|
|
|
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
18th August 2014, 12:44 AM
shikayatain bhi thi usay to sirf meray khalus say
ajeeb tha wo shaks meri adatain na samajh saka...
-nm
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
22nd August 2014, 01:20 AM
hum aah bhi karte haiN to ho jatay haiN badnaam..
woH Qatl bhi karte haiN to charcha nahi hota..
-nm
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
23rd August 2014, 04:06 AM
joo raat muqtal mai baal kholy utar rahee thee
woh raat kaisee rahee , sunaaoo , udaas logo
MN
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
25th August 2014, 12:17 AM
yeH un ka karam-o-nawazish hai ke pyar karna hum ko sikhayaa!
wagar-na aaj tak iss pathar dil ko, dil ka matlab samajh na aaya!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
25th August 2014, 11:26 AM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
joo raat muqtal mai baal kholy utar rahee thee
woh raat kaisee rahee , sunaaoo , udaas logo
MN
|
kya baat hai.......mujeeb bhai, ye sher nahi ek mojeza hai..... bas kyaa kahun...
tfs
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
25th August 2014, 12:15 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
joo raat muqtal mai baal kholy utar rahee thee
woh raat kaisee rahee , sunaaoo , udaas logo
MN
|
Hello all..am new to this forum...jawab ki ek koshish karna chahuga....
Ab us raat ka kissa kya sunau, vo kuch yu guzari...
:
Ki khwab pura bhi na hua, aur aankh bhi na khuli...
~Lekhraj~
Last edited by lekhraj; 25th August 2014 at 12:23 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
25th August 2014, 12:29 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Hello all..am new to this forum...jawab ki ek koshish karna chahuga....
Ab us raat ka kissa kya sunau, vo kuch yu guzari...
:
Ki khwab pura bhi na hua, aur aankh bhi na khuli...
~Lekhraj~
|
wahhh bohat khoob Lekhraj jii...
and welcome to shayri.com...
bohat achii shuruwaat hai aap ki.
Aate rahiye,,
DuaooN ke saath,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
25th August 2014, 03:01 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
sooooo romantic....awesome
Qamar bhii be-noor sa lagey
Mere yaar ka tabassum dekh ley
|
wahhh.. bohat khoob...
hijr ki raat ka socho azaab kia ho ga!
mere kal ke khat ka jawaab kia ho ga!
vasl ki umeed lagaye ik 'parStaar'..
kharaab aur khaana kharaab kia ho ga...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
26th August 2014, 03:02 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
wahhh.. bohat khoob...
hijr ki raat ka socho azaab kia ho ga!
mere kal ke khat ka jawaab kia ho ga!
vasl ki umeed lagaye ik 'parStaar'..
kharaab aur khaana kharaab kia ho ga...
|
Hijr Ki Raat Bohat Lambi Hai Faraz
Aao Uski Yaad Mein Thak K So Jaein
NM (Ahmad Faraz ) May be
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
26th August 2014, 10:56 AM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
Hijr Ki Raat Bohat Lambi Hai Faraz
Aao Uski Yaad Mein Thak K So Jaein
NM (Ahmad Faraz ) May be
|
Wahh..Khayaal achcha hai Mujeeb..magar meri daasta_n kuch yu hai ki...
Chahta hu ki har raat miloo_n us_se khwab me...
:
Magar nind hi aati nahi, uski yaad k baad...
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
26th August 2014, 11:52 AM
Mujhko maloom na thi hijr ki ye ramz ke tu
Jab mere pass na hoga,tou her soo hoga..
Nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
26th August 2014, 01:28 PM
doobta sooraj deekh ke khush ho rehna, kis ko raas aaya!
din ka dukh seH janay waloN, raat ki wehshat aur bhi hai....
-Mohsin Naqvi
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
26th August 2014, 08:48 PM
खड़ी है दर पे अजल और मुझमे जान नहीं
कहो वो देर से आयी है अपने घर जाये
कोई चराग़ जहाँ रोशनी का ज़िक्र करें
सियाह रात का चेहरा वहीं उतर जाये
mayank awasthi
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
|
27th August 2014, 09:46 AM
log kehte hain dil ka tootna dustoor hai ishq mein
kehta hu main, jinke dil toote hain wahi mashhoor hai ishq mein
Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the
*pari*
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
27th August 2014, 10:35 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Hijr meiN kaii khwaisheiN dabii reh gaii
Tanha dil tanha zindagii reh gayii
Aj phir ummeed laga baithey wo ayengey
Phir too'ta ye dil bebasii reh gaii
|
Quote:
Originally Posted by ananthpak
log kehte hain dil ka tootna dustoor hai ishq mein
kehta hu main, jinke dil toote hain wahi mashhoor hai ishq mein
|
ae saheb! dil to le gaye ho!
ab kia jaaN bhi loH gay??
