Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maa ke haath ki roti wapis apne des bulaati hai
Old
  (#1)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Maa ke haath ki roti wapis apne des bulaati hai - 20th April 2015, 02:01 PM

Bheeni se khushbu gaaoN ke uss paar se aati hai
Apne des suhaani rut hai, yeh sandesa laati hai

Koyal aur papiha boleiN sun re manwa banjaare
Maa ke haath ki roti wapis apne des bulaati hai

Kaaghaz ke phuuloN se khushbu kab bhala aapayegi
KyuN phir meri aankheiN harpal jhuute khwab sajati haiN

Aadhi raat ko jhoNpdi se siskiyaaN aane lagiN
Bhuke pait jo soyeiN bachche niiNd unheiN kab aati hai

Iss jhuggi se uss mahal tak sadiyoN ka hai faasla
Dekho qismat ban madaari kaise khel dikhaati hai

Jis ne khoya ho apna ghar, wahi to samajh paayega
Ujde huye chaman meiN bulbul naala kyuN dohrati hai

KyuN le aaya 'Aashna' usi sheher meiN phir se aaj
JahaN meri barbaadi ke qisse ki yaad sataati hai

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota

Last edited by Sagar Aashna; 20th April 2015 at 02:22 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th April 2015, 02:27 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Bheeni se khushbu gaaoN ke uss paar se aati hai
Apne des suhaani rut hai, yeh sandesa laati hai

Koyal aur papiha boleiN sun re manwa banjaare
Maa ke haath ki roti wapis apne des bulaati hai

Kaaghaz ke phuuloN se khushbu kab bhala aapayegi
KyuN phir meri aankheiN harpal jhuute khwab sajati haiN

Aadhi raat ko jhoNpdi se siskiyaaN aane lagiN
Bhuke pait jo soyeiN bachche niiNd unheiN kab aati hai

Iss jhuggi se uss mahal tak sadiyoN ka hai faasla
Dekho qismat ban madaari kaise khel dikhaati hai

Jis ne khoya ho apna ghar, wahi to samajh paayega
Ujde huye chaman meiN bulbul naala kyuN dohrati hai

KyuN le aaya 'Aashna' usi sheher meiN phir se aaj
JahaN meri barbaadi ke qisse ki yaad sataati hai

bahut khoobsurat likha hai...kuch sher to emotional hi kar gye

sabhi ehsaas pasand aaye, par yeh sher dil ko chu gya.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th April 2015, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Bheeni se khushbu gaaoN ke uss paar se aati hai
Apne des suhaani rut hai, yeh sandesa laati hai

Koyal aur papiha boleiN sun re manwa banjaare
Maa ke haath ki roti wapis apne des bulaati hai

Kaaghaz ke phuuloN se khushbu kab bhala aapayegi
KyuN phir meri aankheiN harpal jhuute khwab sajati haiN

Aadhi raat ko jhoNpdi se siskiyaaN aane lagiN
Bhuke pait jo soyeiN bachche niiNd unheiN kab aati hai

Iss jhuggi se uss mahal tak sadiyoN ka hai faasla
Dekho qismat ban madaari kaise khel dikhaati hai

Jis ne khoya ho apna ghar, wahi to samajh paayega
Ujde huye chaman meiN bulbul naala kyuN dohrati hai

KyuN le aaya 'Aashna' usi sheher meiN phir se aaj
JahaN meri barbaadi ke qisse ki yaad sataati hai

kyaaa kahne saagar saahab.................. kamaal likh diyaa hai aapne is baar bas ke kuch bolte na ban rahaa hai.........

dil se daad pesh hain aapko is khoobsurat ghazal ke liye... har sher apne aap me lajawaab.... likhte rahen.. salaamat rahen

Shaad.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th April 2015, 04:42 PM

Waaah sagar jiii..jazbaton ko kya khoob alfaz diye hain aapne ki dil tak utar gaya aapka ye kalaam...bahut sarii daad aur mubarak baad apko is umda peshkash ke liye...

