Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ishq-Ishq
Old
  (#1)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Smile Ishq-Ishq - 2nd June 2003, 06:33 PM

Aadab Arz Hai Janab

Hazrin-e-mahfil, ye bata doo^n aapko aaj.
Pesh-e-nazar jo rudad hai aapke samne aaj.
Rudad hai ye meri tas-sa-oor-e-mohabbat ki janab.
Kya raha, kaisa raha,kar do puri ye iltija aap aaj.

==============================================
==============================================

Ek raat ka fasana hai , ek aajeezi ke lia.
Banda jiska diwana hai, bas bandagi ke lia.

Wo paiker-e-sharafat ki hai zinda misaal.
Duniya ne bhi mana hai uski zahanat ka kamal.

Hota hai shuba aabzoo ka jo wo utha le palke^n.
Hota hai shufaq char soo, jo wo jhuka le palke^n.

Chandni bhi shrmaye hai jo wo muskaraye hai.
Labo^n pe sajaye muskan,sabko hasaye hai.

Naam mera wo jab bhi hoto^n pe laati hogi.
Khudaa ki kasam bahut lajaati hogi.

Naam jiska lete hai mai ho jata diwanaa.
Wahi hai mere dil ki malika wahi hai sulatana.

Bass yehi kah kar, wahi^n jane ko jee machalta hai.
Kuch kah jao-ge "rumi" se aap yehi dil kahta hai.

==============================================
==============================================

Yaaro^n yeh zindagi hamesha aise hi khawab dikhti rahti hai
magar pura karne ka mauka hi nahi deti , fir meri yeh dua hai ke uun sabhi ligov ke khawab pure ho jo wo dekhte hai^n aur hamesha muskarate rahe^n.



Zindagi har me muskarane ka naam hai
Har haal me hasne-hasane ka naam hai
Aye dost, aye humdum rah-e-mohabbat pe ho le
Yehi to wo shai hai jaha^n me jo be-daam hai



Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)

Last edited by rumi; 2nd June 2003 at 06:39 PM..
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
pari
Registered User
pari will become famous soon enoughpari will become famous soon enough
 
pari's Avatar
 
Offline
Posts: 687
Join Date: May 2003
Location: USA
Rep Power: 22
hi - 2nd June 2003, 06:43 PM

Hello rumi ji,
Bahut hi ucche darze ki gazal likhi hai aapne......pehli baar hi aapki nazm padhne ka mauka mila hai .....bahut khoob likha hia aapne...waise mujhe ismein do lafj samajh nahi aaye .....
aap uska meaning bata dijiye,......
paiker-e-sharafat ,aur shafaq........
daad ke saath..
Pari


Chadha hai aaj bhi uska Rang, jisne kabhi Ranga hi nahi :-)
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
2nd June 2003, 06:49 PM

Wah!.. Rumi sahab, apne bohat khoob likha hai!.. itni saadgi hai is kalaam main, aur is saadgi me hi iski khubsoorti chhipi hui hai..bohat hi masoom si khubsoorti.. Mubarakbaad qubool kijiyega, itna behtareen kalaam likhne par..

Aur haan, aapne yahan maujood har shaks ke liye dua ki hai.. kum se kum hum to aapke karzdaar ho hi gaye.. Umeed hai, Rab se fariyaad hai, dua karne wale ki dua qubool ho, uske sapne bhi saakaar ho..

Shukria..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
adaab arz hai mohtarma
Old
  (#4)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Smile adaab arz hai mohtarma - 2nd June 2003, 07:59 PM

adaab arz hai mohtarma,
aapka bahut bahut shukriya jo aapne iss nachhez ki hausla-afzai kee hai.usse mujhe bahut himmat mili hai.
lekin aap bhi kuch kam nahi likhti.
aap ne kya khub likha hai,
bahut khub likha hai.
mujhe aapki har ghazal pasand hai.
waise aapki jaankari ke lia bata doo^n ke
paikar-e-sharafat ka matlab hota hai sharafat ki pratima,
aur shufaq ka matlab hota hai subah ki pehli kiran.

ek baar fir se shukriya mohtarma




Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
aadab arz hai afshan jee
Old
  (#5)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Smile aadab arz hai afshan jee - 2nd June 2003, 08:08 PM

aadab arz hai afshan jee
zarra-nawazi ka behad - behad shukriya.
agar isi tarah se aapki himmat-afzai milti rahi to mai
ek zaroor aapke mutabik ek acha shayar ban sakta hoon
aur kya kahoo^n
sab kuch to aap ne hi kah diya hai.
ek baar dobara shukriya kahna chahoonga.


