|
|
|
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
13th March 2016, 11:14 PM
Kyun vo yeh baat dil ki dilon mein raaz rakhte hai
Zubaan se kuch nahi kehte nazar se bol jaate hain...
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
14th March 2016, 01:56 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Kyun vo yeh baat dil ki dilon mein raaz rakhte hai
Zubaan se kuch nahi kehte nazar se bol jaate hain...
|
Bahut khoob....
Nigahon se utar kar rooh tak jo meri aa pahunche
Ki ab vo sun ke dhadkan haal dil ka jaan jate hain..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
14th March 2016, 02:22 PM
kaha muhabt ko log jaa,n pate,n hai,n
dil m uter kr yah jaa,n le jate hai,n
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
3rd April 2016, 03:23 PM
Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani
kaha muhabt ko log jaa,n pate,n hai,n
dil m uter kr yah jaa,n le jate hai,n
|
Yahi to chahtein hain ab hamari jaan vo le le
Bahut mushkil hai uske bin uthana bojh sansoN ka..
Madhu
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
4th April 2016, 02:03 PM
va madhu ji buhet khub
bojh saanson ka gawara kieye baithey hain
daikh yun zindagi ko guzara kieye baithey hain
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Yahi to chahtein hain ab hamari jaan vo le le
Bahut mushkil hai uske bin uthana bojh sansoN ka..
Madhu
|
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
4th April 2016, 03:40 PM
Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani
va madhu ji buhet khub
bojh saanson ka gawara kieye baithey hain
daikh yun zindagi ko guzara kieye baithey hain
|
Bas yahi soch kar din raat safar karti hun.
Vo kisi roz mujhe raah me dikh jaye kahiin.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
4th April 2016, 09:15 PM
zindagi khwaab si khwaab mein beet jaayegi
ek nazar dekh le to bikhar jaaye kahiin
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
5th April 2016, 03:11 PM
Quote:
Originally Posted by mast
zindagi khwaab si khwaab mein beet jaayegi
ek nazar dekh le to bikhar jaaye kahiin
|
go hamse bhagti rahi ye tez gaam umar
khvabon ke aasre pe kati hai tamaam umar..
sahir ludhiyanvii
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 14
|
5th April 2016, 07:08 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
go hamse bhagti rahi ye tez gaam umar
khvabon ke aasre pe kati hai tamaam umar..
sahir ludhiyanvii
|
Josh-e-junooN se ladh is zindagi se tu.
Wajood kya hai khwaab ka, aankh khulne k baad.
Bhushan
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
5th April 2016, 10:51 PM
her soo tu hee nazer aaeeya aankh mein basney key baad
dil phr kisee aur se mil na paaya tujh se milney key baad
sabaa
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
|
6th April 2016, 02:03 PM
Aarzuu puri hui tujh se mohabbat ke baad
Rang laayi meri mehnat bhi ibaadat ke baad
Mujahid
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
6th April 2016, 03:44 PM
Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali
Aarzuu puri hui tujh se mohabbat ke baad
Rang laayi meri mehnat bhi ibaadat ke baad
Mujahid
|
kash apni bhi ibadat me asar kuch hota
chahne wala mujhe samne sach much hota......
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
6th April 2016, 03:56 PM
woh lamhe bhi ebadaton mein shumaR ker lena
jo ham ney teri yaad main guzare hai,n
Last edited by sabaa kiyani; 6th April 2016 at 04:01 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
|
6th April 2016, 04:00 PM
Chut ti nahi khu aye yaar jisey chahat ki lag jaaye
Insaan rehta nahi jisey khu mohabbat ki lag jaaye
Khu=habit/aadat
Mujahid
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
6th April 2016, 04:03 PM
her insan alag hay sabki apni ada aur khu hoti hay
jese her phool ka apna rung apni khushboo hoti hay
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
10th April 2016, 04:28 PM
ihsas E muhebat her ihsas er haavee hota hey
bhula ker bhi haan koi her pal yaad hota hey
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
11th April 2016, 10:00 AM
bhulana hamara mubarak mubarak
magar shart ye hai na yaad aaiyega...
jigar moradabadi....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
11th April 2016, 02:59 PM
bhool jaaoy chaahey naam na lo ham yaad to aayengey
jab bhi kholo gey dil ki kitaab ham yaad to aayengey
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
12th April 2016, 07:44 AM
zehan mein aarzoo unki
nazar mein aashnaa unka
faqat ye dil samajhtaa hai
vo mujhse duur kitnaa hai
-MaST
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
12th April 2016, 09:44 AM
Meri majboori aur doori
Ye dil sab kuch samajhta hai..
