Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 6 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#41)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
19th June 2010, 10:59 AM

Lucky ji....Thanks a lot for the valuable information you have posted, regarding Iqbal sahabs writings....aur aapki collection bhi waqay bohat lajawaab hai..

Zidd sahab, Dhaval bhai, Danny ji,Shimul ji, Sunita di,Naresh ji, Rajinder ji, Parwaz sahab, Radhika ji, Kunaal ji....is thread per reply karne ke liye bohat bohat shukriyah..

aap sab ki collection bhi ek se badhker ek hai...


yeh thread Gaurav ji ke aadesh per shuru kiya gaya hai, aur members ko reps dene ka idea bhi unka hi hai...mujhe khushi hai ke aap sab is thread per josh ke saath post kar rahe haiN..

yuhi post karte rahiye......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
loat kay aana chaho toh aa jao..
Old
  (#42)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
loat kay aana chaho toh aa jao.. - 19th June 2010, 08:25 PM

” jo tum say mujh ko kehni hai wo baat abhi bhi baqi hai,
ek shaam jo sath guzaren wo mulaqat abhi bhi baqi hai.


Abhi toh din ka aaghaz howa hai shaam abhi toh dhalni hai,
Jo raat milan ki hai woh raat abhi bhi baqi hai.


Sansein abhi bhi chalten hai dil dheray dheray dharakta hai,
Haan umeeden hai murda par jazbat abhi bhi baqi hain.


Kuch rishto k hain kachay dhagay kuch rishton ko ab jurna hai,
Zindagi ki honi nai shruwat abhi bhi baqi hain.

Jo khushyan mujh say roothen hai woh saari lot kay aaen gi,
K is zindagi nay dayni kuch soghat abhi bhi baqi hain.


Jo tujh say mujh ko kehna hai aaj mujhay kah laynay do,
K tera mera kuch paal ka sath abhi bhi baqi hai.


Hatoon ki mehndi rang lai hai mathay par bindya saaj rahi hai,
Par zindagi mei khushyun ki aani barat abhi bhi baqi hain.


Abhi bhi waqt guzra nahi loat kay aana chaho toh aa jao,
Mujhay kisi aur ka honay mei kuch rasoomat abhi bhi baqi hain.


<<<<<<<<<<< Allama Iqbal <<<<<<<<<<<<<




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#43)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
19th June 2010, 09:01 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Lucky ji....Thanks a lot for the valuable information you have posted, regarding Iqbal sahabs writings....aur aapki collection bhi waqay bohat lajawaab hai..

Zidd sahab, Dhaval bhai, Danny ji,Shimul ji, Sunita di,Naresh ji, Rajinder ji, Parwaz sahab, Radhika ji, Kunaal ji....is thread per reply karne ke liye bohat bohat shukriyah..

aap sab ki collection bhi ek se badhker ek hai...


yeh thread Gaurav ji ke aadesh per shuru kiya gaya hai, aur members ko reps dene ka idea bhi unka hi hai...mujhe khushi hai ke aap sab is thread per josh ke saath post kar rahe haiN..

yuhi post karte rahiye......
Zainy Ji......Aapka Jaankaari Dene ka Shukriya.....Yeh valuable thread banane ka Gaurav Ji ka idea bahut pasand aaya mujhe....iske liye unka bhi bahut bahut dhaniyabaad....isse unn naye likhne waalon ko bahut prernaa milegi aur faayedaa bhi hoga......

iss bahaane mashahoor shaayaron ko padhne ke saath-saath ek hi jaghaa mashahoor shaayar ki collection bhi mil jaya karegi....

yeh SDC ki pragati ke liye ... Ek accha kadam hai....

isske liye main Gaurav Ji aur Zainy Ji aap dono ko vishesh mubaraqbaad denaa chaahunga...... !

Meri SDC ke Tamaam members se bhi Guzaarish hai Shayer of the Month thread me sambandheet shayar ki Ghazal pure utsaah se post karte rahen....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 19th June 2010 at 09:04 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#44)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
21st June 2010, 05:50 PM

Bohat bohat shukriyah Naresh ji.............................:




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#45)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
21st June 2010, 06:31 PM

Shikwa-e-Ashk nahi, Jurrat-e-Guftaar nahi
Mere haathon mein jaber ki koi Talwaar nahi

Ibn-e-Adam hon, Insan se Mohabbat ki hai,
Aag ka, Chand ka, Patthar ka paristaar nahi

Ae Khuda Mujhko Meri Ibadat ke iwaz meri mohabbat de de
Main teri kisi bhi Jannat ka kharidaar nahi

Jis ne Insaan se Mohabbat hi na ki ho
Dar-Haqeeqat woh Khuda ka bhi talabgaar nahi

(Allama Iqbal)


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#46)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
22nd June 2010, 06:12 PM

Aik Arzoo (nazm)
------------

Duniya ki mehfilon se uktaa gaya hoon ya Rabb
Kya lutf anjuman ka, jab dil hi bujh gya ho?

