An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
18th June 2010, 12:48 AM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Na mitaa apni hasti mujhe yakin dilane ke liye
kya khoob hai jazbaa tera dosti nibhane ke liye.
Gar hoti ahsaas e dosti aap mein youN ruswa na karte
Hume har pal aziz thi dosti aapki sar humne jhuka liya
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Main to jaan hatheli -
18th June 2010, 07:11 AM
Main to jaan hatheli par rakhi du teri dosti ke liye
har baar mile mujhe teri dosti har janam ke liye.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
18th June 2010, 01:37 PM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Main to jaan hatheli par rakhi du teri dosti ke liye
har baar mile mujhe teri dosti har janam ke liye.
dost kahene wale hi aksar dil tod jate hai
dushmano ki tarah ek din muh mod jate hai
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power : 18
19th June 2010, 12:16 AM
Bichad kar bhi mohobbat ke zamane yaad rahte hai
Ujad kar bhi mehfilen chahare yaad rahte hai. nm
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Ab sab kuch mera -
19th June 2010, 06:03 AM
Ab sab kuch mera bikhar chukaa hai tere yaado me
na jaane kya baate hue thi un do pal ki mulakaato me.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
19th June 2010, 11:59 PM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Ab sab kuch mera bikhar chukaa hai tere yaado me
na jaane kya baate hue thi un do pal ki mulakaato me.
Baat naa karo mujhse khudko barbaad na karo
Bhool jao tum mujhe ab mujhko yaad na karo
Registered User
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power : 18
20th June 2010, 01:02 AM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Baat naa karo mujhse khudko barbaad na karo
Bhool jao tum mujhe ab mujhko yaad na karo
yaad karta hoon tujhe to aabaad hota hoon
kise parwah agar yuhiN barbaad hota hoon
Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !! (NM)
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
20th June 2010, 02:00 AM
Quote:
Originally Posted by
secret admirer
yaad karta hoon tujhe to aabaad hota hoon
kise parwah agar yuhiN barbaad hota hoon
Yah khayaal hi galat hai, ke hum aabaad ho rahe haiN
Yeh waqt ki bisat hia yahaN sab barbaad ho rahe haiN
Registered User
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power : 18
20th June 2010, 02:14 AM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Yah khayaal hi galat hai, ke hum aabaad ho rahe haiN
Yeh waqt ki bisat hia yahaN sab barbaad ho rahe haiN
jab main barbaad hota hooN tab wo aabaad hoti hai
zindagi ki isi kashmakash mein din se raat hoti hai........
Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !! (NM)
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
20th June 2010, 02:57 AM
Quote:
Originally Posted by
secret admirer
jab main barbaad hota hooN tab wo aabaad hoti hai
zindagi ki isi kashmakash mein din se raat hoti hai........
Isi roz-o-shab meiN ulajh kar na rah ja
Ke tere zameen-o-makaan aur bhi haiN
By Sir Alama iqbal sahab....
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Jazbaat ke aaine -
20th June 2010, 06:24 AM
Jazbaat ke aaine me ek teri hi kwahish ka sawal raha
mai sadiyo talak isi umeed -e-aajmaish ke malaal raha.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power : 18
20th June 2010, 06:07 PM
बहुत चाहा उन्न गुज़रे हुए लम्हों को ना सोचूँ
तेरी याद मे ना रहूं के तेरे यादों को ना सोचूँ
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Har lamhaa teri -
20th June 2010, 08:53 PM
Har lamhaa teri yaado ki parwaaz ka hota hai
mere wajood me sirf tera hi aagaaz hota hai.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power : 57
20th June 2010, 10:30 PM
HathoN per jab bhi tera naam likh kar mitaya
Tere bewafai ka har ek lamha mujhe yaad aaya..nm
Z ainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
21st June 2010, 12:29 AM
Ro ro ke manga tha jise humne din raat duaoN meiN
Usi ki bewafaai se gunjti hai sadaaye khalaoN meiN
Ankahi Kahaani
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power : 24
21st June 2010, 05:05 AM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Ro ro ke manga tha jise humne din raat duaoN meiN
Usi ki bewafaai se gunjti hai sadaaye khalaoN meiN
Manhusiyat apni chhupaane ko dekh yun duaaon pe apni dosh lagaaye hum,
Jo sikka chalaana duniya ke bazaar mai dekh le use tere dwaare aaye hum.
---------------------------------------------- ------------- -
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani. .....
------------------------------------------------------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.
Last edited by loveforgudia; 21st June 2010 at 05:10 AM ..
Registered User
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power : 32
21st June 2010, 01:52 PM
Quote:
Originally Posted by
loveforgudia
Manhusiyat apni chhupaane ko dekh yun duaaon pe apni dosh lagaaye hum,
Jo sikka chalaana duniya ke bazaar mai dekh le use tere dwaare aaye hum.
Apni khushiya aa tere hawale kar du
Rehkar andhero me naam tere ujale kar du
Tu samjhe na mane mohabbat meri
Meri hasrat mohabbat ke apne bol_bale kar du
SG
Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil
Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...
Mob.: +971 501297654
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power : 18
21st June 2010, 09:19 PM
Chalo aaine sare pathar ke dhundte hai
Zameen aasmaa ek kar ke dhundte hai
Makaan to bahot hai apni raaho mein
Hum maikhane saagar ke dhundte hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Tera maikhana -
21st June 2010, 09:48 PM
Tera maikhana sagar kaa ho ya fir patthar kaa
mai tarash kar rakh du parwaaz muqqdar kaa.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
21st June 2010, 10:55 PM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Tera maikhana sagar kaa ho ya fir patthar kaa
mai tarash kar rakh du parwaaz muqqdar kaa.
