|
|
|
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
25th May 2007, 06:17 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Na numaaish karna zakhmon ki apne kabhi..
Dard dabe paaon hi chala aayega.. woh aahat nahi karke aata..
|
HELLO PRIYA DI TRY KARTI HOON JAWAB DENE KA AGAR GALAT DIYA TO TEH- DIL SE MAFFI
USSKI YAAD TADH PAYEGHY ZINDGHY BHAR YUHI MUJHE
BEHTAR HAI BHOOL JAAUN UNHE ZAKHAM GEHRA KYON KAREIN
appki preet
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
25th May 2007, 06:27 PM
Quote:
Originally Posted by donlove
HELLO PRIYA DI TRY KARTI HOON JAWAB DENE KA AGAR GALAT DIYA TO TEH- DIL SE MAFFI
USSKI YAAD TADH PAYEGHY ZINDGHY BHAR YUHI MUJHE
BEHTAR HAI BHOOL JAAUN UNHE ZAKHAM GEHRA KYON KAREIN
appki preet
|
Unki yaadon ko khud se juda kaise karun..
Saanson ke bina.. bataao main kaise jiyun..
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
25th May 2007, 06:46 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Unki yaadon ko khud se juda kaise karun..
Saanson ke bina.. bataao main kaise jiyun..
~Priya
|
zindghy ki rahhon me aise mood bhi aate hai
sawan ke sath sath pathjadh bhi latte hai
aanso ke sagar mein moti bhi milte hai
jo unhe dhondh lete hai wohi zindhghy jee lete hai
preet
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
25th May 2007, 08:32 PM
Quote:
Originally Posted by donlove
zindghy ki rahhon me aise mood bhi aate hai
sawan ke sath sath pathjadh bhi latte hai
aanso ke sagar mein moti bhi milte hai
jo unhe dhondh lete hai wohi zindhghy jee lete hai
preet
|
Preet jee aap ne achchha jawaab diya hai, bohat khuub!
aap ke Sher ka Jawaab Haazir hai
hame.n to shaam-e-Gam me.n kaaTanii hai zi.ndagii apanii
jahaa.N vo hai.n, vahii.n ai chaa.Nd, le jaa roshanii apanii
[Unknown]
Mayank
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
25th May 2007, 09:18 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Preet jee aap ne achchha jawaab diya hai, bohat khuub!
aap ke Sher ka Jawaab Haazir hai
hame.n to shaam-e-Gam me.n kaaTanii hai zi.ndagii apanii
jahaa.N vo hai.n, vahii.n ai chaa.Nd, le jaa roshanii apanii
[Unknown]
Mayank
|
Woh chaTki hui Chandini ki raaT..
Yeh Chandini bhi Thi apne Chaand ke saaTh..
Chandini ki roshni me hue apne Chand ke darshan..
Aarzoo na rahi koi aur us aarzoo ke baad..
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
26th May 2007, 10:51 AM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Woh chaTki hui Chandini ki raaT..
Yeh Chandini bhi Thi apne Chaand ke saaTh..
Chandini ki roshni me hue apne Chand ke darshan..
Aarzoo na rahi koi aur us aarzoo ke baad..
~Priya
|
na rahi arzoo ab kisi sahil tak jane ki,
humne appni dagmagati kashti par hai tera naam likh diya...
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
26th May 2007, 01:25 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
na rahi arzoo ab kisi sahil tak jane ki,
humne appni dagmagati kashti par hai tera naam likh diya...
-sunita virender
|
safar mein raah ke aashob se na Dar jaanaa
pade jo aag kaa dariyaa to paar kar jaanaa
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
26th May 2007, 02:14 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
safar mein raah ke aashob se na Dar jaanaa
pade jo aag kaa dariyaa to paar kar jaanaa
|
ab kya kaheN ham
raah-e-vafaa me.n ham ko Khushii kii talaash thii
do gaam hii chale the ke har gaam ro pa.De
[Sudarshan Faakir]
-Mayank
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
26th May 2007, 02:24 PM
Baarishen chat pe khuli jaghon pe hoti hain magar
Gam woh sawan hain jo in kamro key andar barse
by bashir badr
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
28th May 2007, 12:25 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Baarishen chat pe khuli jaghon pe hoti hain magar
Gam woh sawan hain jo in kamro key andar barse
by bashir badr
|
aaye hai.n bekasii-e-ishq pe ronaa "Ghalib"
kis ke ghar jaayegaa sailaab-e-balaa mere baad
[Mirza Ghalib]
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
28th May 2007, 02:46 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
aaye hai.n bekasii-e-ishq pe ronaa "Ghalib"
kis ke ghar jaayegaa sailaab-e-balaa mere baad
[Mirza Ghalib]
|
junuun ki ko_ii manzil hi nahiin hai
yahaan har gaam gaam-e-avvalii hai
by Shamim Jaipuri
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
28th May 2007, 03:23 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
junuun ki ko_ii manzil hi nahiin hai
yahaan har gaam gaam-e-avvalii hai
by Shamim Jaipuri
|
kisi par gumaan hai toh kisi par yakin hai, nigahein kahin hai toh yeh dil kahin hai
abhi justjoo he muqammil nahi hai, abhi manzilon ka pataah kya milega..
