Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Closed Thread
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mantri-0-Santri bharasht hai.
Old
  (#1)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
Mantri-0-Santri bharasht hai. - 20th June 2010, 08:23 AM

Mantri-0-Santri bharasht hai.

Mantri se Santri tak sab bharasht hai,
Isi lie Janta bhog rahi kashat hai.

File ho ameer ki to note bane pahia,
Babuji ke dafatar mein greeb pasat hai,

Beiman Neta ki gardn tani hui.
Imaandarion ka aaj surya asat hai.
-komal-

Last edited by zainy; 21st June 2010 at 01:27 PM..
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
21st June 2010, 08:54 AM

Quote:
Originally Posted by komalparveen View Post
Mantri-0-Santri bharasht hai.

Mantri se Santri tak sab bharasht hai,
Isi lie Janta bhog rahi kashat hai.

Rishvaton ke desh ki hai kaisi deshbakti,
Note pe chhapa hai gandhi kaisa masat hai.

File ho ameer ki to note bane pahia,
Babuji ke dafatar mein greeb pasat hai,

Desi angrejon se hai noukri ki aas,
Aaj kaa Bhagat Singh Moukaparast hai.

Beiman Neta ki gardn tani hui.
Imaandarion ka aaj surya asat hai.
-komal-
Desi angrejon se hai noukri ki aas,
Aaj kaa Bhagat Singh Moukaparast hai.

aapse request hia ki bhagat singh ka naam aise na include kare ...
bhagat singh ek hi they, doosre bhagat singh nahi haiN... so plzz sirf ek sher kahne ke liye
unka naam use na kareN

aap ye bhagat singh pe hi tanj kar rahe haiN

i request mod to edit this ghazal .....!!!
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#3)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st June 2010, 11:53 AM

chand sahab....kya galat hai isme bhaiyya?

kuch to galat likha nahi ki aap censor karwa rahe ho??

bhagat singh ke person aur character par to kuch kaha nahi hai( aur kaha bhi to kya?? tamaam history scholars ye kaam karte rahte hai)....balki unko ek bench mark banaya hai ...........

koi koi cheez hoti hai jinka naam generic ho jata hai....jaise xerox...ab xerox to company ka naam hai aur us process ko actually photocopting kahte hai...magar public phir bhi zerox bolti hai......

bhagat singh bhi isi tarah se ek generic naam ho gaya hai....veerta aur selflessness aur revolutanary activities ke liye....

mere khayaal se iske use me koi apatti nahi honi chaiye.....
aur yaha to author ne unko compliment hi diya hai..........
bhagat singh ko ek selfless aur revolutanary naujawaan ka prateek banaya hai.....aur tanz kiya hai ki aaj ke naujawaan inki tarah nahi hai ...kash

agar hum sab kuch isi tarah censor karate rahe to india saudi arab ki tarah ho jayega.....
   
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
21st June 2010, 12:23 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post

bhayee

bhagat singh .... ek milestone hai, ek charachter ek vichaardhara hai , aur kayioN ke liye idol ,

aur woh they, wohi rahenge , aur scholars..... karte hia aise kaam par itna bada bhi nahi .. ki akbar humauN ka beta tha, ab koe scholar humaUn ko akabr ka beta to nahi bata sakta ..........

bas ye bhi waisi hi baat hai ....

india , india bana rahe isliye zaroori hai ........

apni kami batao,, bhagat singh pe kyun ungli uthayeN

aap behr mai an hone ep sher khairj kar dete haiN

mere chand ko dor se bandhna galat ho sakta hia to ye kaise sahi hai ...
dono hi baatoN mai koe na koe dayraa chahiye hi
waise hi mere liye ye baat hai, baaki maien goli to chalayee nahi hai
apni baat hi kahi hai

waise mera bas chale to yeh bhi kar duN ... no doubt

aur tanj karna asaan kaam hai......

aur bhagat singh pe sirf bhagat singh hi tanj kar sakta hai

baki jiski jo marzi

fir aisa hua... to mai fir aise hi karunga

kuch baatoN pe koe samjhota nahi !!!>......

over n out
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 21st June 2010, 12:41 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
bhayee

bhagat singh .... ek milestone hai, ek charachter ek vichaardhara hai , aur kayioN ke liye idol ,

aur woh they, wohi rahenge , aur scholars..... karte hia aise kaam par itna bada bhi nahi .. ki akbar humauN ka beta tha, ab koe scholar humaUn ko akabr ka beta to nahi bata sakta ..........

bas ye bhi waisi hi baat hai ....

india , india bana rahe isliye zaroori hai ........

apni kami batao,, bhagat singh pe kyun ungli uthayeN

aap behr mai an hone ep sher khairj kar dete haiN

mere chand ko dor se bandhna galat ho sakta hia to ye kaise sahi hai ...
dono hi baatoN mai koe na koe dayraa chahiye hi
waise hi mere liye ye baat hai, baaki maien goli to chalayee nahi hai
apni baat hi kahi hai

waise mera bas chale to yeh bhi kar duN ... no doubt

aur tanj karna asaan kaam hai......

