|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
Tumse Milna Baatein Karna.... -
19th October 2009, 02:20 PM
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Kya hai yeh, kyoon hai yeh,
kya khabarHaan magar jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Kya hai yeh, kyoon hai yeh,
kya khabarHaan magar jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Teri chhoti chhoti baat,
teri har ek mulaaqaat
Tadpaaye mujhko lamha lamha tera saath
Lamha lamha tera saath
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
Baheke baheke mere din,
maheki maheki meri shaam
Kore aanchal pe sada
main to likhoon tera naam
Main to likhoon tera naam
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo bhi hai,
bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna
bada achchha lagta hai
http://www.youtube.com/watch?v=cwTzu...eature=related
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
Last edited by zainy; 19th October 2009 at 02:24 PM..
|
|
|