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
27th August 2014, 10:40 PM
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah!
kia khoobsorat khiyaal pesh kiya hai Naaz! its just brilliant.....
DherooN daad ka guldasta khaas iss shair ke liye!
hatta doH haath apne chehray se ke deedar-e-yaar karna hai!
baDi muddat se apne chaand ko dekhne ki khwaaish hai.....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
28th August 2014, 10:50 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah!
kia khoobsorat khiyaal pesh kiya hai Naaz! its just brilliant.....
DherooN daad ka guldasta khaas iss shair ke liye!
hatta doH haath apne chehray se ke deedar-e-yaar karna hai!
baDi muddat se apne chaand ko dekhne ki khwaaish hai.....
|
Waah sach baat kahi Hassan sahab...magar jab humne ye khwahish rakhi to samne se jawab aaya ki...
Koi khaas ilm-o-hunar ho, to numaaish zara karo...
:
Dedaar-e-yaar ko...yaha aashiq hazar hai...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
28th August 2014, 12:45 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Waah sach baat kahi Hassan sahab...magar jab humne ye khwahish rakhi to samne se jawab aaya ki...
Koi khaas ilm-o-hunar ho, to numaaish zara karo...
:
Dedaar-e-yaar ko...yaha aashiq hazar hai...
|
wahhh... khoob jawaab diya hai... dherooN daad!
yeH heelay bahanay... pyaar ki bateN..
sab jhoot haiN.. mere yaar ki bateN...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
Last edited by Hassan; 28th August 2014 at 01:11 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 23
|
28th August 2014, 04:18 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Yaara pilaa dey mujhko apne haathoN sey zeher
Terii bad-zanii ke baad jeena guNaH hai.
|
waaahh! bahot khub, Naaz,
kyuN aur gunaah karooN ki zaher bhii pilaaooN maiN ?
hai vahshate terii, wo meri bad-zanii nahiN
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 23
|
28th August 2014, 04:39 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
ae saheb! dil to le gaye ho!
ab kia jaaN bhi loH gay??
|
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Yaara pilaa dey mujhko apne haathoN sey zeher
Terii bad-zanii ke baad jeena guNaH hai.
|
kyuN gunaah itne mere sar daalte ho
jaaN to mang lii ab zeher bhii maangte ho
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 23
|
28th August 2014, 05:26 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Awesome.....bahot umdaa sher bani hai
TaQdeer nahiiN mera tu ek saraab hai
Ye kaisii zindagii hai kaisa azaab hai
|
awesome Naaz....
taqdeer hi to tera saraab hai
ye zindagii hi tera azaab hai
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
|
|
|
|
|
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
|
28th August 2014, 10:18 PM
Kabhi rulati hai to kabhi gudgudaati hai
zindagi har roz kuch naya sabak seekhati hai
bhool jao k aaj kya khoya tumne
har subah fhir paane ki ek nayi umeed jagati hai
Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the
*pari*
Last edited by ananthpak; 28th August 2014 at 10:23 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
29th August 2014, 02:43 AM
Quote:
Originally Posted by ananthpak
Kabhi rulati hai to kabhi gudgudaati hai
zindagi har roz kuch naya sabak seekhati hai
bhool jao k aaj kya khoya tumne
har subah fhir paane ki ek nayi umeed jagati hai
|
wahhhhhhhh sir.. Lajawaaaaaab!
woH pyar mohabbat ki lagataar baateN!
sab sacchi haiN mere yaar ki baateN...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Poet - nishit joshi -
29th August 2014, 11:32 AM
Quote:
Originally Posted by hassan
wahhhhhhhh sir.. Lajawaaaaaab!
woh pyar mohabbat ki lagataar baaten!
Sab sacchi hain mere yaar ki baaten...
|
bahut he khub janab lajawab lines ....
