|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Is duniya -
16th October 2011, 09:28 PM
Is duniya me umeed har koi aadha ho gaya hai
ab to zameer ka sareaam dhandha ho gaya hai.
Ajay nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
17th October 2011, 11:31 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Is duniya me umeed har koi aadha ho gaya hai
ab to zameer ka sareaam dhandha ho gaya hai.
Ajay nidaan
|
Umeed par qayam hai dekho aaj ki duniya
dil roya bahut hai teri ummeed haarkar
_____________________________________
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
18th October 2011, 12:00 AM
Harna jo kabhi sikha nahi tha humne
sabkuch har baithe tujhko thukra kar
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
18th October 2011, 06:47 AM
Yu thhokar marna aise to aadat hai zamaane kii
Mera dil tha koi patThar nahi dil too't jaate hain
_____________________________________
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th October 2011, 07:34 AM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Yu thhokar marna aise to aadat hai zamaane kii
Mera dil tha koi patThar nahi dil too't jaate hain
|
dil, sheeshay, khwab, sab tut hi jate hai
yahi kismat hai inki yahi yeh pate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
18th October 2011, 08:42 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dil, sheeshay, khwab, sab tut hi jate hai
yahi kismat hai inki yahi yeh pate hai
|
Ki teri baat sunkar ke mujhe lagta hai e dilbar
banata hai... wo maula hai... tod'te log jate hain
_____________________________________
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
18th October 2011, 11:36 AM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Ki teri baat sunkar ke mujhe lagta hai e dilbar
banata hai... wo maula hai... tod'te log jate hain
|
kahe anjaan ye khud ko .. , magar mujhko pata hai sab
kahaN inki jaRheN hai aur kahaN par ye khilkhilaate haiN
Last edited by janumanu; 18th October 2011 at 11:40 AM..
Reason: spell
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
18th October 2011, 12:19 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
kahe anjaan ye khud ko .. , magar mujhko pata hai sab
kahaN inki jaRheN hai aur kahaN par ye khilkhilaate haiN
|
Vikas bhai. Teer bhi chhoda to nanhi si jaan par.
Bahut khoob
par jawab to shayri mein hi dunga
_____________________________________
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
18th October 2011, 12:25 PM
chaman ke phool haste hai jab kaaNte dard detey haiN,
begaane apne bante hai jab apne dagga kamate haiN..!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
18th October 2011, 06:54 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
kahe anjaan ye khud ko .. , magar mujhko pata hai sab
kahaN inki jaRheN hai aur kahaN par ye khilkhilaate haiN
|
Zamaana tanggdil beshaq guroor rakhta nahi hu maiN
chala jata huN main aksar jahaaN mujhko bulaate haiN
_____________________________________
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
18th October 2011, 07:21 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
chaman ke phool haste hai jab kaaNte dard detey haiN,
begaane apne bante hai jab apne dagga kamate haiN..!
|
Zamaane ki ruswaiyaaN mujhe apni si lagti haiN
Suna jo dar'd hai tera mera dil foot kar royaa
:'(
_____________________________________
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Roz ek -
18th October 2011, 08:50 PM
Roz ek naya dara dete hai ye apne mujhe
aisi duniya me jeene nahi dete apne mujhe.
Ajay Nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
19th October 2011, 08:37 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Roz ek naya dara dete hai ye apne mujhe
aisi duniya me jeene nahi dete apne mujhe.
Ajay Nidaan
|
Ki apna kehte ho to dard kaise ye mumkin hai
Jo apna mante ho dard ye fir ho nahi sakta
_____________________________________
Last edited by AnjAAn!!!; 19th October 2011 at 08:47 AM..
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Abhi tum -
19th October 2011, 11:13 AM
Abhi tum anjaan ho zindagi ke dard se
ya fir tum nadaan ho apne hi dard se.
Ajay Nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
19th October 2011, 01:40 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Abhi tum anjaan ho zindagi ke dard se
ya fir tum nadaan ho apne hi dard se.
Ajay Nidaan
|
Lahoo se seeNch kar apne...tujhe paidaa kiya jisne...
Jo Kehney ko teri janni...wo maaN teri bhi apni thi
_____________________________________
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
19th October 2011, 05:54 PM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Lahoo se seeNch kar apne...tujhe paidaa kiya jisne...
Jo Kehney ko teri janni...wo maaN teri bhi apni thi
|
meter maiN aa gaye bandhu ..
mubarak ho
-----------
Mujhe ye do woH ab laa do... kabhi zidd ki nah maine
badi mazboor hai maa meri ......majboori samjhta tha
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
19th October 2011, 06:05 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
meter maiN aa gaye bandhu ..
mubarak ho
-----------
Mujhe ye do woH ab laa do... kabhi zidd ki nah maine
badi mazboor hai maa meri ......majboori samjhta tha
|
Bus kripa hai aapki bhai. Aap na tokte to shayad abhi na hua hota.
Chalega door tak kissa, hawaoN ka fizaaoN ka
Meri kashti mein hain wo aaj mere sath baithe haiN
_____________________________________
Last edited by AnjAAn!!!; 19th October 2011 at 06:54 PM..
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
19th October 2011, 06:44 PM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Bus kripa hai aapki bhai. Aap na tokte to shayad abhi na hua hota.
Jayega door tak kissa, hawaoN ka fizaaoN ka
Meri kashti mein hain wo aaj mere sath baithe haiN
|
pahla misra out hai
------
yahi baithy- bithaye sher khariz kar diya tumne
kahaN tak jaana padta hai mujhe mafhoom lane main
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
19th October 2011, 08:17 PM
bade shayaroN ki mahfil meiN ham aa to gye haiN,
likhey ab kya ham, kalam bhi darr darr ke chalti hai !
