Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dharati Aur Sooraj
Old
  (#1)
Firoz Sayyad
Registered User
Firoz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really nice
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jul 2006
Location: Jeddah, Saudi Arabia
Rep Power: 21
Arrow Dharati Aur Sooraj - 31st August 2010, 05:21 PM

Anjum-e-mehfil adaab. Adami jawaan ho jata hain, use aulad ata hoti hain. Ab jindagi aise mod se gujarne lagti hain, jahan uska atit kabhi kisi parchaiyonme to kabhi wasoolomen to kabhi kisike ahsaas ki yade jaise bahut kuch mila jula bankar sath chalne lagti hain.

Subah ho rahi thi, ankhe yunhi khul rahi thi
ek nasheka manzar ji kar badan panpa hua tha
woh rat ki nindh hi thi shayad,
anjam ke fasle bahut kam nazar aa rahe the ....
subah to ho rahi thi, par eske har pahelu mein
kabhi jaise sham bhari hui thi to kabhi chand ke deedar ki rasme....
dil aur mann to apne apko samjha rahe the
yadonki kashish ka nasha tha jaise
woh to ek jaisa bhi tha aur nahi bhi tha ........


Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com