|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th February 2009, 12:28 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
humne bhi ishaaro me kuch keh diya tha unse
warna bewajah yun hi to koi khafaa nahi hota
vicky
|
dard ko dard ke isharon se sahelao sanam
apne mehandi wale haathon se mujhko dafnaao sanam
agar dil hi jalana hai toh agar dil hi jalna hai toh
suhaag raat meri kabar par manaao sanam
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
8th February 2009, 12:32 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dard ko dard ke isharon se sahelao sanam
apne mehandi wale haathon se mujhko dafnaao sanam
agar dil hi jalana hai toh agar dil hi jalna hai toh
suhaag raat meri kabar par manaao sanam
Not Mine
|
Ye zaroori nahin par aisa huwa karta hai,
Jis ko chaho wahi dil se juda huwa karta hai
waade karte hai wo ehad nibhaney ki
Or har mod pe rastay badal liya karta hai
nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th February 2009, 01:29 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Ye zaroori nahin par aisa huwa karta hai,
Jis ko chaho wahi dil se juda huwa karta hai
waade karte hai wo ehad nibhaney ki
Or har mod pe rastay badal liya karta hai
nm
|
jaese bin bataye mausam badlte hai
tasveeron ko bhi dekha hai rang badalte huwe
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
8th February 2009, 03:43 PM
pyaar ke har mousam muje suhaane lage hain
dekh mere aanshu bhi muskuraane lage hain
nigahoon se meri chehra tera hatta nahi hain
har tasveer main aab tum nazar aane lage hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th February 2009, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
pyaar ke har mousam muje suhaane lage hain
dekh mere aanshu bhi muskuraane lage hain
nigahoon se meri chehra tera hatta nahi hain
har tasveer main aab tum nazar aane lage hain
|
mausam toh aate jaate hai
hum gum mein bhi muskurate hai
nigahon mein basa hai iss qadar chera unka
aankhen bandh ho phir bhi vo nazar aate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
8th February 2009, 04:47 PM
banaya hain tune jisse fursat main
unme thoda pyaar bhi jaga ke to dekh
an kahe riste bhi hain is pyaar main
e kudtar tu bhi unse dil laga ke to dekh
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Guest
|
8th February 2009, 06:04 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
banaya hain tune jisse fursat main
unme thoda pyaar bhi jaga ke to dekh
an kahe riste bhi hain is pyaar main
e kudtar tu bhi unse dil laga ke to dekh
|
Us din khuda ne bhi jasn manaya hoga,
Jis din fursat se usne apko banaya hoga,
Aankhon se uske bhi nikle honge aansu,
Jab tumko bhejkar khud ko akela paya hoga
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
9th February 2009, 01:30 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Us din khuda ne bhi jasn manaya hoga,
Jis din fursat se usne apko banaya hoga,
Aankhon se uske bhi nikle honge aansu,
Jab tumko bhejkar khud ko akela paya hoga
|
khuda ke kudrat par hairaan hun main
likhi meri kaisi kismat pareshaan hun main
bana kar kyu bhej di duniya ke beedh main
iss duniya ke taur tariqon se anjaan hun main
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
9th February 2009, 08:21 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
khuda ke kudrat par hairaan hun main
likhi meri kaisi kismat pareshaan hun main
bana kar kyu bhej di duniya ke beedh main
iss duniya ke taur tariqon se anjaan hun main
|
pareshan hain hum bhi hairaan hain hum bhi
is ishk ke usoolon se anjaan hain hum bhi
hote hain hai akele jab bhi bheed me chale hum
tere shehar ki tarah hi viraan hain hum bhi
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
9th February 2009, 09:32 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
pareshan hain hum bhi hairaan hain hum bhi
is ishk ke usoolon se anjaan hain hum bhi
hote hain hai akele jab bhi bheed me chale hum
tere shehar ki tarah hi viraan hain hum bhi
vicky
|
iss dil ke viraane ko tere pyar ki roshini chahiye
gum mein bhi muskura saku mujhko vo khushi chahiye
uff koi samjha iss pagaal dil ko na khwaishen rakhe aisi
ke ab ik laash ko bhi yaha zindagi chahiye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 02:16 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
iss dil ke viraane ko tere pyar ki roshini chahiye
gum mein bhi muskura saku mujhko vo khushi chahiye
uff koi samjha iss pagaal dil ko na khwaishen rakhe aisi
ke ab ik laash ko bhi yaha zindagi chahiye
|
Khushiyo sy naraz hai zindgi ,
Pyar ka mohataj hai zindgi,
Has late hai logo ko dikhane ke leya
Warna dard ke kithab hai zindgi
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
9th February 2009, 02:59 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Khushiyo sy naraz hai zindgi ,
Pyar ka mohataj hai zindgi,
