Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kitni Nafrat... Its Not a title, Its my "DEATH"
Old
  (#1)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
Kitni Nafrat... Its Not a title, Its my "DEATH" - 27th August 2007, 01:30 PM

Maaf karna doston.. Mujhse ek khata ho gayi.. Muskurane ki khata. Main ye bhool gaya tha ki mujhe hansne ki ijazat nahin di
hai mere muqaddar ne... Zara bhool ki ke sailab aa jata hai..
Apni aukaat bhoolkar hansne ke liye chit-chat forum mein chala gaya tha.. Par mera aashiyana muskurahat nahin Dard hai..

dard-e-Dil hai....

Yun to khoob aazmayi meri mohabbat usne
Khuda se kai baar lagayi meri shikayat usne
Uski har ek dua mein meri ruksati ki hasrat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Uski in adaon ka bhi main, deewana hua baitha tha
Uske dil mein jo panah mili, use apna aashiyana kehta tha
Uski aankon ki Dilkashi maano jaise meri Jannat thi
Par meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Usse Ishq ka shauk rakhne wala, uske liye ek Gair tha
Jitni mujhe mohabbat thi, use utnaa hi mujhse Vair tha
Meri maut ki aarzoo mere, mashooq ke liye ibadat thi

Kai baar zakhm diye the usne kai baar namak lagati thi
Bahut pyaar aata tha uspar uske baad jab wo muskurati thi
Muskurakar mujhe yun khushi dena, ye uski mujhpar inayat thi
Meri mehbooba ko lekin, meri..Aashiqi se nafrat thi

Aaaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..
Kisi aur ka uska ho jaana mere liye qayamat thi
Meri mehbooba ko meri ZINDAGI se bahuttt nafrat thi

Aaj pehli baar usse meri mohabbat par yakeen aaya hai
Uski aankhon ne bhi aaj ek ashq ka katra chalkaya hai
Pal bhar mohlat de de khuda,pal bhar ko uth jane de
Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai,,

Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai....

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
29th August 2007, 02:20 PM

Wafa ka Vaada mujhse karke,
Gairon ki Mohabbat ke Talabgaar rehte hain
Koi ungli na uthao mere Mehboob par doston,
Wo khud ko,,, Wafadaar kehte hain....

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Khoob!!!
Old
  (#3)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Khoob!!! - 29th August 2007, 07:30 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Maaf karna doston.. Mujhse ek khata ho gayi.. Muskurane ki khata. Main ye bhool gaya tha ki mujhe hansne ki ijazat nahin di
hai mere muqaddar ne... Zara bhool ki ke sailab aa jata hai..
Apni aukaat bhoolkar hansne ke liye chit-chat forum mein chala gaya tha.. Par mera aashiyana muskurahat nahin Dard hai..
dard-e-Dil hai....

Yun to khoob aazmayi meri mohabbat usne
Khuda se kai baar lagayi meri shikayat usne
Uski har ek dua mein meri ruksati ki hasrat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Uski in adaon ka bhi main, deewana hua baitha tha
Uske dil mein jo panah mili, use apna aashiyana kehta tha
Uski aankon ki Dilkashi maano jaise meri Jannat thi
Par meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Usse Ishq ka shauk rakhne wala, uske liye ek Gair tha
Jitni mujhe mohabbat thi, use utnaa hi mujhse Vair tha
Meri maut ki aarzoo mere, mashooq ke liye ibadat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Kai baar zakhm diye the usne kai baar namak lagati thi
Bahut pyaar aata tha uspar uske baad jab wo muskurati thi
Muskurakar mujhe yun khushi dena, ye uski mujhpar inayat thi
Meri mehbooba ko lekin, meri..Aashiqi se nafrat thi

Aaaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..
Kisi aur ka uska ho jaana mere liye qayamat thi
Meri mehbooba ko meri ZINDAGI se bahuttt nafrat thi

Aaj pehli baar usse meri mohabbat par yakeen aaya hai
Uski aankhon ne bhi aaj ek ashq ka katra chalkaya hai
Pal bhar mohlat de de khuda,pal bhar ko uth jane de
Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai,,

Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai....
Bohot khoob amit sahab... Dil se nikli hui daad kubool kare... masrufiyat ki wajeh se jab padha tha tab hi reply nahi de paya.. yunhi likhte rahe..

