Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jab bhi teri ankhon mein apni tasveer-e-butan..dekhoon..
Old
  (#1)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
jab bhi teri ankhon mein apni tasveer-e-butan..dekhoon.. - 7th June 2004, 04:35 PM

jab bhi teri ankhon mein apni tasveer-e-buta.n dekhoon
ragon ka garam lahoo khud jism mein daurta dekhoon

sanson ki sansanahat mein kuch raz nasheeley
dharkan ki mausiqi per chahat gungunata dekhoon

seeney pe tere rakh ke ser jab sunti hoon dharkane
khud apne dil ko tere dil mein dharakta dekhoon

bahon ki germi mein pighalti hui ek shama ki khatir
phir aaj kisi perwane ko main jalta dekhoon

kismat se churake kuch ghariyan mohabbat ki
duniya ke riwazon ko "sona" aaj girta dekhoon

mausiqi.....music


swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Re: jab bhi teri ankhon mein apni tasveer-e-butan..dekhoon..
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: jab bhi teri ankhon mein apni tasveer-e-butan..dekhoon.. - 9th June 2004, 11:57 AM

sanson ki sansanahat mein kuch raz nasheeley
dharkan ki mausiqi per chahat gungunata dekhoon

seeney pe tere rakh ke ser jab sunti hoon dharkane
khud apne dil ko tere dil mein dharakta dekhoon

bahon ki germi mein pighalti hui ek shama ki khatir
phir aaj kisi perwane ko main jalta dekhoon

kismat se churake kuch ghariyan mohabbat ki
duniya ke riwazon ko "sona" aaj girta dekhoon

swati ji
kya baat hai !!!!mein yeh soch mein pad gaya hoon ki aise makhmali ehsaah ko kis khoobi se sameit leti hai aap ....itne naazuk khayalon ko kitne jatan se sahejti hai aap aur aise meethe jazbaaton kis saralta se jabaan de deti hai aap....wo bejod hai.!!!
har sher jaise bheeni bheeni khushboo samete hai apne andar...sari gazal jaise kasturi ban mehak rahi hai......hamari dil se nikli daad kubool kijiye.....aapko padhna hamesha ek sukhad ehsaas kara deta hai....isi klhubsurati se likhte rahiye....apna kahayl rakhiye...sada khush rahiye..
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
7th October 2014, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by san04 View Post
jab bhi teri ankhon mein apni tasveer-e-buta.n dekhoon
ragon ka garam lahoo khud jism mein daurta dekhoon

sanson ki sansanahat mein kuch raz nasheeley
dharkan ki mausiqi per chahat gungunata dekhoon

seeney pe tere rakh ke ser jab sunti hoon dharkane
khud apne dil ko tere dil mein dharakta dekhoon

bahon ki germi mein pighalti hui ek shama ki khatir
phir aaj kisi perwane ko main jalta dekhoon

kismat se churake kuch ghariyan mohabbat ki
duniya ke riwazon ko "sona" aaj girta dekhoon

mausiqi.....music

Swati ji.........ehsaas bahut pyare hai


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Apni Ankhon mein Basakar tujh ko joe_arg261986 Shayri-e-Dard 4 11th October 2008 06:10 PM
*~*TeRi HaR aDa Ko AnKhOn MeIn BanDh RaKhUnGa*~* kuhulika Shayri-e-Dard 1 1st September 2008 03:57 PM
Teri Ankhon Mein Yeh Jo Nami Si Chayi Hai DreamHealer Mazaakiya SMS Shayri 0 31st December 2006 10:25 PM
Boond mein Tasveer teri Vipinbox Shayri-e-Dard 4 4th November 2002 02:10 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com