|
|
|
|
|
|
|
|
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
|
4th September 2014, 12:56 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Waaaaaaahhhhhhhhhh! umda peshkash.......
Garq na kar dey merii deewaangii mujhe
Chalo hum tum faasley badhaa letey haiN
|
Waaaahhhh!!!bohat khoob
kaash k humari mohabbat main itna asar hota
aati jo yaad unki,humari bechainyon ka unko khabar hota
na hote grr ye sarhaddon ki dooriyan aur waqt k faasle 'pak'
unke aashiyan se hokar humara rahguzar hota
Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the
*pari*
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
4th September 2014, 05:02 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Waaaaaaahhhhhhhhhh! umda peshkash.......
Garq na kar dey merii deewaangii mujhe
Chalo hum tum faasley badhaa letey haiN
|
Mai tumhaare hi dam se zinda hoon,
marr hi jaun Jo tumse fursat Ho.....
nm
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
4th September 2014, 05:54 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Waaaahhhhhh! simply outstanding & very romantic
FaQt ek pal terii qurbat kar luN haasil kabhii
Maut ko khushi sey keh duNgii khush-aamdeed
|
Hum ko FURSAT Mein apne halaat pe,
tu na aaye to REHAM aata hai....
-Mirza Ghalib
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
re -
4th September 2014, 10:32 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaaaaaaaaaaaaaahh! Ashwani jee .. bohat khoob...
aap se mohabbat hum baDay shoQ se karte haiN!
yaad aaye to hum aap ko yaad zoQ se karte haiN...
|
Wahhhh bahut behtreen Lines Hassan sahab
तेरा ख़याल न आये तो दिन नहीं होता
तेरी मिसाल न लाऊँ तो शाइरी क्या हो
Tera Khayal na Aaye to Din nahi hota
teri misaal na laau to shayri kya ho ....
Not Mine
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
4th September 2014, 10:43 AM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
Wahhhh bahut behtreen Lines Hassan sahab
तेरा ख़याल न आये तो दिन नहीं होता
तेरी मिसाल न लाऊँ तो शाइरी क्या हो
Tera Khayal na Aaye to Din nahi hota
teri misaal na laau to shayri kya ho ....
Not Mine
|
waaaahhhhhhh! bohat bohat khoob Ashwani jee....
wafa ki laaj meiN us ko manaa lete to achaa tha
anaa ki jang meiN aksar judayi jeet jaati hai...
-nm
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Re -
4th September 2014, 11:42 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaahhhhhhh! bohat bohat khoob Ashwani jee....
wafa ki laaj meiN us ko manaa lete to achaa tha
anaa ki jang meiN aksar judayi jeet jaati hai...
-nm
|
baHUT HE UMDA LINES HASSAN BHAI
Mera Dil Hi Jaanta Hai Dono Manzar Maine Dekhe Hain....!!
Tere Aane Pe Kya Guzri Tere Jaane Pe Kya Guzri....!!
NOT Mine
DUAO K SATH AAPKA
ASHWANI
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
Last edited by Ashwani Tyagi; 4th September 2014 at 12:00 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
4th September 2014, 12:05 PM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
baHUT HE UMDA LINES HASSAN BHAI
Mera Dil Hi Jaanta Hai Dono Manzar Maine Dekhe Hain....!!
Tere Aane Pe Kya Guzri Tere Jaane Pe Kya Guzri....!!
NOT Mine
DUAO K SATH AAPKA
ASHWANI
|
waaahhh.... wahhh! bohat khooob Ahwani jee...
kahaaN kisi ko naseeb huaa hai baagh-e-jinaan
ek saraab ke peechey kyuN waQt ganwaayeN hum
baaghay jinaan : jannat
saraab : mirage
- Diya_Jale
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
4th September 2014, 12:05 PM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
baHUT HE UMDA LINES HASSAN BHAI
Mera Dil Hi Jaanta Hai Dono Manzar Maine Dekhe Hain....!!
Tere Aane Pe Kya Guzri Tere Jaane Pe Kya Guzri....!!
NOT Mine
DUAO K SATH AAPKA
ASHWANI
|
Bahut khoob Ashwani Ji...
Jawab arz karta hu...
Tere aane se tab, roshan sa lagta tha jahaa'n mujhko...
:
Tere jane pe main, jannat ko bhi veeran likhta hu...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Re -sher ka jawab sher me -
4th September 2014, 12:16 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Bahut khoob Ashwani Ji...