जैसे ही हमारे प्यार की आराइश हो जायेगी,
जाने अंजाने प्यार की फरमाइश हो जायेगी,
उतर आएगा चाँद भी फलक से जमीं पे ऐसे,
देख कर तुझे, नूर की आजमाइश हो जायेगी,
jaise he hamare pyar ki aaraish ho jayegi
jaane anjane pyar ki farmaish ho jayegi
utar aayega chaand bhi falak se jami pe aise
dekh kar tujhe, noor ki aazmaish ho jayegi
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
29th August 2014, 03:20 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
waahhh! Bahot khoob ashwani ji behad khoobsurat qita hui hai
Awesome......very romantic PS mai bhi ek try krti hun....
Aaghosh meiN yuN ley mujhe parStaar ban jaa
MaiN Joo-e-baar ban jauN tu aab-shaar ban jaa
|
Anjuman meiN aa gya tha wo itefaak se,
pehlu se aa rhi hai khusboo si abhi talak
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
29th August 2014, 03:58 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Anjuman meiN aa gya tha wo itefaak se,
pehlu se aa rhi hai khusboo si abhi talak
-nm
|
Khud pe kaabu nahi hai ab mujhe na mujhe yun hosh hai ,
Kab se sambhale rakha tha "DIL" apna bana liya.
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
30th August 2014, 02:32 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
waahhh! Bahot khoob ashwani ji behad khoobsurat qita hui hai
Awesome......very romantic PS mai bhi ek try krti hun....
Aaghosh meiN yuN ley mujhe parStaar ban jaa
MaiN Joo-e-baar ban jauN tu aab-shaar ban jaa
|
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Anjuman meiN aa gya tha wo itefaak se,
pehlu se aa rhi hai khusboo si abhi talak
-nm
|
Quote:
Originally Posted by Hamdam
Khud pe kaabu nahi hai ab mujhe na mujhe yun hosh hai ,
Kab se sambhale rakha tha "DIL" apna bana liya.
|
Quote:
Originally Posted by N@zneen
bahot khoob.....nice sharing sunitaji
Waahh! bahot khoob sanjayji......
Dillagii na karna dil lagaaney ke baad
Ghar jala kar terii justujoo meiN nikley
|
Quote:
Originally Posted by N@zneen
SubaaH keh gaye the wo shaam tak laut aungaa
Hum pagal waqt se ulajh'ney baith gaye
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaah! waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah!
meHfil meiN rung bhar diya aap sabhi ne.............
ye ishQ hai ya koi roG jo sonay nahi deta!
deta to hai dard, per ronay nahi deta....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
Last edited by Hassan; 30th August 2014 at 02:37 AM..
|
|
|
|
|
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
|
30th August 2014, 05:19 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaaaaaaaaaaaaaaaah! waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah!
meHfil meiN rung bhar diya aap sabhi ne.............
ye ishQ hai ya koi roG jo sonay nahi deta!
deta to hai dard, per ronay nahi deta....
|
Waaaaaahhhhh...Hassan bhai
Tere ishq main meri neend kuch yun udd gayi hai ‘pak‘
Goya sona kabhi maloom hi na tha
Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the
*pari*
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
31st August 2014, 12:36 AM
Quote:
Originally Posted by ananthpak
Waaaaaahhhhh...Hassan bhai
Tere ishq main meri neend kuch yun udd gayi hai ‘pak‘
Goya sona kabhi maloom hi na tha
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah! Ananth sir.. bohat khoob.
aap ke husn ke charchay thay ja-ba-ja
dekh ke hum ne bhi kaha masha Allah....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
|
31st August 2014, 12:56 AM
Bohat khoob Hassan bhai
Kaash k khamoshi bhi ek zaban hoti
Main dekta rehta unhe,aur haal-e-dil mera bayan hoti
Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the
*pari*
Last edited by ananthpak; 31st August 2014 at 01:49 AM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
31st August 2014, 06:57 PM
waaaaaaaaaaaaaah! Naaz, bohat umdaaH!
mozu e sukhan gar koi pooch bethey!
hum mehfil se utth ayeN ge, tera naam na leN ge
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
1st September 2014, 03:47 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaaaaaaaaaaaah! Naaz, bohat umdaaH!
mozu e sukhan gar koi pooch bethey!
hum mehfil se utth ayeN ge, tera naam na leN ge
|
Na lena naam unka, kuch gilaa-shikwa hi kar lena...
:
Labo'n pe aapke, khamoshi unhe achchi nahi lagti...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
1st September 2014, 09:12 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Na lena naam unka, kuch gilaa-shikwa hi kar lena...
