Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

 
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
BAHADUR SHAH ZAFAR-Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Lightbulb BAHADUR SHAH ZAFAR-Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon - 23rd October 2005, 07:45 AM

Here i am sharing with you'll a Nazm of Bahadur Shah Zafar, the last Moghul Emperor.....too good...marvellous nazm....
if you remember,this nazm was sung my Mohd. Rafi in the movie Lal Qila though he hasnt sung the full nazm....
this is the complete nazm.
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hoon
Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Sake
Main Woh Ek Mushth-E-Ghubaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon

Na To Main Kisi Ka Habeeb Hoon
Na To Main Kisi Ka Raqeeb Hoon
Jo Bigad Chala Gaya Woh Naseeb Hoon
Jo Ujad Gaya Woh Dayaar Hoon

Mera Rang Roop Bigad Gaya
Mera Yaar Muhjse Bichad Gaya
Jo Chaman Khizaan Mein Ujad Gaya
Main Usi Ki Fasl-e-Bahar Hoon

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hoon

Pay- Faatiha Koyi Aaye Kyon
Koyi Chaar Phool Chadaye Kyon
Koyi Aake Shama Jalaye Kyon
Koyi Aake Shama Jalaye Kyon
Main Woh Be-Kasi Ka Mazaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
Na Kisi Ke Dil Ka Karar Hoon
Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Sake
Main Woh Ek Musth-E-Gubaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon

Main Kahaan Rahoon Main Kahan Basoon
Na Yeh Mujhse Khush Na Woh Mujhse Khush
Main Zameen Ki Peeth Ka Bojh Hoon
Main Falak Ke Dil Ka Gubaar Hoon
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
 


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Bahadur Shah Zafar Jee's Poem+Life** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 9 11th July 2010 02:23 PM
Bahadur Shah zafar Sb nusrat_07 Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 15th January 2006 07:38 AM
bahadur shah zafar land_cruiser Shayri-e-Ishq 1 19th February 2005 02:05 PM
bahadur shah zafar .... again!!! sagar29in Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 9th January 2002 01:27 PM
gazal by bahadur shah zafar sagar29in Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 25th July 2001 06:54 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com