aur bhagat singh pe sirf bhagat singh hi tanj kar sakta hai

baki jiski jo marzi

fir aisa hua... to mai fir aise hi karunga

kuch baatoN pe koe samjhota nahi !!!>......

over n out

vikas bhai
radhe radhe

aapki baat bilkul sahi hai is ghazal me dono naam ka galat prayog hai mahatma gandhi jee ka aur bhagat singh jee ka kisi bhi halat me ham apne adharshon aur idols ke saath koi khilwaar ya unke naam ke saath mazaak ke liye use nahi kar sakte na hi karna chahiye is desh ke naagrik hone ke naate is desh ke liye jinhone kurbaniya dee hain unhe ham apne halke mazaak me use nahi kar sakte unki naam aur kaam ki garima ko hamesha dhyaan me rakhna chahiye
is ghazal ka swarup kuchh aisa bhi ho sakta tha

Mantri se Santri tak sab bharasht hai,
Isi lie Janta bhog rahi kashat hai.

Rishvaton ke desh ki hai kaisi deshbakti,
apni hi kamjoriyon ko chhipane me masat hai.

File ho ameer ki to note bane pahia,
Babuji ke dafatar mein greeb pasat hai,

Desi angrejon se hai noukri ki aas,
Aaj kaa insaan Moukaparast hai.

Beiman Neta ki gardn tani hui.
Imaandarion ka aaj surya asat hai.

asha hai komal jee meri baat kar bura nahi maanenge
radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Old
  (#6)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st June 2010, 12:42 PM

ab bhala wazn o chand ka is baat se kya talluq?

are bhai sau baar galat baat dohraane se baat to sahi nahi ho jayegi apki?

aap khud dekhiye waha author ne bhagat singh ke person aur character par tipanni nahi di hai....bhai...

koi thode bhagat singh ko ruswaa kar raha hai yaha ki aap talwaar lekar nikal pade gadar karne

sabki apni apni jagah hai aur izzat ......

ab dekhiye ...gandhi sahab ne khud bhagat singh ke tarike ka samarthan nahi kiya tha....isse bahutko ko gandhi sahab par bahut gussa hai..ab socho aap.....ek samuh gandhi se naaraaz ho aur unko bura bhala kahe to dusra samuh un bura bhala kahne walo ke upar tewar chalaye.....

yaha yehi baat hai.....aap bhagat singh ko idolise kar rahe hai...magar sabko jagah do apni baat rakhne ki

PHIR BHI SABSE BADI BADI BAAT YE KI YAHA TO WRITER NE BHAGAT SINGH KO IDOLISE HI KIYA HAI.........( YE NAHI BHULNA CHAIYE)

censor to last hatyaar hai.....
   
Old
  (#7)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
21st June 2010, 01:05 PM

bhayee .... agar aap ye kah rahe hia ki writer ne kisi aam bhagat singh ke liey kaah hai to... ye to writer bata denge

aur aap bhagat singh ke tareeke ko galat kah sakte haiN.... par unko mouka parsast ....
angerjo se nokri ki aas....

bhagat singh hi woh they jinhone poorn-swrajya ki maang ki thi ...... ki hum apna raaj khud chalange ... angerojo ki job nahi karenge....

ab yaha pe writer ne kaun si izzat de di .....

haan agar write mention kare ye ye bhagat singh koe aur haiN to.. sara mamla yahi pe khatm

aur fir maine bhi ato apni baat hi rakhi hai... post delete nahi ki , na hi ban kiya hia(waise ye maiN kar bhi nahis akta)

maine bhi apni baat hi rakhi hai......

__

aur gandhi aur bhagat ...

maine gandhi ke kuch bato pe achi rai rakhta hun kuch pe galat ......

lekin bhagat singh pe

mout nu massi aakhan waala azaadi da yaar
bhagat singh sardaar soorma bhagat singh sardar

_ GM

Last edited by janumanu; 21st June 2010 at 01:09 PM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
21st June 2010, 01:33 PM

Ghazal ke sher edit hogaye haiN, ..author se request hai ke religious heads aur patriotic leaders ke naam apne mazakiya shayri me istemaal na kareiN, kisi ke feelings hurt ho sakte haiN..

Ummid hai aagey se is baat ka khayaal rakha jayega...

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Old
  (#9)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
Smile 21st June 2010, 03:43 PM

waise mere hisaab se komal ji ne bilkul theek likha tha....is gazal me unho ne bhagat sing ka naam nahi include kia...isme unka prichey diya geya hai jo khud ko bhagat singh kehke unka naam khrab krte hain lekin hote kuch or hain........jo khud ko kehte hain hm gandhi ji jaese banenge...par kabi bante nahi....

jaise ke:"kya miliye aese logo se jinki fitrat chupi rhe,asli chehra saamne aaye nakli surat chipi rhe".......

its a very inspirational poem komal ji...likhte rhiye ga.....

god bless u........

