Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khushi Ka Jhonka
Old
  (#1)
prakashraj94
Umda Shayar
prakashraj94 will become famous soon enoughprakashraj94 will become famous soon enough
 
prakashraj94's Avatar
 
Offline
Posts: 69
Join Date: Dec 2003
Location: Delhi
Rep Power: 22
Khushi Ka Jhonka - 14th August 2004, 03:03 PM

Ye hawa, ye wadiyan, ye sauhana mausam,
yaad aata hai mujhe mera bachpan,
woh yadein mere dil mein simti hui,
dheere-dheere jo hai mit ti hui...

aab tho kuch dhundala sa hi nazar aata hai,
waqt palon mein guzar jata hai,
sochta hoon kabhi hamare din bhi aayenge,
hum milke wahi purana geet gayenge,
hasenge, khelenge, mauj manyenge,
phir apne gharon ko laut jayenge.

Phir wahi jeewan hoga,
woh khushi ka pal dil mein simta hoga,
phir suhana mausam banke hamme yaad aayega,
doston se bichadna hamme phir satayega.

kushi ke do pal jina ka maksad ban jate hain
kal do khushiyan pane ke liye...hum aaj jiye jate hain
Aaj ka bharosa nahi kal ki baat karte hain
khushi ke ek jhonke ke liye hum tho jiya karte hain.
  Send a message via Yahoo to prakashraj94  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
14th August 2004, 03:14 PM

Ye hawa, ye wadiyan, ye sauhana mausam,
yaad aata hai mujhe mera bachpan,
woh yadein mere dil mein simti hui,
dheere-dheere jo hai mit ti hui...

aab tho kuch dhundala sa hi nazar aata hai,
waqt palon mein guzar jata hai,
sochta hoon kabhi hamare din bhi aayenge,
hum milke wahi purana geet gayenge,
hasenge, khelenge, mauj manyenge,
phir apne gharon ko laut jayenge.

Phir wahi jeewan hoga,
woh khushi ka pal dil mein simta hoga,
phir suhana mausam banke hamme yaad aayega,
doston se bichadna hamme phir satayega.

kushi ke do pal jina ka maksad ban jate hain
kal do khushiyan pane ke liye...hum aaj jiye jate hain
Aaj ka bharosa nahi kal ki baat karte hain
khushi ke ek jhonke ke liye hum tho jiya karte hain

ye to such hai apki saari bate parkash ji
bhut khub likha hai apne.

pata hai khushiya jhokaa hi to hai jo kabhi kabhi life mein milti hai.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
prakashraj94
Umda Shayar
prakashraj94 will become famous soon enoughprakashraj94 will become famous soon enough
 
prakashraj94's Avatar
 
Offline
Posts: 69
Join Date: Dec 2003
Location: Delhi
Rep Power: 22
14th August 2004, 03:42 PM

Sakhi jee Dilli Mai Fresh Hawa Bhi Nahi Milta Na. Waise Bhi Abhi Barish Ka Mausam Hai.
  Send a message via Yahoo to prakashraj94  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Koi Hawa Ka Jhonka Tha zidd Ghazal Section 9 1st July 2009 01:10 PM
Jhonka ....hawa ka aaj bhi tarun_ce Hindi/Urdu Lyrics 4 6th December 2007 06:50 PM
Jhonka...hawa ka tarun_ce Shayri-e-Dard 1 18th August 2007 10:42 PM
Wo Kya Mausam Ka Jhonka Tha..? vijen Shayri-e-Dard 1 25th February 2006 09:39 AM
Hawa Ka Jhonka maasoom Hindi Kavitayen 0 26th July 2003 03:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com