Has late hai logo ko dikhane ke leya
Warna dard ke kithab hai zindgi
|
zindagi se dard ka rishta hai purana
laakh koshish kar na tute gi yarana
muskurahat main bhi chupa hoga gum
bhale tum geet khushiyon ke dahorana
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 03:18 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
zindagi se dard ka rishta hai purana
laakh koshish kar na tute gi yarana
muskurahat main bhi chupa hoga gum
bhale tum geet khushiyon ke dahorana
|
Door kar denge har muskhil ho to
Gam bhi na paas aaye agar chaho to
Humen bhi khushi hai ke aap saath dete hain
Fikar nahi hai humen agar aap saath ho to
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
9th February 2009, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Door kar denge har muskhil ho to
Gam bhi na paas aaye agar chaho to
Humen bhi khushi hai ke aap saath dete hain
Fikar nahi hai humen agar aap saath ho to
|
tanha si zindagi mein ik saathi mila
andheron ko meri ik baati mila
paa kar tumhe yu khush hai zindagi
ik laash ko jaise zindgani mila
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th February 2009, 06:57 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tanha si zindagi mein ik saathi mila
andheron ko meri ik baati mila
paa kar tumhe yu khush hai zindagi
ik laash ko jaise zindgani mila
|
agar bahaar tumhaare qadam na chhoo aaye
hina meN raNg na aaye, na gul meN boo aaye
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Guest
|
9th February 2009, 07:08 PM
Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
Sabhi log mehfil mein bulaye nahi jaate.
Kuch paas rehkar bhi yaad nahi aate,
Kuch door rehklar bhi bhulaye nahi jaate.
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th February 2009, 07:22 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
Sabhi log mehfil mein bulaye nahi jaate.
Kuch paas rehkar bhi yaad nahi aate,
Kuch door rehklar bhi bhulaye nahi jaate.
|
yOn Hii NahieN MashOor e Zamana Mera Qaatil
Us Shakhs kO Is Fun Mien Mahaarat Bhi bOhet Thi
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
9th February 2009, 10:08 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
yOn Hii NahieN MashOor e Zamana Mera Qaatil
Us Shakhs kO Is Fun Mien Mahaarat Bhi bOhet Thi
nm
|
Qatl yu.n na hote jo tum karte na bewafayi
toot kar chaha tha tumhe,par meri wafaye na samajh paayi
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 9th February 2009 at 10:12 PM..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 10:37 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Qatl yu.n na hote jo tum karte na bewafayi
toot kar chaha tha tumhe,par meri wafaye na samajh paayi
|
apnii wafa.on pe jinko itna guroor hain
suna hai bewafai ki gali se woh bhi gujre hain
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
9th February 2009, 10:44 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
apnii wafa.on pe jinko itna guroor hain
suna hai bewafai ki gali se woh bhi gujre hain
|
wafao par ghuroor nahi yeh pukhta iradai hain
kya kijiyeh jab sanam hi mere adao walai hain
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 10:47 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
wafao par ghuroor nahi yeh pukhta iradai hain
kya kijiyeh jab sanam hi mere adao walai hain
|
apne adao.n per itna ghuroor mat kar zalim
yeh mithhi ka badan main mitti main mil jayegi
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
9th February 2009, 10:50 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
apne adao.n per itna ghuroor mat kar zalim
yeh mithhi ka badan main mitti main mil jayegi
|
adaye uski hain tau usi zalim se poocho
kyu meri har saans ko atkaye baithe ho
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 11:02 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
adaye uski hain tau usi zalim se poocho
kyu meri har saans ko atkaye baithe ho
|
adayein to dekho nazar jhuka ke baithe hain
badi safaai se mera qatl karke baithe hain
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
9th February 2009, 11:10 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
adayein to dekho nazar jhuka ke baithe hain
badi safaai se mera qatl karke baithe hain
|
Hum koi qatil nahi jo sar-e-aam qatl karei.n har roz
sirf ek iltija thi ek bewafa se wafa ki din, pahar roz
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 11:15 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Hum koi qatil nahi jo sar-e-aam qatl karei.n har roz
sirf ek iltija thi ek bewafa se wafa ki din, pahar roz
|
koun hai is duniyan mein ba-wafa
hume to jo mile bewafa hi mile
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
9th February 2009, 11:25 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
koun hai is duniyan mein ba-wafa
hume to jo mile bewafa hi mile
|
