Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aag paani meiN na lagaya karo
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Aag paani meiN na lagaya karo - 19th May 2015, 08:18 PM

YooN rukh se zara parda hataya na karo,
Sareaam pani meiN aag lagaya na karo.

Dil tau teri yaad mein yuN behal jayega,
Mere is dil ko khilona banaya na karo...

rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo.

bekarar rehte haiN sab tere deedar ko,
Jalwa ai husan phir unse chipaya na karo.

Mileyn hum jab bhi thora muskuraya karo,
ghumon ko bus dil se yuN lagaya na karo .

Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.

Sanam tere ishq mein haiN bahut dhoobe hue,
Milne ka vada kerke intezar karaya na karo.




khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 19th May 2015 at 08:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th May 2015, 11:15 PM

Kya baat hai..behad roomani ehsaas...bahut khoob....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th May 2015, 10:17 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
YooN rukh se zara parda hataya na karo,
Sareaam pani meiN aag lagaya na karo.

Dil tau teri yaad mein yuN behal jayega,
Mere is dil ko khilona banaya na karo...

rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo.

bekarar rehte haiN sab tere deedar ko,
Jalwa ai husan phir unse chipaya na karo.

Mileyn hum jab bhi thora muskuraya karo,
ghumon ko bus dil se yuN lagaya na karo .

Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.

Sanam tere ishq mein haiN bahut dhoobe hue,
Milne ka vada kerke intezar karaya na karo.


ooohhhoooo...Sanjay ji, aap theek to hai na...bade romantic hue ja rhe ho...lagta hai USA ke mast mausam ka asar hai...

bahut khoobsurat likha hai aapne.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
25th May 2015, 03:15 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kya baat hai..behad roomani ehsaas...bahut khoob....
Aap ka bahut shukriya .jo aap ne is nacheez ko izzat bakshi hai..

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
25th May 2015, 03:20 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
ooohhhoooo...Sanjay ji, aap theek to hai na...bade romantic hue ja rhe ho...lagta hai USA ke mast mausam ka asar hai...

bahut khoobsurat likha hai aapne.
Aapne theek farmaya Sunita ji ...USA is hava mein jadu hai
aur holidays mein fursat hai bus...pani meiN aag laga d humne ..ha ha

Shukriya jo aapko humare ehsaasat pasand aye.

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th May 2015, 08:59 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
YooN rukh se zara parda hataya na karo,
Sareaam pani meiN aag lagaya na karo.

Dil tau teri yaad mein yuN behal jayega,
Mere is dil ko khilona banaya na karo...

rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo.

bekarar rehte haiN sab tere deedar ko,
Jalwa ai husan phir unse chipaya na karo.

Mileyn hum jab bhi thora muskuraya karo,
ghumon ko bus dil se yuN lagaya na karo .

Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.

Sanam tere ishq mein haiN bahut dhoobe hue,
Milne ka vada kerke intezar karaya na karo.



waaahhhh kyaa baat hai sanjay saahb...... bahot khoob...... shaandaar peshkash rahi aapki.... likhte rahen....

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
3rd June 2015, 05:23 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaahhhh kyaa baat hai sanjay saahb...... bahot khoob...... shaandaar peshkash rahi aapki.... likhte rahen....

Shaad.....
Shaad bhai ...apki zaranawazi jo aap humara likha hua padte haiN aur phir use pasand bhi karte haiN .. shukriya ek baar phir

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
3rd June 2015, 11:32 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
YooN rukh se zara parda hataya na karo,
Sareaam pani meiN aag lagaya na karo.

Dil tau teri yaad mein yuN behal jayega,
Mere is dil ko khilona banaya na karo...

rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo.

bekarar rehte haiN sab tere deedar ko,
Jalwa ai husan phir unse chipaya na karo.

Mileyn hum jab bhi thora muskuraya karo,
ghumon ko bus dil se yuN lagaya na karo .

Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.

Sanam tere ishq mein haiN bahut dhoobe hue,
Milne ka vada kerke intezar karaya na karo.

wah khoob romaaniyat se bharpoor ehsaas rahe is rachna me aapke sanjay bhai...
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
4th June 2015, 09:04 PM

Dear

Bahut khub likha hai aapne.. likhate rahiye..

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
5th June 2015, 11:15 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post


rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo.


Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.


waaaaaahhh!

bahot khub, dheroN daad hamaari jaanibse



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
6th June 2015, 02:10 AM

Sehgal sahb, hasb-e-maa'muul bohot achha laga aapka yeh kalaam.
JismeiN shikaayat bhi hai aur iltijaa bhi.
yuNhi likhte rahein.
Regards


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
6th June 2015, 08:16 PM

Sanjay jee....kahan aag laga dee aapne...jo dhuaan yahan tak uth raha hai........kamaal kee aag hai vaise....bahut sundar kalaam....lkhte rahiye....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#13)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
8th June 2015, 08:27 AM

[QUOTE=Hamdam;478067][SIZE="3"][COLOR="Blue"][CENTER] YooN rukh se zara parda hataya na karo,
Sareaam pani meiN aag lagaya na karo.

Dil tau teri yaad mein yuN behal jayega,
Mere is dil ko khilona banaya na karo...

rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo.

bekarar rehte haiN sab tere deedar ko,
Jalwa ai husan phir unse chipaya na karo.

Mileyn hum jab bhi thora muskuraya karo,
ghumon ko bus dil se yuN lagaya na karo .

Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.

Sanam tere ishq mein haiN bahut dhoobe hue,
Milne ka vada kerke intezar karaya na

Sanjay ji namaste,

Kyaaa khooburat gazal kahi aapne....bohot khoob ehsaaw..aur aao ke andaz-e-bayaaN k to kya kahne.
Khaaksaar ki daad kubul farmayen

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
13th October 2015, 09:50 PM

[QUOTE=bhushan;479153]
Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
[SIZE="3"][COLOR="Blue"][CENTER] YooN rukh se zara parda hataya na karo,
Sareaam pani meiN aag lagaya na karo.
Dil tau teri yaad mein yuN behal jayega,

Mere is dil ko khilona banaya na karo...

rukh havon ka badal de garam sanseiN teri,
Mere labon se apne lab yuN hataya na karo

bekarar rehte haiN sab tere deedar ko,
Jalwa ai husan phir unse chipaya na karo.

Mileyn hum jab bhi thora muskuraya karo,
ghumon ko bus dil se yuN lagaya na karo

Sambhala hai dil ko jo bahut majboor hai,
Ise bar bar bebasi meiN rulaya na karo.

Sanam tere ishq mein haiN bahut dhoobe hue,
Milne ka vada kerke intezar karaya na

Sanjay ji namaste,

Kyaaa khooburat gazal kahi aapne....bohot khoob ehsaaw..aur aao ke andaz-e-bayaaN k to kya kahne.
Khaaksaar ki daad kubul farmayen

Aapka apna
Bhushan
Bhushan ji...kaise haiN aap ..aaj kel kum dikhayee per rahe haiN SDC pe.

Aap ka shukriya kerne meiN der ho gayi ..isliye maufi chahta hun.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 13th October 2015 at 09:53 PM..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com