|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 05:03 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Deewanapan nahi dil mai uthe arman ka mulaiza kar rahe the
waqif na huye mere jazbato se'pari' yeh kaisa silsila kar rahe the~
|
silsila-e-jazbaton ka naya daur hai
meri kismat mein likha kuch aur hai
na hogi mohabbat mujhe naseeb aye 'ali'
judi meri kismat se badnaseebi ki dor hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 06:10 PM
~Naeebo.n ki baat na kar 'pari'
rehte nahi mohtaj
lakeero ke
hath zindagi badalne wale..~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 21st February 2009 at 06:39 PM..
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
21st February 2009, 07:51 PM
uske hatho me mahendi laga denge
nahi mile to khud ko jala denge
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Guest
|
21st February 2009, 08:33 PM
majboor hai jo wo mehandi laga ke chale hain
kitne hi jakhm siney pe wo utha ke chale hain
kabhi jo bhool jaate the khudko meri khaatir
aaj sar e aam wo mujhe bhula ke chale hain
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 04:43 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
majboor hai jo wo mehandi laga ke chale hain
kitne hi jakhm siney pe wo utha ke chale hain
kabhi jo bhool jaate the khudko meri khaatir
aaj sar e aam wo mujhe bhula ke chale hain
vicky
|
tumhe bhool jau ye mumkin nahi hai
nigahen churau ye mumkin nahi hai
hai rone ko kaafi humari ye ankhen
main tumko rulau ye mumkin nahi hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd February 2009, 09:14 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tumhe bhool jau ye mumkin nahi hai
nigahen churau ye mumkin nahi hai
hai rone ko kaafi humari ye ankhen
main tumko rulau ye mumkin nahi hai
Not Mine
|
meri yaad sataaye to mujhe bhool jana sanam
teri aankh bhar aaye to mujhe bhool jana sanam
yun to milte hain gham bhi hazaro duniya mein
kabhi hum bichhad jaye to mujhe bhool jana sanam
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 10:04 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
meri yaad sataaye to mujhe bhool jana sanam
teri aankh bhar aaye to mujhe bhool jana sanam
yun to milte hain gham bhi hazaro duniya mein
kabhi hum bichhad jaye to mujhe bhool jana sanam
vicky
|
bhoole tujhe kaise tumhe dil mein samayen baithen hai
ajnabee jahan mein tumhe apna banayen baithen hai
laakh kar le sitam ye zamaana hum par aye dost
teri dosti ko hum apne dil se lagayen baithen hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
22nd February 2009, 11:00 AM
jo zamane ke sitam hain vo zamana jaane
tuune dil itne dukhaye hain ke jii jaanta hai ..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd February 2009, 11:09 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bhoole tujhe kaise tumhe dil mein samayen baithen hai
ajnabee jahan mein tumhe apna banayen baithen hai
laakh kar le sitam ye zamaana hum par aye dost
teri dosti ko hum apne dil se lagayen baithen hai
|
jaana to chaha par hum jaa bhi na sake
tujhe sanam hum apna bana bhi na sake
itna pyar kiya usne ki main bewafa ho gaya
uski judaai me hum khudko rula bhi na sake
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 11:37 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
jaana to chaha par hum jaa bhi na sake
tujhe sanam hum apna bana bhi na sake
itna pyar kiya usne ki main bewafa ho gaya
uski judaai me hum khudko rula bhi na sake
|
tum mere nahi iss ka gum hai
main toh tumhari hi hun ye kya kam hai
na aasu kam hai na gum kam hai
dekhte hai rulane wale mein kitna dam hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
22nd February 2009, 11:52 AM
~Mere asharo ko nazar andaz kar chale
jinke liyeh mehfilo se darbardar chale
mur.d k dekh le ek nazar jane wale
tere kooche se hum sitamgar chale~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 12:06 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Mere asharo ko nazar andaz kar chale
jinke liyeh mehfilo se darbardar chale
mur.d k dekh le ek nazar jane wale
tere kooche se hum sitamgar chale~
|
mud kar nahi dekhte mahefilon se jane wale
bahot yaad aate hai dil dukhane wale
iss kashmakash mein mit agyi 'pari'
aakhri sitam karenge sitam dhane wale
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
22nd February 2009, 12:19 PM
Ki arzu thi apne sitam jana tha
is dillagi ko aisa nahi mana tha
har sawal kiya jab tumse 'pari'
kaha kuch tha magar tumne
~KUCH AUR HI JANA THA~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 12:24 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Ki arzu thi apne sitam jana tha
is dillagi ko aisa nahi mana tha
har sawal kiya jab tumse 'pari'
kaha kuch tha magar tumne
~KUCH AUR HI JANA THA~
|
chaha tha kya humne aur kya paya hai
beechda aaj humse humara hi saya hai
saath tere dekhegen hassen manzar 'ali'
socha tha humne par dhoka khaya hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
22nd February 2009, 12:31 PM
~kon bichra.h hai kiska saya hai
meri 'pari' ko jane aj hua kya hai
kyu kar rahe ho tum zikr-e-judayi
abhi tau pyaar bohat baqaya hai~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 12:34 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
kon bichra.h hai kiska saya haimeri 'pari' ko jane aj hua kya haikyu kar rahe ho tum juda jone ki baatabhi tau pyaar bohat baqaya hai
|
lakdi jal kar koyla hui
koyla jal kar raakh
main badnaseeb yu jali
na koyla hui na raakh
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
22nd February 2009, 12:43 PM
..........................................
