|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
28th February 2009, 03:00 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Sub Kuch He Mere Pas Per Dil Ki Dawa Nahi
Door Wo Mujse Hai Per Me Khafa Nahi
Malum Hai Ab Bhi Chahti Hai Mujhe
Wo Thodi Ziddi He Magar Bewafa Nahi
|
yeh ishq har aashiq ke sar ka taaj hai
par aashiq aashqi mein kyu mahotaaj hai
kar baithe hum wafa ik bewafa se 'ali'
kya jaante the yeh ishq lailaaj hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
28th February 2009, 03:07 PM
Mere mehboob yu.n Bewafayi ka ilzam na de
ashiqo ki nagrgi mai ruswayi ka ilzam na de
Dil mohtaaj-e mohbaat hai bas ai 'pari'
mitna hi hai tau jaan gawayi ka ilzam na de
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
28th February 2009, 03:11 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Mere mehboob yu.n Bewafayi ka ilzam na de
ashiqo ki nagrgi mai ruswayi ka ilzam na de
Dil mohtaaj-e mohbaat hai bas ai 'pari'
mitna hi hai tau jaan gawayi ka ilzam na de
|
ilzaam sahena adat si ho gayi hai
ruswa hona chahat si ho gayi hai
dasataan-e-zindagi tujhse kya kahe 'ali'
zindagi se hume nafrat si ho gayi hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
28th February 2009, 03:18 PM
~Nafrat na kar yu.n hasee.n zindagi se
chaha hai tujhe barkar kisi bandagi se
tum yu udas na ho kisi gham se 'pari'
sath hu tere mai mohbbat-e-deewangi se~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
28th February 2009, 03:22 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Nafrat na kar yu.n hasee.n zindagi se
chaha hai tujhe barkar kisi bandagi se
tum yu udas na ho kisi gham se 'pari'
sath hu tere san mohbbat-e-deewangi se
|
saath chhord jata hai humsafar ek din
yaad bahot aata hai humsafar ek din
hume khauf hai uss ek din se 'ali'
kisi aur ko chahata hai humsafar ek din
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
28th February 2009, 03:25 PM
Kise bewafa ki khatir yeh dard-e-junoon kab tak 'pari'
jo tumhara sath cho.rh gaya tum bhi usai bhoool jaao
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
28th February 2009, 03:29 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Kise bewafa ki khatir yeh dard-e-junoon kab tak 'pari'
jo tumhara sath cho.rh gaya tumbhi usai bhoool jaao
|
hum ne khoya usse jo humara nahi tha
uss ne khoya usse jo uska hi tha
par kaise bhool jaye usse hum 'ali'
band ankhon mein bhi chahera uska hi tha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
28th February 2009, 03:29 PM
jisne chot na khayi ho wo chehra kya pehchaanega
dil ka dard to bus yaaro dilwaala hi jaanega
nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
28th February 2009, 03:34 PM
~Is Dard-e-gham ki 'pari'ab inteha kardo
Bhool jaao usai ya phir hume hamari
zindagi se
tark kardo~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 28th February 2009 at 03:44 PM..
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
28th February 2009, 03:42 PM
Not mine... its from a ghazal
hum ko unse kya matlab humko kya garaaz faiyaaz
tark-e-ishq kar baithey hum tou ek zamaney se.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
28th February 2009, 03:45 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Is Dard-e-gham ki 'pari'ab tau hadh kardo
Bhool jaao usai ya phir hume hamari
zindagi se
tark kardo~
|
iss dard se ab hume fursat kaha
koi ban jaye mera aisi kismat kaha
na chahat rahi na armaan dil ke 'ali'
kisi ko yaha 'pari' ki zarurat kaha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
28th February 2009, 03:45 PM
zindagi ek dard hai isse dawaa ka kaam le
hanske apne sar pe tu duniya bhar ke ilzaam le
nm
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
1st March 2009, 12:53 PM
dau ka asar na laga
waha dawa kis kaam ki
jaha apne hi sath chor dete hai
woh zindagi kis kaam ki
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
1st March 2009, 12:58 PM
Kya Baaat hai DD....