Last edited by gazzal; 21st June 2010 at 03:49 PM..
   
Old
  (#10)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
24th June 2010, 03:06 AM

tour pe tha , vapis akar sdc me hajiri bhari to pata chala ki talibaano ki taraz par meri rachna ko zibah kar dia gya hai. Matm-E-Marsia padhte hue sdc ke water-lu mein joohj rahe mittro ! araz Hai ki jaise Gandhi ji ne Nawakhli ke dangon me khud jake do dadhon ki ladai band karvai thi vaise hi khaksaar bhi is mha yudh ka antt krwane ke liye Gandhi ji style me apeal karta hai ki mere pyare bhaio , mat lado in chhoti chhoti baton pe , kiunki desh ke aage chunoution ka pahaad kharha hai, Arth ka anarth mat keejie, Agar Gandhi ji ka naam lia to usme galat kuchh nahi kia,
bakoul Janab Gulam ali sahib " Hugama kiun barpaya thodi si jo pee li hai , daka to nahin dala chori to nahin ki hai " mujhe is baat ki khusi hai ki
meri racna se rape karne bale logon ke pass "Munna bhai lage raho" ko edit karne ka adhikaar naihn tha nahl to us film se bhi gandhi ji nine two eleven o jaate. Baki rahi baat Bhagat singh ki to unka azeem naam kabil a kadam-bosi hai.

Ajkal ke kuchh noujawn chahte hain ki Bhagat singh har shahar mein ho,
lekin agar paida ho to ai khudaya unke nahin padosi ke ghar mein ho.

Bhagat singh ji ka naam roll model ke tour par likha gya hai.
logon ko un jaisa banne ki parerna dene ke lie.
Apni racna ke saath hui jyaditi ko main is lie maaf karta hoon kyunki kuchh logon ko khuda ne baat ki gahrai ko napne ke paimaane se mahroom rakha hota hai.

Aurangzeb ke zamane mein bhi saaz dafna die jaate thhe.
Tajmahal banane vale karigaron ke haath bhi kaat die jaate thhe.
Kathmullon ki meharbaani se taslima ko desh chhodna parha.
Rushdi ke peechhe bhi fatve ka bhoot bhagta raha.

Soch-e-turshi ke chalte aisi kaant chhant to alim fazil bi kar jate hain,
kai jagah khoobsoorti se sile hue silk ke paizame gaadion ke sheeshe saaf karne ke kaam aate hain,
kai jagah be-akli se sile gae kachhe bi mahfilon me pahane jaate hain.

Ye kalam aise i chalti rahegi aap ki parerna se...........

Tu vaar kar dil pe main khusi se sahta hoon,
tu khanzar utha main vatan zindabaad kahta hoon.

aapki editing ki koshish achhi hai, karte rahie, bhagwan apko khush rakhe.lekin yaad rahe "sitaaron se aage zahan aur bhi hain.
-komal-
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Old
  (#11)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
24th June 2010, 07:31 AM

Quote:
Originally Posted by gazzal View Post
waise mere hisaab se komal ji ne bilkul theek likha tha....is gazal me unho ne bhagat sing ka naam nahi include kia...isme unka prichey diya geya hai jo khud ko bhagat singh kehke unka naam khrab krte hain lekin hote kuch or hain........jo khud ko kehte hain hm gandhi ji jaese banenge...par kabi bante nahi....

jaise ke:"kya miliye aese logo se jinki fitrat chupi rhe,asli chehra saamne aaye nakli surat chipi rhe".......

its a very inspirational poem komal ji...likhte rhiye ga.....

god bless u........

ghazal sahib/sahia

Desi angrejon se hai noukri ki aas,
Aaj kaa Bhagat Singh Moukaparast hai.

is gazal me unho ne bhagat sing ka naam nahi include kia...isme unka prichey diya geya hai jo khud ko bhagat singh kehke unka naam khrab krte hain lekin hote kuch or hain........jo khud ko kehte hain hm gandhi ji jaese banenge...par kabi bante nahi....

kyaa aap bata sahkti/sakte haiN aapne jo arth nikala hia woh isi sher ke mutabik hai, waise padhane wala kuch bhi arth nikaals akta hai
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
24th June 2010, 11:28 AM

[QUOTE=komalparveen;398041]tour pe tha , vapis akar sdc me hajiri bhari to pata chala ki talibaano ki taraz par meri rachna ko zibah kar dia gya hai.

sahab ,,,,,,,, taalibaanoN se kahne se kya tatparya hia aapka ....
???