Shorish say bhaagta hoon, dil DhoonDta hai mera
Aisa sakoot jis par taqdeer bhi fidaa ho

Marta hoon khamoshi par, yeh aarzoo hai meri
daaman mein koh ke, ik choTaa saa jhonpRa ho

Azaad fikr se hoon, uzlat mein din guzaaroon
dunya ke gham ka dil se kaanTa nikal gya ho

lazzat sarod ki ho chiRiyon ke chehchehon mein
chashme ki shorish mein baaja saa baj raha ho

gul ki kali chiTak kar paighaam day kissi ka
saaghar zara saa goya, mujhko jahaan-numa ho

ho haath ka sarhana, sabza ka ho bachoona!
sharmaaye jis se jalwat, khlawat mein woh ada ho

maanoos is qadr ho soorat se meri bulbul
nannhay se dil mein us kay khaTka na kuchh m'ra ho

Saf baandhay donoN jaanib booTay haray haray hoN
nadi ka saaf paani tasveer lay raha ho

ho dilfareb aisa kohisaar ka nazaara
paani bhi mawj ban kar uTh uTh kay dekhta ho

Aaghosh mein zameen ki soya huwa ho sabza
phir phir kay jhaRiyon mein paani chamak raha ho

paani ko choo rehi ho jhuk jhuk ke gul ki Tehni
jaisay haseen koi aa'ina dekhta ho

mehndi lagaaye sooraj jab shaam ki dulhan ko
surkhi liye sunehri har phool ki qabaa ho

raaton ko jalne waalay reh jaain thak kay jis dum
Umeed unki mera TooTa huwa diya ho

bijlee chamak kay unko kaTiya m'ri dikhaa de
jab aasmaan pe har soo baadal ghara huwa ho

pichle pehr ki koy'al, woh subaH ki muazzin
main uska hum-navaa hoon, woh meri hum-nava ho

kaanoN pe ho na mere dair o haram ka ihsaan!
rozan hi jhoNpRee ka, mujhko sehr-numa ho

phooloN ko aaye jis dam shabnam wuzu karne
rona mera wuzu ho, naala meri dua ho!

Is kham'shi mein jaain itne buland naalay
taaron kay qaafilay ko meri sadaa dara ho

Har dardmand dil ko rona mera rulaa day
bayhosh jo paRay hain shaayad inhein jagaa day!

(Allama Iqbal)





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#47)
ek pal
Registered User
ek pal is a jewel in the roughek pal is a jewel in the roughek pal is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 127
Join Date: Jun 2010
Location: rohini delhi
Rep Power: 16
27th June 2010, 04:12 PM

mohabbat ka junuu.N baaqii nahii.n hai
Allama Iqbal




mohabbat ka junuu.N baaqii nahii.n hai
musalamaano.n me.n Khuun baaqii nahii.n hai


safe.n kaj, dil pareshan, sajdaa bezuuk
ke jazabaa-e-a.ndruun baaqii nahii.n hai

rago.n me.n lahuu baaqii nahii.n hai
wo dil, wo aawaaz baaqii nahii.n hai


namaaz-o-rozaa-o-qurbaanii-o-haj
ye sab baaqii hai tuu baaqii nahii.n hai



SANDEEP KUMAR



email: sandeep0305@yahoo.in
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
27th June 2010, 07:20 PM

Quote:
Originally Posted by ek pal View Post
mohabbat ka junuu.N baaqii nahii.n hai
Allama Iqbal




mohabbat ka junuu.N baaqii nahii.n hai
musalamaano.n me.n Khuun baaqii nahii.n hai


safe.n kaj, dil pareshan, sajdaa bezuuk
ke jazabaa-e-a.ndruun baaqii nahii.n hai

rago.n me.n lahuu baaqii nahii.n hai
wo dil, wo aawaaz baaqii nahii.n hai


namaaz-o-rozaa-o-qurbaanii-o-haj
ye sab baaqii hai tuu baaqii nahii.n hai


Thanks for posting.......