Humai bhi ab tak jitne azeez mile
'diya' sab k sab bewafa hi mile
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th February 2009, 11:51 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Humai bhi ab tak jitne azeez mile
'diya' sab k sab bewafa hi mile
|
Toote khwabo ko phir sajaayiye
Roothe dil ko manaanayiye
sirf gham mein rakha kya hai
dard mein muskurana seekhiye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
9th February 2009, 11:57 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Toote khwabo ko phir sajaayiye
Roothe dil ko manaanayiye
sirf gham mein rakha kya hai
dard mein muskurana seekhiye
|
bikhre khwaab apne sajau kaise
toote dil ko main samjhau kaise
tum aaye tau hua ek ehsaas apne pan ka
magar yeh chand mulaqato mai batau kaise
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
10th February 2009, 12:00 AM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
bikhre khwaab apne sajau kaise
toote dil ko main samjhau kaise
tum aaye tau hua ek ehsaas apne pan ka
magar yeh chand mulaqato mai batau kaise
|
Soch ko apni le jao uss shikhar tak,
Ke uske aage saare sitaare jhuk jaye
Na banaao apne safar ko kisi kashti ka mohtaaj,
Chalo iss shaan se ke toofan bhi jhuk jaye
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
10th February 2009, 12:13 AM
Zindagi mohtaaj nahi kisi sahare ki
sirf iltija hoti hai isai ek khas chehre ki
safar par tau har koi nikalta hai diya
pata hai manzil raah mai jisne ashq-bare ki
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
10th February 2009, 01:24 PM
ansoo ko itna nahi rulaya karte hai
dur jakar usko nahi bhulaya karte hai
ansoo ki kimmat unse pucho yaar
jo chup rehkar bhi usko bulaya karte hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
10th February 2009, 02:04 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
ansoo ko itna nahi rulaya karte hai
dur jakar usko nahi bhulaya karte hai
ansoo ki kimmat unse pucho yaar
jo chup rehkar bhi usko bulaya karte hai
|
jo aake ruke daaman pe ‘Saba’ wo ashq nahin hai paani hai
jo ashq na chhalke aankhon se us ashq ki keemat hoti hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
10th February 2009, 02:38 PM
Shayad ke Ishq _e _ Yaar ki Zaroorat nahi Rahi
Aankh jab ashk bahaaye to Mujhe Likh dena!..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
10th February 2009, 03:01 PM
kehna to bahut kuch chahte the
magar dil ne kuch kaha nahi
rona bhi bahut chahe the
magar ankho se ansoo baha nahi
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
10th February 2009, 03:55 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
kehna to bahut kuch chahte the
magar dil ne kuch kaha nahi
rona bhi bahut chahe the
magar ankho se ansoo baha nahi
|
khamosh rah kar koi muskura leta hai
khamosh rah kar koi aasun baha leta hai
par bada mushkil hota hai jawaab dena
jab khamosh rah kar bhi koi sawaal kar leta hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
10th February 2009, 04:49 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
khamosh rah kar koi muskura leta hai
khamosh rah kar koi aasun baha leta hai
par bada mushkil hota hai jawaab dena
jab khamosh rah kar bhi koi sawaal kar leta hai
|
Humne soch sirf hum chahate hai aapko,
par aapko chahne walon ka to kafila nikla.
fir dil ne kaha shikayat karein khuda se,
par woh bhi to aapka chahne wala nikla
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
10th February 2009, 06:07 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Humne soch sirf hum chahate hai aapko,
par aapko chahne walon ka to kafila nikla.
fir dil ne kaha shikayat karein khuda se,
par woh bhi to aapka chahne wala nikla
|
ai sanam jis ne tujhe chaaNd kii suurat dii hai
usii Allah ne mujh ko bhii muhabbat dii hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
10th February 2009, 07:05 PM
reh reh ke kuchh arse se yeh qayaal aaya hai,
ab aah! meri be payaan muhabbat ka zawal aaya hai...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
10th February 2009, 09:02 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
reh reh ke kuchh arse se yeh qayaal aaya hai,
ab aah! meri be payaan muhabbat ka zawal aaya hai...nm
|
Teri ek nigaah nai yeh kya kamal kar diya
jeena tere baghair mera muhaal kar diya
har shaqs ab mujhse bach kar chalta hai'ali'
tere chahto nai mujh par aisa zawal kar diya
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
10th February 2009, 09:06 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Teri ek nigaah nai yeh kya kamal kar diya
jeena tere baghair mera muhaal kar diya
har shaqs ab mujhse bach kar chalta hai'ali'
tere chahto nai mujh par aisa zawal kar diya
|
Maine Roka Bi Nahi Aur Woh Thehra Bi Nahi,
majrA kiA thA jO diL nY bhulayA bI nahI
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|