Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Love n life
Old
  (#1)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
Love n life - 19th November 2010, 04:08 AM

Hi all,

aaj boht dino ke baad kuch likha hai, in fact matla, bahar, kafiya wazan ye sab cheeze bhul gaya hu. Isliye boht hi ulta sidha likha hai. Dar asal kuch moments boht yaad aa rahe the, to bas unko hi likhne ki koshish ki hai. Pesh kar raha hu...

Ek suhani subah me aankh khuli to
yaad aaya tumse milne ka din hai
kuch kasme kuch wade, kuch nagme kuch irade
aur pyar ki bate karne ka din hai
man hi man muskuraya, khushi khushi nahaya
geet gaya, gungunaya, jhuma nacha shor machaya
ab mai college ki aur ja raha hu
abhi bhi geet ga raha hu sity baja raha hu
college pahuncha to dekha tum terrace pe khadi ho
saji sajai, qayamat si dha rahi ho
ankho me intezar liye
shayad mera pyar liye
hazaro k beech me kamal si tum
koi khubsurat ghazal si tum
mera pyar meri mohabbat ho tum
pari se bhi zyada khubsurat ho tum
mujhe dekhkar tere labon pe muskurahat aane lagi hai
jaan! Bas karo ab meri jan jane lagi hai
aankho se ankhe takrayi, ab dhadkane badhne lagi hai
ishq ki khumari mere sar k upar chadne lagi hai
hi, kaisi ho, chuttiyan kaisi biti, padhai kaisi chal rahi hai, wats up etc.
Uff ye mai kya keh raha hu
socha tha kahunga k tere bina boht udas raha hu
har din har pal teri yadon k pas raha hu
tere liye jine laga hu marne laga hu
han mai tujhse mohabbat karne laga hu
tum hi tum bas mere dil me rahne lagi ho
meri dhamniyo me meri shirao me bahne lagi ho
phir sath baithe kuch baate ki
kuch hansi mazak kuch kisse kahaniya
thodi door tak hath thamkar sath chale
wo kabhi na bhulne wala hansi safar
hum aur tum jab the humsafar
aur ye kya-- time up
Ilahi! Ye waqt itna tez kyo chalne lagta hai
mere masum se dil pe sitam kyo karne lagta hai
kuch hi der me tum mujhse door ja rahi thi
ek hook si dil me uthti ja rahi thi
mayoos nazro se mai door tak tumhe dekha kiya
kal sab kuch keh dunga man hi man socha kiya
muskurate hue lota, sham tak khumari rahi
phir ek aur rat hum pe bhari rahi
subah phir ankh khuli to dekha ye subah kuch dhundhli hai suhani nahi hai
ab zindagi me koi kissa nahi hai koi kahani nahi hai
alarm cheek cheek ke keh raha hai boss jaldi utho office jana hai
ab tumhari zindagi ka yahi fasana hai yahi tarana hai
jo tum ne dekha wo khwab tha wo waqt purana hai
ab namumkin un lamho ka lot k aana hai

rashid

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#2)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
19th November 2010, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post

Hello dost........sneha here........
Waaaaaaaaaaah kya keh diyaaapne ,,,,,,,,,its very true............i like it.........
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
20th November 2010, 12:56 AM

Hi sneha dost
thank you for reading and replying.
Mujhe achcha laga that you liked it.
Take care
Rashid

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#4)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
20th November 2010, 12:59 AM

Hi Sneha dost
thank you for reading and replying.
Mujhe achcha laga that you liked it.

Take care

Rashid

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#5)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
20th November 2010, 11:39 AM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Hi Sneha dost
thank you for reading and replying.
Mujhe achcha laga that you liked it.

Take care

Rashid
Hi dost ,,,,,,,sneha here,,,,,,,Thanks for reply my post........really mujhe bahut acha laga.....aisa hi kuch or likhiye....... please.......i waiting........keep it up........
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 20th November 2010, 12:59 PM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Hi all,

aaj boht dino ke baad kuch likha hai, in fact matla, bahar, kafiya wazan ye sab cheeze bhul gaya hu. Isliye boht hi ulta sidha likha hai. Dar asal kuch moments boht yaad aa rahe the, to bas unko hi likhne ki koshish ki hai. Pesh kar raha hu...

