|
|
|
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
18th December 2007, 01:02 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
hum aah bhi bharte hai to badnaam ho jate hai aur
wo katla bhi karte hai to charcha tak nahi hota
|
kabhii Khaamosh baiThogii kabhii kuchh gun_gunaaogii
mai.n utanaa yaad aa_uu.Ngaa mujhe jitanaa bhulaaogii
-----[Unknown]
regards
manu
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
18th December 2007, 11:11 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
hum aah bhi bharte hai to badnaam ho jate hai aur
wo katla bhi karte hai to charcha tak nahi hota
|
Woh janey kyu janey tamana sa lagey hai,
Appna nahi hai par appna sa lagey hai…..
Woh qatal bhi karey to qatil na lagey hai,
Woh jahar bhi de to dawa sa lagey hai……
Janey kaya hai uski udhas aankho.n mein ‘Sunita’
muh chuppa ke bhi jaye to be-waffa na lagey hai..
Karnail paa ji aapke sher ke jawaab meiN apni hi likhi hue ek gazal ke chand sher likh rahi hoon.......
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
19th December 2007, 12:19 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Woh janey kyu janey tamana sa lagey hai,
Appna nahi hai par appna sa lagey hai…..
Woh qatal bhi karey to qatil na lagey hai,
Woh jahar bhi de to dawa sa lagey hai……
Janey kaya hai uski udhas aankho.n mein ‘Sunita’
muh chuppa ke bhi jaye to be-waffa na lagey hai..
Karnail paa ji aapke sher ke jawaab meiN apni hi likhi hue ek gazal ke chand sher likh rahi hoon.......
|
wah didi aapne to khush kar diya bahut hi achha likha hai aapne ab ye aapke liye
tu hamari yaad hamara ahesas hai
aasman ko chhuta hua dharti ka sitara hai
tum sada raho hamare paas
bas yahi hamara armaan hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
19th December 2007, 12:34 AM
dil ki mehfil me wo mukaam hai tumhara,
ki khuda ke baad lub par naam hai tumhara..........
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
19th December 2007, 12:48 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
dil ki mehfil me wo mukaam hai tumhara,
ki khuda ke baad lub par naam hai tumhara..........
|
wah lamha bahut hi achha hai
ek din khuda ne mujhe kaha ki
bande pyaar mat kar deewana ho jayega
maine kaha khuda tu mere pyaar se
to mil tujhe bhi ishq ho jayega
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
mehfiil -
19th December 2007, 10:04 AM
hu_ii ham se Khataa terii mahafil me.n aa baiThe
zamii.n kii Khaak ban aasmaa.N se dil lagaa baiThe
[Unknown]
regards
manu
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
19th December 2007, 10:56 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
hu_ii ham se Khataa terii mahafil me.n aa baiThe
zamii.n kii Khaak ban aasmaa.N se dil lagaa baiThe
[Unknown]
regards
manu
|
wah dost bahut khub likha hai ab ye suno
socha tha na honge zindagi me kabhi ruswa
magar pyaar ki ruswai tanha kar gai
gaye the unki mahefil me gam bhulane
lekin waha bhi tanhai apna farz ada kar gai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
19th December 2007, 11:33 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
hu_ii ham se Khataa terii mahafil me.n aa baiThe
zamii.n kii Khaak ban aasmaa.N se dil lagaa baiThe
[Unknown]
regards
manu
|
Quote:
Originally Posted by krenil
wah dost bahut khub likha hai ab ye suno
socha tha na honge zindagi me kabhi ruswa
magar pyaar ki ruswai tanha kar gai
gaye the unki mahefil me gam bhulane
lekin waha bhi tanhai apna farz ada kar gai
|
MANU & KRENIL..........bahut khub.............
rone se gham-e-dil ka guzara nahi hota,
har shaksh dil ka sahara nahi hota,
us roz lagta hai bekaar jiye hum,
jis roz zikra tumhara nahi hota..................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
dil -
19th December 2007, 11:48 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
MANU & KRENIL..........bahut khub.............
rone se gham-e-dil ka guzara nahi hota,
har shaksh dil ka sahara nahi hota,
us roz lagta hai bekaar jiye hum,
jis roz zikra tumhara nahi hota..................