Matm-E-Marsia padhte hue sdc ke water-lu mein joohj rahe mittro ! araz Hai ki jaise Gandhi ji ne Nawakhli ke dangon me khud jake do dadhon ki ladai band karvai thi vaise hi khaksaar bhi is mha yudh ka antt krwane ke liye Gandhi ji

Note pe chhapa hai gandhi kaisa masat hai.
kyaa aap bataa sakte hia ye aapne kiske liye likha hai,
ab gandhi pe to aap hi comment kar rahe haiN hum nahi,

style me apeal karta hai ki mere pyare bhaio , mat lado in chhoti chhoti baton pe , kiunki desh ke aage chunoution ka pahaad kharha hai, Arth ka anarth mat keejie, Agar Gandhi ji ka naam lia to usme galat kuchh nahi kia,

hum kahaN lad rahe haiN sahab, aapo dikha kya koe, is baat koe aap ladayee maaan rahe haiN,

mubarak ho fir raee ka pahaad baan lete haiN aap

bakoul Janab Gulam ali sahib " Hugama kiun barpaya thodi si jo pee li hai , daka to nahin dala chori to nahin ki hai "

its was not ghulaam ali verse, unhone sirf gaya hai....!

mujhe is baat ki khusi hai ki
meri racna se rape karne
bale logon ke pass "Munna bhai lage raho" ko edit karne ka adhikaar naihn tha nahl to us film se bhi gandhi ji nine two eleven o jaate.

gandhi ji ko aapne note mai chipkaa diya hia, ab kaahN jane wale haiN.....

usko jiske pas edit karne ke adhikaar they unhone uske mutabik kuch na kuch adit kiya hi hoga, chahe woh kisi bhi baat se talluk rakhta ho

Baki rahi baat Bhagat singh ki to unka azeem naam kabil a kadam-bosi hai.

to aur humne kya kaha hai, aur isi baat ka ahsaas dilane aur apni confusion sahi karane ke liye aapko kaha tha

unko mokaparst se lafj se jodne ka kaam aapne apni gahzal mai kiya hia humne nahi

Ajkal ke kuchh noujawn chahte hain ki Bhagat singh har shahar mein ho,
lekin agar paida ho to ai khudaya unke nahin padosi ke ghar mein ho.

haha, par aapne to likha hia ki , aaj ka bhagat singh, yani woh paida ho chuka hai aur woh moukaparast bhi ho chka hai,

plz is baat ko saaf kareN

Bhagat singh ji ka naam roll model ke tour par likha gya hai.
logon ko un jaisa banne ki parerna dene ke lie.

Desi angrejon se hai noukri ki aas,
Aaj kaa Bhagat Singh Moukaparast hai.

isme aisa prernaa kaha hia aap batayenge
aur kya aapko lagta hia ki hum bhagat singh ko roll model nahi mante ...
ek dunia mai desh bhakt ap hi hai , lagt raha hai

Apni racna ke saath hui jyaditi ko main is lie maaf karta hoon kyunki

maine to nahi maangi mafi, maangi kya ????????

kuchh logon ko khuda ne baat ki gahrai ko napne ke paimaane se mahroom rakha hota hai.

ji mai khuda se zaroor shkiyata karunga ki usne gaharyee ke sare paimane naapne ki shakti, sara ilm saari tofeekeN aap hi ko bakshi hai

Aurangzeb ke zamane mein bhi saaz dafna die jaate thhe.
Tajmahal banane vale karigaron ke haath bhi kaat die jaate thhe.
Kathmullon ki meharbaani se taslima ko desh chhodna parha.
Rushdi ke peechhe bhi fatve ka bhoot bhagta raha.

aap unme se nahi haiN, na hi hum unme se hai, so dont worry ..

Soch-e-turshi ke chalte aisi kaant chhant to alim fazil bi kar jate hain,
kai jagah khoobsoorti se sile hue silk ke paizame gaadion ke sheeshe saaf karne ke kaam aate hain,
kai jagah be-akli se sile gae kachhe bi mahfilon me pahane jaate hain.

Ye kalam aise i chalti rahegi aap ki parerna se...........

Tu vaar kar dil pe main khusi se sahta hoon,
tu khanzar utha main vatan zindabaad kahta hoon.

sahab, agar aap khud ko vatan parast samjhte hai to achi baat hai
lekin doosre ki desh bhakti pe shaq na kare, aapko iska koe haq nahi hai, na hi aap is kabil hai ki kaisi ki deshbhakti pe aa shaq kare
and plz mere bare bare mai dowara aisa kahen ki himakat na kare....

aapki editing ki koshish achhi hai, karte rahie, bhagwan apko khush rakhe.lekin yaad rahe "sitaaron se aage zahan aur bhi hain.

aapki bhi talibaan kahna aur ksisi ko repist bana dena ye shobha nahi deta hai janaab,

humne ya maine sirf apani baat rakhi thi, jisko aap kaat sakte they
apne vichaar se apni rai se ....
aur aapne to had hi kar di, khair had humne bhi nahi rakhi ab

kahi padha tha aap bahut bade haiN umr aur odhy ke lihaaj se
yaha dekh liya good luck

bura laga ho to maan lena

Last edited by janumanu; 24th June 2010 at 11:38 AM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#13)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
25th June 2010, 12:51 AM