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd February 2009, 01:01 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
..........................................
|
iska jawab main kya duN.....
_____________________ yeh sahi hai sayad
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
22nd February 2009, 01:06 PM
DeaR DiYa.....
mere sign. mai hi pari k ashar ka reply tha isliyeh
.......................lene k baad sign..kar diya samjhiiiiii
aur yeh tumhara.._______________________sign acha hai mujhe
boaht hi pasand aaya.....hahahaha
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
22nd February 2009, 01:15 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
DeaR DiYa.....
mere sign. mai hi pari k ashar ka reply tha isliyeh
.......................lene k baad sign..kar diya samjhiiiiii
aur yeh tumhara.._______________________sign acha hai mujhe
boaht hi pasand aaya.....hahahaha
|
kahte hain jo bol nahin sakte unka ishara sirf unka maa hi samjhati hai ... khaksaar kahan itna samjhdar
Jab Bhi Qareeb Ati Hoon Batanay K Liaye
Zindagi Door Rakhti Hai Satanay K Liaye
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd February 2009, 03:33 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kahte hain jo bol nahin sakte unka ishara sirf unka maa hi samjhati hai ... khaksaar kahan itna samjhdar
Jab Bhi Qareeb Ati Hoon Batanay K Liaye
Zindagi Door Rakhti Hai Satanay K Liaye
nm
|
tum roothna kabhi hum tujhe manaane aayenge
har raaz tere dil ka tujhse hi bataane aayenge
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
22nd February 2009, 03:57 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
tum roothna kabhi hum tujhe manaane aayenge
har raaz tere dil ka tujhse hi bataane aayenge
|
mujhe khud ko nahi maloom
mere dil mein kya raaz chupa hai
jo dil ki baat bin bole samjhe 'ali'
wahi toh mera rahnuma hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
22nd February 2009, 04:21 PM
~Kuch baato ko kabhi alfaz bhi diye jaate hain 'pari'
mehfilo mai na sahi shab-e-wasl mai izhar-e-ishq kiye jate hain~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 22nd February 2009 at 04:30 PM..