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
29th May 2007, 04:46 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
kisi par gumaan hai toh kisi par yakin hai, nigahein kahin hai toh yeh dil kahin hai
abhi justjoo he muqammil nahi hai, abhi manzilon ka pataah kya milega..
|
Yeh ishq nahiiN aasaaN itana to samjh leeje,
ek aag ka dariya hai duub kar jaana hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
29th May 2007, 05:30 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Yeh ishq nahiiN aasaaN itana to samjh leeje,
ek aag ka dariya hai duub kar jaana hai
|
"Pyar karne ko to ek umr bhi kum hai,
woh kaun hai jisne pyar se tauba kar li"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
30th May 2007, 04:02 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Pyar karne ko to ek umr bhi kum hai,
woh kaun hai jisne pyar se tauba kar li"
-sunita virender
|
Meri buniyaadon mein koi tedh thi
apni deewaro ko kya ilzaam du...by javed akhtar
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
30th May 2007, 08:17 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Meri buniyaadon mein koi tedh thi
apni deewaro ko kya ilzaam du...by javed akhtar
|
Zameen ke rishtoon ki buniyaad itni pukhta hai
khuda bhi baar baar dekhne ko jhukta hai
-not mine-
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
30th May 2007, 10:30 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Zameen ke rishtoon ki buniyaad itni pukhta hai
khuda bhi baar baar dekhne ko jhukta hai
-not mine-
~Priya
|
priya di ek koshish karti hoon
je meine kafi time pehle likha tha yaha par
Dil se dil ka juda hua rishta,
Yun palbhar me toh toot-ta nahi.
Kehte hain kaanch ki tarah hote hain ye rishte,
Ek baar daraar padjaaye toh phit mit-ti nahi.
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
31st May 2007, 11:23 AM
Quote:
Originally Posted by donlove
priya di ek koshish karti hoon
je meine kafi time pehle likha tha yaha par
Dil se dil ka juda hua rishta,
Yun palbhar me toh toot-ta nahi.
Kehte hain kaanch ki tarah hote hain ye rishte,
Ek baar daraar padjaaye toh phit mit-ti nahi.
|
Silsile toD gaya vo sabhi jaate jaate
Warna itne tao marasim* thai k aate jaate
* (relations)
by ahmed faraz
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
31st May 2007, 02:45 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Silsile toD gaya vo sabhi jaate jaate
Warna itne tao marasim* thai k aate jaate
* (relations)
by ahmed faraz
|
wow...mausam ji aapne ahmed faraz ji ka bahut badiya sher humse share kiya hai....shukriya.
vv-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
31st May 2007, 02:48 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Silsile toD gaya vo sabhi jaate jaate
Warna itne tao marasim* thai k aate jaate
* (relations)
by ahmed faraz
|
wow...mausam ji aapne ahmed faraz ji ka bahut badiya sher humse share kiya hai....shukriya.
"yu dil se dil ko juda na kijiye,
jarra soch samaj kar faisla kijiye,
hum mar jayengey aapke bina,
humey yu aapne se door na kijiye"
-sunita virender singh
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
31st May 2007, 04:10 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
wow...mausam ji aapne ahmed faraz ji ka bahut badiya sher humse share kiya hai....shukriya.
"yu dil se dil ko juda na kijiye,
jarra soch samaj kar faisla kijiye,
hum mar jayengey aapke bina,
humey yu aapne se door na kijiye"
-sunita virender singh
|
di aap kabse mere naam ke piche "ji" lagane lagi.........ji mat lagaiyee..ajeeb sa lagta hain........
