazm mein apnii ek aur nayii tazaah Ghazal ek aur naye Shaayaraanaa naam ko saath haaZir hoNge..
KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
29th October 2008, 08:30 PM
Quote:
Originally Posted by dheer
bahut khoob!! aapkee ghazleN bataatee hai keh aap is fan ke ahl e ilm haiN.
aise hee apnee ghazloN se roo ba roo karvaate rahiyegaa
dheer
|
Shukriya Dheer bhai
Aplogon ki mohabbat sath hai to toda bahot likh leta hun....................
tc
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
29th October 2008, 08:32 PM
Quote:
Originally Posted by koi to ho
bohat khoob........ likhte rahiye....
|
Zarranawazi ke liye shukriya................................
tc
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
29th October 2008, 08:35 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
fezan saaHeb:
aadaab arz hai!!
apki yeh Ghazal be-had pasand aa'ii.. aSh'aar bahot Khuub lageN .. ummid kartaa huuN aap bahot jald bazm mein apnii ek aur nayii tazaah Ghazal ek aur naye Shaayaraanaa naam ko saath haaZir hoNge..
KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
|
Bahot bahot shukriya Dhaval bhai
Ghazal apko pasand ayi apki mohabbat hai....................
phir haazir hunga..............
apka dost Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
|
22nd November 2008, 11:23 AM
masha allaah fezan saahib !
beintihaaN khoosoorat ghazal hai !
itne mushkil radeef pe Qaafiaa milana aasaan baat naa thii ...
tamaam Qaaide Qaanoon ki paaband aapki ye ghazak juzbaat se bharpoor hai , mujhe har sher apne aap meiN ek daastaaN laga !
aapka zurf har maaayne meiN Qaabil e taareef hai !
maalik aapko aur Qaifiyat taQseem kare !
daad Qabool kii jaaye !
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
22nd November 2008, 11:40 AM
Quote:
Originally Posted by fezan
Aap logon ne apne naam itne shairana rakhhe hain ke unko apni ghazal ka hissa banane ka dil chahta hai aur shayar ko achhi zameen mil jati hai………………..isi koshish me maine ‘Koi to ho’ ki zameen par kuch ashaar nazm karne ki koshish ki hai……………………………….Mulaheza farmayen:
Na gird kaante hon jiske, gulab koi to ho Halal ho jise peena,sharab koi to ho
Kahun main jisko mera intiqaab, koi to ho
Mere liye bhi kabhi behijaab, koi to ho
Wo jisko dekh ke sara jahan haseen lage
Jahan me aisa hasin behisaab koi to ho
Mujhe to chand ke rukh par bhi ek daag mila
Na jisme daag mile,mahtaab koi to ho
Waraq waraq pe hon jiske hasin hasin chehre
Jamal-o-husn ki aisi kitaab, koi to ho
Ye kaise log hain jo zulm sehte rehte hain
Khilaf-e-zulm yahan inqilaab, koi to ho
Bujhe bujhe se hain chehre phati phati ankhen
Talash karta hun ankhon me khwab, koi to ho
Sawal jisse bhi karta hun chup hi rehta hai
Jafa ke shehr me hazir jawaab, koi to ho
Adu ke dil me tamanna ye reh gayee, Fezan
Meri Ghazal jise keh de kharaab, koi to ho
|
fezan bhaaii
behad hi umda gazal likhii hai aapne.... wakai main ek kathin rediff per gazal ko anjaam diya hai aapne..... dil se merii daad kabool farmaiyega
shukriyaa
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
22nd November 2008, 07:47 PM
Quote:
Originally Posted by Vanputra
very nice .......
keep writing...
Koi to bata de yeh shab hai ya Sahar..
Mujhe nahi hain apni hi khabar...
|
Vanputra ji
zarranawazi ke liye bahot bahot shukriya
aplogon ki mohabbat sath rahi to aur likhne ki koshish karenge
apka dost
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
22nd November 2008, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
masha allaah fezan saahib !
beintihaaN khoosoorat ghazal hai !
itne mushkil radeef pe Qaafiaa milana aasaan baat naa thii ...
tamaam Qaaide Qaanoon ki paaband aapki ye ghazak juzbaat se bharpoor hai , mujhe har sher apne aap meiN ek daastaaN laga !
aapka zurf har maaayne meiN Qaabil e taareef hai !
maalik aapko aur Qaifiyat taQseem kare !
daad Qabool kii jaaye !
|
Kshitiz ji
Apki itni tarif zarranawazi hi kahi jayegi,bahot bahot shukriya
aplogon ki mohabbat sath rahi to aur likhne ki koshish karenge,vaise kal maine ek aur ghazal 'Qatl kaliyon ka'post ki thi usko bhi mulaheza farmaiyega
Khuda haafiz
apka dost
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
22nd November 2008, 07:56 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
fezan bhaaii
behad hi umda gazal likhii hai aapne.... wakai main ek kathin rediff per gazal ko anjaam diya hai aapne..... dil se merii daad kabool farmaiyega
shukriyaa
dilip
|
Dilip bhai
Ap log tarif karte hain to bahot khushi hoti hai,bahot bahot shukriya
aplogon ki mohabbat sath rahi to aur likhne ki koshish karenge,vaise kal maine ek aur ghazal 'Qatl kaliyon ka'post ki thi usko bhi mulaheza farmaiyega
Khuda haafiz
apka dost
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
22nd November 2008, 10:28 PM
"Sawal jisse bhi karta hun,chup hi rehta hai,
jafa ke shehr me.n hazir jawab,koi to ho"
kya baat hai fezan bhai!!!