Ijazat...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
29th August 2007, 09:16 PM

Hello "Amit Widhani"

bahut hi pyara likha hai aapne, aapne te taa kamaal hi kar diya dost

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 29th August 2007, 10:16 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Maaf karna doston.. Mujhse ek khata ho gayi.. Muskurane ki khata. Main ye bhool gaya tha ki mujhe hansne ki ijazat nahin di
hai mere muqaddar ne... Zara bhool ki ke sailab aa jata hai..
Apni aukaat bhoolkar hansne ke liye chit-chat forum mein chala gaya tha.. Par mera aashiyana muskurahat nahin Dard hai..

dard-e-Dil hai....

Yun to khoob aazmayi meri mohabbat usne
Khuda se kai baar lagayi meri shikayat usne
Uski har ek dua mein meri ruksati ki hasrat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Uski in adaon ka bhi main, deewana hua baitha tha
Uske dil mein jo panah mili, use apna aashiyana kehta tha
Uski aankon ki Dilkashi maano jaise meri Jannat thi
Par meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Usse Ishq ka shauk rakhne wala, uske liye ek Gair tha
Jitni mujhe mohabbat thi, use utnaa hi mujhse Vair tha
Meri maut ki aarzoo mere, mashooq ke liye ibadat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Kai baar zakhm diye the usne kai baar namak lagati thi
Bahut pyaar aata tha uspar uske baad jab wo muskurati thi
Muskurakar mujhe yun khushi dena, ye uski mujhpar inayat thi
Meri mehbooba ko lekin, meri..Aashiqi se nafrat thi

Aaaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..
Kisi aur ka uska ho jaana mere liye qayamat thi
Meri mehbooba ko meri ZINDAGI se bahuttt nafrat thi

Aaj pehli baar usse meri mohabbat par yakeen aaya hai
Uski aankhon ne bhi aaj ek ashq ka katra chalkaya hai
Pal bhar mohlat de de khuda,pal bhar ko uth jane de
Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai,,

Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai....

Amit ji aaj aap ko pehli baar padhaa to sach maaniye padhtaa hii reh gaya, aap ke is kalaam men bahut dard bhara padaa hai aur men to kehtaa hoon aap ke kalaam men hee nahii aap ke dil men bhi dard hai jise aap yun ghazal ke jhariye bayaan kar rahe hai, aap ki yeh bayaani kaabil-e-taariff hai. mai sochata thaa ki sirf mere dil men aur ghazal men hee dard hai magar aap ka ye jakhmi ,lahoo se lathpath kalam padh kar men apna dard bhool gaya.Aap ki yeh nazm mere dil ko chhoo gayi, aap ka kalaam maine 2-3 baar padhaa mujhe yeh kuchh lines bahut hi achhi lagi.

aaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..

yunhi likhate rahiyega
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#6)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Lightbulb frnd 4 ever - 30th August 2007, 01:52 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Maaf karna doston.. Mujhse ek khata ho gayi.. Muskurane ki khata. Main ye bhool gaya tha ki mujhe hansne ki ijazat nahin di
hai mere muqaddar ne... Zara bhool ki ke sailab aa jata hai..
Apni aukaat bhoolkar hansne ke liye chit-chat forum mein chala gaya tha.. Par mera aashiyana muskurahat nahin Dard hai..
dard-e-Dil hai....