Tu kisi aur ki jaagir hain ai jaan-e-ghazal
Log tufaan uthaa denge mere saath na chal
by zafar kaleem
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
31st May 2007, 04:13 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
di aap kabse mere naam ke piche "ji" lagane lagi.........ji mat lagaiyee..ajeeb sa lagta hain........
Tu kisi aur ki jaagir hain ai jaan-e-ghazal
Log tufaan uthaa denge mere saath na chal
by zafar kaleem
|
sath chalte chalte yu waqt guzar jae gha
door hune ke badh kaun kise yad aye gha
aj hai hum yehi par kal ka kya pata waqt kis or le jae gha (not mine)
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
1st June 2007, 10:27 AM
Quote:
Originally Posted by donlove
sath chalte chalte yu waqt guzar jae gha
door hune ke badh kaun kise yad aye gha
aj hai hum yehi par kal ka kya pata waqt kis or le jae gha (not mine)
|
"kathin rah-gujar hai thodi door chalo,
kisey hai kal ki khabar thodi door saath,
mai.n janta hoon kaun umr bhar saath deta hai,
phir bhi humsafar thodi door saath chalo"
-Not mine
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
1st June 2007, 01:20 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kathin rah-gujar hai thodi door chalo,
kisey hai kal ki khabar thodi door saath,
mai.n janta hoon kaun umr bhar saath deta hai,
phir bhi humsafar thodi door saath chalo"
-Not mine
|
waah didi gulam ali sahab ki gazal yaad aa gayii
" kathin hai raah guzar thodii door sath chalo.................
bahut kada hai safar thodi door sath chalo
tamam umar kahan koi sath deta hai
ye janta hoon magar thodi door sath chalo......
bahut umda gazal hai ye.....
gulam ali sahab kii doosri gazal ka ek sher likh raha hoon
tamam umar tera intzar humne kiya
is intzar main kis kis se pyar humne kiya
talashe dost ko ik umar chahiye e dost
ki ek umar tera intzaar humne kiya..........
shukriyaa
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
1st June 2007, 01:32 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200

"Zindgi yu hue basar tanha,
kafila saath magar safar tanha,
aapne saye se chunk jatey hai.n,
umr gujri hai es kadar tanha"
jagjit ji ki gaye yeh gazal mujhe aapni zindgi ke bahut kareeb lagti hai....esi vajhe se yeh meri pasandida gazal hai aur aksar mai.n esy sunti hoon, aap sab ke saath share kiye hai eske 2 sher...!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
1st June 2007, 02:49 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Zindgi yu hue basar tanha,
kafila saath magar safar tanha,
aapne saye se chunk jatey hai.n,
umr gujri hai es kadar tanha"
jagjit ji ki gaye yeh gazal mujhe aapni zindgi ke bahut kareeb lagti hai....esi vajhe se yeh meri pasandida gazal hai aur aksar mai.n esy sunti hoon, aap sab ke saath share kiye hai eske 2 sher...!
|
ab kais^e bataayen haal apna
tu^te bikhr^e aur phir waqt se guzar liye
Kya dhundht^e rahte ho "sanju"
nahii uska saanii tum jis^se guzar liye
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
1st June 2007, 07:41 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ab kais^e bataayen haal apna
tu^te bikhr^e aur phir waqt se guzar liye
Kya dhundht^e rahte ho "sanju"
nahii uska saanii tum jis^se guzar liye
|
jaan-e-sukuun aa bhii jaa teraa hii intazaar hai
aa.Nkho.n se ashk hai ravaa.N jaa.N bhii beqaraar hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
1st June 2007, 08:00 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jaan-e-sukuun aa bhii jaa teraa hii intazaar hai
aa.Nkho.n se ashk hai ravaa.N jaa.N bhii beqaraar hai
|
Tujhse juda hoke main kahan khush hun..
Mar mar ke jeeti hun.. ro ro ke din guzaarti hun..
Tujhe mera intzaar hai jitna, itna hi mai bhi karti hun..
Teri yaad mein jaan-e-jaan saari raat raare ginti hun...
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
1st June 2007, 08:11 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Tujhse juda hoke main kahan khush hun..
Mar mar ke jeeti hun.. ro ro ke din guzaarti hun..
Tujhe mera intzaar hai jitna, itna hi mai bhi karti hun..
Teri yaad mein jaan-e-jaan saari raat raare ginti hun...