maanu ji ,
namaskar,
Badtameeji aur behayai ki seema se door hat ke aur shaleenta apnate hue apke balble ka jabaw de raha hun kyunki mere sanskaron ne mujhe nahi sikhaya ki dimagi tavzun kho ke aap jaisi utejit bhasa ka mai bi lstemaal karoon.Mujhe is baat pe bahut taras a raha hai ki aap ne nahaq apna khoon ek choti si baat pe jalaya. Wisdom is not a purchaseable itam. Ye Parmatma ki dein hai, kisi ke paas hoti hai kisi ke paas nahi, Ab bhai mere agar sari akal alla mian ne tumhe hi allot kar dali to isme mera kya dosh ? ye to khuda ki matrji hai, fir bhi is ummeed mein jee lete hain ki shayad aap jaise Akal daano ki sohbat mei hume bi kuch samajh aa jae. Baki aap to yun hi tilmila gae mere nadan dost , aur apki chatptahat ne apke dil se tadap tadap ke jo sdaa nikali usne mujhe bi parbhavit kia. Gandhi ji aur bhagat singh ji ke lie aapke dard-e-dil ne sdc fourm me jo babaal kia uska mai bi kayal ho gaya aur apki desh bhagti se mere man me ek tassali ki bhawbna paida hui ki chalo kisi ko to shaeedon ka varis banne ki hosh aai. Khuda kare aapke roushan dimaag mein isi tarha bhagat singh ka ansh paida ho aur ap desh ke khilaf chal rahe lashkar-e-toeba, al quaida aur jaish e muhammad jaisei atankvadi sansthano se takkar lein ye gaate hue "mera rang de basanti chola." Apke ilam mei izafe ke lie ek baat aur batana chahta hoon ki gandhi ji ko maine nahi bharat Sarkaar Ne Note Par Caap kar Sardanjli dee ai. Aar agar kabhi aap ko 1000 Rs. ka note dekhne ka soubhagya prapat ho ya fir jaise taise 500 ke note ka arrange kijie aur gour se dekhie ki usmae gandhi ji ke chehre pe kaisi masat kar dene vali adhyatmik muskrahat hai.

Ye Shayri ki Azeem Baaten hain , Samaj Na lae To gussa Na Keejie,
Agar Kaleje Mei ho Jalan to " pudeen hara " leejie.
Fir bi bechaini-e-rooh ho mahsoos to E Pappu ek gadbi(Small Jug ) thanda pani peejie,
Khoon jalane se rang bhi kala pad jata hai E chhotu lsi lie gussa thook deejie.

kiunki Sahib AAp to thahre bade aadmi , Apke to seedhe Link hai . aaj Apne gazal Ka Qatal Karvaya, Kal ko aap meri ID hi khatam karva denge, islie aap se to Darna hi Padega . last and final: aage se ya peechhe se mujhe ab na likhna kiunki ab apki kisi baat ka jabaw deina main apni touheen samjhunga.

Jin doston ne is kurukshetar ki ladai mein bhagwan shri krishan ki tarah adharam ke khlaf mera saath dia unka mai tah-e-dil se shukria ada karta hoon. ameen.
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Old
  (#14)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th June 2010, 02:03 AM

Quote:
Originally Posted by komalparveen View Post
maanu ji ,
namaskar,
Badtameeji aur behayai ki seema se door hat ke aur shaleenta apnate hue apke balble ka jabaw de raha hun kyunki mere sanskaron ne mujhe nahi sikhaya ki dimagi tavzun kho ke aap jaisi utejit bhasa ka mai bi lstemaal karoon.Mujhe is baat pe bahut taras a raha hai ki aap ne nahaq apna khoon ek choti si baat pe jalaya. Wisdom is not a purchaseable itam. Ye Parmatma ki dein hai, kisi ke paas hoti hai kisi ke paas nahi, Ab bhai mere agar sari akal alla mian ne tumhe hi allot kar dali to isme mera kya dosh ? ye to khuda ki matrji hai, fir bhi is ummeed mein jee lete hain ki shayad aap jaise Akal daano ki sohbat mei hume bi kuch samajh aa jae. Baki aap to yun hi tilmila gae mere nadan dost , aur apki chatptahat ne apke dil se tadap tadap ke jo sdaa nikali usne mujhe bi parbhavit kia. Gandhi ji aur bhagat singh ji ke lie aapke dard-e-dil ne sdc fourm me jo babaal kia uska mai bi kayal ho gaya aur apki desh bhagti se mere man me ek tassali ki bhawbna paida hui ki chalo kisi ko to shaeedon ka varis banne ki hosh aai. Khuda kare aapke roushan dimaag mein isi tarha bhagat singh ka ansh paida ho aur ap desh ke khilaf chal rahe lashkar-e-toeba, al quaida aur jaish e muhammad jaisei atankvadi sansthano se takkar lein ye gaate hue "mera rang de basanti chola." Apke ilam mei izafe ke lie ek baat aur batana chahta hoon ki gandhi ji ko maine nahi bharat Sarkaar Ne Note Par Caap kar Sardanjli dee ai. Aar agar kabhi aap ko 1000 Rs. ka note dekhne ka soubhagya prapat ho ya fir jaise taise 500 ke note ka arrange kijie aur gour se dekhie ki usmae gandhi ji ke chehre pe kaisi masat kar dene vali adhyatmik muskrahat hai.