Yun to khoob aazmayi meri mohabbat usne
Khuda se kai baar lagayi meri shikayat usne
Uski har ek dua mein meri ruksati ki hasrat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Uski in adaon ka bhi main, deewana hua baitha tha
Uske dil mein jo panah mili, use apna aashiyana kehta tha
Uski aankon ki Dilkashi maano jaise meri Jannat thi
Par meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Usse Ishq ka shauk rakhne wala, uske liye ek Gair tha
Jitni mujhe mohabbat thi, use utnaa hi mujhse Vair tha
Meri maut ki aarzoo mere, mashooq ke liye ibadat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Kai baar zakhm diye the usne kai baar namak lagati thi
Bahut pyaar aata tha uspar uske baad jab wo muskurati thi
Muskurakar mujhe yun khushi dena, ye uski mujhpar inayat thi
Meri mehbooba ko lekin, meri..Aashiqi se nafrat thi

Aaaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..
Kisi aur ka uska ho jaana mere liye qayamat thi
Meri mehbooba ko meri ZINDAGI se bahuttt nafrat thi

Aaj pehli baar usse meri mohabbat par yakeen aaya hai
Uski aankhon ne bhi aaj ek ashq ka katra chalkaya hai
Pal bhar mohlat de de khuda,pal bhar ko uth jane de
Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai,,

Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai....

Aadab amit ji,
kaise hain aap?

hame yakin hai aap bohot achhe honge,,hai na?
kyunki jo shaks itna achha likhta ho,aur itna saaf dil rakhta ho,,woh achha hi hoga.

pata hain aap jab bhi likhte hain,,esa mehsus hota hain,,
jese Aapne koi nazam nahi likhi hain,,,balki apna dil hi nikal kar hum sab ke samne rakh diya ho.

yakin maniye aapki nazam bohot hi pyari hai,,
aur dil ko chhu gayi,
DILSE nikli daad ko kabul kijiyega,

aur haan aapki muskan bohot achhi hai,,ise kabhi khone mat dijiyega,
is duniya me aansu muft me mil jate hain,per khushi nasib walo ko milti hain,
to hamesha khush rehna.

apna khayal rakhiye,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ

Apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mahuaa
Registered User
Mahuaa will become famous soon enoughMahuaa will become famous soon enough
 
Mahuaa's Avatar
 
Offline
Posts: 465
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 18
2nd September 2007, 02:58 AM

apke ehsaas se mere zehan mein bhi kuch khyal aaye...jo is tarah hai...ummeed hai ki apko ye ehsaas pasand nahi aayenge...

Jab Jab manie tumhari Gazalon ko padha hai…
M hai har Lafz tumhari Gazlon mein…
Pyar hai…Wafa hai…Kaza hai…Haya hai…
Lekin… mainaine…Ek naya jeevan Jiya hai…
Yun toe Sirf tumhari Nafrat ko piya hai…
Ye Ehsaas mere nahi Tumhare hai…
Mere andar bhi to Tu hi tu Basa hai...
Ye mere Bepanah pyar ka Sila hai…
Tabhi to mujhe Duaa mein tu hi Tu mila hai…

Chahe jitna Door ho tu Mujhse…
Lekin jara Aakar dekh…
Mere charo orr…
Tera hi Silsila hai…

Isliye to maine Teri Nafrat ko Chuna hai…

…mahuaa…

..♥♥..Mera Tumhara..kya Rishta hai..kuch bhi Nahi..
Agar kabhi..Gujarta dekho..kya Tum Mujhe..bulaoge..
Shayad Nahi..
Agar jo phir Hum..kabhi na Mile to..
Kya Tum yaad aaogoge..Nahi..
Kiuki..Tum Mere..koi Nahi..
Main janti hun..Magar..
Ho jab Mere koi Nahi..kiu lagte ho Mujhko Paraye nahi..
..♥♥..

..nm..

...mahuaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
3rd September 2007, 06:36 AM

namaste amit ji

wah, dard ki aishe bayaan kiya hai aapne k, k aisha lagta hai jaise lafz ro rahein ho. dard hi dard hai aur kuch b nahi, ek kahani jaisi lagti hai yeh pesh-kash. bahut khub amit ji. daad hajir hai, kabul kijiye.

khush rahein

aapka dost

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
3rd September 2007, 11:19 AM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Bohot khoob amit sahab... Dil se nikli hui daad kubool kare... masrufiyat ki wajeh se jab padha tha tab hi reply nahi de paya.. yunhi likhte rahe..

Ijazat...

Abrar...
Abrar bhai bahut bahutr shukriya aapne is "Ehsaas" ko padha aur tareef ke kaabil samjha...