Per post no 14 per yeh ghazal pehle se hi posted hai......

THANKS ANYWAYS.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#49)
ek pal
Registered User
ek pal is a jewel in the roughek pal is a jewel in the roughek pal is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 127
Join Date: Jun 2010
Location: rohini delhi
Rep Power: 16
28th June 2010, 01:53 PM

Mard-e-Musalman by sir allama mohd iqbal

Har Lehza Hai Moomin Ki Nayee Shaan Nayee Aaan;
Guftar Mein Kirdaar Mein Allah Ki Burhaan.

Qahhari-o-Ghaffari-o-Quddusi-o-Jabrood;
Yeh Chaar Anasir Ho Tho Banta Hai Musalmaan.

Hamsaaya-e-Jibreel-e-Ameen Banda-e-Khaki;
Hai Iska Nasheman Na Bukhaara Na Badakhshaan.

Ye Raaz Kisiko Nahin Maalum Ke Moomin!
Qari Nazar Aata Hai; Haqeekat Mein Hai Qur'an.

Qudrat Ke Maqasid Ka Ayyar, Iske Iraade;
Duniya Mein Bhi Mizaan, Qayamat Mein Bhi Mizaan.

Jis'se Jigar-e-Laala Mein Thandak Ho Wo Shabnam;
Daryawon Ke Dil Jis'se Dahel Jaaye Wo Toofaan.

Fitrat Ka Sarood-e-Azal Iske Shab-o-Roz;
Aahang Mein Ekta, Sifat-e-Sura-e-Rehmaan

Bante Hain Meri Kargah-e-Fikr Mein Anjum;
Le Apne Muqaddar Ke Sitare Ko Tu Pehchaan.




SANDEEP KUMAR



email: sandeep0305@yahoo.in
   
Reply With Quote
Old
  (#50)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
28th June 2010, 04:59 PM

Kia kahoon apney chaman se mai juda kiunker hua
Aur aseere halqa-a-daame hawa kiunker hua

Jaye hairat hai bura sare zamane ka hoon mai
Mujh ko yeh khil'at sharafat ka ata kiunker hua

Kuchh dikhane dekhne ka tha taqaza taur per
Kia khabar hai tujhko ai dil faisla kiunker hua

Hai talab bemudda'a hone ki bhi aik mudda'a
Murghe dil daame tamanna se riha kiunker hua

Dekhne wale yehan bhi dekh lete hain tujhe
Phir yeh wada hashr ka sabr aazma kiunker hua

Husne kamil hi na ho is behijabi ka sabab
Wo jo tha pardon mai pinhan khudnuma kiunker hua

Maut ka nuskha abhi baqi hai ai wirde firaq
Charagar deeewana hai mai ladawa kiunker hua



Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti


Last edited by Parwaazz; 28th June 2010 at 05:01 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#51)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
28th June 2010, 05:10 PM

nahii.n minnat-kash-e-taab-e-shaniidan daastaa.N merii
Khaamoshii guftaguu hai, bezubaanii hai zabaa.N merii


ye dastuur-e-zabaa.N-ba.ndii hai kaisii terii mahafil me.n
yahaa.N to baat karane ko tarastii hai zabaa.N merii


uThaaye kuchh varaq laalaa ne kuchh naragis ne kuchh gul ne
chaman me.n har taraf bikharii hu_ii hai daastaa.N merii


u.Daa lii kumariyo.n ne tuutiyo.n ne a.ndaliibo.n ne
chaman vaalo.n ne mil kar luuT lii tarz-e-fugaa.N merii


Tapak ai shama aa.Nsuu ban ke paravaane kii aa.Nkho.n se
saraapaa dard huu.N hasarat bharii hai daastaa.N merii


ilaahii phir mazaa kyaa hai yahaa.N duniyaa me.n rahane kaa
hayaat-e-jaavidaa.N merii na marg-e-naagahaa.N merii


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#52)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
30th June 2010, 11:04 PM

QUOTE FROM IQBAL

POET, THINKER, HUMANIST


"I have seen the movement of the sinews of the sky,
And the blood coursing in the veins of the moon."




