|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
na jaane -
30th September 2012, 08:17 AM
na jaane kise pyaar kahte ho tum ye dost
har nazar me matlab ka rang samaya hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
......since birth
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
|
4th October 2012, 02:18 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
na jaane kise pyaar kahte ho tum ye dost
har nazar me matlab ka rang samaya hai.
|
shabnam ki boondh se, sitaro ki chamak tak,
dil ki najar se dekh kaha pyar nahi hai...
ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
|
28th October 2012, 11:33 PM
toote diloN ki nazar bhi toot jaati hai,
aashiqui bande ki har khusi loot jaati hai...
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
22nd November 2012, 06:43 PM
Humare kisi ko chahne na chahne se kya hota hai
Har baar wohi hota hai jo taqdeer me likha hota hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
17th December 2012, 08:46 AM
use meri taqdeer me shamil kar de ya rab
varna mujhe jeene ka hauslaa de de....
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
|
17th December 2012, 09:12 AM
asar ki dushmani hai aaj kal duaa se,
har taraf sirf ghamon ka kuhaase...
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
24th December 2012, 02:29 PM
Koii hota jo meyre hisse me duaa karta
Asar kyuN naa duaa me phir wo khuda karta
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
24th December 2012, 02:39 PM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Koii hota jo meyre hisse me duaa karta
Asar kyuN naa duaa me phir wo khuda karta
|
aye kaash duaa me merii itna asar ho jaae...
main dil se aah bharuN to tujhko kahbar ho jaae..
Shaad...
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
25th December 2012, 05:35 PM
Kuch naa kiya bus aik nazar kar gayii
jaate jaate woH kuch aise asar kar gayi
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
5th February 2013, 04:50 PM
Meri guftgu ka asar ho raha hai
jo ghafil tha woh bakhabar ho raha hai.....
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
5th February 2013, 05:23 PM
"hone lga hai mohabbat ka asar dheere dheere,
muskurate hai wo dabba kar lab dheere dheere"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
13th February 2013, 10:37 PM
Tujhko hai khabar aur na kuchh mujhko khabar hai
donon ke magar dil pe mohabbat ka asar hai........
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
14th February 2013, 11:32 AM
Tujhko meri , na mujhe terii khabar aayegii,
Eid is baar , chupke se guzar jaaegii..........
nm
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
16th February 2013, 12:25 PM
Yaad teri aayegi mujhko badaa sataayegi
Zidd yeh teri jhooti,merii jaan leke jaayegi.......
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
Last edited by zainy; 16th February 2013 at 12:27 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
20th February 2013, 06:23 PM
na maine tujh ko dekha hai,na tune mujh ko dekha hai
mera jana nahin hota ,tera aana nahin hota.......
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd March 2013, 01:31 AM
Is naazuk se dil ko mere aise hilaa diyaa
Aayaa tha tere dar aur tune thukra diyaa
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
3rd March 2013, 03:46 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
na maine tujh ko dekha hai,na tune mujh ko dekha hai
mera jana nahin hota ,tera aana nahin hota.......
|
Hai musaafir sab yahaaN, aana hai jaana hai,
ManziloN ko, to kisi ne rastoN ko pehchana hai,
NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th March 2013, 03:16 PM
Jiski talaash meiN umar guzaar dii
MaNzil milii na woH hum ko kabhi kahiN
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
26th March 2013, 03:23 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Jiski talaash meiN umar guzaar dii
MaNzil milii na woH hum ko kabhi kahiN
|
waah waah janaab kya baat hai.......
ek sher suniye hamaari jaanib se....
Raste ki parwaah karooNga,
To man zil Buraa maan jaaegii......
~Shoaib Khan~
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st April 2013, 01:18 PM
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
4th April 2013, 03:37 AM
Yoo'n bhi aate ho tum ke yaa'n mai'n hu'n
Mai'n bhi aataa hu'n yaa'n ke tum aaye
_____________________________________
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
4th April 2013, 07:58 AM
Accha khasa baithay baithay Gum ho jaata hun
maiN aksar maiN nahi rehta tum ho jataa hun
nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
4th April 2013, 08:10 AM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Yoo'n bhi aate ho tum ke yaa'n mai'n hu'n
Mai'n bhi aataa hu'n yaa'n ke tum aaye
|
behad shayarana.... bhai waaahhhhh
Tumhe maut ki khwaahish ho to bas itna karna....
ek dil lenaa aur kissi husn par waar denaa....
~Shaad~
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
7th April 2013, 01:04 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Accha khasa baithay baithay Gum ho jaata hun
maiN aksar maiN nahi rehta tum ho jataa hun
nm
|
Tujh se tum ko churane ko jee chahta hai,
Tere pass aake duur na jane ko jee chahta hai,
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
8th April 2013, 02:48 PM
Apni chaahatoN ko kwahishoN ki parwaaz nahi dii
Hum ne sadaaeN toH bahut dii par aawaaz nahi dii
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
12th June 2014, 01:03 PM
Mehka gulistaan, har kali muskuraai,
Tarannum bhari jab wo awaaz aayee!
Nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 23
|
12th June 2014, 03:57 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Mehka gulistaan, har kali muskuraai,
Tarannum bhari jab wo awaaz aayee!