Ye Shayri ki Azeem Baaten hain , Samaj Na lae To gussa Na Keejie,
Agar Kaleje Mei ho Jalan to " pudeen hara " leejie.
Fir bi bechaini-e-rooh ho mahsoos to E Pappu ek gadbi(Small Jug ) thanda pani peejie,
Khoon jalane se rang bhi kala pad jata hai E chhotu lsi lie gussa thook deejie.

kiunki Sahib AAp to thahre bade aadmi , Apke to seedhe Link hai . aaj Apne gazal Ka Qatal Karvaya, Kal ko aap meri ID hi khatam karva denge, islie aap se to Darna hi Padega . last and final: aage se ya peechhe se mujhe ab na likhna kiunki ab apki kisi baat ka jabaw deina main apni touheen samjhunga.

Jin doston ne is kurukshetar ki ladai mein bhagwan shri krishan ki tarah adharam ke khlaf mera saath dia unka mai tah-e-dil se shukria ada karta hoon. ameen.

Hadd hogayi tanz ki...ayse lagta hai jaise ek ek lafz,nafrat aur zeher me dooba hai...

tanziya shayri likhte likhte aapka mizaaj bhi tanziya hogaya hai...
lashkar-e-toeba, al quaida aur jaish e muhammad jaisei atankvadi sansthano se ladne ke chakker me, lagta hai aapko sab se nafrat hogayi hai..

khair huzoor, aapki ghazal ke sher maine edit kiye haiN, aur sdc ke rules ke mutabiq hi kiya hai, maine,kuch ghalat nahi kiya,

Ab jitna ghussa nikalna ho mujh per nikaliye, kyuN us bhale maanus per baras rahe haiN....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 25th June 2010 at 02:09 AM..
  Send a message via MSN to zainy  
Old
  (#15)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
25th June 2010, 11:48 AM

hadd darasal is baat ki hai ki itni behas kyuN ho rahi hai, maiN nahiN maanta ki aisa karna galat hai, kavi ko swatantra milni chahiye, aur unka kataksh v sahi hai ki rishwat jab v dete haiN to badkismati ye ki bapuji ko ye sab haNste hue dekhna padta hai, aur jab bhagat singh ka naam liya gaya hai, to usme saaf kaha gaya hai aaj ka bahgat singh, jiska saaf paryaar aaj ke deshbhakt banne wale logoN me hai, waise chuNki sher edit ho chuke haiN to behas ki koi gunjaish nahiN hai, par haaN maiN v kavi aur zidd bhai se sehmat huN.... vikas bhai waise ye sirf aapke unke aur humare nazariye ka fer hai, isiliye sobha nahiN deta aap dono rachnatmak logoN ka is qadar behas karna.... Vikas bhai kisi baat se agar thes pahuNche to maafi chaahuNga....!!

aur rahi baat praveen ji ki, to behas aur tarq apni jagah pe sahi hai,par kewal rachnatmak seemaoN me, aap badtameezi ki baat kar rahe haiN, par kya aapka itna talkh mizaazi javaab sahi hai...?? baat kewal itni hai ki apni bat rakhne tak sab theek hai par is qadar kriya aap kisi ko tikhi tippaniyaaN ya sarcasm ka istemaal na kareN... Waise apse umar aur ohde dono me bahut chota huN to jyada nahiN keh sakta, par agar aapko v koi baat galat lage to maafi chahuNga....!!
aapka GHAYAL....!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by Taish; 25th June 2010 at 11:51 AM..
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Old
  (#16)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
25th June 2010, 12:55 PM

Zainy ji mai apki baat se saumat hoon lekin janu maanu ji ne be bajah panga lete hue baat ka batanad bana dia is lie mazboori mein meri gaadi patri se utar gai jo kabi hua nahi.jara unko bi samjhaiega agar vo apki baat man jae.sorry for that. Ghayal bhai apki baat sahi hai. aage se aisi baaton ka dhyan rakunga.Thanks 'n god Bless You my dear.
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Old
  (#17)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
25th June 2010, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
hadd darasal is baat ki hai ki itni behas kyuN ho rahi hai, maiN nahiN maanta ki aisa karna galat hai, kavi ko swatantra milni chahiye, aur unka kataksh v sahi hai ki rishwat jab v dete haiN to badkismati ye ki bapuji ko ye sab haNste hue dekhna padta hai, aur jab bhagat singh ka naam liya gaya hai, to usme saaf kaha gaya hai aaj ka bahgat singh, jiska saaf paryaar aaj ke deshbhakt banne wale logoN me hai, waise chuNki sher edit ho chuke haiN to behas ki koi gunjaish nahiN hai, par haaN maiN v kavi aur zidd bhai se sehmat huN.... vikas bhai waise ye sirf aapke unke aur humare nazariye ka fer hai, isiliye sobha nahiN deta aap dono rachnatmak logoN ka is qadar behas karna.... Vikas bhai kisi baat se agar thes pahuNche to maafi chaahuNga....!!