|
Laakhon mein intekhaab ke qaabil bana diya
Jis dil ko tumne dekh liya dil bana diya
- 'Jigar'
regards
manu
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
20th December 2007, 12:44 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Laakhon mein intekhaab ke qaabil bana diya
Jis dil ko tumne dekh liya dil bana diya
- 'Jigar'
regards
manu
|
wah dost bahut hi khub likh rahe ho
dil se dil ko milaya aapne
door hote hue bhi deewana banaya aapne
kaise bhula du aapko ek pal me
jab pyaar karna shikhaya aapne
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
20th December 2007, 01:05 AM
Koi umeed bar nahin aati
Koi soorat nazar nahin aati
- 'Ghalib'
regards
manu
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
20th December 2007, 01:10 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Koi umeed bar nahin aati
Koi soorat nazar nahin aati
- 'Ghalib'
regards
manu
|
dost achha hai ye tumhara jawab
dil ki hasrat juban par aane lagi
tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi
ye ishq ki imtihaan thi ya meri deewangi
har surat me teri surat nazar aane lagi
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
ummid -
20th December 2007, 01:39 AM
Kehte hain ummeed pe jeeta hai zamaana
Woh kya kare jis ko koi ummeed nahin hai
- 'Aasi Uladni'
manu
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
hi -
20th December 2007, 01:55 AM
hame laga ki sirf hum hi aapko chahte hai
par aapko chahne walo ka khalifa nikla
dil ne kaha shikayat kar khuda se par
khuda khud aapko chahne wala nikla
i love my eyes when you look in to them
i love my name when you say it
i love my heart when you it
i love my life when you are in it
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
1 beautiful Rubaayi -
20th December 2007, 10:05 AM
Har Dil Mein Dard Chuppa Hota Hai
Bayaan Karney Ka Andaaz Juda Hota Hai
Kuch Loog Aankhoun Se Dard Baha Detay Hein
Aur Kisi Ki Hansi Mein Dard Chuppa Hota Hai
-----Unknown
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
20th December 2007, 05:07 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Har Dil Mein Dard Chuppa Hota Hai
|
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Bayaan Karney Ka Andaaz Juda Hota Hai
Kuch Loog Aankhoun Se Dard Baha Detay Hein
Aur Kisi Ki Hansi Mein Dard Chuppa Hota Hai
-----Unknown
regards
manu
|
uuhn dard ko na dekho dard se
dard ko bhi dard hoga yaaro
kabhi dard ko mehsoos karo fursad se
dard bhi meetha hoga yaaro
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
20th December 2007, 10:20 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
uuhn dard ko na dekho dard se
dard ko bhi dard hoga yaaro
kabhi dard ko mehsoos karo fursad se
dard bhi meetha hoga yaaro
|
bahut hi achha hai dost
kagaj pe humne zindagi likh di
asko se sinchkar har khushi likh di
dard ko jab humne ubhara labzo me
to logo ne kaha wah kya gazal likh di
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th December 2007, 11:06 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
bahut hi achha hai dost
kagaj pe humne zindagi likh di
asko se sinchkar har khushi likh di
dard ko jab humne ubhara labzo me
to logo ne kaha wah kya gazal likh di
|
wahhhh wahhhhhhhh wahhhhhhhhhhh NIHAR,MANU & KRENIL ...........bahut hi khub likha hai aap sab ne..........
wo mile hum se kahani bankar,
dil me rahe pyaar ki nishani bankar,
hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar,
wo aksar nikal jate hai paani bankar........................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
20th December 2007, 11:32 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
wahhhh wahhhhhhhh wahhhhhhhhhhh NIHAR,MANU & KRENIL ...........bahut hi khub likha hai aap sab ne..........
wo mile hum se kahani bankar,
dil me rahe pyaar ki nishani bankar,
hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar,
wo aksar nikal jate hai paani bankar........................
|
bahut hi achha lamha ye raha aapka jawab
agar hum ek aansu hote to
aapki aankho se hokar aapke hoton
pe marna pasand karte agar
aap meri aankho ke aansu hote to
vaada hai hum zindagi bhar na rote
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
20th December 2007, 11:46 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
bahut hi achha lamha ye raha aapka jawab
agar hum ek aansu hote to
aapki aankho se hokar aapke hoton
pe marna pasand karte agar
aap meri aankho ke aansu hote to
vaada hai hum zindagi bhar na rote
|
oye hoye....mai mar java.....kya gal hai..............
kal meri aankh se ek aansoo nikal aaya,
maine pucha, to muskurakar usne bataya,
ki koi teri aankhon me hai itna samaya,
ki chah kar bhi mai apni jagah na bana paya........
