hi kaise ho aap kholse dil ke sath apki is ghazal ki tareef karta hoon mashallah bahut umda likha hai sis umeed karte hain apse aainda bhi yehi taufeeq hogi bahut achi hai mashallah takecare of ur self bye bye
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........