pm ke zariye dhamki...band karo ye dictatorship -
5th August 2014, 02:02 PM
Quote:
Praneetaa.... wese baat badhaane ki na to mujhe aadat hai aur naa hi koi shouq...
Shaad...pm ke zhariyen dhamki de rahe ho isse baat badhana nahi hai toh aur kiya hai?
Aur rahi baat apology ki to shaayad apology aapko karnii chahiye unwanted intrusion banne ke liye aur interfere karne ke liye....
aap achchi tarah se padhe toh i was raising an issue myself...i agree with naaz thats why i stopped participating in competitions but why should it bother anyone?
Rahii meri baat bolne ki to maine isliye bola kyonki wahaan par galat baaten ho rahi thii.. naaz sahiba aur ufaq saahab ke beech... aapko kisliye beech me aana pada, kisne bulaya, ye sab merii samajh ke baahar hai..
aap ko baat galat lagi toh aap bol sakte hain mujhe galat lagi toh chup chaap raho isi tarah aap mods aur members mein difference kam kar rahe hai? being a mod doesnt mean only you can object or raise concerns!
Chat box isliye nahi open kiya gaya hai ke aap log manmani baaten karen aur kisii par keeechad uchaalen...
jo aap ne quote kiya hai wo kal ka post hai jis par aap ne comment nahi kiya. aaj hum iss issue ko discuss hi nahi kar rahe tabhi shayad aap ko sujhi pm kar ke baat badhana...you just cant take that we are not moved by what transpared yesterday
warna mujhe baaki ke mods se baat kar ke in sab harkaton ke liye kade kadam uthaane padenge.....
karoge kya mujhe block ya thread close? waise bhi threads sirf wahi close ho rahe hain jis me mujhe interest hai jaise ki meri interview thread. baki sabhi interview thread open hai except mine. ab iss concern ko bhi ilzaam ke taor par dekha jayega for sure!
As a mod ye hamaari zimmedarii hai ke yahan har harkat par nazar rakhi jaae jo gair zaruri ho.... ufaq saahab se jis tarah tuu tadaak aur tanakasshi ke lahze me baat ki gayee main uske oppose me thaa , aur naaz se mera koi personal warship nahi hai, jasaa ke aapne aur chand logon ne use dikhane ki koshish ki hai...
as a member mujhe bhi haq hai ki jo mujhe galat lage uss par questions raise karun. agar koi mod ya judge hai to shayad iss liye ki wo baki members se zyada samajdaar hai. agar aap logo ko humari baat galat lagi to aap achchi tarah se samjha sakte the na ke jawab aur bhi arrogance ke saath dete. mod ho to kya kisi ke bhi feelings ka mazak banaoge? aap ne pm kal kyun nahi kiya apni reply post karne se pahele?
Naaz ya koi bhi member jeete ya haare mujhe personally usse kuch lena dena nahi hai... magar agar adab ke lahze se baaat baahar hhuii kisi bhi member se, to mujhe har baar interfere karna hi hoga bcoz i m here for that and its my duty....
lahze mein to aap aur ufaq sahab bhi nahi the. main sirf concern raise kiya tha. ufaq sahab se bahot respect se bhi baat ki. baat bigadi aap ke reply ne...naaz ka mazak banane ki koshish mein
aur shaayd aapka inerference gair zaruri tha yahaan pe... kyonki is ki zarurat hi nahi thii
like i said i was raising an issue myself plus as a member i also have rights mod nahi hun to kya?
ummmeed hai ab public site me kisii bhi member ke oopar koi keechad uchaalega.... aur ek dusre ke feelings ka khayaal rakha jaega...
umimd karne se pahele khud uss par amal karo! you have no rights to impose your wishes and thoughts on us!
Gaurav sahab se meri appeal hai ke shayad members ko rules bhool gaye hain, to basic code of conduct and code of ethics ek baar fir se post kiye jaaen, aur rules na follow karne waalon ke khilaaf kade kadam uthaae jaaen ....
Gaurav sahab se meri bhi appeal hai ki mods ko bhi unka ethics or code of conduct plus disciplinery behaviour ke parameters samjhayen. waise to mods arson gayab rahete hain phir aa kar members par modship jharte hain...stop this dictatorship!
i am going to cc this to every1 involved in this issue and then create a thread which obivously you will delete before most people view but you wont be able to delete anybody's pm hopefully.
feel free to block me!
Shukriyaa
Shaad....
Praneeta
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|