kyou ke jawab ke intejaar mai -
5th March 2014, 09:55 PM
kyou unki yaad satati hai;
kyou unki har bat tadapati hai;
kyou na bhul paye unki har shararat;
kyou o humse karte hai itna nafarat;
kyou o hame samjate hai bewafa;
kyou o chale humse dhur
kyou akheer galati kya ti hamari,
yahi ki hum unpe bharosha kar baite te,
kyou vo bharosha toda hamara?
kyou akheer har bat ka jawab nahi milta
kya yahi ta unka tarika hame dard deneka
kyou hum aaghe jake hi piche hai
akheer kyou .........................
ye hamare nasheeb hai aisa
kyou unki yaad satati hai;
kyou unki har bat tadapati hai;
kyou na bhul paye unki har shararat;
kyou o humse karte hai itna nafarat;
kyou o hame samjate hai bewafa;
kyou o chale humse dhur
kyou akheer galati kya ti hamari,
yahi ki hum unpe bharosha kar baite te,
kyou vo bharosha toda hamara?
kyou akheer har bat ka jawab nahi milta
kya yahi ta unka tarika hame dard deneka
kyou hum aaghe jake hi piche hai
akheer kyou .........................
ye hamare nasheeb hai aisa
.
:
bahot bahot bahoot hi acchi peshkash hai VMS ji.....
aaj itne saalon baad aapko padhaa... padh kar dil bhar aayaa.
ummeed karte hain ab aap aate raha karenge... shukriyaa