:
Labo'n pe aapke, khamoshi unhe achchi nahi lagti...
|
waaaahh wahhhh Lekhraaj jee... bohat bohat umdaaH..
daad qaabol kejiye iss behtareen sher ke liye..
khamosh sa shehar aur guftagu ki arzu
hum kis se kareN baat koi bolta hi nahi...!!
-nm
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
Last edited by Hassan; 1st September 2014 at 09:32 PM..
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
1st September 2014, 09:29 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaahh wahhhh Lekhraaj jee... bohat bohat umdaaH..
daad qaabol kejiye iss behtareen sher ke liye..
khamosh sa shehar aur guftagu ki arzu
hum kis se kareN baat koi bolta hi nahi...!!
-nm
|
ujra hai shehar baste na ab yahan husn wale ,
Dil bus dharakta hai jinka aur lage zuban pe taale
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
2nd September 2014, 09:53 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaahh wahhhh Lekhraaj jee... bohat bohat umdaaH..
daad qaabol kejiye iss behtareen sher ke liye..
khamosh sa shehar aur guftagu ki arzu
hum kis se kareN baat koi bolta hi nahi...!!
-nm
|
Shukriya Hassan Saheb...Apne bhi bahut khoob jawab diya hai...apne jawab par meri ek salaah mane,
Ki...
Tum yu'n naa intezaar karo lafz-e-yaar ka...
:
Hai unko bhi shikayat yahi...Koi bolta nahi...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
2nd September 2014, 03:46 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Shukriya Hassan Saheb...Apne bhi bahut khoob jawab diya hai...apne jawab par meri ek salaah mane,
Ki...
Tum yu'n naa intezaar karo lafz-e-yaar ka...
:
Hai unko bhi shikayat yahi...Koi bolta nahi...
|
Quote:
Originally Posted by Hamdam
ujra hai shehar baste na ab yahan husn wale ,
Dil bus dharakta hai jinka aur lage zuban pe taale
|
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Chashm-e-tar hui khoon-aab sey
Anjaana aks tha nazroN meiN yaar key
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaaahh! waaaaaaaaaaaaah!
hum ne aab-e-hayaat aap ke hathoN se peena hai!
baDi nazakat se hum ne aap hi ke sung jeena hai...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Sher ka jawabi sher -
2nd September 2014, 11:18 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Waaaahhhhhh! simply outstanding & very romantic
Very nice lines
FaQt ek pal terii qurbat kar luN haasil kabhii
Maut ko khushi sey keh duNgii khush-aamdeed
|
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahee imkaan, jaanaan
Yaad kya tujh ko dilaayain tera paimaan,
jaanaan..
Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai
Kis qadar jald badal jaatay hain insaan, jaanaan...
Not mine
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
3rd September 2014, 04:17 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Waaaahhhhhh! simply outstanding & very romantic
FaQt ek pal terii qurbat kar luN haasil kabhii
Maut ko khushi sey keh duNgii khush-aamdeed
|
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahee imkaan, jaanaan
Yaad kya tujh ko dilaayain tera paimaan,
jaanaan..
Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai
Kis qadar jald badal jaatay hain insaan, jaanaan...
Not mine
|
waaaah... waahhh... bohat bohat khooob.......
mujhe samjhao na Mohsin, ke ab to ho chuki hum ko....
mohabbat mashwara hoti to tum se poch kar karte
-MN
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Re -
3rd September 2014, 10:24 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaah... waahhh... bohat bohat khooob.......
mujhe samjhao na Mohsin, ke ab to ho chuki hum ko....
mohabbat mashwara hoti to tum se poch kar karte
-MN
|
Waaaahhhhhh behtreen hassan bhai......
Ridaay-e-Khak ko HuM NooR ki Barish MaiN Dhoyen Gey
Muhabbat ko Bana Dain Gey Ibaadat Dekhtey Jao _______ !!!
Not mine
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
3rd September 2014, 04:27 PM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
Waaaahhhhhh behtreen hassan bhai......
Ridaay-e-Khak ko HuM NooR ki Barish MaiN Dhoyen Gey
Muhabbat ko Bana Dain Gey Ibaadat Dekhtey Jao _______ !!!
Not mine
|
waaaaaaaaaaaaaaaahh! Ashwani jee .. bohat khoob...
aap se mohabbat hum baDay shoQ se karte haiN!
yaad aaye to hum aap ko yaad zoQ se karte haiN...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|