Ek suhani subah me aankh khuli to
yaad aaya tumse milne ka din hai
kuch kasme kuch wade, kuch nagme kuch irade
aur pyar ki bate karne ka din hai
man hi man muskuraya, khushi khushi nahaya
geet gaya, gungunaya, jhuma nacha shor machaya
ab mai college ki aur ja raha hu
abhi bhi geet ga raha hu sity baja raha hu
college pahuncha to dekha tum terrace pe khadi ho
saji sajai, qayamat si dha rahi ho
ankho me intezar liye
shayad mera pyar liye
hazaro k beech me kamal si tum
koi khubsurat ghazal si tum
mera pyar meri mohabbat ho tum
pari se bhi zyada khubsurat ho tum
mujhe dekhkar tere labon pe muskurahat aane lagi hai
jaan! Bas karo ab meri jan jane lagi hai
aankho se ankhe takrayi, ab dhadkane badhne lagi hai
ishq ki khumari mere sar k upar chadne lagi hai
hi, kaisi ho, chuttiyan kaisi biti, padhai kaisi chal rahi hai, wats up etc.
Uff ye mai kya keh raha hu
socha tha kahunga k tere bina boht udas raha hu
har din har pal teri yadon k pas raha hu
tere liye jine laga hu marne laga hu
han mai tujhse mohabbat karne laga hu
tum hi tum bas mere dil me rahne lagi ho
meri dhamniyo me meri shirao me bahne lagi ho
phir sath baithe kuch baate ki
kuch hansi mazak kuch kisse kahaniya
thodi door tak hath thamkar sath chale
wo kabhi na bhulne wala hansi safar
hum aur tum jab the humsafar
aur ye kya-- time up
Ilahi! Ye waqt itna tez kyo chalne lagta hai
mere masum se dil pe sitam kyo karne lagta hai
kuch hi der me tum mujhse door ja rahi thi
ek hook si dil me uthti ja rahi thi
mayoos nazro se mai door tak tumhe dekha kiya
kal sab kuch keh dunga man hi man socha kiya
muskurate hue lota, sham tak khumari rahi
phir ek aur rat hum pe bhari rahi
subah phir ankh khuli to dekha ye subah kuch dhundhli hai suhani nahi hai
ab zindagi me koi kissa nahi hai koi kahani nahi hai
alarm cheek cheek ke keh raha hai boss jaldi utho office jana hai
ab tumhari zindagi ka yahi fasana hai yahi tarana hai
jo tum ne dekha wo khwab tha wo waqt purana hai
ab namumkin un lamho ka lot k aana hai

rashid

bahut khoob............................................. ..........

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th November 2010, 03:45 PM

Ilahi! Ye waqt itna tez kyo chalne lagta hai
mere masum se dil pe sitam kyo karne lagta hai
kuch hi der me tum mujhse door ja rahi thi
ek hook si dil me uthti ja rahi thi
mayoos nazro se mai door tak tumhe dekha kiya
kal sab kuch keh dunga man hi man socha kiya
muskurate hue lota, sham tak khumari rahi
phir ek aur rat hum pe bhari rahi
subah phir ankh khuli to dekha ye subah kuch dhundhli hai suhani nahi hai
ab zindagi me koi kissa nahi hai koi kahani nahi hai
alarm cheek cheek ke keh raha hai boss jaldi utho office jana hai
ab tumhari zindagi ka yahi fasana hai yahi tarana hai
jo tum ne dekha wo khwab tha wo waqt purana hai
ab namumkin un lamho ka lot k aana hai

Very Impressive ... Rashid Bhai ... !

Very Nice Poetry ..... Very Nice Creation ... dil se daad ... !

khush rahen ...
duaaon ke saath ...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
23rd November 2010, 03:56 PM

My pleasure,

would be trying to write.

Regards,

Rashid

Quote:
Originally Posted by sneha123 View Post
Hi dost ,,,,,,,sneha here,,,,,,,Thanks for reply my post........really mujhe bahut acha laga.....aisa hi kuch or likhiye....... please.......i waiting........keep it up........

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#9)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
23rd November 2010, 03:57 PM

Thanks a lot Dear,

I am really grateful to have this reply,

Regards,

Rashid

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob............................................. ..........

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#10)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
23rd November 2010, 03:59 PM

Naresh Ji,

Mai haqiqat mein bahot mashkoor hu, aap post par aaye aur reply kiyaa.

Thank you very much

Regards,

Rashid

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Ilahi! Ye waqt itna tez kyo chalne lagta hai
mere masum se dil pe sitam kyo karne lagta hai
kuch hi der me tum mujhse door ja rahi thi
ek hook si dil me uthti ja rahi thi
mayoos nazro se mai door tak tumhe dekha kiya
kal sab kuch keh dunga man hi man socha kiya
muskurate hue lota, sham tak khumari rahi
phir ek aur rat hum pe bhari rahi
subah phir ankh khuli to dekha ye subah kuch dhundhli hai suhani nahi hai
ab zindagi me koi kissa nahi hai koi kahani nahi hai
alarm cheek cheek ke keh raha hai boss jaldi utho office jana hai
ab tumhari zindagi ka yahi fasana hai yahi tarana hai
jo tum ne dekha wo khwab tha wo waqt purana hai
ab namumkin un lamho ka lot k aana hai

Very Impressive ... Rashid Bhai ... !

Very Nice Poetry ..... Very Nice Creation ... dil se daad ... !

khush rahen ...
duaaon ke saath ...

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#11)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th December 2010, 04:06 PM

subah phir ankh khuli to dekha ye subah kuch dhundhli hai suhani nahi hai
ab zindagi me koi kissa nahi hai koi kahani nahi hai
alarm cheek cheek ke keh raha hai boss jaldi utho office jana hai
ab tumhari zindagi ka yahi fasana hai yahi tarana hai
jo tum ne dekha wo khwab tha wo waqt purana hai
ab namumkin un lamho ka lot k aana hai

Good one Rashid sahab,

keep writing.
........

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
20th February 2011, 05:22 PM

Bahot Bahot Shukriya Zainy Ji,

Rashid

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
subah phir ankh khuli to dekha ye subah kuch dhundhli hai suhani nahi hai
ab zindagi me koi kissa nahi hai koi kahani nahi hai
alarm cheek cheek ke keh raha hai boss jaldi utho office jana hai
ab tumhari zindagi ka yahi fasana hai yahi tarana hai
jo tum ne dekha wo khwab tha wo waqt purana hai
ab namumkin un lamho ka lot k aana hai

Good one Rashid sahab,

keep writing.........

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com