5th January 2011, 11:46 AM
usuulon pe jahan aanch aaye takrana zaroori hai
jo zinda ho to phir zinda nazar aana zaroori hai
bahut bebaak aankhon mein ta'alluq tikk nahi paata
muhabbat mein kashish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saliqa hi nahi shaayad use mahsuus karne ka
jo kahta hai khuda hai to nazar aana zaroori hai
Waseem Barelvi
akaash ji ko.......... prem anjana ..........ka pranam!!
bhai, yeh pantiyan toh such maniye mujhe bahut pasand aayi,
share karne k liye shukriya!!
khush rahen, swsth rahen!!
anjana prem sab meri muskurahat se jalte hai, mai sabko hasata chala gaya. pasand thi jamane ko meri barbadi, mai unpe dil-o-jaan lutata chala gaya.
|