|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
27th June 2007, 09:00 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
Kaanp uthti hoon main ye soch ke tanhai mein
Mere chehre pe tera naam na padh le koi
by parveen shakir
|
Jahaan taq ho sakaa humne tumhey pardaa karayaa hai, magar ay aansooyo tumney bhut rusva karayaa hai
Chamak chehre per khudaari ki aisey he nahi aayi, anaa ko humne do do waqt ka faakaa karayaa hai...
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
27th June 2007, 07:27 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Jahaan taq ho sakaa humne tumhey pardaa karayaa hai, magar ay aansooyo tumney bhut rusva karayaa hai
Chamak chehre per khudaari ki aisey he nahi aayi, anaa ko humne do do waqt ka faakaa karayaa hai...
|
javanii ke hiile hayaa ke bahaane
ye maanaa ke tum mujh se pardaa karogii
ye duniyaa magar tujh sii bholii nahii.n hai
chhupaa ke muhabbat ko rusvaa karogii
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
28th June 2007, 08:07 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
javanii ke hiile hayaa ke bahaane
ye maanaa ke tum mujh se pardaa karogii
ye duniyaa magar tujh sii bholii nahii.n hai
chhupaa ke muhabbat ko rusvaa karogii
|
yaa to kisii ko jurrat-e-diidaar hii na ho
yaa phir merii nigaah se dekhaa kare koi
hotii hai is mein husn kii tauhiin ai 'Majaz'
itanaa na ahal-e-ishq ko rusavaa kare koi
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
1st July 2007, 04:12 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
yaa to kisii ko jurrat-e-diidaar hii na ho
yaa phir merii nigaah se dekhaa kare koi
hotii hai is mein husn kii tauhiin ai 'Majaz'
itanaa na ahal-e-ishq ko rusavaa kare koi
|
jal bhii chuke paravaane ho bhii chukii rusvaa_ii
ab Khaak u.Daane ko baiThe hai.n tamaashaa_ii
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
2nd July 2007, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jal bhii chuke paravaane ho bhii chukii rusvaa_ii
ab Khaak u.Daane ko baiThe hai.n tamaashaa_ii
|
armaan sulagate hain siine mein chitaa jaise
qaatil nazar aatii hai duniyaa kii havaa jaise
rotii hai mere dil par bajatii huii shahanaaii
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
8th July 2007, 12:46 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
armaan sulagate hain siine mein chitaa jaise
qaatil nazar aatii hai duniyaa kii havaa jaise
rotii hai mere dil par bajatii huii shahanaaii
|
kya khuub Geet aap ne yaad dilaaya hai.. bohat bohat Shukriyah! aaj ek baar phir se paRha to dil jhuun uTha...
aap ke ssher ke jawaab meiN ek mashuur sher arz hai..
ye ishq nahii.n aasaa.N itanaa to samajh liije
ek aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
9th July 2007, 02:15 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
kya khuub Geet aap ne yaad dilaaya hai.. bohat bohat Shukriyah! aaj ek baar phir se paRha to dil jhuun uTha...
aap ke ssher ke jawaab meiN ek mashuur sher arz hai..
ye ishq nahii.n aasaa.N itanaa to samajh liije
ek aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
|
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hui jal jaane se
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
10th July 2007, 03:44 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hui jal jaane se
|
zindagii maut ban ga_ii hotii jaan se ham guzar gaye hote
itane ishrat_zadaa hai.n ham ke agar Gam na hotaa to mar gaye hote
[Kunwar Mahinder Singh Bedi]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 36
|
10th July 2007, 03:50 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hui jal jaane se
|
Sahar tak sabkaa hai anjaam jal kar khaak ho jaanaa!
bane mehfil me.n koii shammaa ya parvaanaa ho jaayeN!
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
10th July 2007, 04:31 PM
Sorry Ji phir se apna hi Ehsaas likh raha hoon...
Mere zakhm bharne ko fakat malham hi kaafi nahin
Baazar se jaakar thoda namak bhi le aaye koi
Jalna to meri kismat hai ab maza dard mein aata hai
"Ehsaas" to kabka marr chuka hai, Aaj janaza uthaye koi...