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
20th December 2007, 11:53 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
oye hoye....mai mar java.....kya gal hai..............
kal meri aankh se ek aansoo nikal aaya,
maine pucha, to muskurakar usne bataya,
ki koi teri aankhon me hai itna samaya,
ki chah kar bhi mai apni jagah na bana paya........
|
wah lamha bahut khub
ek raat khuda ne puchha tu dosti
me itna kyu khoya hai tab dil se
aawaj aai dosto ne hi di hai
khushiya sari varna pyaar karke
to hamesha ye dil roya hai
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
tasweer -
21st December 2007, 01:23 AM
terii tasviir se karataa thaa baate.n
mere ghar me.n aa_iinaa nahii.n thaa
[Majaz]
regards
manu
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
21st December 2007, 02:16 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
terii tasviir se karataa thaa baate.n
mere ghar me.n aa_iinaa nahii.n thaa
[Majaz]
regards
manu
|
wah manu bahut hi achha likha hai
kaha the hum hosh me ke khud ko sahara dete
yahi bahut tha ki har gam pe muskura dete
agar tumhare chahere pe hoti dard ki zalak
to hum aaino ko bhi rula dete
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
21st December 2007, 07:42 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
wah manu bahut hi achha likha hai
kaha the hum hosh me ke khud ko sahara dete
yahi bahut tha ki har gam pe muskura dete
agar tumhare chahere pe hoti dard ki zalak
to hum aaino ko bhi rula dete
|
Chehre pe ashkon ki lakeer si ban gayi ,
jo na chaha tha wo takdeer si ban gayi,
humne to uhi feri thi ret par ungliya,
gaur se dekha to unki tasveer si ban gayi.
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
21st December 2007, 11:00 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Chehre pe ashkon ki lakeer si ban gayi ,
jo na chaha tha wo takdeer si ban gayi,
humne to uhi feri thi ret par ungliya,
gaur se dekha to unki tasveer si ban gayi.
|
very good lamha ab ye suno
rishto ki dor kamzor nahi hoti hai
aankho ki baate dil ki aur hoti hai
khuda ne jab bhi puchha dosti ka matlab
hamari ungali aapki aur hoti hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
22nd December 2007, 10:30 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
very good lamha ab ye suno
rishto ki dor kamzor nahi hoti hai
aankho ki baate dil ki aur hoti hai
khuda ne jab bhi puchha dosti ka matlab
hamari ungali aapki aur hoti hai
|
"dost hi dost ka saath diya karte haiN,
dost hi dost ka dukh door kiya karte haiN,
kabhi kabhi zindgi ke safar mein, dosto !
dost hi sre-aam aapko badnaam kiya karte haiN"
"NOT MINE"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
dost -
22nd December 2007, 04:10 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"dost hi dost ka saath diya karte haiN,
dost hi dost ka dukh door kiya karte haiN,
kabhi kabhi zindgi ke safar mein, dosto !
dost hi sre-aam aapko badnaam kiya karte haiN"
"NOT MINE"
|
ham se puuchho na dostii kaa silaa
dushmano.n kaa bhii dil hilaa degaa
------------- [Sudarshan Faakir]
regards
manu
Last edited by acharya_mj; 22nd December 2007 at 04:17 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
22nd December 2007, 07:30 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
ham se puuchho na dostii kaa silaa
|
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
dushmano.n kaa bhii dil hilaa degaa
-------------[Sudarshan Faakir]
regards
manu
|
bahot khoob manu
dost ne ki dosti , dosti nibhane ke liye
hum ne bhi ki dosti dost pane ke liye
farq sirf itna tha dosto ki
unho ne ki dosti gum bhoolane ke liye
aur humne ki dosti unko pane ke liye
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
22nd December 2007, 07:46 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
bahot khoob manu
dost ne ki dosti , dosti nibhane ke liye
hum ne bhi ki dosti dost pane ke liye
farq sirf itna tha dosto ki
unho ne ki dosti gum bhoolane ke liye
aur humne ki dosti unko pane ke liye
|
bahut hi achha likha hai dost
vishwas ki ek dor hai dosti
betab dil ki majburi hai dosti
na mano to kuch nahi aur
mano to khuda ki bhi kamzori hai dosti
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
22nd December 2007, 08:17 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
bahut hi achha likha hai dost
vishwas ki ek dor hai dosti
betab dil ki majburi hai dosti
na mano to kuch nahi aur
mano to khuda ki bhi kamzori hai dosti
|
bahut khub..............
chand adhura hai sitaro ke bina,
gulshan adhura hai baharo ke bina,
samundar adhura hai kinaro ke bina,
jeena adhura hai aap jaise yaaro ke bina.......