aur rahi baat praveen ji ki, to behas aur tarq apni jagah pe sahi hai,par kewal rachnatmak seemaoN me, aap badtameezi ki baat kar rahe haiN, par kya aapka itna talkh mizaazi javaab sahi hai...?? baat kewal itni hai ki apni bat rakhne tak sab theek hai par is qadar kriya aap kisi ko tikhi tippaniyaaN ya sarcasm ka istemaal na kareN... Waise apse umar aur ohde dono me bahut chota huN to jyada nahiN keh sakta, par agar aapko v koi baat galat lage to maafi chahuNga....!!
aapka GHAYAL....!!
ghayal bhayeee...nazriye ki baat hai, fark to hoga hi .....

aaj ka bhagat singh ........... is tarah se likhna galt hai .. meri nazar mai, aapki main na ho ...........ya jinhone likha unki mai na ho

par kya unhone is baat pe kuch explnation diya bilkul bhi nahi, unko shayed pata hi nahi unhone likha kya hai ....

babjood iske ... badtmeezi ki had paar kar di......

chota main hun, aur chota pan inhone dikha diya .

mai bhagsingh ji ke naam ke saath aisa likhne se ahat huaa ........ ek padhen wale ki haisiyat se , maine apna paksh rakha...... kya likhne wale ki koe zimmedari nahi

munh uthaya aur kuch bhi likh diya ........

aur doosri baat ... kataksh unpe kare jo ... us baat ka jabaab de sake ..
unpe nahi jo is dunia mai nahi hai,

fir bhi mai yahi kahunga ki agar unhone apni bata rakhi hoti to.. mais amjh jata .

par wo to pata nahi, khud ko bhagwaan ka bheja farishta samjhte hai, jo sach kahne ke liye paida hue hai

kisi ko talibaani kah dete haiN, kisis ko raoe karne jaise ilzaam .... aur kisi ko ki aap 500, 1000 ke note ikhate kar len
arrange karne se kya matlab hai ...

agar kisi ko critize karna , talibaan hona , rapist hona ya fir begger hona hai,

so i aM that one ........!!

aur mujeh is baat ka garv hai

hum taalibaani, hum taalibaani
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#18)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
25th June 2010, 01:37 PM

Quote:
Originally Posted by komalparveen View Post
Zainy ji mai apki baat se saumat hoon lekin janu maanu ji ne be bajah panga lete hue baat ka batanad bana dia is lie mazboori mein meri gaadi patri se utar gai jo kabi hua nahi.jara unko bi samjhaiega agar vo apki baat man jae.sorry for that. Ghayal bhai apki baat sahi hai. aage se aisi baaton ka dhyan rakunga.Thanks 'n god Bless You my dear.
excuse me ..
maine aapse koe panga nahi liyaa ... ye aapke dimaag ki upaj hai

maien aapse seedha hi us sher pe comment kiya tha, aap araam se expalin kar dete ...........
aur yahaaN aisa hota hi rahega ...

tanjiyaa shayri karte haiN aap, aaur khud pe itna sa nahis ah sakteN. ...
bhayee shahab .............
aapko bhi kisi pe haq nahi tount marne ka .... understand, umr ka koe lihaaj nahi hai ab, ye forum hai, yahaan na kisi ki umr se matlab hai na uske ameer hone se jo aapko lagta hai, agar aap is baat ka garoor leke aaye hain , to site aapne banayee hia , baha apne raag alapiye ....
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#19)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
25th June 2010, 02:07 PM

Hadd hogayi tanz ki...ayse lagta hai jaise ek ek lafz,nafrat aur zeher me dooba hai...
Maine Kisi ko Begger nahi likha , Na hi Mera Aisa koi Irada hai,
Is dunia mei sabhi Begger hain jo Mangte hain bagwan se to meri kisi ko begger kahne ki himmat hi nahi, Agar galti se kisi ne apne aap ko khud i begger ki list mein shamil kar lia ho to isme meri koi jimmevdari nahi.
Swari apne samman ki khud jimmedaar hai.
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Old
  (#20)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
25th June 2010, 02:10 PM

[QUOTE=komalparveen;398191]maanu ji ,
namaskar,
Badtameeji aur behayai ki seema se door hat ke aur shaleenta apnate hue apke balble ka jabaw de raha hun

bilkul badtmeeji aur behayaeee ..... mind it ...

kyunki mere sanskaron ne mujhe nahi sikhaya ki dimagi tavzun kho ke aap jaisi utejit bhasa ka mai bi lstemaal karoon.

sanskaar sabko milte haiN .....
apne reply padh le, aur sochy yahi sanskaar mile haiN aapko ..!!!