Bahut umda!
Jabardast!
Ek ek ehsaas is kadar dil ko chho gaya jaise mera apna dard hi bol raha ho. . . .
Sach me.n janaab,aisi baarish agar aap karte rahe toh hum to beh hi jayenge. . . .
God bless u.
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
23rd November 2008, 09:21 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
"Sawal jisse bhi karta hun,chup hi rehta hai,
jafa ke shehr me.n hazir jawab,koi to ho"
kya baat hai fezan bhai!!!
Bahut umda!
Jabardast!
Ek ek ehsaas is kadar dil ko chho gaya jaise mera apna dard hi bol raha ho. . . .
Sach me.n janaab,aisi baarish agar aap karte rahe toh hum to beh hi jayenge. . . .
God bless u.
|
Ritu18525 ji
zarranawazi ke liye bahot bahot shukriya
hum aap ko kabhi behne nahi denge chahe jitni barish ho......................kyonki hame swimming bhi ati hai............................
TC
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
13th January 2009, 09:54 PM
Fezan Bhai.....wakai mein aapne bahut accha likha hai, aap manjhe hue shayar lagte haiN, kisi ke id se aapko idea mil gaya kaya baat hai, acche shayar ki yehi to khaasiyat hoti hai.....bahut khoob
kush rahiye aur likhtey rahiye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
26th January 2009, 04:00 PM
fezan jee,
aap ki yeh Ghazal, maine dekhi to thee, lekina aj tak paDhne ka mauqa haasil nahii huaa.. aaj paDha to to ta'ajuub bhi huaa aur behad khushii bhii.. aapne waqa'ii ek mushkil me.n zameen me.n khuub-suurat Ghazal pesh kiya hai... matle se maqta tak har sher pasand aaya.. yuu.n hi likhte rahe.n
mere jaanib se daad-o-mubaaraqbaad haazir hai...
Mayank
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
9th March 2009, 12:24 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Fezan Bhai.....wakai mein aapne bahut accha likha hai, aap manjhe hue shayar lagte haiN, kisi ke id se aapko idea mil gaya kaya baat hai, acche shayar ki yehi to khaasiyat hoti hai.....bahut khoob
kush rahiye aur likhtey rahiye
|
Sunita ji
Izzatafzai ke liye apka shukrguzar hun... main apne ko manjha hua shayer to nahin manta..........magar maine bahot mehnat se shayri ka fun seekha hai...................isiliye kuchh likh leta hun.................................
der se aane ke liye muafi chahta hun
apna khayal rakhen
apka dost
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
9th March 2009, 12:26 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
fezan jee,
aap ki yeh Ghazal, maine dekhi to thee, lekina aj tak paDhne ka mauqa haasil nahii huaa.. aaj paDha to to ta'ajuub bhi huaa aur behad khushii bhii.. aapne waqa'ii ek mushkil me.n zameen me.n khuub-suurat Ghazal pesh kiya hai... matle se maqta tak har sher pasand aaya.. yuu.n hi likhte rahe.n
mere jaanib se daad-o-mubaaraqbaad haazir hai...
Mayank
|
Mayank ji
Daad aur Izzatafzai ke liye bahot bahot
shukrguzar hun... ..................
der se reply ke liye muafi chahta hun
apna khayal rakhen
apka dost
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
~ Ek Ghazal ~
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
|
9th March 2009, 12:48 PM
Quote:
Adu ke dil me tamanna ye reh gayee, Fezan
Meri Ghazal jise keh de kharaab, koi to ho
|
Fezanji
AAj Paheli baar aap ki koi ghazal padhi hai. ( Ghazal Comp. wali ghazal ko chhod kar)
.. har sher bahot hee khoobsurat hai...
Ab bhala Itni acchi ghazal ko kharab kahne wala kaun hoga???
Aise hee likhte rahiye ...
Ghazal
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th March 2009, 09:52 AM
Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal
Fezanji
AAj Paheli baar aap ki koi ghazal padhi hai. ( Ghazal Comp. wali ghazal ko chhod kar)
.. har sher bahot hee khoobsurat hai...
Ab bhala Itni acchi ghazal ko kharab kahne wala kaun hoga???
Aise hee likhte rahiye ...
Ghazal
|
Purvi jee
Izzatafzai aur qadrdani ke liye shukriya
Jab khud ek ghazal hi doosri ghazal ki taarif kare to isse badhkar taariif ho hi
nahin sakti..........