Lagta hai aaj bahut Senti-----mental ho rahey ho..
Dont be a mental DD, you are old enuf (22) to make your own world.
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
1st March 2009, 01:00 PM
yaar dil ka dard kis ne jana hai
sabka soch yahi hai aaj isko pana hai
per dinesh ne kabhi koi aisa sapna nahi dekha
bas dekha hai to ek hi ki ab to bas marna hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
1st March 2009, 01:21 PM
This is from another thread....
Sunte suntey tumko mein Thak gaya
bas karo bak bak, kalega pak gaya
Chottii kya 'Dinesh' ki gal friend
wo samjha ke uska tou good luck gaya.....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 35
|
1st March 2009, 01:27 PM
Quote:
Originally Posted by Baqtiar
This is from another thread....
Sunte suntey tumko mein Thak gaya
bas karo bak bak, kalega pak gaya
Chottii kya 'Dinesh' ki gal friend
wo samjha ke uska tou good luck gaya.....
|
log puchte hai...............
tum kyu apni mohabbat ka izhaar nahi karte?
hamne kaha jo labzo me bayan ho jaaye
itna pyar hum kisi se nahi karte
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
Last edited by dineshdharvi; 1st March 2009 at 01:57 PM..
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
1st March 2009, 01:33 PM
Dinesh Dharvi ki mohabbat ka ajaab fasana hai
na usse kisi ke kareeb jana hai na kisi se dur jana hai
housla ho bulaand tou mumkiin hai sab kuch
majboooriyan hai kehna ye tou faqt ek bahana hai
|
|
|
|
|
Guest
|
2nd March 2009, 06:26 PM
saath dene aaye hain wo humaara kehne ko
jo dete hain dukh kuch naye humein sehne ko
ab kya batayein har baat hans kar taali nahi jati
ab kahaan jayenge hum yahaan se rehne ko
vicky
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd March 2009, 07:43 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
saath dene aaye hain wo humaara kehne ko
jo dete hain dukh kuch naye humein sehne ko
ab kya batayein har baat hans kar taali nahi jati
ab kahaan jayenge hum yahaan se rehne ko
vicky
|
Wo mu'ajizaat ki had tak pahunch gaya hai Qateel
Huroof koi bhee likkhoon usee kaa naam aaye
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
2nd March 2009, 08:03 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Wo mu'ajizaat ki had tak pahunch gaya hai Qateel
Huroof koi bhee likkhoon usee kaa naam aaye
nm
|
bahot khoob
Naam to har waqt rehta hai zehn mein,
tu hi bata tujhe bhooloon to bhoolon kaise !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd March 2009, 08:07 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
bahot khoob
Naam to har waqt rehta hai zehn mein,
tu hi bata tujhe bhooloon to bhoolon kaise !
|
oye hoye.....
Palkon k kinaray jo humne bhigoye nahe
unhe lagta hay k hum kabhi roye nahe
pochtay hain k kise dekhtay ho sapnon main
unhe kiya maloom k hum barson se soye nahe!