Last edited by Ek Ehsaas; 10th July 2007 at 04:35 PM..
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
10th July 2007, 05:27 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Mere zakhm bharne ko fakat malham hi kaafi nahin
Baazar se jaakar thoda namak bhi le aaye koi
Jalna to meri kismat hai ab maza dard mein aata hai
"Ehsaas" to kabka marr chuka hai, Aaj janaza uthaye koi...
|
Tu har dil mein rehta hain..
Har zubaan se bayan hota hain...
Had se bad jaaye jab yeh dard^AMAN^
Phir meetha meetha sa kehlata hain
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
10th July 2007, 06:24 PM
ankho main ansuo ko kabhi ubharne na diya
mitti ke moti ko bikharne na diya,
jis raah main the tere kadmo ke nishan,
us raah se kisiko guzarne na diya.
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
11th July 2007, 10:20 AM
Main Aaj Bhi Wahin Khada Hoon Jahan Toone Tanha Choda Tha
Yahin Mera Maikhana Hai, Yahi Jaam Yahi Saaki Hai
Nahin... Teri Mohabbat ki Aarzoo Nahin Ab
Bas!!! Alvida Kehna Baaki hai....
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
14th July 2007, 06:37 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Main Aaj Bhi Wahin Khada Hoon Jahan Toone Tanha Choda Tha
Yahin Mera Maikhana Hai, Yahi Jaam Yahi Saaki Hai
Nahin... Teri Mohabbat ki Aarzoo Nahin Ab
Bas!!! Alvida Kehna Baaki hai....
|
phir usii bevafaa pe marate hai.n
phir vahii zindagii hamaarii hai
Mirza Ghalib
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
15th July 2007, 12:17 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
phir usii bevafaa pe marate hai.n
phir vahii zindagii hamaarii hai
Mirza Ghalib
|
fir khula hai dar-e-adaalat-e-naaz
garm baazaar-e-fauj_daaree hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
18th July 2007, 09:25 AM
teraa ishq mujh pe hai maharabaa.N mere dil ko haasil hai do jahaa.N
merii jaan-e-jaa.N isii baat par merii jaan jaaye to baat hai
"Nida Fazli"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
23rd July 2007, 02:16 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
teraa ishq mujh pe hai maharabaa.N mere dil ko haasil hai do jahaa.N
merii jaan-e-jaa.N isii baat par merii jaan jaaye to baat hai
"Nida Fazli"
|
sochti hoon ki tujhe neend mai chukar dekhu
Tu mere saamne hai khwab ke pekar ki tarahNM
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
23rd July 2007, 02:39 PM
Khvaab is aa.Nkho.n se ab ko_ii churaa kar le jaaye
qabr ke suukhe huye phuul uThaa kar le jaaye
"Bashir Badr Saheb"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
26th July 2007, 03:20 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Khvaab is aa.Nkho.n se ab ko_ii churaa kar le jaaye
qabr ke suukhe huye phuul uThaa kar le jaaye
"Bashir Badr Saheb"
|
Meri kuch khata nahin kusoor hain teri nazron ka..
behka dia jisne mujhe teri ankhon ke do jaam hain.....
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
26th July 2007, 06:15 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Meri kuch khata nahin kusoor hain teri nazron ka..
behka dia jisne mujhe teri ankhon ke do jaam hain.....
|
Gam-e-hayaat se dil ko abhii nijaat nahii.n
nigaah-e-naaz se kah do ki intazaar kare
Shakeel Badayuni
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
26th July 2007, 07:02 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Gam-e-hayaat se dil ko abhii nijaat nahii.n
nigaah-e-naaz se kah do ki intazaar kare
Shakeel Badayuni
|
bhule hai rafta-rafta unhe muddaton ke baad,
bhule hai rafta-rafta unhe muddaton ke baad,
ke kishton mai khudkhushi ka mazaa koi humse pooche..
