Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*jai Hind*
Old
  (#1)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
*jai Hind* - 14th August 2006, 03:26 PM

Ye jo bhi bas dil se likhi hui hai...soch samjhkar nahi likha

Shukriyah

**********************


Hai hamein apne jaaN se bhi badhkar
ye hindustaaN hamara
Ye pyara sa aashiyaana
ye gulsitaaN hamara

Dil mein yu to badi khushi hai
aankho mein hai fir bhi aansoo
wo guzara hua zamana
wo sahido ka fasana
khaaye the jinhone
apne seene pe hazaro zakham
unko yaad kar k aaj fir
main bhoola muskurana
aazaadi hamein dilaayi
dilaya hamein hindustaN hamara
ye pyaara sa aashiyana
ye gulsitaaN hamara


hoti hai din ki suruaat yaha
mandir aur masjido se
wo azaan ki aawaze
wo ghantiyo ki gunje
lagti hai badi meethi-2
jaise ho koi pyar ka taranaa
uthte hai haath yaha ibaadat ko
ya dushmano k aage
hai ye mere vatan ka fasana
hindu aur muslim hai
phool ish jahaaN k
ye pyaara sa aashiyana
ye gulsitaaN hamara


Ye hai kurbaaniyo ki bhoomi
khoon se sincha hai ise sahido ne
aati hai is ki mitti se saundi-2 khushboo
yuhi mehakta rahe chaman sada ye hamara
ye pyaara sa aashiyana
ye gulsitaaN hamara


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: *jai Hind*
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: *jai Hind* - 14th August 2006, 04:12 PM

RISHWAT KE DEEMAKON SE HUI KHOKHLI YEH DEEWAREIN
UJADI-O-SUNSAAN HAI YAHAN SHAHEEDON KI MAZAREIN
FEHRAYEGA TIRANGA AAJ AUR KAL DIKHEGA SADAK PAR..
RASM ADAAYAGI SE BADH KAR NAHIN KUCH YEH AAZADI KE NAARE



DIGAAZ BHAI
aapne apne dil ke sache jazbaaton ko bina kisi laag-lapet ke khubsurati se kaha hai...aapke jazbaaton ki mein qadar karta hoon aur isteqbaal karta hoon....bas yehi soch raha tha mein...ki yeh tasveer ka ek rukh hai,,jise aapne dikhaya hai....magar jo bhi hai bahoot sundar hai,,,meri daad kubool kijiye.

-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 13 25th July 2011 09:00 PM
Jai Hind ! kshitiz Celebrations 4 26th August 2008 03:12 PM
Jay Hind .. kshitiz Shayri-e-Dard 7 17th August 2003 08:03 PM
zabaan-e-hind hai urdu....! manoj kureel Anjuman-e-Shayri 0 6th August 2003 06:51 PM
jai hind doston manoj kureel Shayri-e-Ishq 0 9th July 2003 06:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com