Nm
|
wo aawaaz jise hum tarannum samajhte the
tujhe milke jaanaa tabassum wo teri thee
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st June 2014, 07:26 PM
Quote:
Originally Posted by aadeil
wo aawaaz jise hum tarannum samajhte the
tujhe milke jaanaa tabassum wo teri thee
|
Bohat khoob
Labon par mere khilta hai*tabassum
Jab ansu bahane ko jii chaahata hai
sikander ali wajid
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 32
|
21st June 2014, 07:59 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Bohat khoob
Labon par mere khilta hai*tabassum
Jab ansu bahane ko jii chaahata hai
sikander ali wajid
|
waah kya baat hai...........
Unse mlne ki dua kahiN lab per hi na aa jaaye
TasweereiN unki diwaaroN per jo ubharne lagi haiN.
___________________Harash Mahajan
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st June 2014, 09:02 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
waah kya baat hai...........
Unse mlne ki dua kahiN lab per hi na aa jaaye
TasweereiN unki diwaaroN per jo ubharne lagi haiN.
___________________Harash Mahajan
|
bohat khoob harsh ji
Dil gaya tha to yeh aankein bhi koi lay jata
Main faqt aik hi*tasveer*kahan tak dekhun
Ahmed nadeem
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
22nd June 2014, 01:58 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
bohat khoob harsh ji
Dil gaya tha to yeh aankein bhi koi lay jata
Main faqt aik hi*tasveer*kahan tak dekhun
Ahmed nadeem
|
wahhhhh....
Aaya Kuch Is Adaa Se k Aankhien Bhigo Gaya!
Jhonka Tere Khayal ka Kitna Shadeed Tha...!
nm
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 32
|
22nd June 2014, 09:47 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
wahhhhh....
Aaya Kuch Is Adaa Se k Aankhien Bhigo Gaya!
Jhonka Tere Khayal ka Kitna Shadeed Tha...!
nm
|
Bahoot khoob..
Jaane kis khayaal se mansoobe banaaye usne,
Zaher dekar bachne ke nuskhe bhi bataye usne.
_______________Harash Mahajan
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
22nd June 2014, 04:13 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
Bahoot khoob..
Jaane kis khayaal se mansoobe banaaye usne,
Zaher dekar bachne ke nuskhe bhi bataye usne.
_______________Harash Mahajan
|
bohat khoob harsh ji
tu ke aaj qatil hai, phir bhe rahat-e-dil hai
zeher*ke nadi hai tu, phir bhe qeemti hai tu
nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 32
|
22nd June 2014, 04:40 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
bohat khoob harsh ji
tu ke aaj qatil hai, phir bhe rahat-e-dil hai
zeher*ke nadi hai tu, phir bhe qeemti hai tu
nm
|
waah Bahut sunder sharing...........
..
अब देखो तुम ऐसा कहीं मंज़र न मिलेगा,
इन कातिलों के शहर में खंज़र न मिलेगा ।
Ab dekho tum aisa kahiN.......manzar na milega,
In QaatiloN* ke shaher meiN khanzar na milega.
_____________Harash Mahajan
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
24th June 2014, 10:48 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
waah Bahut sunder sharing...........
..
अब देखो तुम ऐसा कहीं मंज़र न मिलेगा,
इन कातिलों के शहर में खंज़र न मिलेगा ।
Ab dekho tum aisa kahiN.......manzar na milega,
In QaatiloN* ke shaher meiN khanzar na milega.
_____________Harash Mahajan
|
bohat khoob
Tu un galiyion mein kyun jaata hai "faraaz"
Jahan tere apne hi tere liye khanjar liye baithay hain
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 32
|
24th June 2014, 11:12 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
bohat khoob
tu un galiyion mein kyun jaata hai "faraaz"
jahan tere apne hi tere liye khanjar liye baithay hain
|
वाह जैनी जी...
...
गलियां हैं मुहब्बत की, करें किन को अब शामिल,
इंसान की नगरी है.......मगर इंसान नही काबिल |
___________________हर्ष महाजन
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
25th June 2014, 12:44 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
वाह जैनी जी...
...
गलियां हैं मुहब्बत की, करें किन को अब शामिल,
इंसान की नगरी है.......मगर इंसान नही काबिल |
___________________हर्ष महाजन
|
wah!
Jab jab bhi khud say uktaaya insaaN
Daur-e-wehshat mein laut aaya insaaN
Nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
18th July 2014, 01:15 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
wah!
Jab jab bhi khud say uktaaya insaaN
Daur-e-wehshat mein laut aaya insaaN
Nm
|
wahhh...
maiN apni zaat meiN neelam ho raha hooN 'Qateel'
gham-e-hayaat se keh do khareed laaye mujhe..
- Qateel Shifai
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
13th August 2014, 01:14 AM
Tera tasawur,... teri justaju,...tamannaa teri rehbari ki
Meri muqtasar hayaat ke liye.yeh chand saaman bohat hain
Nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
15th August 2014, 02:37 PM
Mohsin! hamaray saath bad'a haadsa hua!
hum reh gaye, hamara zamana chala gaya!
-Mohsin Naqvi
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|