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
27th July 2007, 04:16 PM
Machalte,tadfte,aarzoo se bhare zakhm hain ka_ii
unhe khured kar lahu kuch taaza baha dene ko jii chaahta hai
by sanju
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 311
Join Date: Feb 2005
Location: Canada
Rep Power: 23
|
28th July 2007, 07:29 AM
Khirkiyon ke sheeshay per,rengtay huey qatray...
yun phisaltay hain jaise, mere aur badal ke darmiyaan koi hai...
jo mere aur badal ke raaz ko samajhta hai!!!
Jab ghataayein chaayein toh,sirf woh nahin roteen...
Aankhein bhi barasti hain,
KHIRRKIYAN BHI ROTI HAIN...
Ek se musaafir hain, Ek sa muqaddar hai...
Main zameen pe tanha, aur woh aasmaano mein...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
28th July 2007, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by naina_cooleyes
Khirkiyon ke sheeshay per,rengtay huey qatray...
yun phisaltay hain jaise, mere aur badal ke darmiyaan koi hai...
jo mere aur badal ke raaz ko samajhta hai!!!
Jab ghataayein chaayein toh,sirf woh nahin roteen...
Aankhein bhi barasti hain,
KHIRRKIYAN BHI ROTI HAIN...
|
dil kaa ronaa Thiik nahii.n hai muu.Nh ko kalejaa aane do
thamate hii thamate ashk thame.nge naaseh ko samajhaane do
asar lavknavi
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
28th July 2007, 11:38 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
dil kaa ronaa Thiik nahii.n hai muu.Nh ko kalejaa aane do
thamate hii thamate ashk thame.nge naaseh ko samajhaane do
asar lavknavi
|
KYA BAAT HAI,DOST.............
ab gaur farmaye..............
aansu ko ankhon ki dehliz pe laya na karo,
apne dil ki halat kisi ko bataya na karo,
log mutthi bhar namak liye ghoom rahe hai,
apne zakham kisi ko dikhaya na karo............
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
30th July 2007, 05:00 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
aansu ko ankhon ki dehliz pe laya na karo,
apne dil ki halat kisi ko bataya na karo,
log mutthi bhar namak liye ghoom rahe hai,
apne zakham kisi ko dikhaya na karo
|
Na rula mujhe aur ke dillagi ki kaafi saza pa chuka hooon main
Paani hi nahin ankhon se lahoo bhi baha chuka hoon main
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
31st July 2007, 01:36 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Na rula mujhe aur ke dillagi ki kaafi saza pa chuka hooon main
Paani hi nahin ankhon se lahoo bhi baha chuka hoon main
|
"likh kar hamara naam zameeN par mitta diya,
unka thi dillagi par humey khaak meiN milla diya"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
31st July 2007, 03:33 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"likh kar hamara naam zameeN par mitta diya,
unka thi dillagi par humey khaak meiN milla diya"
|
Woh shaksh jaate jaate bada kaam kar gaya
Ruswaiyon ka sehar mere naam kar gaya......
Adat thi meri sabse mohabbbat se bolna
Mera khulus hi mujhe badnaam kar gaya..........NM
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
2nd August 2007, 11:14 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
Woh shaksh jaate jaate bada kaam kar gaya
Ruswaiyon ka sehar mere naam kar gaya......
Adat thi meri sabse mohabbbat se bolna
Mera khulus hi mujhe badnaam kar gaya..........NM
|
mai.n bhii shaayad buraa nahii.n hotaa
vo agar bevafaa nahii.n hotaa
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
2nd August 2007, 12:42 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
mai.n bhii shaayad buraa nahii.n hotaa
vo agar bevafaa nahii.n hotaa
|
Meri koi mehbooba bewafa nahin
Par zakhmo ki baat karta hoon
Ashq nahin bahaya kabhi
Phir bhi ye halaat samajhta hoon
Dard sehna meri fitrat nahin
Na hi meri mashooqa harjaai hai
Ye jo bewafaai ka jazba hai
Ye mere hi ateet ki parchayi hai
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
2nd August 2007, 03:36 PM
Jis manzil ke nahin naam-o-nishaan
uski rahon mein hum chalte rahe
jisse hamari kadar hi nahi
Hum usi pe marte rahe..............