Umeed hai aapko mere baaki ehsaas bhi achhe lagenge..

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
3rd September 2007, 11:20 AM

Quote:
Originally Posted by PUNJABAN HEER View Post
Hello "Amit Widhani"

bahut hi pyara likha hai aapne, aapne te taa kamaal hi kar diya dost

Bahut Bahut shukriya heer ji. Ye aap jaise doston ki hi duayein hain ki main likh pata hoon. Warna ashkon se tasweer banana asaan nahin hota...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
3rd September 2007, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Amit ji aaj aap ko pehli baar padhaa to sach maaniye padhtaa hii reh gaya, aap ke is kalaam men bahut dard bhara padaa hai aur men to kehtaa hoon aap ke kalaam men hee nahii aap ke dil men bhi dard hai jise aap yun ghazal ke jhariye bayaan kar rahe hai, aap ki yeh bayaani kaabil-e-taariff hai. mai sochata thaa ki sirf mere dil men aur ghazal men hee dard hai magar aap ka ye jakhmi ,lahoo se lathpath kalam padh kar men apna dard bhool gaya.Aap ki yeh nazm mere dil ko chhoo gayi, aap ka kalaam maine 2-3 baar padhaa mujhe yeh kuchh lines bahut hi achhi lagi.

yunhi likhate rahiyega
regards
manu

Manu Ji aapne jo mere liye kiya hai wo main kabhi nahin bhool sakta. Maine kabhi nahin socha tha ki kisi ko ye Ehsaas itna khoobsurat bhi lag sakta hai. Ahemdabad mein hote hue aapne mujh padhte hi phone kiya aur itna dilkash reply bhi kiya. Bahut bahut shukriya dost..

Agar itni mohabbat apno ne di hoti to aaj is Ehsaas ka janam hi nahin hota..

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
3rd September 2007, 11:27 AM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Aadab amit ji,
kaise hain aap?

hame yakin hai aap bohot achhe honge,,hai na?
kyunki jo shaks itna achha likhta ho,aur itna saaf dil rakhta ho,,woh achha hi hoga.

pata hain aap jab bhi likhte hain,,esa mehsus hota hain,,
jese Aapne koi nazam nahi likhi hain,,,balki apna dil hi nikal kar hum sab ke samne rakh diya ho.

yakin maniye aapki nazam bohot hi pyari hai,,
aur dil ko chhu gayi,
DILSE nikli daad ko kabul kijiyega,

aur haan aapki muskan bohot achhi hai,,ise kabhi khone mat dijiyega,
is duniya me aansu muft me mil jate hain,per khushi nasib walo ko milti hain,
to hamesha khush rehna.

apna khayal rakhiye,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ

Apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

Aadaab soni ji. Ji aapne theek samjha. Main bahut schha hoon. Umeed karta hoon aap aur Hasan Ji bhi bahut achhe honge.

Ab aapke reply ko lekar kya kahoon. Yakeen maniye ab jb bhi koi post likhta hoon, jab tak aapka reply na aaye, adhoori lagti hai. Har baar is tarah saath dene ke liye bahut bahut shukriya Soni Ji...

Magar haan ye aapne sahi samjha ki main kabhi poem nahin likhta balki sahi mayno mein apne aansuon se dard ki tasweer banane ki koshish karta rehta hoon...
Aur jahan tak muskurahat ka sawaal hai

Zamana lakh koshish kar le rulane ki, par jab tak aap jaise doston ka saath hai, muskurata rahoonga..
Vaada krta hoon aata rahoonga..

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mahuaa
Registered User
Mahuaa will become famous soon enoughMahuaa will become famous soon enough
 
Mahuaa's Avatar
 
Offline
Posts: 465
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 18
3rd September 2007, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
apke ehsaas se mere zehan mein bhi kuch khyal aaye...jo is tarah hai...ummeed hai ki apko ye ehsaas pasand nahi aayenge...hamesha ki tarah...