|
|
|
|
|
Guest
|
22nd February 2009, 05:25 PM
har baat jo bayan karte hain wo log or honge
hum aashik hai humara andaaz hi naraala hai
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 12:30 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
har baat jo bayan karte hain wo log or honge
hum aashik hai humara andaaz hi naraala hai
vicky
|
andaaz-e-ishq unka kuch aisa hai
tod kar dil puchete hai haal kaisa hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:04 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
andaaz-e-ishq unka kuch aisa hai
tod kar dil puchete hai haal kaisa hai
|
tere dil me jo utha sanam wo khayaal acha hai
tootkar chaha kyun kisiko? ye sawaal acha hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:07 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
tere dil me jo utha sanam wo khayaal acha hai
tootkar chaha kyun kisiko? ye sawaal acha hai
|
dil par kisi ka zor kaha chalta hai
yaadon ki barsaat mein dil jalta hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:12 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dil par kisi ka zor kaha chalta hai
yaadon ki barsaat mein dil jalta hai
|
tere intjaar me ab hum is mukaam pe pahunche
ke khud hi se nafrat or tujhse pyaar ho gaya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:14 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
tere intjaar me ab hum is mukaam pe pahunche
ke khud hi se nafrat or tujhse pyaar ho gaya
|
intezaar na karo kisi ki iss kadar
ki jise bi dekhen aaye vo hi nazar
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:16 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
intezaar na karo kisi ki iss kadar
ki jise bi dekhen aaye vo hi nazar
|
ek hi aarju ab ek hi tammana hai meri
ek tujhe hi sirf sanam banna hai meri
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:19 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
ek hi aarju ab ek hi tammana hai meri
ek tujhe hi sirf sanam banna hai meri
|
sheeshen jaisi armaa le kar raahon se na guzarna
sheesha toh toot jata hai
milne ki tum koshish karna vada kabhi na karna
vada toh toot jata hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:26 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
sheeshen jaisi armaa le kar raahon se na guzarna
sheesha toh toot jata hai
milne ki tum koshish karna vada kabhi na karna
vada toh toot jata hai
Not Mine
|
vaada hum kabhi kisi se yun karte nahi
sar e aam izhaar se bhi hum darte nahi
jaise bhi hain to bus hum fir bhi tere hain
tootke bikharenge jaroor par marte nahi
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:30 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
vaada hum kabhi kisi se yun karte nahi
sar e aam izhaar se bhi hum darte nahi
jaise bhi hain to bus hum fir bhi tere hain
tootke bikharenge jaroor par marte nahi
|
kamaan se nikle teer bhi mudhte hai kahi
par kate parinden bhi udhte hai kahi
hai toh yeh sari bas kitaabi baaten
varna toota hua dil bhi judte hai kahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Last edited by Praneeta; 23rd February 2009 at 01:38 PM..
|
|
|
|
|
Guest
|
nice..one pari... -
23rd February 2009, 01:40 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
kamaan se nikla teer mudhte hai kahi
par kat jaye toh parinden udhte hai kahi
hai toh yeh sari bas kitaabi baaten
varna toota hua dil bhi judte hai kahi
|
jakham gehra ho to bharne me wakt lagta hai
kisike ke intzaar me marne me wakt lagta hai
dil todna to kisi ke liye bhi aasaan hai "pari"
par kisiko dil se yaad karne me wakt lagta hai
vicky
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:42 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
jakham gehra ho to bharne me wakt lagta hai
kisike ke intzaar me marne me wakt lagta hai
dil todna to kisi ke liye bhi aasaan hai "pari"
par kisiko dil se yaad karne me wakt lagta hai
vicky
|
waqt karta ji wafa aap humare hote
hum bhi auron ki tarah aap ko pyare hote
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:48 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
waqt karta ji wafa aap humare hote
hum bhi auron ki tarah aap ko pyare hote
Not Mine
|
hum to apke hi hain aapne hi humein apna nahi maana
aap hi laut ke na aaye jab humne chaha aapko bulaana
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:49 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
hum to apke hi hain aapne hi humein apna nahi maana
aap hi laut ke na aaye jab humne chaha aapko bulaana
|
hum ne khoya usse jo humara na tha
usne khoya hume jo uska hi tha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:51 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
hum ne khoya usse jo humara na tha
usne khoya hume jo uska hi tha
|
wo roya jab usne humein saamne dekha
hum roye bhi nahi or tanha se ho gaye
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
23rd February 2009, 01:54 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
wo roya jab usne humein saamne dekha
hum roye bhi nahi or tanha se ho gaye
|
tanhai mein hume yaad karogen
tum bhi khuda se fariyaad karogen
tab na hogi tujh par rahem aye qatil
aur kis ko tum ab barbaad karogen
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
23rd February 2009, 01:58 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tanhai mein hume yaad karogen
tum bhi khuda se fariyaad karogen
tab na hogi tujh par rahem aye qatil
aur kis ko tum ab barbaad karogen
|
jo khud barbaad hai wo aabaad kya karega
wo kisi or ke liye bhala fariyaad kya karega
hum reham nahi hume maut dede koi aake
mera koi nahi to mujhe koi yaad kya karega
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|