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd August 2007, 05:46 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Jis manzil ke nahin naam-o-nishaan
uski rahon mein hum chalte rahe
jisse hamari kadar hi nahi
Hum usi pe marte rahe..............
|
hum apni wafa ka yakeen tumko dila na sake,
tumse gaye dur kya,fir paas aa na sake,
is kadar tut-ke chaha tuje,
ke tere baad hum kisi se fir dil laga na sake..........
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
10th August 2007, 12:39 PM
jawaab arz hai:-
pyaar mujhase jo kiyaa tumane to kyaa paaogii
mere haalat kii aa.ndhii me.n bikhar jaogii
(javed Akhtar)
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
10th August 2007, 06:15 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jawaab arz hai:-
pyaar mujhase jo kiyaa tumane to kyaa paaogii
mere haalat kii aa.ndhii me.n bikhar jaogii
(javed Akhtar)
|
rusvaa_ii to vaise bhii taqdiir hai aashiq kii
zillat bhii milii ham ko ulfat ke fasaane se
Saeed Rahi
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
|
Jawab ki koshish... -
11th August 2007, 01:04 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
rusvaa_ii to vaise bhii taqdiir hai aashiq kii
zillat bhii milii ham ko ulfat ke fasaane se
Saeed Rahi
|
Yeh kahan se zillat ko dhund laaye ho tum??
Rusvaai ke itihaas ko ched aaye ho tum,
Kaisi Taqdeer kaise zillat bhala tum hi batao.
Jab mohabbat jaare hai duniya me zamane se...??
Abrar...
Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
11th August 2007, 12:24 PM
woh mujhse main usasey judaa ho gayaa
zamaney ka karza adaa ho gayaa
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
12th August 2007, 01:13 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
woh mujhse main usasey judaa ho gayaa
zamaney ka karza adaa ho gayaa
|
merii qismat se khelane vaale
mujhako qismat se beKhabar kar de
luT rahii hai merii mataa-e-niyaaz
kaash vo is taraf nazar kar de
(Faiz ahmed faiz)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
12th August 2007, 07:19 PM
AARE YAARO PYAR KARKE TUM SAB KYA PAOGE
PYAR ME TO DAULAT HUMNE KAMAI HE
DAULAT BHI KYA ANMOOL CHEEZ HE
NAAM USKA TANHAI HE
PYAR HE GUNAH YEH AAB SAMJE HUM JAB
IS GUNAH KI SAZA UNHO NE SUNAI HE
ROK KAR BHI KITNA ROK LETA NIHAR AAPNI SAANSO KO
YAARO LAGTA HE AAB HAMARI SAANSO KO BHI HUMSE RUSWAAI HE.
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
16th August 2007, 03:59 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
AARE YAARO PYAR KARKE TUM SAB KYA PAOGE
PYAR ME TO DAULAT HUMNE KAMAI HE
DAULAT BHI KYA ANMOOL CHEEZ HE
NAAM USKA TANHAI HE
PYAR HE GUNAH YEH AAB SAMJE HUM JAB
IS GUNAH KI SAZA UNHO NE SUNAI HE
ROK KAR BHI KITNA ROK LETA NIHAR AAPNI SAANSO KO
YAARO LAGTA HE AAB HAMARI SAANSO KO BHI HUMSE RUSWAAI HE.
|
ek puraanaa mausam lautaa yaad bharii puravaa_ii bhii
aisaa to kam hii hotaa hai vo bhii ho tanhaa_ii bhii -gulzar
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
17th August 2007, 05:07 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ek puraanaa mausam lautaa yaad bharii puravaa_ii bhii
aisaa to kam hii hotaa hai vo bhii ho tanhaa_ii bhii -gulzar
|
ab ke sawan aisa barsa, jaan par mere ban aaye ri,
piya na aaye sawan meiN rut yu ki lout gaye ri......
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|