~Priya
|
le gayaa chhiin ke kaun aaj teraa sabr-o-qaraar
beqaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to n thii
[Bahadurshah Zafar]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
1st June 2007, 08:27 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
le gayaa chhiin ke kaun aaj teraa sabr-o-qaraar
beqaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to n thii
[Bahadurshah Zafar]
|
Dekha unhe jabse bekaraar hun tabse..
Paaya unhe to chain aaya kahin..
Juda ho gay unse jabse, bekaraar hun tabse..
Na aayega chain.. paaye bina unhe phir se kahin..
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
1st June 2007, 08:38 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Dekha unhe jabse bekaraar hun tabse..
Paaya unhe to chain aaya kahin..
Juda ho gay unse jabse, bekaraar hun tabse..
Na aayega chain.. paaye bina unhe phir se kahin..
~Priya
|
kis tarah paayaa tujhe phir kis tarah khoyaa tujhe
mujh saa munkir bhii to qaa_il ho gayaa taqdiir kaa
[Ahmed Faraz]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
1st June 2007, 09:52 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
kis tarah paayaa tujhe phir kis tarah khoyaa tujhe
mujh saa munkir bhii to qaa_il ho gayaa taqdiir kaa
[Ahmed Faraz]
|
"Ho gaye Tumse juda, KiTne badnaseeb hain hum..
Rootha humse aaj humara khuda, KiTne fakeer hain hum.."
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
2nd June 2007, 12:10 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
"Ho gaye Tumse juda, KiTne badnaseeb hain hum..
Rootha humse aaj humara khuda, KiTne fakeer hain hum.."
~Priya
|
kyo.n "Munir" apanii tabaahii kaa ye kaisaa shikavaa
jitanaa taqdiir me.n likhaa hai adaa hotaa hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
2nd June 2007, 01:45 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
kyo.n "Munir" apanii tabaahii kaa ye kaisaa shikavaa
jitanaa taqdiir me.n likhaa hai adaa hotaa hai
|
Ek adaa tumhari dil churaane ki, Ek adaa dil main bas jaane ki
Ek chehraa tumhaara chand saa, Ek zidd hamari chand paane ki...
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
2nd June 2007, 02:50 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Ek adaa tumhari dil churaane ki, Ek adaa dil main bas jaane ki
Ek chehraa tumhaara chand saa, Ek zidd hamari chand paane ki...
|
Phoolon se aashiqui ka hunar seekh le
Titliyan khud rukegi sadayen na de
by bashir badr...
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
3rd June 2007, 02:25 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Phoolon se aashiqui ka hunar seekh le
Titliyan khud rukegi sadayen na de
by bashir badr...
|
Khaamoshii Khud apanii sadaa ho aisaa bhii ho sakataa hai
sannaaTaa hii guu.Nj rahaa ho aisaa bhii ho sakataa hai
[Zaka Siddiqui]
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
4th June 2007, 12:41 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Khaamoshii Khud apanii sadaa ho aisaa bhii ho sakataa hai
sannaaTaa hii guu.Nj rahaa ho aisaa bhii ho sakataa hai
[Zaka Siddiqui]
|
LaboN par aati nahi aankhoN se wo samjhte nahi..
Zaalim mere dil mein chhupi bat hi kuch aisi thii..
Ab bhi yaad kar ke rota hai dil..
Hame mili Pyaar ki sogaat hi kuch aisi thii..
NM
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
4th June 2007, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
LaboN par aati nahi aankhoN se wo samjhte nahi..
Zaalim mere dil mein chhupi bat hi kuch aisi thii..
Ab bhi yaad kar ke rota hai dil..
Hame mili Pyaar ki sogaat hi kuch aisi thii..
NM
|
nahi raha hai ab mohabat ka aitbaar humey,
diye hai sogaat mei.n gum usne besumaar humey"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
4th June 2007, 01:02 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
nahi raha hai ab mohabat ka aitbaar humey,
diye hai sogaat mei.n gum usne besumaar humey"
-sunita virender
|
dosti karo to dhokha mat dena, dost ko aansuon ka tohfa mat dena
dil se roye koi tumhe yaad karke, esa kisii ko koi mouka mat dena....
(not mine)
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
4th June 2007, 02:15 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
dosti karo to dhokha mat dena, dost ko aansuon ka tohfa mat dena
dil se roye koi tumhe yaad karke, esa kisii ko koi mouka mat dena....
(not mine)
|
Gham nahin mujhe ke dushman hua ye zamana
Jab dost haathon mein liye talwaar mila..
NM
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|