Jawab arz karta hu...
Tere aane se tab, roshan sa lagta tha jahaa'n mujhko...
:
Tere jane pe main, jannat ko bhi veeran likhta hu...
|
BAhut He achhe Lekhraaz bhai .... Aapke sab sher kabil e tarif hote hai...
JAwab ki koshish karte hai ham bhi
Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chen Gayi Jab Se..
Koi Bhi Lafz Likhta Hon Tu Ankheen Bheeg Jati Hai..
NOT MINE
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
4th September 2014, 06:09 PM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
BAhut He achhe Lekhraaz bhai .... Aapke sab sher kabil e tarif hote hai...
JAwab ki koshish karte hai ham bhi
Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chen Gayi Jab Se..
Koi Bhi Lafz Likhta Hon Tu Ankheen Bheeg Jati Hai..
NOT MINE
|
Housala badhane k liye bahut bahut shukriya Ashwani Ji...
Jo mera naam likkho to, bas apne dil pe likh lena...
:
Mujhe mash'hoor mat karna, mahaj kajaz k tukdo se...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Re -sher ka jawab sher me -
4th September 2014, 06:27 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Housala badhane k liye bahut bahut shukriya Ashwani Ji...
Jo mera naam likkho to, bas apne dil pe likh lena...
:
Mujhe mash'hoor mat karna, mahaj kajaz k tukdo se...
|
bahut he aala janab
किसको फुर्सत है सुने शेर में गहरी बातें ,अपने अशआर के मेयार से डर लगता है
Kisko Fursat hai sune sher me gehri baatien,apne ashaar k meyar se dar lagta hai
जाने क्या छाप दें ,ख़बरों की तिजारत के लिए हमको हर सुब्ह के अखबार से डर लगता है
Jaane kya chaap de khabro ki tijarat k liye hamko har subha k akhbaar se dar lagta hai
Ajay Sahab
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
4th September 2014, 10:49 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Bahot khoob SH.....awesome sharing touched my heart......
Aahdee huN majmoN kii mujhe kahkashaaoN meiN dhundnaa
Jo na miluN to phir mujhe khalaaoN meiN dhundnaa
|
Yu'n mohabbat se na hum Ahbaabo.n ko pukaar,
Sawdaaee hain Ki ghar-baar utha layenge
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
5th September 2014, 12:34 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Yu'n mohabbat se na hum Ahbaabo.n ko pukaar,
Sawdaaee hain Ki ghar-baar utha layenge
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahh!!! Shaan saheb.. bohat khoob!
bohat hi aala-darjay ka khayaal pesh kiya hai aap ne..
aadmi aadmi se milta hai
dil magar kam kisi se milta hai
-nm
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
5th September 2014, 05:12 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahh!!! Shaan saheb.. bohat khoob!
bohat hi aala-darjay ka khayaal pesh kiya hai aap ne..
aadmi aadmi se milta hai
dil magar kam kisi se milta hai
-nm
|
Jin ko dekhkar dil Mein KHUDA Ki yaad aaye,
hum Un buto.n ka bada Ehtraam karte hain
- Mirza Ghalib
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
6th September 2014, 10:58 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
dil lagi, dil ki lagi ban ke mitaa deti hai
rog dushman ko bhi Ya Rab na lagaana dil ka
-Nasir Kazmi
|
Bahut khub n@zneen sahiba umda sher
Ye muhabbat ki kahani nahin marti lakin.....
Log kirdar nibhate hoe mar jate hain..........
Not mine
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
6th September 2014, 05:05 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Bahot khoob sharing ashwani ji
JaaN nikalney ki kya wajaH hogi
Roothey yaar kii berukhi hogi
|
Khuda jane kya wajah hogi is berukhi ki,
Par ye zulm uska...haaye hume bhata bahut hai...
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
6th September 2014, 07:36 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Tumko dekha tha FEVICOL key ishtiyaar meiN
Tum to galey hi pad gaye bhari baazaar meiN
|
hahahaha..... bahot khoob
now a serious one
Uuff… ye Nakhat aur teri fitrat-o-tabaa
Uspe mera Ishq... jo kabhi Dereena nahi hota
Nakhat = khushboo
Dereena = purana
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
6th September 2014, 10:30 PM
small correction......