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Guest
|
3rd March 2009, 08:16 AM
palkon ke kinaare bhigo kar haasil kya hoga
meri khushi me wo dost ab shaamil kya hoga
qatal jisne kiya mujhe wo rehnuma hai mera
tum hi socho mujh dariya ka saahil kya hoga
vicky
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
3rd March 2009, 09:32 AM
Lag ke sahil se jo behta hai usey behne do
aisey dariya ka kabi rukh nahin mora karte...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 01:16 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Lag ke sahil se jo behta hai usey behne do
aisey dariya ka kabi rukh nahin mora karte...nm
|
dariya-e-ishq mein kashti ko sahare bhi milte hai
kuch log jaha mein bade pyare bhi milte hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 01:21 PM
Qadam tere par.dte hi aaj raunaq si agayi 'pari'
warna ujalo mai rehkar bhi andhero mai guzri hai
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 01:31 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Qadam tere par.dte hi aaj raunaq si agayi 'pari'
warna ujalo mai rehkar bhi andhero mai guzri hai
|
ujalon se behtar andhera hota hai
mil kar jis mein saya bhi khota hai
na malum hoti hai duniya ko 'ali'
jab kisi ke jaane par dil rota hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 01:41 PM
~Teri inhi baato ko tarste rahe hum
tanhayo mai roye tujhe yad karke hum
aisa khuloos-e-mohabbat de gaye
''pari"
tera aks mehfilo mai rahe
dhoonte hum~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 01:45 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Teri inhi baato ko tarste rahe hum
tanha roye tujhe yaad karke hum
aisa mohabbat-e-khuloos de gaye
''pari"
tera aks mehfilo mai rahe
dhoonte hum~
|
mujhe mahefilon mein dhunda
mujhe yaadon mein dhunda
main tere dil main basi hun 'ali'
kyu mujhe dil mein na dhunda
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 01:56 PM
~Tum base ho dil mai dhadkan ki tarah
ajao kabhi milne mujhse sawan ki tarah
tere hi intezar mai jiya karte hain 'pari'
aietbar kar lo mera dile baghban ki tarah~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 02:03 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Tum base ho dil mai dhadkan ki tarah
ajao kabhi milne mujhse sawan ki tarah
tere hi intezar mai jiya karte hain 'pari'
aietbar kar lo mera dile baghban ki tarah~
|
ye dil mein rahene wale dil se nahi nikalte
badle hazar mausam rishten nahi badlte
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 02:12 PM
Jo sath hai unka har roz youm-e-mohabat hai
jo bhichar gaye unka har pal maut se battar hai
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 02:17 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Jo sath hai unka har roz youm-e-mohabat hai
jo bhichar gaye unka har pal maut se battar hai
|
bicheden hue ko yaad kar ke
yu apna dil na jalaya karo
koshish karo jo paas hai tere 'ali'
bas unka dil na dukhaya karo
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 02:28 PM
~Dil nahi dhukhate faqt itna zarur karte hain
jo 'libas-e-pari' hai usai chahate izhar karte hain~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 02:33 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Dil nahi dhukhate faqt itna zarur karte hain
jo 'libas-e-pari' hai usai chahate izhar karte hain~
|
dil ka mere awaaz ho tum
pyar ka pyara saaz ho tum
ab kaise jiye tujhe bhool kar 'ali'
zindagi ka andaaz ho tum
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 02:39 PM
~Ab koi bhi ho awaz, teri sada lagti hai
tu hai tau lagti khoosart zindagi hai
rehna sath mere umr bhar aise hi 'pari'
sath tere har shaei sukoon-e-dil deti hai~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 02:47 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Ab koi bhi ho awaz, teri sada lagti hai
tu hai tau lagti khoosart zindagi hai
rehna sath mere umr bhar aise hi 'pari'
sath tere har shaei sukoon-e-dil deti hai~
|
dil ke kuch armaan nikle
dost toh mere baimaan nikle
tum bhi na badal jana aye 'ali'
yeh soch kar meri jaan nikle
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 02:55 PM
~Wo aur hongae kehte the wafa nibha jayengai
teri mohabbat ka kiya har wada nibha jayengai
hum tau ahle-e-wafa se hain wafa hi karenge 'pari'
mar kar bhi tera yeh ishq-e-bharosa nibha jayengai~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 02:59 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Wo aur hongae kehte the wafa nibha jayengai
teri mohabbat ka kiya har wada nibha jayengai
hum tau ahle-e-wafa se hain wafa hi karenge 'pari'
mar kar bhi tera yeh ishq-e-bharosa nibha jayengai~
|
na marne ki baaten karo kabhi aur na bichadne ki
hum karte hai vada 'ali' wafa ke hadh se guzarne ki
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 03:04 PM
~Tere isi junoon-e-mohabbat pai zinda hoo.n 'pari'
tujhse tujhko churane ki ghustakhi kar chala hoo.n~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|