Mujhe is baat pe bahut taras a raha hai ki aap ne nahaq apna khoon ek choti si baat pe jalaya.

nahaq nahi jalayaa... u deserve that

tera khoon thanda ho gaya hai, khoulda nahi hai
ye hai birse da masla makhol da nahi hai ..
dr satinder sartaj

Wisdom is not a purchaseable itam. Ye Parmatma ki dein hai, kisi ke paas hoti hai kisi ke paas nahi,

aur is baat ka faisla bhi parmata pe hi chhod de sahib aap ye taraju uthane ki zahmat na kare, bada hone aur boodha hone mai fark hai , again mind it ....

Ab bhai mere agar sari akal alla mian ne tumhe hi allot kar dali to isme mera kya dosh ? ye to khuda ki matrji hai, fir bhi is ummeed mein jee lete hain ki shayad aap jaise Akal daano ki sohbat mei hume bi kuch samajh aa jae.

hmmm .... baat akal ki nahi hai janaab, lahje ki hai, halanki maine tanj nahi kiya tha, baat ye hai ki mai bhagat singh ji ka naam aise nahi judte dekha sakta , par aapko woh baat nahi dikhi , dikhi to khud ko bada maane ka garoor,

lekin baat fir dohrata hun
boodha hona, aur bada hona ., zameen aasmaan ka fark hai

Baki aap to yun hi tilmila gae mere nadan dost , aur apki chatptahat ne apke dil se tadap tadap ke jo sdaa nikali usne mujhe bi parbhavit kia.

ha ha ha
kurwaan gaye aapke shaoor pe

Gandhi ji aur bhagat singh ji ke lie aapke dard-e-dil ne sdc fourm me jo babaal kia uska mai bi kayal ho gaya aur apki desh bhagti se mere man me ek tassali ki bhawbna paida hui ki chalo kisi ko to shaeedon ka varis banne ki hosh aai.
Khuda kare aapke roushan dimaag mein isi tarha bhagat singh ka ansh paida ho aur ap desh ke khilaf chal rahe lashkar-e-toeba, al quaida aur jaish e muhammad jaisei atankvadi sansthano se takkar lein ye gaate hue "mera rang de basanti chola."

sahab, apni baat apna tanj aapko sahi lagta hai, aur baki ki baateN babaal haha ye kyaa baat huee ......

aap bhi si dsh ke nagrik aur maiN bhi ........ donon ko apni baat rakhen ka haq hai
aur ye ek forum hai iske apne kayde haiN.... unko follow krte hue hi aap member rah sakte haiN

you have to follow the rule of forum .. yaha koe desh videsh ka masla nahi hai, jo democracy ki baat ho rahi hai, ya kar rahe haiN

Apke ilam mei izafe ke lie ek baat aur batana chahta hoon ki gandhi ji ko maine nahi bharat Sarkaar Ne Note Par Caap kar Sardanjli dee ai. Aar agar kabhi aap ko 1000 Rs. ka note dekhne ka soubhagya prapat ho ya fir jaise taise 500 ke note ka arrange kijie aur gour se dekhie ki usmae gandhi ji ke chehre pe kaisi masat kar dene vali adhyatmik muskrahat hai.

hmm haan ye adhyaatm ki baateN humse nahi hoti

Ye Shayri ki Azeem Baaten hain , Samaj Na lae To gussa Na Keejie,
Agar Kaleje Mei ho Jalan to " pudeen hara " leejie.

__>

ji sahab aapki azeem shayeri... aap hi jane

Fir bi bechaini-e-rooh ho mahsoos to E Pappu ek gadbi(Small Jug ) thanda pani peejie,
Khoon jalane se rang bhi kala pad jata hai E chhotu lsi lie gussa thook deejie.

ha ha

na sahab aapki shayeri ke aage humari ek nahi chals akti isliye iska jaab nahi denge
___>

kiunki Sahib AAp to thahre bade aadmi , Apke to seedhe Link hai . aaj Apne gazal Ka Qatal Karvaya, Kal ko aap meri ID hi khatam karva denge, islie aap se to Darna hi Padega . last and final: aage se ya peechhe se mujhe ab na likhna kiunki ab apki kisi baat ka jabaw deina main apni touheen samjhunga.

aapki id se mujeh kya lena dena aur na hi aapse koe lena dena hai..

isse pahle aapki kavitayeN achi lagi to tareef ki .. jab nahi lagi to aise bola
aapko chaploos chahiye kya jo bas wah wah kare .....
aisa to hoga nahi sahib, sikke ke do pahlu hote hai, aur sikka lena hai to dono pahlu accpet karne honge, nahi to khote sikke se kaam chalayeN ..

..

Jin doston ne is kurukshetar ki ladai mein bhagwan shri krishan ki tarah adharam ke khlaf mera saath dia unka mai tah-e-dil se shukria ada karta hoon. ameen.

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Old
  (#21)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
25th June 2010, 02:13 PM

Zidd bhai ahcha sher kaha, waise yaar ab bandh bhi karo sab log is behas ko, bahut ho gaya bhai....!! maje karo mast raho, padho share karo, baat uthegi to badi door talak jaayegi, isiliye is baat ko aur na uthaya jaye, meri darkhwast hai...!!

THE END(Happies Endings)

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Closed Thread

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com