Pyar bhari kahani.. -
9th March 2003, 12:54 AM
Pyar kiya nahi jata pyar hojata hai..sab ka kehna hai or sach bhi hai..
hazir hai aik pyar bhari kahani...
Lo chali mein bachpan ki kahani ko leh kar..
galati se pyar kar behti pyar jatane wale se
jis din se laut kar ayi hoon aik hi dard hai dil mein
Teri yaadein jin ko mein apne sene se laga kar lauti hoon..
Harpal tumhari yaad atihai yahan tak keh khaboon mein bhi ate ho..
mere din ka sakoon or raatoon ki neendein chorane.
Aab intazaar hai to tumhare pyar keh izhar karne ka..
Kahin dair na hojai..
Mein to intazaar kar loon ghi lekin zindagi ka kiya bharosa aaj hai
kaal nahi............
urs truly rabi
|