Muqaddar koyiN nakash kari ka fun nahi hai
Warna hum apni taqdeer se duniyaa jeet lete
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Tere muqaddar -
21st June 2010, 11:00 PM
Tere muqaddar kaa aagaaz duniya nahi hai
Har fan me tere jaisi koi kwahish nahi hai.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
21st June 2010, 11:20 PM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Tere muqaddar kaa aagaaz duniya nahi hai
Har fan me tere jaisi koi kwahish nahi hai.
Main adhura huN aur adhuri hai meri kwahisheN bhi
Tum galati se bhi meri raahoN per kadam na rakhana
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Teri raahe aur -
21st June 2010, 11:36 PM
Teri raahe aur meri raaho me ek judaa si hai kwahish
na jaane zindagi ke kis mod par adaa si hai kwahish.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
23rd June 2010, 01:21 AM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Teri raahe aur meri raaho me ek judaa si hai kwahish
na jaane zindagi ke kis mod par adaa si hai kwahish.
Bahut khooB NidaaN sahab
Kabhi roshni nahi milti KwahishoN ki raahoN per
Raat gehraaye tabhi khawaab aate hai palkoN per
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Palko par to -
23rd June 2010, 06:24 AM
Palko par to uske dil ki aahat aati hai aksar
raat hote hi uske khawabo se jagtaa hu aksar.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power : 48
23rd June 2010, 03:21 PM
Sitaaron se aage jahaaN aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihaaN aur bhi hain
- Iqbal sahab
Registered User
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power : 20
23rd June 2010, 03:48 PM
Imitihaan dete dete ,kahi raahe badal na jaaye
Sath jo chuta jra sa, kahi door nikal na jaaye
KAVITA NEGI
Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Tere pyar ko -
23rd June 2010, 04:11 PM
Tere pyar ko is tarah se basaya hai maine
mujhe pata hai ret par ghar banaya hai maine.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Registered User
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power : 17
23rd June 2010, 04:16 PM
Har Ghunghat Haya Ka Nahi Hota,
Har Utha Hath Dua Ka Nahi Hota,
Bujh Jate Hai Diye Aksar Hamari Hi Galtiyo Se,
Har Bar Kasoor Hawao Ka Nahi Hota
NM
(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)
Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....
*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Waqt kaa rukh to -
23rd June 2010, 04:20 PM
Waqt kaa rukh to hawaye hi tai karti hai
kasoor kisi kaa bhi ho sakta hai jaha me
haya ki to baat hi na kar aaj kal ke liye
naqub hote sirf aajkal chehre par jaha me.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 47
23rd June 2010, 04:21 PM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Tere pyar ko is tarah se basaya hai maine
mujhe pata hai ret par ghar banaya hai maine.
tasveer apni dekh kar vo is darje darr gaye
ujalo se ankhe churaake andheron me ghar gaye
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power : 28
Tasveer kaa rukh -
23rd June 2010, 04:23 PM
Tasveer kaa rukh meri taraf raha hi nahi kabhi unka
ham jalte rahe hai andhero me chiraag bankar tere liye.
Ajay Nidaan (09 630 81 9356 )
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Registered User
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power : 17
23rd June 2010, 04:24 PM
Quote:
Originally Posted by
zidd
tasveer apni dekh kar vo is darje darr gaye
ujalo se ankhe churaake andheron me ghar gaye
Dard hota nahi duniya ko batane ke liye...
har koi rota nahi sirf dikhane ke liye....nm.....
(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)
Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....
*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 47
23rd June 2010, 04:30 PM
Quote:
Originally Posted by
ajay nidaan
Tasveer kaa rukh meri taraf raha hi nahi kabhi unka
ham jalte rahe hai andhero me chiraag bankar tere liye.
tasveer aapki yu rukh badal rahi hai
bina mom ke dekho rassi jal rahi hai
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power : 48
23rd June 2010, 04:36 PM
Quote:
Originally Posted by
zidd
tasveer aapki yu rukh badal rahi hai
bina mom ke dekho rassi jal rahi hai
Yahaan insaaN badal jaate haiN, tasveeron se kya shikwa kareN,
hum to diljale haiN dil se duniya jalate haiN halke mom ka kya kareN....!!
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 47
23rd June 2010, 04:38 PM
Quote:
Originally Posted by
ghayal_shayar
Yahaan insaaN badal jaate haiN, tasveeron se kya shikwa kareN,
hum to diljale haiN dil se duniya jalate haiN halke mom ka kya kareN....!!
hu ba hu tasveer hi aaiine me dhalti hai
kisliye har ghadi tu aaiina badalti hai?
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power : 18
23rd June 2010, 04:41 PM
Shisha hai ke shishe sa hi rahta hai
Akas kiska kahan ek sa hi rahta hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power : 48
23rd June 2010, 04:42 PM
bahut khub zidd bhai,
aaine v muh fer toot jaate haiN mujhe dekh kar eh yaar,
khud ko dhuNdne ke liye badalta huN maiN aaine baar baar.....
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power : 18
23rd June 2010, 04:55 PM
Bewafa hi sahi tu mujhe bedard ka ilzaam na dy
Aaina hun ab mujhe jhuta hone ka naam na dy
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 47
23rd June 2010, 04:56 PM
Quote:
Originally Posted by
ghayal_shayar
bahut khub zidd bhai,
aaine v muh fer toot jaate haiN mujhe dekh kar eh yaar,
khud ko dhuNdne ke liye badalta huN maiN aaine baar baar.....
jo log khud ko na pahchaan paate hai
unse to aaine bhi tang ho jaate hai
Thread Tools
Display Modes
Rate This Thread
Linear Mode
Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by:
vBStyles.com