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
22nd December 2007, 08:24 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
bahut khub..............
chand adhura hai sitaro ke bina,
gulshan adhura hai baharo ke bina,
samundar adhura hai kinaro ke bina,
jeena adhura hai aap jaise yaaro ke bina.......
|
wah wah wah kya baat hain lamha ji
aap ka jawab hazeer hain
chand ne di chandni
suraj roshni deta raha
humne ki aapse dosti
aur sada aapko pyar deta raha
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
22nd December 2007, 08:43 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
wah wah wah kya baat hain lamha ji
aap ka jawab hazeer hain
chand ne di chandni
suraj roshni deta raha
humne ki aapse dosti
aur sada aapko pyar deta raha
|
bahut khub mere dost aapka jawab
beshak kuch waqt ka intezaar mila humko
par khuda se badhkar yaar mila humko
nahi rahi tamanna kisi jannat ki
teri dosti se wo pyaar mila humko
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
23rd December 2007, 12:22 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
bahut khub mere dost aapka jawab
beshak kuch waqt ka intezaar mila humko
par khuda se badhkar yaar mila humko
nahi rahi tamanna kisi jannat ki
teri dosti se wo pyaar mila humko
|
tere baare me.n jab socha nahee tha,
mai.n ta.Nha tha magar iTna nahee tha
- 'unknown'
regards
manu
Last edited by acharya_mj; 23rd December 2007 at 01:18 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
23rd December 2007, 12:39 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
tere baare me.n jab socha nahee tha,
mai.n ta.Nha tha magar iTna nahee tha
- 'unknown'
regards
manu
|
SOCHA JAB HUMNE AAP KI SOCH KO
TO HUMSE AAPKI SOCH BHI NIRALI NIKLI
GIRE JO HUM IS PYAR KI SOCH KI GEHRAI MAIN
TO YEH GEHRAI TANHAI SE BHI GEHRI NIKLI
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
23rd December 2007, 01:42 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
SOCHA JAB HUMNE AAP KI SOCH KO
TO HUMSE AAPKI SOCH BHI NIRALI NIKLI
GIRE JO HUM IS PYAR KI SOCH KI GEHRAI MAIN
TO YEH GEHRAI TANHAI SE BHI GEHRI NIKLI
|
vo aaye ghar me.n hamaare Khudaa kii qudrat hai
kabhi ham un ko kabhii apane ghar ko dekhate hai.n.........unknown
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
23rd December 2007, 06:47 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
vo aaye ghar me.n hamaare Khudaa kii qudrat hai
kabhi ham un ko kabhii apane ghar ko dekhate hai.n.........unknown
regards
manu
|
WOH AAYE HUMARI KABRA PAR
MUSKURA KAR CHALE GAYE
MUSKURANA TO EK BAHANA THA YAARO
HUMSE SHARMA KAR WOH CHALE GAYE
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
23rd December 2007, 07:31 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
WOH AAYE HUMARI KABRA PAR
MUSKURA KAR CHALE GAYE
MUSKURANA TO EK BAHANA THA YAARO
HUMSE SHARMA KAR WOH CHALE GAYE
|
who muskarane ka to ek bahana tha
use jo tumse milne aana tha.
sharmana bhi uska ek yaar ki tarah tha
hum to so rahe the hume kya pata vo humara hi pyar tha.
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
25th December 2007, 01:17 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
who muskarane ka to ek bahana tha
use jo tumse milne aana tha.
sharmana bhi uska ek yaar ki tarah tha
hum to so rahe the hume kya pata vo humara hi pyar tha.
|
kya baat kahi hai dost ab ye suno
roop ka nazara pyaar nahi hota
mann chaha sapna sakar nahi hota
har kisi pe na marr mitna ye dost
har kisi ke dil me sachha pyaar nahi hota
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
intzaar -
25th December 2007, 01:23 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
kya baat kahi hai dost ab ye suno
roop ka nazara pyaar nahi hota
mann chaha sapna sakar nahi hota
har kisi pe na marr mitna ye dost
har kisi ke dil me sachha pyaar nahi hota
|
waah waah kyaa baat kahee hai tumne..............
ham intazaar kare.nge teraa qayaamat tak
Khudaa kare ki qayaamat ho aur tuu aaye
[Sahir Ludhianvi]
regards
manu
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 25
|
25th December 2007, 02:12 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
waah waah kyaa baat kahee hai tumne..............
ham intazaar kare.nge teraa qayaamat tak
Khudaa kare ki qayaamat ho aur tuu aaye
[Sahir Ludhianvi]
regards
manu
|
wah manu kya baat hai aapka jawab
patzad ke patte toot jayenge
patzad ke baad panchhi ud jayenge
jab ji chahe hame pukaar lena
hum qayamat ke din bhi aa jayenge
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|