Uff..… ye Nakhat aur teri fitrat-e-taabaaN
Uspe mera Ishq... jo kabhi DereenaH nahi hota
Save me from the safety of my SILENCE
Last edited by Fathomless; 6th September 2014 at 10:37 PM..
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th September 2014, 05:53 PM
IshQ hai tumse... mashaqqat kii parwaH nahiN,
Tumhe chaha tha, chahengey, aur koi armaaN nahiN
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
7th September 2014, 06:12 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
IshQ hai tumse... mashaqqat kii parwaH nahiN,
Tumhe chaha tha, chahengey, aur koi armaaN nahiN
|
aadaab !
moHteram yeh ager maqta'h hai to qaafia bandee theek nahi lag rahi mujhy ... baaqi app behter jaaty haiN
Muhabbat ki khatir, zamane se ladna,
Zamane ki khatir, muhabbat bhulana
sagar
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th September 2014, 11:43 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
aadaab !
moHteram yeh ager maqta'h hai to qaafia bandee theek nahi lag rahi mujhy ... baaqi app behter jaaty haiN
Muhabbat ki khatir, zamane se ladna,
Zamane ki khatir, muhabbat bhulana
sagar
|
Janab Hume Shayri ka 'S' bhi nahin aata, your suggestions are most welcome in this regard....
Lehja yaar me zeher hai bichoo ki tarah,
woh mujhe AAP to kehta hai.... Par TU Ki tarah
nm
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
8th September 2014, 12:42 AM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Janab Hume Shayri ka 'S' bhi nahin aata, your suggestions are most welcome in this regard....
Lehja yaar me zeher hai bichoo ki tarah,
woh mujhe AAP to kehta hai.... Par TU Ki tarah
nm
|
app to khafaa ho gaey haiN shayad ... ma'zrat khuwaa hoN moHteram . bus arz mujhy laga shayad maqtaa'hai is liye parwah or armaaN ka qaafia theek nahieeN hai ... intehaai ma'zrat khuwaa hoN moHteram
Belaus dhar rahe hain wo ilzam mere sar,
Chahe nazar milane ki auqat ho na ho.
sagar
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
8th September 2014, 02:13 AM
jee ma'zrat , matlaá kehnaa tha ... maqtaa keh gayaa
Qaid se kaise bahar niklun,
Yadon ke ghere hai lashkar.
sagar
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
8th September 2014, 10:26 AM
Waahh..Waaahh...
Muhabbat k qafas me qaid hokar humne jana ki...
:
Be-ishq aazadi, badi be-rang hoti hai...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
8th September 2014, 11:03 AM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Waahh..Waaahh...
Muhabbat k qafas me qaid hokar humne jana ki...
:
Be-ishq aazadi, badi be-rang hoti hai...
|
waaahhhh wahhhhhhh Lekhraj jee.. bohat bohat khoob..
daad hi daad is ba-kamaal sher ke liye....
huay haiN qafas-e-ishQ meiN giraftaar
roZ naya zakhm karta hai taar taar...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Re -
10th September 2014, 08:11 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Behad umdaa PS..........too good
Dil qadmoN meiN tere rakh'kar chal diye
Khatawaar ko tu saza chahey jaisey dey
|
Wahhhh bahut bahut khub n@zneen sahiba ... Behtreen sher
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
Re -
10th September 2014, 10:16 AM
Roya karein gay aap bhi pahron issi tarhan....!!!
Atka kahein jo aap ka dil bhi mari tarhan....!!!
Not mine
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
10th September 2014, 11:04 AM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
Roya karein gay aap bhi pahron issi tarhan....!!!
Atka kahein jo aap ka dil bhi mari tarhan....!!!
Not mine
|
Bahut khoob Ashwani ji...
Hota humare bas me to dil hi na lagate...
Kambakht ashiqui aur mout pochhkar nahi aate...
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
10th September 2014, 11:14 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Waahhh! bahot khoob sharing ashwani ji
Dil jalaa kar roshan teri raaheiN kar duN
IshQ-e-junooN ki daleel aur kya duN
|
Waahh waahh...Bahut khoob Nazneen ji...
Usne dil jalake, raah to roshan kar di...Lekin...
Tanha manzil pe pahuchkar, bas andhera naseeb tha...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 16
|
re -
10th September 2014, 12:40 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Waahh waahh...Bahut khoob Nazneen ji...
Usne dil jalake, raah to roshan kar di...Lekin...