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Ishq-Ishq
Old
  (#6)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Smile Ishq-Ishq - 3rd June 2003, 10:10 AM

Aadab Arz Hai Janab

Hazrin-e-mahfil, ye bata doo^n aapko aaj.
Pesh-e-nazar jo rudad hai aapke samne aaj.
Rudad hai ye meri tas-sa-oor-e-mohabbat ki janab.
Kya raha, kaisa raha,kar do puri ye iltija aap aaj.

==============================================
==============================================

Ek raat ka fasana hai , ek aajeezi ke lia.
Banda jiska diwana hai, bas bandagi ke lia.

Wo paiker-e-sharafat ki hai zinda misaal.
Duniya ne bhi mana hai uski zahanat ka kamal.

Hota hai shuba aabzoo ka jo wo utha le palke^n.
Hota hai shufaq char soo, jo wo jhuka le palke^n.

Chandni bhi shrmaye hai jo wo muskaraye hai.
Labo^n pe sajaye muskan,sabko hasaye hai.

Naam mera wo jab bhi hoto^n pe laati hogi.
Khudaa ki kasam bahut lajaati hogi.

Naam jiska lete hai mai ho jata diwanaa.
Wahi hai mere dil ki malika wahi hai sulatana.

Bass yehi kah kar, wahi^n jane ko jee machalta hai.
Kuch kah jao-ge "rumi" se aap yehi dil kahta hai.

==============================================
==============================================

Yaaro^n yeh zindagi hamesha aise hi khawab dikhti rahti hai
magar pura karne ka mauka hi nahi deti , fir meri yeh dua hai ke uun sabhi ligov ke khawab pure ho jo wo dekhte hai^n aur hamesha muskarate rahe^n.



Zindagi har me muskarane ka naam hai
Har haal me hasne-hasane ka naam hai
Aye dost, aye humdum rah-e-mohabbat pe ho le
Yehi to wo shai hai jaha^n me jo be-daam hai



Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
animesh
Registered User
animesh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Jun 2003
Location: saara jahan
Rep Power: 0
hi - 4th June 2003, 01:59 AM

Bahut khoob rumi sahab,
Kya likhte hai aap,padh kar maja aa gaya......keep it up.
animesh


tu is tarah se meri zindgi mein shamil hai,jaha bhi jaau to lagta hai teri mehfil hai...........
   
Reply With Quote
Animesh sahab
Old
  (#8)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Wink Animesh sahab - 6th June 2003, 12:55 PM

Aadab arz hai janab
Animesh aapka behad sukrguzar hoon jo aapne bande ko is layaq samjha,

warna mai is qabil kaha^n.
yeh aapki zarra-nawazi hai jo kabhi kabhi is tarah ki himmat kar leta hoon.

ek baar fir sukriya.

aapka


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Animesh sahab
Old
  (#9)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Wink Animesh sahab - 6th June 2003, 01:08 PM

Aadab arz hai janab
Animesh aapka behad sukrguzar hoon jo aapne bande ko is layaq samjha,

warna mai is qabil kaha^n.
yeh aapki zarra-nawazi hai jo kabhi kabhi is tarah ki himmat kar leta hoon.

ek baar fir sukriya.

aapka


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
wah-wah
Old
  (#10)
saddam
Guest
 
Posts: n/a
wah-wah - 15th June 2003, 11:09 AM

aadab huzoor
aapne to dil khush kar diya ,
waqai aaapne itni sade lafzo me jo izhar kiya hai ,
wo taarif ke qaibil hai.
mujhe ummid hai aap hamesha aisa hi likhte rahenge
meri dua aapke sath hamesha hai.
   
Reply With Quote
aadab huzoor
Old
  (#11)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
aadab huzoor - 22nd June 2003, 08:10 PM

adab saddam ji

himmat afzai ke lia behad sukriya,
agar aaap logo n ne yun hi hausla badhayi to kujhe ummid hai
ke mai achi gazle bhi likhne lagoonga.
ek baar fir se behad sukriya
aaapka apna


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ishq ne jala diya hai ,ishq karne walon ko, kishor Anjuman-e-Shayri 0 9th June 2010 08:36 PM
ishq kii maar ba.Dii dardiilii, ishq me.n jii na pha.Nsaanaa jii Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 30th May 2008 01:11 PM
Ishq Ishq kardi rahi.. main ishq ch kamli hoyi.. chaahat Punjabi Poetry 5 21st December 2006 01:44 AM
Tujhe~ishq Se Ishq~ho Khuda Kare...!!!! ISHIQA AGGARWAL Shayri-e-Dard 2 14th November 2006 10:14 PM
*~*Ishq na ishq ho kisise-DOSTI*~* farhana Hindi/Urdu Lyrics 0 29th December 2005 04:21 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com