Jab Jab manie tumhari Gazalon ko padha hai…
Maine…Ek naya jeevan Jiya hai…
Yun to hai har Lafz tumhari Gazlon mein…
Pyar hai…Wafa hai…Kaza hai…Haya hai…
Lekin… maine Sirf tumhari Nafrat ko piya hai…
Ye Ehsaas mere nahi Tumhare hai…
Mere andar bhi to Tu hi tu Basa hai...
Ye mere Bepanah pyar ka Sila hai…
Tabhi to mujhe Duaa mein tu hi Tu mila hai

Chahe jitna Door ho tu Mujhse…
Lekin jara Aakar dekh…
Mere charo orr…
Tera hi Silsila hai…

Isliye to maine Teri Nafrat ko Chuna hai…

…mahuaa…
kuch kami thi use pura kiya...lekin shayad...

..♥♥..Mera Tumhara..kya Rishta hai..kuch bhi Nahi..
Agar kabhi..Gujarta dekho..kya Tum Mujhe..bulaoge..
Shayad Nahi..
Agar jo phir Hum..kabhi na Mile to..
Kya Tum yaad aaogoge..Nahi..
Kiuki..Tum Mere..koi Nahi..
Main janti hun..Magar..
Ho jab Mere koi Nahi..kiu lagte ho Mujhko Paraye nahi..
..♥♥..

..nm..

...mahuaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd September 2007, 02:47 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Maaf karna doston.. Mujhse ek khata ho gayi.. Muskurane ki khata. Main ye bhool gaya tha ki mujhe hansne ki ijazat nahin di
hai mere muqaddar ne... Zara bhool ki ke sailab aa jata hai..
Apni aukaat bhoolkar hansne ke liye chit-chat forum mein chala gaya tha.. Par mera aashiyana muskurahat nahin Dard hai..

dard-e-Dil hai....

Yun to khoob aazmayi meri mohabbat usne
Khuda se kai baar lagayi meri shikayat usne
Uski har ek dua mein meri ruksati ki hasrat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Uski in adaon ka bhi main, deewana hua baitha tha
Uske dil mein jo panah mili, use apna aashiyana kehta tha
Uski aankon ki Dilkashi maano jaise meri Jannat thi
Par meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Usse Ishq ka shauk rakhne wala, uske liye ek Gair tha
Jitni mujhe mohabbat thi, use utnaa hi mujhse Vair tha
Meri maut ki aarzoo mere, mashooq ke liye ibadat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se Nafrat thi

Kai baar zakhm diye the usne kai baar namak lagati thi
Bahut pyaar aata tha uspar uske baad jab wo muskurati thi
Muskurakar mujhe yun khushi dena, ye uski mujhpar inayat thi
Meri mehbooba ko lekin, meri..Aashiqi se nafrat thi

Aaaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..
Kisi aur ka uska ho jaana mere liye qayamat thi
Meri mehbooba ko meri ZINDAGI se bahuttt nafrat thi

Aaj pehli baar usse meri mohabbat par yakeen aaya hai
Uski aankhon ne bhi aaj ek ashq ka katra chalkaya hai
Pal bhar mohlat de de khuda,pal bhar ko uth jane de
Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai,,

Dekh meri maiyat par mera mehboob aaya hai....

Kai baar zakhm diye the usne kai baar namak lagati thi
Bahut pyaar aata tha uspar uske baad jab wo muskurati thi
Muskurakar mujhe yun khushi dena, ye uski mujhpar inayat thi
Meri mehbooba ko lekin, meri..Aashiqi se nafrat thi

Aaaj bewafaai ki inteha ko wo gairon ki baahon mein So gayi..
Mujhe todne ki hasrat itni thi, wo kisi aur ki ho gayi..
Kisi aur ka uska ho jaana mere liye qayamat thi
Meri mehbooba ko meri ZINDAGI se bahuttt nafrat thi

widhani ji uper jo ashar quote kiye bohat achay lagay main aap ke itnay dard pe shayad kuch bhi na keh paoon dua hai aapko zindagi se jitne shikway shikayatain hain woh door hojayen ameeeeeeeen zindagi se kisi surat mayoos mat hon bas yehi dua hai khush rahiye

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
4th September 2007, 11:25 AM

Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
ummeed hai ki apko ye ehsaas pasand nahi aayenge...
Ji haan mujhe aapke ye ehasas achhe nahin lage kyonki ye aapke ehsaas nahin aapka fareb hai..

Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
Jab Jab manie tumhari Gazalon ko padha hai...
Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
M hai har Lafz tumhari Gazlon mein…
Pyar hai…Wafa hai…Kaza hai…Haya hai…
Lekin… mainaine…Ek naya jeevan Jiya hai…
Yun toe Sirf tumhari Nafrat ko piya hai…
Ye Ehsaas mere nahi Tumhare hai…
Mere andar bhi to Tu hi tu Basa hai...
Ye mere Bepanah pyar ka Sila hai…
Tabhi to mujhe Duaa mein tu hi Tu mila hai…

Chahe jitna Door ho tu Mujhse…
Lekin jara Aakar dekh…
Mere charo orr…
Tera hi Silsila hai…

Isliye to maine Teri Nafrat ko Chuna hai…
Par ab aap aa hi gaye ho to suno ....

Jise Khuda ki mafik pooja hai maine wo ladki ek fareb hai
Main akela hi uska aashiq nahin, uske yaar anek hain
Apna haq samjha tha jispar wo gairon ki amanat thi
Meri mehbooba ko meri Aashiqi se nafrat thi

Chaand Sitare tod lane ka jazba jiske liye rakhta tha
Us Sang-Dil Bewafa se main bahut mohabbat karta tha
Par usse mere saath aur deewaono ki bhi zaroorat thi
Meri Mehbooba ko meri Aashiqi se nafrat thi
Meri Mehbooba ko meri Aashiqi se nafrat thi..

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
4th September 2007, 11:29 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste amit ji

wah, dard ki aishe bayaan kiya hai aapne k, k aisha lagta hai jaise lafz ro rahein ho. dard hi dard hai aur kuch b nahi, ek kahani jaisi lagti hai yeh pesh-kash. bahut khub amit ji. daad hajir hai, kabul kijiye.

khush rahein

aapka dost

manish
Hello Manish Ji,
Kaise hai aap???..

Aapka shukriya ada karna chahunga ki aap is post par aaye, apna waqt diya aur is dard ko samjha. Bahut bahut shukriya dost..

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
4th September 2007, 11:31 AM

Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
kuch kami thi use pura kiya...lekin shayad...

Aapne kisi kami ko poora nahin kiya Mahuaa balki ek kami paida ki hai. Ek nasoor Zakhm diya hai.. And U must know I _ _ _ _ u for that...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Tanah Safar
Registered User
Tanah Safar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 0
4th September 2007, 02:12 PM

Amit ji namaskar
aapke iss dard bhare alfazo ko padha bhaut hee dard dekha aake iss kalam me aur aapne apne iss dard ko bhaut hee gehreai se likha hai aisa lagta hai ki ye dard aapne kafi kareeb se mehsos kia hai par aapka kalam kabil e tareef hai
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
5th September 2007, 01:55 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
widhani ji uper jo ashar quote kiye bohat achay lagay main aap ke itnay dard pe shayad kuch bhi na keh paoon dua hai aapko zindagi se jitne shikway shikayatain hain woh door hojayen ameeeeeeeen zindagi se kisi surat mayoos mat hon bas yehi dua hai khush rahiye
Hi Di.

aapne mere dard ko samjha aur is Ehsaas ko pasand kiya, yakeen maniye bahut achha laga...

Shukriya....

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
7th September 2007, 01:37 PM

Quote:
Originally Posted by Tanah Safar View Post
Amit ji namaskar
aapke iss dard bhare alfazo ko padha bhaut hee dard dekha aake iss kalam me aur aapne apne iss dard ko bhaut hee gehreai se likha hai aisa lagta hai ki ye dard aapne kafi kareeb se mehsos kia hai par aapka kalam kabil e tareef hai

Namaskar Tanah Safar Ji.

Main aapka naam to nahin janta par aapne is ehsaas ko padha, dard ko samjha aur alfaazon ko saraha, iske liye bahut bahut shukriya...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
22nd September 2007, 12:24 PM

Aalam-e-Ishq Ki kashti mein sawar hokar
Chala tha Mohabbat ke gaon mein mai.
Jo dooba beech majhdhaar to jaana maine
Baitha tha Kagaz Ki Nao mein mai.

