Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Nakamiyan to manzilon ke hain padao.
Old
  (#1)
Sham Kumar
SHAKIR
Sham Kumar is a jewel in the roughSham Kumar is a jewel in the roughSham Kumar is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 27
Join Date: Sep 2012
Location: Noida, NCR
Rep Power: 0
Nakamiyan to manzilon ke hain padao. - 16th October 2012, 09:36 PM




nakamiyan to manzilon ke hain padao.


nakaamiyaan to manzilon ke hain padao.

aansuon ko sambhaal ke rakh,

gum kee maut be bahane ke leeye,

bhla raat ko koyee mayee ka lal bandh saka hai,

din niklega, yeh to lazam hai,

beehad see oobad khaabd zindagi samtal
hogi,

bas tum apne haunslon ko loha karlo,

waqt behra hai, raftaar ki to mat poochho,

sirf aawaaz lgaane se kuchh nahin hoga,

laash dafnaa ke udaasiyon kee bhaagen ja pakde,

raat gehree hai aur safar hai bahut lambaa,



yeh zazbaat rooh-e-zindagi hee sahi,

par nayee nazar mein dakiyanoosiyon ka culture
hai,

log haathon mein leeye phirte hain, paper napkin kee tarah,

yoos karte hain, sleeke se phaink dete hain,

yeh pyar, yeh ulfat, yeh apnapan,

is sadi main, pichhlee sadi kee batein hain,

arre, zazbaat-e-kashtee ko saath mut lena,

pyare loge, jaldee hee doob jaayoge,

kyonki doobna hai to, doobna hai gum ko,

aur tum main abhi bee dum hai to,

to kehkahon ko kar lo rafeeq-e-safar,

chhod kar arre shakir, nakamiyan,

mila manzilon kee nazar se nazar,

too mila manzilon kee nazar se nazar.

sham kumar
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com