Khush rahein..
likhte rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
21st April 2015, 02:17 PM

Dear

bahut hi sunder aur bhavvibhor ker dene vala aapne likha hai.. taarif jitani karu kam hi lgati hai.. marmik chhano sjiv chitran kavita ke madhyam se aapne pesh kiye hain.. so daad Kabul karein..

shubhkamnao sahit
Akant...

*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
21st April 2015, 04:13 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahut khoobsurat likha hai...kuch sher to emotional hi kar gye

Aadhi raat ko jhoNpdi se siskiyaaN aane lagiN
Bhuke pait jo soyeiN bachche niiNd unheiN kab aati hai

sabhi ehsaas pasand aaye, par yeh sher dil ko chu gya.

Sunita di, Namaste !
Be-had khushi huyi mehfil meiN aapki maujoodgi jaan kar
Pasand karne keliye bohot bohot shukriyaa. YuNhi hausla baDhate raheiN.
Regards

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
21st April 2015, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kyaaa kahne saagar saahab.................. kamaal likh diyaa hai aapne is baar bas ke kuch bolte na ban rahaa hai.........

dil se daad pesh hain aapko is khoobsurat ghazal ke liye... har sher apne aap me lajawaab.... likhte rahen.. salaamat rahen

Shaad.....

Nawazish, mehrbaani, shukriya.

Aapka saath, masarrat ki baat

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st April 2015, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Sunita di, Namaste !
Be-had khushi huyi mehfil meiN aapki maujoodgi jaan kar
Pasand karne keliye bohot bohot shukriyaa. YuNhi hausla baDhate raheiN.
Regards

ham to har pal aapke saath hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#9)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
21st April 2015, 08:39 PM

WAh AAHSNA SAHAB wah,,,, Aapne to hum ko aaina dikha diya,, hum UAE me rahte hain aur apne hindustan ko aur ghar waaloon ko harr saans k saath miss karte,, haa ye bhi sahi a wohi log ahsaas kar pate hain jo dooor ho apnon se,, shukriya aapka
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
22nd April 2015, 12:16 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waaah sagar jiii..jazbaton ko kya khoob alfaz diye hain aapne ki dil tak utar gaya aapka ye kalaam...bahut sarii daad aur mubarak baad apko is umda peshkash ke liye...

Khush rahein..
likhte rahein...
Bohot bohot shukriya Madhu ji. Aapke taasuraat ka intezaar rehta hai.
Nazar-e-inaayat banaaye rakheiN.
Regards

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
22nd April 2015, 12:18 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
ham to har pal aapke saath hai

Bohot bohot Shukriyaa.
Uss ke bina to shayad SDC meiN rounak bhi nahi rahegi
Regards

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Smile 22nd April 2015, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Dear

bahut hi sunder aur bhavvibhor ker dene vala aapne likha hai.. taarif jitani karu kam hi lgati hai.. marmik chhano sjiv chitran kavita ke madhyam se aapne pesh kiye hain.. so daad Kabul karein..

shubhkamnao sahit
Akant...

Akant saahib, Namsate !
Aapki nazar-e-karam keliye maiN ehsaanmand rahunga.
Rehbari karte rahiyega.

Khair andesh

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
22nd April 2015, 12:23 PM

Quote:
Originally Posted by Sabhat khan View Post
WAh AAHSNA SAHAB wah,,,, Aapne to hum ko aaina dikha diya,, hum UAE me rahte hain aur apne hindustan ko aur ghar waaloon ko harr saans k saath miss karte,, haa ye bhi sahi a wohi log ahsaas kar pate hain jo dooor ho apnon se,, shukriya aapka

Bhai achha laga jaan kar ke aapne khud se co-relate kiya iss kaavish ko.
Bohot bohot Shukriya waqt dene keliye.
Aate rahiye.

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com