"IQBAL"




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#53)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
1st July 2010, 12:32 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
QUOTE FROM IQBAL

POET, THINKER, HUMANIST


"I have seen the movement of the sinews of the sky,
And the blood coursing in the veins of the moon."




"IQBAL"
Loved it. Will treasure it respectfully.

Thank you Zainy ji.
   
Reply With Quote
Full Version....
Old
  (#54)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
Full Version.... - 1st July 2010, 05:22 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
aataa hai yaad mujhako guzaraa huaa zamaanaa
vo baaG kii bahaare.n vo sab ka chah-chahaanaa

aazaadiyaa.N kahaa.N vo ab apane gho.Nsale kii
apanii Khushii se aanaa apanii Khushii se jaanaa

lagatii ho choT dil par, aataa hai yaad jis dam
shabanam ke aa.Nsuuo.n par kaliyo.n kaa muskuraanaa

vo pyaarii pyaarii surat, vo kaamiinii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa

~Sir Mohammed Iqbal
Aata hai yaad mujhko guzraa huwa zamaana
Woh baag ki bahaare woh sab ka chechahana


Azaadiyaa kaha woh ab apne ghosle ki
Apni khushi se aana, Apni khusi se jaana


Lagti hai chot dil par, Aata hai yaad jis dam
Shabnam ke Aasuoon par Kaliyoo ka muskuraana


Woh pyaari pyaari surat, woh kaamini si murat
Aabad jis ke dam se tha mera Aashiyaana


Aati nahi Sadaayee us ki mere kafas mein
Hoti meri rihaahi ay kaash mere bas mein


kya bad-naseeb hoo mein Ghar ko taras raha hoon
Saathi to hai watan mein, mein kaid mein pada hoon


Aayi bahaar, kaliya phoolo ki has rahi hai
mein is andhere ghar mein kismat ko ro raha hoon


Is kaid ka Ilaahi, dukhda kise sunaoo
dar hai yahee kafas mein, mein gam se mar na jaooo


Jab se chaman choota hai yeh haal ho gaya hai
Dil gam ko kha raha hai, Gam dil ko kha raha hai


Gaana ise samajh kar khush ho na sun-newale
Dukhe huwee diloo ki faryaad, yeh sada hai


Azaad mujh ko kar de O kaid karne wale
Mein bezoobaa hoon kaidi, mujhe chod kar dua le !
   
Reply With Quote
Old
  (#55)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
1st July 2010, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by Mann-Limitless View Post
Loved it. Will treasure it respectfully.

Thank you Zainy ji.


Pleasure is all mine Mann sahab...per sirf thanks kehne se kaam nahi chalega, kuch aap bhi post kijiye.. Iqbal sahab ki creations....

Ek pal sahab,Parwaz sahab, Baqtiar sahab, thank u all for sharing these beautiful writings of Iqbal sahab





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 2nd July 2010 at 01:53 AM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#56)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
11th July 2010, 09:44 PM

THE POET

A nation is the body, people are its organs
Artisans are the nation's hands and feet

The State administration is the nation's beautiful face
The elegant-styled poet is the nation's clear-sighted eye

When any organ is afflicted with pain, the eye weeps
How sympathetic to the world body is the eye



Allama Iqbal
   
Reply With Quote
Old
  (#57)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
11th July 2010, 09:57 PM

THE CLOUD

Today dark clouds have appeared from the east again
Mount Sarban has become covered with darkness again

As the sun's face became hidden under the clouds
Cool breeze also came riding on the steed of clouds

There are no thunder claps, silent are these clouds
Strange in its tranquillity is this tavern of dark clouds

It has brought everlasting joy's message for the garden
It has come to stitch pearls to the jacket of rose

The flowers which were fading by sun's heat freshened up
Those which were sleeping in the earth's bosom woke up

With the wind's force the cloud rose, advanced and flowed
Some dark clouds rose up, the clouds burst open into rain!

The camp of the mountains' trees is wonderful
Strollers in valleys should stay among its trees


Allama Iqbal
   
Reply With Quote
Old
  (#58)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
12th July 2010, 11:23 AM

I suppose.... Allama Iqbal was the Shayer of the Month (June).

Did i miss somthing or is it that no thread has been created for July.
   
Reply With Quote
Old
  (#59)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
12th July 2010, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
I suppose.... Allama Iqbal was the Shayer of the Month (June).

Did i miss somthing or is it that no thread has been created for July.

"Shayer of the month" thread will be posted on 16th of every month.




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com