Khush rahiye aur likhti rahiye.....
Apka dost
Fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
29th March 2009, 06:57 AM
Quote:
Originally Posted by fezan
Aap logon ne apne naam itne shairana rakhhe hain ke unko apni ghazal ka hissa banane ka dil chahta hai aur shayar ko achhi zameen mil jati hai………………..isi koshish me maine ‘Koi to ho’ ki zameen par kuch ashaar nazm karne ki koshish ki hai……………………………….Mulaheza farmayen:
Na gird kaante hon jiske, gulab koi to ho Halal ho jise peena,sharab koi to ho
Kahun main jisko mera intiqaab, koi to ho
Mere liye bhi kabhi behijaab, koi to ho
Wo jisko dekh ke sara jahan haseen lage
Jahan me aisa hasin behisaab koi to ho
Mujhe to chand ke rukh par bhi ek daag mila
Na jisme daag mile,mahtaab koi to ho
Waraq waraq pe hon jiske hasin hasin chehre
Jamal-o-husn ki aisi kitaab, koi to ho
Ye kaise log hain jo zulm sehte rehte hain
Khilaf-e-zulm yahan inqilaab, koi to ho
Bujhe bujhe se hain chehre phati phati ankhen
Talash karta hun ankhon me khwab, koi to ho
Sawal jisse bhi karta hun chup hi rehta hai
Jafa ke shehr me hazir jawaab, koi to ho
Adu ke dil me tamanna ye reh gayee, Fezan
Meri Ghazal jise keh de kharaab, koi to ho
|
beautiful.....................!
aap se aur kya kahu...bahot hi khubsurat ghazal hai aap ki
thnx 4 sharing
keep writing
Regards
Praneeta
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
2nd April 2009, 03:02 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
beautiful.....................!
aap se aur kya kahu...bahot hi khubsurat ghazal hai aap ki
thnx 4 sharing
keep writing
Regards
Praneeta
|
Praneeta jii
Thanks
waise aaapki Ghazal Comp wali Ghazal bhi kuchh kam achhi nahin hai
keep it up
aapka dost
fezan
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Monika
Offline
Posts: 68
Join Date: Jul 2013
Rep Power: 12
|
10th July 2013, 12:36 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Aap logon ne apne naam itne shairana rakhhe hain ke unko apni ghazal ka hissa banane ka dil chahta hai aur shayar ko achhi zameen mil jati hai………………..isi koshish me maine ‘Koi to ho’ ki zameen par kuch ashaar nazm karne ki koshish ki hai……………………………….Mulaheza farmayen:
Na gird kaante hon jiske, gulab koi to ho Halal ho jise peena,sharab koi to ho
Kahun main jisko mera intiqaab, koi to ho
Mere liye bhi kabhi behijaab, koi to ho
Wo jisko dekh ke sara jahan haseen lage
Jahan me aisa hasin behisaab koi to ho
Mujhe to chand ke rukh par bhi ek daag mila
Na jisme daag mile,mahtaab koi to ho
Waraq waraq pe hon jiske hasin hasin chehre
Jamal-o-husn ki aisi kitaab, koi to ho
Ye kaise log hain jo zulm sehte rehte hain
Khilaf-e-zulm yahan inqilaab, koi to ho
Bujhe bujhe se hain chehre phati phati ankhen
Talash karta hun ankhon me khwab, koi to ho
Sawal jisse bhi karta hun chup hi rehta hai
Jafa ke shehr me hazir jawaab, koi to ho
Adu ke dil me tamanna ye reh gayee, Fezan
Meri Ghazal jise keh de kharaab, koi to ho
|
Kya baat hai , maza aa gaya padh kar
bahut hi umda likha hai aapne
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
26th August 2013, 10:56 PM
Quote:
Originally Posted by monikaa
kya baat hai , maza aa gaya padh kar
bahut hi umda likha hai aapne
|
shukriya,,,,,,,,,,,,,jeeti rahiye
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Monika
Offline
Posts: 68
Join Date: Jul 2013
Rep Power: 12
|
5th November 2013, 12:40 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
shukriya,,,,,,,,,,,,,jeeti rahiye
|
thanks .. hum to jee hi rahe hai lol :P
|
|
|
|
|
Aapka Dost
Offline
Posts: 57
Join Date: Oct 2009
Location: Delhi
Rep Power: 18
|
17th November 2013, 12:20 PM
Adu ke dil me tamanna ye reh gayee, Fezan
Meri Ghazal jise keh de kharaab, koi to ho.......
Jaan Nikaal Di Aapne Mere dost...Bht Bht Bht Khoob Likha ...
Keep Writing
TC
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 218
Join Date: Sep 2013
Rep Power: 13
|
30th November 2013, 04:23 PM
Waaaaaaaaaaaaah bahot khubbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb
तेरे दिल की तू ही जान मैं तो अपने दिल की जानता हूँ.!
तुझे होगी मुहब्बत किसी से मैं तुझे अपना रुब्ब मानता हूँ.!!
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|