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
9th September 2008, 07:18 PM

Ibadat Ki ibadat hai mohabbat ki mohabbat hai.
Mere mashooq ki surat khuda se milti hai...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#23)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
10th September 2008, 10:58 AM

amit sahib !

kafii dard bara likha hai ! par theek likha hai !

pasand aaya !

daad ke sath !

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
10th September 2008, 04:19 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Ibadat Ki ibadat hai mohabbat ki mohabbat hai.
Mere mashooq ki surat khuda se milti hai...

Dukh ki raah mein dard hi hamdard hota hai........
jab koi chor kar chala jaye to dil chupke se kyo rota hai.....
kisi ki judai ka gam to aisa hota hai........
isiliye to begana veeran jagaho per rota hai......nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sony agarwal
Registered User
sony agarwal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 51
Join Date: Sep 2008
Rep Power: 16
10th September 2008, 06:23 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Dukh ki raah mein dard hi hamdard hota hai........
jab koi chor kar chala jaye to dil chupke se kyo rota hai.....
kisi ki judai ka gam to aisa hota hai........
isiliye to begana veeran jagaho per rota hai......nm
"ye dil kambakt kyun kisi se itni aas lagata hai
rhkar khayalon mein kyun sapno k aashiyane sajata hai
shayad sirf tutna hi likha ahi iski dagar mein
isliye hi ye dil begani taqdeer k sawaab mein dafn ho jata hai"
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
10th September 2008, 06:29 PM

Quote:
Originally Posted by sony agarwal View Post
"ye dil kambakt kyun kisi se itni aas lagata hai
rhkar khayalon mein kyun sapno k aashiyane sajata hai
shayad sirf tutna hi likha ahi iski dagar mein
isliye hi ye dil begani taqdeer k sawaab mein dafn ho jata hai"
Is dil ko dafnana apne bas ki baat nahin
Is dil ko humne unka aashiyana bana rakha hai
Kahi unhe na chu jaaye iski aag ki lapte isliye
"Ehsaas" ne apne dil ko jalne se baccha rakha hai....

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#27)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
10th September 2008, 06:30 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
amit sahib !

kafii dard bara likha hai ! par theek likha hai !

pasand aaya !

daad ke sath !
Hi Kshitiz, aap is post par aaye aur ise tareef ke kaabil samjha, iske liye bahut bahut shukriya

Aapka dost...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#28)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
11th September 2008, 02:29 AM

AmiT Sahib...

Acccha Likha AapNe.... Thread Ka Title! Hamari Samajh Se Thoda Bahar Hua!

Anyway's Acchi Koshish Hai Aap ki Accha Lega Pad Kar

ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
15th September 2008, 06:02 PM

Hi Amrit Ji,

Thanks a lot for the appreciation and love

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#30)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
14th January 2009, 05:05 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Dukh ki raah mein dard hi hamdard hota hai........

jab koi chor kar chala jaye to dil chupke se kyo rota hai.....
kisi ki judai ka gam to aisa hota hai........
isiliye to begana veeran jagaho per rota hai......nm

Kai baar kaha, ashqon se mehfilon mein na aaya karo
Tere dard-e-gum mein ye achaknak hi chalak jaate hain
Bole ashq "Ehsaas" tujhe jab wahan akela paate hain
Tera saath dene hum mehfilon mein bhi chale aate hain

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"yeh duniyaa ki reet kitni niyaari babul" Diya_Jale Shayri-e-Dard 36 15th January 2017 08:02 PM
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
" Nafrat Ka Zahar " Rubina Yasmeen silent-tears Shayri-e-Dard 1 29th December 2009 06:19 PM
"Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN" Diya_Jale Shayri-e-Dard 13 27th July 2009 07:55 PM
Kitni Mushkil Se "Nida" !! Bani The Dil Ke Kainaat Na Pooch Nida Siidiqui Shayri-e-Dard 2 6th June 2003 09:56 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com