Tanha manzil pe pahuchkar, bas andhera naseeb tha...
|
bahut achhe lekhraaz ji daad kabul kare
Andhera Ho gaya Hai...!
Chalo Ab Dil Jalate Hain...
NOt Mine
Regards,
Ashwani Tyagi
akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
10th September 2014, 12:56 PM
Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi
bahut achhe lekhraaz ji daad kabul kare
Andhera Ho gaya Hai...!
Chalo Ab Dil Jalate Hain...
NOt Mine
|
waaaahh! Ashwani jee ..... bohat khoob... thanks for sharing
zindagi ke meelay meiN, maiN ne bas yeHi dekha
ik dukaan sapnoN ki, ik hajoom dunia ka…
-Khayaal
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
11th September 2014, 12:59 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Kaash key pehrey dil par bithaye hotey
Hum hum hi rehtey, na paraye hotey
|
waahh! waahh!.. bohat khoob.. bohat umdaH...
mohabbat karna sikhaaya KhaaliQ ne.!
pyar hi pyar bharra hai dil meiN Maalik ne..
koi chah ke bhi door bhaag nahi sakta
ishQ toH karna hai zeest ke saalik ne..
KhaaliQ : God
saalik : traveler
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
Last edited by Hassan; 11th September 2014 at 01:08 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2014, 12:49 PM
dil-o-jaaN ko to baich hi daala.....!
ab mujhe baichni hai laash, apni.....!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
15th September 2014, 10:42 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
dil-o-jaaN ko to baich hi daala.....!
ab mujhe baichni hai laash, apni.....!
|
Zinda insaan ki keemat nahi bazaar-e-ishq me...
ek be-jaan se putle ko koi kya dekhega...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
15th September 2014, 10:56 AM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Zinda insaan ki keemat nahi bazaar-e-ishq me...
ek be-jaan se putle ko koi kya dekhega...
|
wwaaaaaaaaaaaaaaaaahhh! Lekhraj jee..
bohat khoob... janab... kia kehne aap ke..
ab iss se bhaD kar kia ho ehtiyaat-e-wafaa!
apna haal tabaaH hai lekin laboN per hansi hai..
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
16th September 2014, 09:52 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
wwaaaaaaaaaaaaaaaaahhh! Lekhraj jee..
bohat khoob... janab... kia kehne aap ke..
ab iss se bhaD kar kia ho ehtiyaat-e-wafaa!
apna haal tabaaH hai lekin laboN per hansi hai..
|
Shukriya Hassan saheb....bahut bahut shukriya...
Zamane se ishq ki asal surat chhupati hai...
Ye aashiqo'n ki hasi bhi to, badi jaal-saaz hai...
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
17th September 2014, 12:21 PM
Quote:
Originally Posted by lekhraj
Shukriya Hassan saheb....bahut bahut shukriya...
Zamane se ishq ki asal surat chhupati hai...
Ye aashiqo'n ki hasi bhi to, badi jaal-saaz hai...
|
wah..bohat khoob
Idhar aa sitamgar hunar azmayeiN,
Tu teer aazma hum jigar azmayeiN.
Majrooh sultanpuri
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
17th September 2014, 01:34 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
wah..bohat khoob
Idhar aa sitamgar hunar azmayeiN,
Tu teer aazma hum jigar azmayeiN.
Majrooh sultanpuri
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhh!!! superb.. TFS
us shakhs pe zulmatoN ke kia pahaaR toote hoN ge!
jis shakhs ko rotey hue aaj tak kisi ne nahi dekhaa....!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
17th September 2014, 02:23 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhh!!! superb.. TFS
us shakhs pe zulmatoN ke kia pahaaR toote hoN ge!
jis shakhs ko rotey hue aaj tak kisi ne nahi dekhaa....!
|
"mere haste hue chehre par na jana eh dost,
padkar dekhoge to dard ki ek kitaab hu maiN"
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Fb/@AshishKiShayri
Offline
Posts: 73
Join Date: Aug 2014
Location: Pune
Rep Power: 12
|
18th September 2014, 10:00 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"mere haste hue chehre par na jana eh dost,
padkar dekhoge to dard ki ek kitaab hu maiN"
-nm
|
Wahh..Waah...TFS
Ek roz kitaab-e-ishq se tera naam mitaaya...
Fir uska naam badalkar, kitaab-e-dard kar diya...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|