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
20th October 2011, 06:14 AM
Quote:
Originally Posted by janumanu
pahla misra out hai
------
yahi baithy- bithaye sher khariz kar diya tumne
kahaN tak jaana padta hai mujhe mafhoom lane main
|
Nahi main door jata huN kabhi aashaar chunne ko
ye andar ka hai thoda dard bahar aa hi jata hai
_____________________________________
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
20th October 2011, 06:41 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
bade shayaroN ki mahfil meiN ham aa to gye haiN,
likhey ab kya ham, kalam bhi darr darr ke chalti hai !
|
GhamoN se bhaagta firta, main shayar huN...ki qaafir huN??
hai thodi dilLagi kar li, wo kehte hain main shayar huN??
_____________________________________
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Wo hamsafar -
20th October 2011, 07:03 PM
Wo hamsafar ho gaye aur ham safar me hi raha gaye
is safar ke patthar hatate-2 ham khud patthar ho gaye.
Ajay Nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
22nd October 2011, 07:04 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Wo hamsafar ho gaye aur ham safar me hi raha gaye
is safar ** patthar hatate-2 ham khud patthar ho gaye.
Ajay Nidaan
|
Patthar dil tha wo insaaN, patthar jis** sarkaye the
patthar prem poojne mein, patthar hi maine khaaye the
_____________________________________
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
22nd October 2011, 11:26 AM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Patthar dil tha wo insaaN, patthar jis** sarkaye the
patthar prem poojne mein, patthar hi maine khaaye the
|
"Sar jukaogey to pathar devta ho jayega,
etna mat chaho usy wo bewafa ho jayega"
-Not Mine
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
24th October 2011, 10:30 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Sar jukaogey to pathar devta ho jayega,
etna mat chaho usy wo bewafa ho jayega"
-Not Mine
|
Dil nahin patthar ke seene mein magar
Phir bhi kuchh insaan patthar dil mile
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Bewafa bhi -
25th October 2011, 09:29 AM
Bewafa bhi khud kahte hai aake hamse ek bar
sar jhukaa du kya aaj teri umeed ki khateer.
Ajay Nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
28th November 2011, 04:51 PM
Zindgi bhar nahi chorda hai jab umeed ka daman
Tumhey ek roz mana lenge ye umeed kafi hai.
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tum manane -
28th November 2011, 08:59 PM
Tum manane kee lakh karo koshis is jaha se
hamse to khafa ho gayi zindagi lamha-lamha.
Ajay nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 98
Join Date: Nov 2011
Rep Power: 19
|
28th November 2011, 11:18 PM
har jate hue lamhon me hath se sarakti gai zindagi
chaah kar bhi use apni lakeeron me bandh na sake hum...!!
Aaj fir dil shayar hona chahta hai..
Dard lafzon me pirona chahta hai..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
28th November 2011, 11:31 PM
Quote:
Originally Posted by *AnAmikA*
har jate hue lamhon me hath se sarakti gai zindagi
chaah kar bhi use apni lakeeron me bandh na sake hum...!!
|
Tooti kabhi na zindagi ki apni doR bhi
Bujhta ye diya zindagi ka roz hai paya
_____________________________________
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
29th November 2011, 12:33 AM
Tookta hun angaar ka girane naa dijiyegaa,
Gira hun jab-jab bastiyaa jalaa dii maine....
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Tooti kabhi na zindagi ki apni doR bhi
Bujhta ye diya zindagi ka roz hai paya
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tere girane -
29th November 2011, 04:35 PM
Tere girane me bhi maine zindagi ko paya hai
aise muskil me bhala kaun kiske kam aaya hai.
Ajay nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 98
Join Date: Nov 2011
Rep Power: 19
|
29th November 2011, 10:25 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tere girane me bhi maine zindagi ko paya hai
aise muskil me bhala kaun kiske kam aaya hai.
Ajay nidaan
|
apnon ne to hamesha hi hath thamkar chhoda hai
begaanon ne hi aksar mujhe girne se bachaya hai..
Aaj fir dil shayar hona chahta hai..
Dard lafzon me pirona chahta hai..
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
1st December 2011, 12:41 AM
Woh kehate hai log thokaro se gira karte hai,
par humne to logon ko imaan se girate dekha hai
Quote:
Originally Posted by *AnAmikA*
apnon ne to hamesha hi hath thamkar chhoda hai
begaanon ne hi aksar mujhe girne se bachaya hai..
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Na to -
2nd December 2011, 09:35 PM
Na to mai sawaal ban saka aur na tera jawab ban saka
bas aaina hu tere pal ka inhi tukado me mai bikhar saka.
Ajay Nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
6th December 2011, 12:16 PM
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tere haathon se -
9th December 2011, 07:19 AM
Tere haathon se gir gayi lakeern aur mere haathon se mit gayi laeeren
fark bas itna raha mai ittihaas hu tera aur tu vartmaan ki hai zanzeere.
Ajay nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
12th December 2011, 02:17 PM
Ye muqaddar ki baate.n lakeero ki mohtaj nahi hai
Hum khud misaal hai jo kal the wo hum aaj nahi hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
misaal -
25th December 2011, 09:17 PM
Muqadaar ki baate to lakeero ki mohtaaj hoti hai
misaal banane ke liye ek sholo ki sartaaj hoti hai.
Ajay nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
saloni
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 18
|
30th September 2012, 12:14 AM
Haatho ki lakeero me jinkaa naam nahi hotaa,
Khudaa jane kyo usii se pyaar hota hai......!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ jindagii jiinaa hai agr to, jindagii kuch ese bitaao roro ke to sab jite hai,tum har gam me bhi muskurao ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~***SALONI***~~~~~~
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|