Raat din fir na jane kyun
Reshmi khwaab bunta hai..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
12th April 2016, 10:04 AM
Khwaab to khwaab hai hote
bhala inki haqeeqat kya
haqeeqat ko bharm kehkar
kyun ye dil khwaab chunta hai
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
12th April 2016, 01:59 PM
ye dil deewana na jane
hakeekat kya bharam kya hai
sukoon ki chah me bhatke
na meri ek sunta hai...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
12th April 2016, 05:26 PM
dil k huqeequt muhbat jaanti hey
kabhi aqal bhi is dil ki maanti hey
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
14th April 2016, 03:09 PM
Path'thar chhipe hai isme,moti kise khaber,
Dil toh samandero se bhi gehre hai Dosto.........nm
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
16th April 2016, 03:33 PM
dosti kee aarr mai dushmani kar jaate hain
log aisey bhi daaman kanton se bhar jaate hain
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
17th April 2016, 10:01 AM
Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani
dosti kee aarr mai dushmani kar jaate hain
log aisey bhi daaman kanton se bhar jaate hain
|
waaaahhhhhhhhh..........................
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
|
22nd April 2016, 10:38 PM
Sabaa beautiful sher.Sher ka jawaab sher mein
Raah mein bichad gaye kayi kitne sathi yahan
Kya sabne payi ek muqammal manzil
Mere raah mein kuch phuul kuch kaante bhi
Aksar katon ne dikhayi muqammal manzil
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
23rd April 2016, 08:11 AM
Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani
dosti kee aarr mai dushmani kar jaate hain
log aisey bhi daaman kanton se bhar jaate hain
|
batlaate hai afsaane humari khwaishon ke
dilbaron ke dil mein khanjar utar jaate hain
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
23rd April 2016, 03:42 PM
Quote:
Originally Posted by mast
batlaate hai afsaane humari khwaishon ke
dilbaron ke dil mein khanjar utar jaate hain
|
Kabhi khanjar kabhi gul milte hain
Nahi asaan raah e hasrat ye......
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
27th April 2016, 03:27 PM
buhet khub madhu ji
gar yah muhabet ki hasraten na hotey
dil mei jeeney ki aarzooyen na hotey
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Kabhi khanjar kabhi gul milte hain
Nahi asaan raah e hasrat ye......
|
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
1st May 2016, 08:40 AM
Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani
buhet khub madhu ji
gar yah muhabet ki hasraten na hotey
dil mei jeeney ki aarzooyen na hotey
|
Sabaa ji aapke is sher se ek bahut puraani likhi ghazal ka sher yaad aa gaya arz farmaa raha hoon
teri hasrat ab mujhe yunhi maar jaayegi
surkh honthon ki chubhan raat bhar jagayegi
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
2nd May 2016, 07:10 AM
Quote:
Originally Posted by mast
Sabaa ji aapke is sher se ek bahut puraani likhi ghazal ka sher yaad aa gaya arz farmaa raha hoon
teri hasrat ab mujhe yunhi maar jaayegi
surkh honthon ki chubhan raat bhar jagayegi
|
Khoob sher kaha aapne..iske jawab me ek khayaal zehan me aa raha hai...
Ek zara neend in ankhon me khudaya de de
Aarzoo hai ki unko khwaabon me hansta dekhoon..
Madhu...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
25th May 2016, 12:52 AM
khwab chaley aatey hein neen ke kaashaaney mein
yunhee baat bun jaati hey zara se faaaney mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
28th May 2016, 07:02 PM
chout kha ker muskuraaney ki aadut hey
haaley dil humko chupaaney ki aadut hey
sabaa
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
28th May 2016, 10:18 PM
Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani
chout kha ker muskuraaney ki aadut hey
haaley dil humko chupaaney ki aadut hey
sabaa
|
Laakh chaha muskurana gham chhipana aapse
Bahte ashqon ne kaha har ek fasana aapse...
Madhu..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
29th May 2016, 02:09 AM
vaah madhu ji buhet acha sheir likhaa hey aap ney ...
dil ke afsaaney us ke naam sey hain
khaahishen meri us ke naam sey hain
sabaa
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
7th June 2016, 11:47 AM
uska naam aate hi mehak jaati hai fizayeN,
khushboo ki tarah basa hai wo kaynaat meiN.
-Sunita Thakur
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
8th June 2016, 04:17 PM
buhet acha sheir sunita ji ..............
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 11
|
8th June 2016, 04:18 PM
phool sey lehjey mein baate hain jinki
unki yaadon sey mehkey aaj bhee hain
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
9th June 2016, 05:22 PM
choom liya usne dheere se laboN ko,
saansoN meiN madhoshi abhi tak hai.
-Sunita Thakur
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|